Bhut ki dardnak nauha hai jab bhi suno aankh nam ho jaati hai lagta hai jaise karbala me sab apni ankho se dekh rhe hai maula aapko safder bhai lambi umr de apni naukri aise hi karte rahiye mazloom ki kahani batate rahiye dunia ko
Husain Husain Husain Husain Ya Husain Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 1. Dohai dohai khudara dohai Ye dashte bala me hai kesi tabahi bahaya hai kisne ye khoone mohd qayamat ye dhai hai kisne ilaahi jawano buzurgo ko maara gaya hai shahido me shamil hai nanha sipahi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne shahido ke laasho pe danke bajae jala daale aale mohd ke khaime sakina ke mu par tamache lagaye jo beemar tha uska bistar na choda nabi zadiyo par bhi durre chalaye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 3. Uthi apne marqad se binte mohd siyah shab ki chadar me chehra chupakar gayi karbala me to usne ye dekha hai bosida kurte me ek laashe besar badan saara teero se chalni pada hai lahu me hai dooba hua saara paikar Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 4. tadap kar wo chillai shabbir beta lahu me nahaye ho sar bhi juda hai tabar kisne maare hai saare badan par ye teero pe kisne janaza rakha hai kaha hai mera laal abbas bolo mai puchungi usse ye kese hua hai Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi juda tan se sar tha to shane kate the ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar kahe kya ke darya kanare pade the sue alqama ab jo bibi ne dekha batao ke sahil pe thande pade the Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab jo wehshat ke jungle me haider bani thi kabhi khaak udati kabhi ashk piti jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi sakina ke saqqa ko aawaz dekar ghame shahedeen me buka kar rhi thi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 7. guzarish hai aaqa hamari yahi humko roze pe maula bula lijiye humko zawwar maula bana lijiye humko daaman me maula chupa lijiye giraftar zoro-sitam hum hue hai musibat se humko bacha lijiye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae kabhi roke kehti ke baba kaha ho shahido ka nauha tha uske zaba par abad kis tarah uske ghum ka baya ho hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil khudara zahoore imame zama ho Husain Husain Husain Husain Husain Husain Ya Husain
Husain Husain Husain Husain Ya Husain Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 1. Dohai dohai khudara dohai Ye dashte bala me hai kesi tabahi bahaya hai kisne ye khoone mohd qayamat ye dhai hai kisne ilaahi jawano buzurgo ko maara gaya hai shahido me shamil hai nanha sipahi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne shahido ke laasho pe danke bajae jala daale aale mohd ke khaime sakina ke mu par tamache lagaye jo beemar tha uska bistar na choda nabi zadiyo par bhi durre chalaye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 3. Uthi apne marqad se binte mohd siyah shab ki chadar me chehra chupakar gayi karbala me to usne ye dekha hai bosida kurte me ek laashe besar badan saara teero se chalni pada hai lahu me hai dooba hua saara paikar Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 4. tadap kar wo chillai shabbir beta lahu me nahaye ho sar bhi juda hai tabar kisne maare hai saare badan par ye teero pe kisne janaza rakha hai kaha hai mera laal abbas bolo mai puchungi usse ye kese hua hai Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi juda tan se sar tha to shane kate the ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar kahe kya ke darya kanare pade the sue alqama ab jo bibi ne dekha wafao ke sahil pe jhande gade the Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab jo wehshat ke jungle me haider bani thi kabhi khaak udati kabhi ashk piti jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi sakina ke saqqa ko aawaz dekar ghame shahedeen me buka kar rhi thi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 7. guzarish hai aaqa hamari yahi humko roze pe maula bula lijiye humko zawwar maula bana lijiye humko daaman me maula chupa lijiye giraftar zoro-sitam hum hue hai musibat se humko bacha lijiye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae kabhi roke kehti ke baba kaha ho shahido ka nauha tha uske zaba par abad kis tarah uske ghum ka baya ho hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil khudara zahoore imame zama ho Husain Husain Husain Husain Husain Husain Ya Husain
I am suni. Pak imam ko gareeb na kaho.woh sari kainat kay malik hain. Sari duniyan un kay qadmon ki dhool hay.app nay duniyan ki har cheez thukra kar khuda ka shukar aada kia. App nay woh kam kia jo nabion ko naseeb na ho saka app per tu sub nabi rashak kartay hain.salam salam salam salam salam imam hussain ra salam.
