All information are perfect.. But jo baltal wala. Vikalp apne batya ki agar time ho to vaishno devi ki yatra kre... But already amrnath me walking me thak jayenge to vaidhno devi ke to or chalna pdta hai to doni yatra ek sath possible hai??
बहुत अच्छा वीडियो। एक बात आपसे और जाननी थी कि पिट्ठू वाले सिर्फ सामान ही लाद कर ले जाते हैं या फिर यात्रियों को भी लाद कर ले जाते हैं चार धाम यात्रा की तरह ।
Bhagwati nagar bes camp se jab bus rat ke 2 bje niklta hai to kya yatri ke saftey ke liye Indian army ki bhi gari baltal tak sath chlti hai kripya btaye sir
Aapke dawara di gai jaankari bahut hi sarahniya h. Thanks sir ji. Par ek baat clear nahi ho rahi k humare saath jo extra saman hoga use rakhane k liye koi suvidha hoti h kya
Sar Mujhe aapka video bahut hi Achcha laga main yah Janna Chahta Hun Ki Jo Jammu Mein Bhagwati Nivas camp Hai Kya Uski booking online hoti hai ya vahan jaane ke bad hi Karana padati hai
HELLO SIR, please tell me the cost of kachar from pahalgam to amaranthji cave and please tell the weather conditions and also tell, best dates to visit to see the baba barfaniji in full size
officially kachar rate - Chandanvari to amarnathji cave Rs.3100/-. before 7th July is the best to see complete babaji.It is difficult to guess about the weather. There is ever heavy rain.
www.shriamarnathjishrine.com es website par konse city ke hospital se health certificate prapt karna hai aur konse bank me form jama karna hai sabhi ke nam deiye hai . Pahale aap Health certificate prapt kare aur bank me jakar registration form jama kare apko yatra permit mil jayega.
Namaskar ji. Yr videos r much helpful to everyone. Thank u. Sir, I want to go amarnath this year. Sir, can we keep our luggage in the base camp Baltal till we come back from amarnath.
Baltal route is dangerous and risky but you can complete this journey in 1 or two days time( both to and fro) pahalgam is easy but will take 3- 4 days. You have to halt in tents in night. This is the traditional route. You can decide accordingly.
toilet tent ko attach nahi hote hai . public toilet bane hai. vaha par Western aur indian dono toilet bane hai. vahi par public bathroom banaye gaye hai .
Sir, Pl inform me, as per your programme. halt is to be done in Pahalgam. If we reach Pahalagam on 5th of July and performing journing on 6th day towards Chandanwadi, whether the permit date should be 5th july or 6th july.
6mahine ka baccha or yatra vo bhi amarnath ki aaj malum hua 25000hajar angrejo ne kaise Raj kiya tum jaise murkho ki wajah se abe murkhani 25se30saal ke logo ki halat kharab ho jati hai 6 mahine ka baccha abe tune paida kiya ya sarogaisi se hua
Prachi ji aap itne chote bache k saath nahi ja sakte vahan par bahut jyada thand rehti ha aur height par oxygen ki kami rehti ha jab aapka bacha 15- 16 ki age ka ho jaayega tab jaane ka plan banana. Mai to 7 baar gaya hu aur koi jaankari chaiye to wattsup kar lena- 9219192796
Can anyone guide me plz that from baltal we can get cab or bus to Srinagar airport .I hv a returned flight from Srinagar..Plzz help...thanks in advance..
Thanku for the kind information 😇 Can u plzz tell which software helps you to make this kind of video..... On which the wriiten part comes and a hand which writes everything.. .... If u can help me 😇😇 thanku and video is informative keep doing the kind work
बहुत ही सुंदर 🙏🙏🙏
अलख निरंजन हर हर महादेव 🔱🔱🔱
Jeevan jallosh vale bahut Sundar jhankari dene vala video hai. Naye log ise jarur dekhen. Thank you. Gaya ji par bhi Jeevan jallosh vale video banyen
Bohot acha video banaya hai aapne.
Sari details hain isme.
