Brts ki vajah se me indore ki bahut taarif karata tha. Mujhe ye vyavastha bahut achchi lagi thi. Ise hataana nahi chahiye aam aadami pareshaan ho jaayega.
I bus 🚌 ka safar hmesha se Indore me mera best attachment rha hai, koi yhan aata hai shuruaat main I bus se karati hun ❤ Ujad do , wese bhi wharkuan stop to bnd hi kr diya pahle hi
Brts ki vajah se me indore ki bahut taarif karata tha. Mujhe ye vyavastha bahut achchi lagi thi. Ise hataana nahi chahiye aam aadami pareshaan ho jaayega.
Sahi baat
I bus 🚌 ka safar hmesha se Indore me mera best attachment rha hai, koi yhan aata hai shuruaat main I bus se karati hun ❤
Ujad do , wese bhi wharkuan stop to bnd hi kr diya pahle hi
Public ka paisa ko barbad kar karhe hai brts nahi hatana chaiye.
surprisingly,,,BRTS is a success in Raipur,,,because it connects old raipur to new raipur....but in bhopal n indore it was within the city
Galat decision h
300 crode ka brts banaya hi ku gaya jab public ka paisa waste karna tha to . Yeh wrong decision hai.
Jinke pas gadi nhi hai unko gadi dilwa do
Indore brts hatana ke badla mahakal mandir ko vip system hatao
Totally wrong decision