mat puch haqeeqat be zuban qitaboo se suno jab azan to samjo hussain zinda hai yehi hai sida rasta in k siwa kuch nai in k dhar se dill ko sakoon milta hai salam ya hussain
mene issey zyada purdarad nauha kabhi nhi suna buhat hi gham bara kalam likha hai abad ne khuda usko aisa dard bhara nauha likhney ka buhat hi zyada sawab ata karey
I luv this nouha nd aap ki awaaz bhi bohut achchi or dardnaak h mashallah aey mere moula aap k bohut krm h hm sab prr jo aapne hme is qoum k azadaar bnaye ya Ali
Mola hamay apny dar pr bula li jiye mola ham gunahgaroo ki dua qabool farmae khudara hamy bulae khudara hamy bulae.khudara.asalamu alaeka ya bna rasoliallah.a.s
AS SALAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATHU YA HAZRAT IMAM HUSSAIN IBN ALI MURTAZA IBN ABI TALIB ALAIHIS SALAAM YA HAZRAT AHLULBAYT ALAIHIS SALAAM. KHODAHAFEZ.
MashaAllah bahut Khoob. Don't angry who dislike it because Yazid or shaitan k khandhan walo ko toh bura lagega hi. Jo Hussain se mohabat na kar saka ,woh kya nabi se mohababat karega or kya woh Allah se kareeb ho payega,woh tab bhi halaq huay or ab bhi halaq hongey. Labaik ya Hussain
Kabhi asa hota ka kuch logo ki bata aap ko bhot achi lagti hai bhot inspire karti hai jab ka baki bhi apni jaga bhot khas bhot acha hai par Ali safdar ka tamam noha bhot acha lagta hai dil ko sunn kar bhot sakoon milta hai Allah salamat rakha tamam mola ka chahana walo ko ameen
Iam suni.main nokar hun panjtan ka.karbla ka ghum meri rag rag mein hy kon kehta hy suni karbla ka ghum nahi rakhtay. Main tu ye kheta hun kay woh suni tu kia muslim hi nahi jis ko karbla ka ghum nahi. Kash hum bhi karbla mein app ki gulami kartay. Haye hussain. Salam salam salam salam salam salam ya hussain ra salam.
Whenever I listen this noha my soul starts pining for the miseries of Hazrat Imam Hussain.Very painful noha.Everytime I cry so much.Salam ya mola ap per how u have endured everything on ashura.Kash hm bhi karbala main hote or apne ap ko ap pe kurbaan kr dete.
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 1. Dohai dohai khudara dohai Ye dashte bala me hai kesi tabahi bahaya hai kisne ye khoone mohd qayamat ye dhai hai kisne ilaahi jawano buzurgo ko maara gaya hai shahido me shamil hai nanha sipahi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne shahido ke laasho pe danke bajae jala daale aale mohd ke khaime sakina ke mu par tamache lagaye jo beemar tha uska bistar na choda nabi zadiyo par bhi durre chalaye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 3. Uthi apne marqad se binte mohd siyah shab ki chadar me chehra chupakar gayi karbala me to usne ye dekha hai bosida kurte me ek laashe besar badan saara teero se chalni pada hai lahu me hai dooba hua saara paikar Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 4. tadap kar wo chillai shabbir beta lahu me nahaye ho sar bhi juda hai tabar kisne maare hai saare badan par ye teero pe kisne janaza rakha hai kaha hai mera laal abbas bolo mai puchungi usse ye kese hua hai Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi juda tan se sar tha to shane kate the ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar kahe kya ke darya kanare pade the sue alqama ab jo bibi ne dekha batao ke sahil pe thande pade the Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab jo wehshat ke jungle me haider bani thi kabhi khaak udati kabhi ashk piti jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi sakina ke saqqa ko aawaz dekar ghame shahedeen me buka kar rhi thi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 7. guzarish hai aaqa hamari yahi humko roze pe maula bula lijiye humko zawwar maula bana lijiye humko daaman me maula chupa lijiye giraftar zoro-sitam hum hue hai musibat se humko bacha lijiye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae kabhi roke kehti ke baba kaha ho shahido ka nauha tha uske zaba par abad kis tarah uske ghum ka baya ho hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil khudara zahoore imame zama ho Husain Husain Husain Husain Husain Husain Ya Husain