Jai Baba Barfani, bhuke ko ann, pyase ko pani ✨
बहोत बढिया
डिटेल मे दिया है
धन्यवाद
Jai Baba Bholenaath... Hum bhi aa rahe hai baba ji ke darshan ko Bholenaath Sab ke saath
जय हो बाबा बर्फानी
Sir जी आप अयोध्या यात्रा पर भी वीडियो बनाने की कृपा करें आप की वीडियो बहुत ही महत्वपूर्ण होती है
भाई मैं अयोध्या से ही हूँ , आपको जो जानकारी चाहिए , हमसे पूछ सकते हैं , जय श्री राम , जय अयोध्या धाम
Such me aaap Ka kaam bhut great h
बहुत बेहतरीन तरीके से बताया आपने। thanks
Bahut hi sahi jankari. Maine apke btaye jankari ke dwara hi kedarnath aur badrinath yatra kiya. Koi bhi presani nhi huya. Thanks
Very best information sir jay baba ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
जय भोले सर साथ मे कपडे कोनसे ले जाय शेटर या विनर जलते है कपडे के ऊपर व्हिडओ बनाव
osm bro , bahut bdiya jankari di hai, jo pehli bar ja rhe hai unko bahut help melogi
Sab se best channel🙏🙏
जय बाबा भोले अमरनाथ🙏🙏🙏🙏🙏
Love you dear for such a lovely guide, MAy vole blessed you
Jai vole 🙏
Jai bhole nath 🙏🙏🙏🙏
Bahut Bahut dhanybad Jay baba bholenath
जय बाबा अमरनाथ जी
Har Har Mahadev Ji 🙏
Har Har Mahadev Ji 🙏
Nice video jay baba barfani 😊🙏🙏🙏
Bhut badiya tarike se smjaya
Bhai agar hmare pass extra bag ho to hum... Use yatriniwas me locker room me rakh k yatra pr ja sakte hai
Bahut badeya jankari di thanks
Kya kya le jaana chaiye saman
बहुत बहुत धन्यवाद भाई जी।
Jay amarnath jay somnath aaval krupa jay mahakal ujein om namah shivai om namah parvate pate har har mahadev🙏🙏🙏jay somnath
I wanna know ki yatra ke time logon ko oxygen mainten krne ke liye ek potli si dete h.... Usme kya kya ingredients hote h??
एक वीडियो अयोध्या का बनाये प्लीज
Bahut achhe jankari diye sir
Very informative viedo
Best route konsa hoga baltal ya pahlgam
All information are perfect.. But jo baltal wala. Vikalp apne batya ki agar time ho to vaishno devi ki yatra kre... But already amrnath me walking me thak jayenge to vaidhno devi ke to or chalna pdta hai to doni yatra ek sath possible hai??
बहुत अच्छा वीडियो। एक बात आपसे और जाननी थी कि पिट्ठू वाले सिर्फ सामान ही लाद कर ले जाते हैं या फिर यात्रियों को भी लाद कर ले जाते हैं चार धाम यात्रा की तरह ।
यात्री और सामान दोनों को ले जाते है
Maza aata he bhai apka abaj sunke ......Nyc
Haa bhai sahi bole😀
Bhagwati nagar bes camp se jab bus rat ke 2 bje niklta hai to kya yatri ke saftey ke liye Indian army ki bhi gari baltal tak sath chlti hai kripya btaye sir
aage army ki gadiya rahti hai aur piche bhi rahti hai .pure raste me jagah jagah army ke javan tainat rahte hai.
Nice information Sir 👌 👌
Thanks for the information.. Sir
Jai bholenaath ❤🙏 hii sir, yatri jyada tar pahlgam marg se jate hai ya baltal marg se jate ya thoda information chaiya.
Jinke pass samay kam hai vo yatri baltal marg se jate hai.
भैया बालटाल 14किमी की चढ़ाई केदारनाथ की चढ़ाई जैसी है या और उससे ज्यादा खड़ी चढ़ाई है
जय भोले 🙏🙏
Bhai aap information de rahe go ya pundit her ka mantra padh rahe ho😊
Thanks sir for this information
Or Srinagar se Pahalgam hote hue jane or Baltal hote huee Srinagar ane me...kitna din time lage gaa...
Aapke dawara di gai jaankari bahut hi sarahniya h. Thanks sir ji.
Par ek baat clear nahi ho rahi k humare saath jo extra saman hoga use rakhane k liye koi suvidha hoti h kya
Pahlgam, baltal aur Jammu me locker ki suvidha rahti hai.
Nice information sir
Thanks
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
nice video
Jay baba amarnath ji
Kisme jyada chadhai hai Baba amarnath mein baltal ke raste se ja kedarnath mein
Shri Baba amarnath
Har har mahadev ❤️
Jai baba barfani ❤️❤️
Sar Mujhe aapka video bahut hi Achcha laga main yah Janna Chahta Hun Ki Jo Jammu Mein Bhagwati Nivas camp Hai Kya Uski booking online hoti hai ya vahan jaane ke bad hi Karana padati hai
Gupta dham ka video banaiye
Jai Bhole 🌹🙏
Jay Bhole,
Sir hamare train subah 9 baje Jammu pahuchega 03/07/2022 to kya din me bus nahi milega kya Jammu se pahelgao ke liye
bus subah 5 baje hi nikal jati hai apko private taxi se jana padega.