Ya Imam (as) salaam Ap per or Apk ashaab per jo apk sath karb o bala me Shaheed hue aj Aashoor k din.😢😢 Bohat umda likha or perha gaya. Dil pe lagta hai ye Noha. 😢😢😭😭
Such a beautiful noha.... HUSSAIN UL GHARIBUL HUSSAIN (A.S).... heart bleeds n eyes too .... ALLAH G MAAF KARNA if can’t haq ada of SHAUHDA E KARBALA 😢
Salam my pak imam Hussain a. s madad ap ko wasta hey my pak bibi seyda Fatima zehra s. A ka mujy karbala Bola lo or apny rozy Mubarak py meri jan ly lo mera akhir sajda ho imam Hussain a. s k rozy py ameen 😭😭😭😭😭
I'm proud to say that I'm a panjetani.... Labbaik Ya Hussain
Same here
Same
Labbaik Ya Hussain as
@@waju588aaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Bhut ki dardnak nauha hai jab bhi suno aankh nam ho jaati hai lagta hai jaise karbala me sab apni ankho se dekh rhe hai maula aapko safder bhai lambi umr de apni naukri aise hi karte rahiye mazloom ki kahani batate rahiye dunia ko
Husain Husain Husain Husain Ya Husain
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
1. Dohai dohai khudara dohai
Ye dashte bala me hai kesi tabahi
bahaya hai kisne ye khoone mohd
qayamat ye dhai hai kisne ilaahi
jawano buzurgo ko maara gaya hai
shahido me shamil hai nanha sipahi
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne
shahido ke laasho pe danke bajae
jala daale aale mohd ke khaime
sakina ke mu par tamache lagaye
jo beemar tha uska bistar na choda
nabi zadiyo par bhi durre chalaye
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
3. Uthi apne marqad se binte mohd
siyah shab ki chadar me chehra chupakar
gayi karbala me to usne ye dekha
hai bosida kurte me ek laashe besar
badan saara teero se chalni pada hai
lahu me hai dooba hua saara paikar
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
4. tadap kar wo chillai shabbir beta
lahu me nahaye ho sar bhi juda hai
tabar kisne maare hai saare badan par
ye teero pe kisne janaza rakha hai
kaha hai mera laal abbas bolo
mai puchungi usse ye kese hua hai
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi
juda tan se sar tha to shane kate the
ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar
kahe kya ke darya kanare pade the
sue alqama ab jo bibi ne dekha
batao ke sahil pe thande pade the
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab
jo wehshat ke jungle me haider bani thi
kabhi khaak udati kabhi ashk piti
jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi
sakina ke saqqa ko aawaz dekar
ghame shahedeen me buka kar rhi thi
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
7. guzarish hai aaqa hamari yahi
humko roze pe maula bula lijiye
humko zawwar maula bana lijiye
humko daaman me maula chupa lijiye
giraftar zoro-sitam hum hue hai
musibat se humko bacha lijiye
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae
kabhi roke kehti ke baba kaha ho
shahido ka nauha tha uske zaba par
abad kis tarah uske ghum ka baya ho
hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil
khudara zahoore imame zama ho
Husain Husain Husain Husain
Husain Husain Ya Husain
Husain Husain Husain Husain Ya Husain Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
1. Dohai dohai khudara dohai Ye dashte bala me hai kesi tabahi bahaya hai kisne ye khoone mohd qayamat ye dhai hai kisne ilaahi jawano buzurgo ko maara gaya hai shahido me shamil hai nanha sipahi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne shahido ke laasho pe danke bajae jala daale aale mohd ke khaime sakina ke mu par tamache lagaye jo beemar tha uska bistar na choda nabi zadiyo par bhi durre chalaye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
3. Uthi apne marqad se binte mohd siyah shab ki chadar me chehra chupakar gayi karbala me to usne ye dekha hai bosida kurte me ek laashe besar badan saara teero se chalni pada hai lahu me hai dooba hua saara paikar Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
4. tadap kar wo chillai shabbir beta lahu me nahaye ho sar bhi juda hai tabar kisne maare hai saare badan par ye teero pe kisne janaza rakha hai kaha hai mera laal abbas bolo mai puchungi usse ye kese hua hai Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi juda tan se sar tha to shane kate the ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar kahe kya ke darya kanare pade the sue alqama ab jo bibi ne dekha wafao ke sahil pe jhande gade the Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab jo wehshat ke jungle me haider bani thi kabhi khaak udati kabhi ashk piti jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi sakina ke saqqa ko aawaz dekar ghame shahedeen me buka kar rhi thi Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
7. guzarish hai aaqa hamari yahi humko roze pe maula bula lijiye humko zawwar maula bana lijiye humko daaman me maula chupa lijiye giraftar zoro-sitam hum hue hai musibat se humko bacha lijiye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae kabhi roke kehti ke baba kaha ho shahido ka nauha tha uske zaba par abad kis tarah uske ghum ka baya ho hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil khudara zahoore imame zama ho Husain Husain Husain Husain Husain Husain Ya Husain
masoom jafri mashallah bhai
can u plz give this full written
Hamida
hadi
masoom jafri thank you bhai:)
Moula sabko ziyaraat ata farmaya
Ilahayameen
Aameen
Ilahi ameen
Aameen
ameen 😢😢😢😢
I listen this noha everyday........ya husain a.s....ye noha mujhe karbala le jata hai
Ya nohy sun k khoon khulta hy kash us time hm hoty apny Imam k 7 😥😥😭♥️♥️♥️♥️
Parda e Ghaibat mein Usi Mazloom imam ka Beta Mojood hai un ke liye khud ko tayar krein 😢
I cry so much every time i hear this noha. May Allah bless the writer and Ali Safdar for making us shed tears in gham e Hussain
I'm also
Syed Asim Abbas same 😭
Mazlum mare hussian imam
😅😅😅
May Allah Pak bless the writer of the noha, Ali Sader
I m sunni but i respect all we r all muslims brother and sisters Allah almighty next year select me to viizt karbala plz make all dua for me
Ye Sunni kon hai 🙄
Inshallah brother
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Nhi chahiye teri respect
InshaAllah❤
I am suni. Pak imam ko gareeb na kaho.woh sari kainat kay malik hain. Sari duniyan un kay qadmon ki dhool hay.app nay duniyan ki har cheez thukra kar khuda ka shukar aada kia. App nay woh kam kia jo nabion ko naseeb na ho saka app per tu sub nabi rashak kartay hain.salam salam salam salam salam imam hussain ra salam.
Gareeb sirf paiso se nhi hote. 😢
Salam ya Hussain a.s 🙏😭
is nohe ko likhne wala pharne wala or RUclips pr upload krne wale ko janabe sayyada apne bate mola abbas k sadqe me apne roze pr bulaye
Khuda salamat rakha Aameen
ameeeeeeennn
RASHID ABBAS ilahi e ameen
Asetbiry duruvz
Ameen
mat puch haqeeqat be zuban qitaboo se
suno jab azan to samjo hussain zinda hai
yehi hai sida rasta in k siwa kuch nai in k dhar se dill ko sakoon milta hai salam ya hussain
shaikh farukh mashallah moula salamat rekhe Aap ko
Ma Sha Allah...Beshaak
shaikh farukh saihi kaha bhai mola salamt rakhe app ko
shaikh farukh mola koi ghum na de siwaye ghume hussain ke
shaikh farukh mashallah.......
Mairay mola sab ko ziarat kara apnay rozay ki jo is nohay ko sun kar like karay or comment parh kar mujhay like karay
ye Noha ab tak ka sbse acha best hai .. I m crying after listening this💔😓
As a sunni when i hear this line sakeena pe muh pe tamache lagae unstoppable i abusing all of them
Labbaik ya Hussain ❤
Ya hussain as 😢 bs ya dua hai mujy hussain kay nazar mai rak 😢
mene issey zyada purdarad nauha kabhi nhi suna buhat hi gham bara kalam likha hai abad ne khuda usko aisa dard bhara nauha likhney ka buhat hi zyada sawab ata karey
Labbaik ya Hussain a.s
I luv this nouha nd aap ki awaaz bhi bohut achchi or dardnaak h mashallah aey mere moula aap k bohut krm h hm sab prr jo aapne hme is qoum k azadaar bnaye ya Ali
Ye aala noha ne muje rulaa dalaa hai. AllahTuala aap sab Maola Imaam Hussain (a.s) zaakirin, zzahiree, aur fidaahee aap sab ko salamat rakhe. Aameen.
One of the best noha
I really feel like to die after listening this noha 😭😭
May God bless writer and Ali safdar
Es nohe ko Kitna bhi sun lo
Bs Dil Karta h Sunte rahe
Har alfaaz Dil par asar karta h
mashaAllah bhot khubsurat likha h moula qabool farmaye
Mola hamay apny dar pr bula li jiye mola ham gunahgaroo ki dua qabool farmae khudara hamy bulae khudara hamy bulae.khudara.asalamu alaeka ya bna rasoliallah.a.s
AS SALAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATHU YA HAZRAT IMAM HUSSAIN IBN ALI MURTAZA IBN ABI TALIB ALAIHIS SALAAM YA HAZRAT AHLULBAYT ALAIHIS SALAAM. KHODAHAFEZ.
I am listening this moha everyday before sleep
I also
Same
Yaa Allah!!!! This Nauha is soooo beautiful :'(
haq bro
Yeah noha sun ka aisa lagta hai 100 bar Zindagi mila aur 100 martaba imam Hussain as pa apni jan qurban kar do
Mashallah, I listen to this noha everyday
2022😘😘😘
I am sunni barelvi and i love imam hussain and i listen all the noha's
Khuda jazz e khaair aata farmaay. aamin
I love this noha core of my heart ...wenever I listen it my heart cry wth blood tears ...lanaat meray mola k dushmano pr karoro baar
MashaAllah bahut Khoob. Don't angry who dislike it because Yazid or shaitan k khandhan walo ko toh bura lagega hi. Jo Hussain se mohabat na kar saka ,woh kya nabi se mohababat karega or kya woh Allah se kareeb ho payega,woh tab bhi halaq huay or ab bhi halaq hongey. Labaik ya Hussain
Unlike krne walo pr lanat beshumar 😠😠😡😡😢😢😢
Shiraz Hussain I agree
Karor bar lant ta qyamt dislik krny walo p
Bhai ayese kaha jata
Beshumar lanat
dislike karny waly yazeedi hain
Ye noha ki baat hi alag hai or Ali safdar ki awaz me yesterday noha or lajawaab ho jata hai
I m sunni but i like shiyaaaa.
haye mery Mola Hussain a.s ap par main mery maan baap qurabn. hazaron salam Ap a.s pay. noha likhny parny walon ko Allah abad rakhay
hussain hi hussain hai
Kabhi asa hota ka kuch logo ki bata aap ko bhot achi lagti hai bhot inspire karti hai jab ka baki bhi apni jaga bhot khas bhot acha hai par Ali safdar ka tamam noha bhot acha lagta hai dil ko sunn kar bhot sakoon milta hai Allah salamat rakha tamam mola ka chahana walo ko ameen
Mashallah..Allah salamath rakkhe tamam noha qwanon ko...Ameen....
Iam suni.main nokar hun panjtan ka.karbla ka ghum meri rag rag mein hy kon kehta hy suni karbla ka ghum nahi rakhtay. Main tu ye kheta hun kay woh suni tu kia muslim hi nahi jis ko karbla ka ghum nahi. Kash hum bhi karbla mein app ki gulami kartay. Haye hussain. Salam salam salam salam salam salam ya hussain ra salam.
Mashaallah the writer/s and all those recite will find a huge gift on the day of Mehsher and a peaceful time in Grave ameen
Haye Mairay Müzlüm aqa ... Humara Salaam hazir hay... Karbala Ke ziraat naseeb ho JAE mout say pehlay.... Ellahi Ameen
Whenever I listen this noha my soul starts pining for the miseries of Hazrat Imam Hussain.Very painful noha.Everytime I cry so much.Salam ya mola ap per how u have endured everything on ashura.Kash hm bhi karbala main hote or apne ap ko ap pe kurbaan kr dete.
Ameen bss aap yahi samj lee g a ke ham agar zinda hai toh imam kaa naam ko zinda rakhna hai aapnay kirdaar say
Mamey Imam Hussain key marmitne waloon par Shamil kardijiye , mre maa baap unki zaate aqdas par qurbaan ho
Labayke Ya Hussain !
Labayke ya hussain
nice
Mola salamat rakhy jis ne ye noha parha likha aur suna un sub ko
I cant hear this full noha cant control my eyes .... .
is nohe ko mene kum se kum nh to ek hazar se zyada maryaba suna hoga dil nh bhara kafi salon se jazakalah
Mashallaahh allaaahh inko salamat rakhe jb bhi nauhe sunte hai dil se aaho bukah hoti hai ya hissain ya hussain
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
1. Dohai dohai khudara dohai
Ye dashte bala me hai kesi tabahi
bahaya hai kisne ye khoone mohd
qayamat ye dhai hai kisne ilaahi
jawano buzurgo ko maara gaya hai
shahido me shamil hai nanha sipahi
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne
shahido ke laasho pe danke bajae
jala daale aale mohd ke khaime
sakina ke mu par tamache lagaye
jo beemar tha uska bistar na choda
nabi zadiyo par bhi durre chalaye
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
3. Uthi apne marqad se binte mohd
siyah shab ki chadar me chehra chupakar
gayi karbala me to usne ye dekha
hai bosida kurte me ek laashe besar
badan saara teero se chalni pada hai
lahu me hai dooba hua saara paikar
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
4. tadap kar wo chillai shabbir beta
lahu me nahaye ho sar bhi juda hai
tabar kisne maare hai saare badan par
ye teero pe kisne janaza rakha hai
kaha hai mera laal abbas bolo
mai puchungi usse ye kese hua hai
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazi
juda tan se sar tha to shane kate the
ghamo yaas o hasrat me majrooho muztar
kahe kya ke darya kanare pade the
sue alqama ab jo bibi ne dekha
batao ke sahil pe thande pade the
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainab
jo wehshat ke jungle me haider bani thi
kabhi khaak udati kabhi ashk piti
jo kunbe ke pehre pe tanha khadi thi
sakina ke saqqa ko aawaz dekar
ghame shahedeen me buka kar rhi thi
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
7. guzarish hai aaqa hamari yahi
humko roze pe maula bula lijiye
humko zawwar maula bana lijiye
humko daaman me maula chupa lijiye
giraftar zoro-sitam hum hue hai
musibat se humko bacha lijiye
Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain
Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)
8. kabhi dil me deti wo maa ko sadae
kabhi roke kehti ke baba kaha ho
shahido ka nauha tha uske zaba par
abad kis tarah uske ghum ka baya ho
hume bhi sa'adat ho nusrat ki hasil
khudara zahoore imame zama ho
Husain Husain Husain Husain
Husain Husain Ya Husain
Ya Imam (as) salaam Ap per or Apk ashaab per jo apk sath karb o bala me Shaheed hue aj Aashoor k din.😢😢
Bohat umda likha or perha gaya.
Dil pe lagta hai ye Noha.
😢😢😭😭
Hayeeee Hayeee😢😢😢 Shaheedoun mai shamil hai nanna sipahii 😢😢Moula Paak AS Kabool karyn.....✋✋
Ye noha sun k dill khon k ansu rota hai salam ya hussain as
اللہ بحق محمدؐ و آلِ محمدؐ علی صفدر کی توفیقات میں اضافہ فرمائے۔
آمین
Ana Majnon Al Hussain(as)
Hamare abba ne noha hame yaad karaya tha ajj hum kush naseeb hai ke hame noha yaad hai allah hamere abba ko jannat naseeb kare. Ameen..
Ye noha sun k dil maula k gham se bhar aata h...Salaam yaa HUSAIN alahissalaam! Safdar sir aapki aawaaz me bht dard h,Allah aapko salamat rakhe!
My favrt noha h ya allah har shia ko salamat rakha mola
ali safadar bhai aapke. sabke sab nohe or. Marsiya gazzab ke he
ya hussain ya ali
Mashallah ye noha sunnay walay apni ansoo NAHI rok saktay 😢
Mashallah Safdar bhai, geo geo!.. Labaik YA Hussain labaik YA Hussain labaik YA Hussain!.. Loud SALAWAT!..
Salam ya Hussain a.s
May Allah bless Ali Safdar and the poet of this noha with His shower of blessings.
Love u hussain and ghazi
very hearttouching nohaaass😢
I am Sunni Muslim but respect to shiya muslim brother
Salam yea hussain
This noha deserve billion views 😭😭😭😭😭too much heart touching
اللہ تعالیٰ اس نوحے کے لکھنے والے کو اور پڑھنے والے کو مولا عباس اجر دے گا
Ajar Allah deta ha
Salam ya Hussain
Mashaallah ali safdar bhai
Sandeep Kumar hello bro
Mashallah safdar ali
Allaha aapko salamat rakhe😭😭😭😭😭😭😭👍👍👍👍👍👍👍
@@nawabhadir6914 7ejyifnr8vhwishxuiejcs
kaha ha mra Lal Abbas AS bolo mn poucho gae os sy ya Kasy howa ha 😢😢😢😢😢😢😢
may God bless you Dr safdar ali
Ali Nazari good Safdar ali i like your noha and you
😃😃😃😃😃😃 goog noha
Ammen
Islam zinda hota hy har karbala k baat . Labbaik ya moula Hussain a.s .
This is very heart touching noha 😭 Labbiak ya husssainع 💔
Jio jio Ali satdar hamshamola aur taufiqat ma izafa karay aurasa hi nohay jinko sunka Mola ko pursa day sakain walda ko Salma jinho me tumhey sikhaya
Imam madad :) Labbaik ya hussein a.s
Such a beautiful noha.... HUSSAIN UL GHARIBUL HUSSAIN (A.S).... heart bleeds n eyes too .... ALLAH G MAAF KARNA if can’t haq ada of SHAUHDA E KARBALA 😢
imam hussain salamat rakhe sabhi ko
Mola ki amaan may rahein
Bohat aala
Koi gham na Miley siwaey gham e mazloom e karbala
I like this noha
Salam my pak imam Hussain a. s madad ap ko wasta hey my pak bibi seyda Fatima zehra s. A ka mujy karbala Bola lo or apny rozy Mubarak py meri jan ly lo mera akhir sajda ho imam Hussain a. s k rozy py ameen 😭😭😭😭😭
Assalam Alaikum ya hussain zindabad jiyo Allah salamat rakhe
Ya Hussain mazloom
Labbaik ya Hussain ❤
Jo bimar tha uska bistar na chhora
Hussain al gareeb
This very hart touching noha
May Allah always keep us on right path and follow footsteps of Muhammad A.S and Ahle Bait A.S.. Ameen
Masha allah allah apko or tofeeq de deen ki khidmat krnay ki
mashallah bahut hi achcha nauha hai....roz sunte hain hm
This is very emotional noha😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 salam ya hussain ibne ali (a.s)
haye haye mere maula hussain as meri jaan aap pe qurbann hazaron lakhon baar
labbaik ya husain 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
انسان کو بیدار تو ہو لینے دو ہر قوم پکارے گی ہمارے یے حسین
Hussain Hussain bas Hussain
karbala ki yaad ati hai jab may ney pahli bar aye noha suna
Altaf Shokat me too broo
Exquisite compilation. Tears trickle..😪😪😪
sallam panjatan pak par
wah
Mariam Qaiser
Mariam Qaiser labaik ya hussain.a.s.
adna
asslam ya mola imam hussein a.s
Lubbek ya mola imam hussein a.s
I luv this nouha mashallah bohut achchi awaaz bhi h waaaahhhhhh mere moula aap ke bohat karm Ham sab par jo aapne hme is qoum k azadaar bnaya
Really it's nice beautiful noha
Mola tamam shiane ali ko apne alam ksaye m chupaye rkhna آمینآمینآمینآمین☝
Mashallah. Love from 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
mashalah...my fevorate noha...mula slamet rakhen sfdar bahi ko