सर श्रीनगर घूमने के लिए कोई वीडियो बनाएं
Om nmo shivaye
Very nice 👍
GOOD VIDEO
पहलगाम से जाने में सबसे हारद कोन सा है
Jai Shiv Shankar
Bolenath hame bhi apne pas aane ka shakti pardan kare. Om namah Shivay
Dhanyawad sir..
Sarkari hospital m medical karne kya kar sr
Bhai August ko jana sahi hai ki nahi
जय बाबा बर्फानी
धन्यवाद
Sri edana Mata ka video banaiye Jo rajsthan udaypur me hai
sir srinagar se yatra ka plan kaise kare plz
Jay bholenath ki jay ho
Saman ke liye Pittu Kitna Mein Milta Hai
Thanku so much sir
HELLO SIR, please tell me the cost of kachar from pahalgam to amaranthji cave and please tell the weather conditions and also tell, best dates to visit to see the baba barfaniji in full size
officially kachar rate - Chandanvari to amarnathji cave Rs.3100/-. before 7th July is the best to see complete babaji.It is difficult to guess about the weather. There is ever heavy rain.
Sham 6 baje Katra ane ke bad me kya kare
Very nice thanks
Very nice information
Very nice video sir
Bhai main jana chata hu
Main indore .mp se hu
Mujhe kya karna padega bta do
Kha se parmit lu jane ki
Our id main kya lagega
Please reply me bhai
www.shriamarnathjishrine.com es website par konse city ke hospital se health certificate prapt karna hai aur konse bank me form jama karna hai sabhi ke nam deiye hai . Pahale aap Health certificate prapt kare aur bank me jakar registration form jama kare apko yatra permit mil jayega.
Mehandipur balaji and kela karoli par video banaye please
Bhai aapne dori galat batayi hai total kitna kilomitar hai
Namaskar ji. Yr videos r much helpful to everyone. Thank u. Sir, I want to go amarnath this year. Sir, can we keep our luggage in the base camp Baltal till we come back from amarnath.
Yes
plz update
टेंट किराया
व पालकी, खच्चर किराया।
हमारा ज्यादा लगा
पंजतरणी टेंट 700 रप
I have got permission from pahalgam on 25july but reaching Jammu on 25 July at 8 Am. So what can I do?
I like this video and this video is helpful par mujhe ek dought hai ki pahalgam ka route acha hai ya balatal
Pahelgaam
Baltal route is dangerous and risky but you can complete this journey in 1 or two days time( both to and fro) pahalgam is easy but will take 3- 4 days. You have to halt in tents in night. This is the traditional route. You can decide accordingly.
Sir maihar ki sharda maa temple par video banaye please sir
Tent me toilet facility kaisi hoti hai? Western toilet mil jata hai kya? & Bath lene ki facilities kaisi hoti hai?
toilet tent ko attach nahi hote hai . public toilet bane hai. vaha par Western aur indian dono toilet bane hai. vahi par public bathroom banaye gaye hai .
2020 की यात्रा कब से चालू होने वाली है
Sir, Pl inform me, as per your programme. halt is to be done in Pahalgam. If we reach Pahalagam on 5th of July and performing journing on 6th day towards Chandanwadi, whether the permit date should be 5th july or 6th july.
6th July. Permit must be on the day when you cross the check post
@@JeevanJallosh Sir, kindly let me know which is the check post: Either Pahalgam or Chandanawari
Tent me snake 🐍 to nhi aate night me
Helicopter se jaa sakte hai kya
Sir bachhe k sath ja skte h kya mera baccha 6 mahino ka h plzz bataye
Bacche ke sath nahi ja sakte. 14 sal se kam umar vale allow nahi hai .14 se 70 sal ke bich umar honi chahiye tabhi ja sakte hai .
6mahine ka baccha or yatra vo bhi amarnath ki aaj malum hua 25000hajar angrejo ne kaise Raj kiya tum jaise murkho ki wajah se abe murkhani 25se30saal ke logo ki halat kharab ho jati hai 6 mahine ka baccha abe tune paida kiya ya sarogaisi se hua
Prachi ji aap itne chote bache k saath nahi ja sakte vahan par bahut jyada thand rehti ha aur height par oxygen ki kami rehti ha jab aapka bacha 15- 16 ki age ka ho jaayega tab jaane ka plan banana. Mai to 7 baar gaya hu aur koi jaankari chaiye to wattsup kar lena- 9219192796
Nilkanth mahadev jane ke bare me video banaye
JAI BABA BARFANI
BHUKE KO AAN
PYASE KO PANI
JAI MAHADEV🙏🙏❤️❤️🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳💪💪💪💪💪🎷📣
Shri bole nath Baba ji jai ho
Udhampur se bhi Pahalgam ja skte h kya koe timing bhi h kya
kis umar ke bachche yatra me shamil ho sakte h
13 sal se jyada umar ke baccho ko allow hai.
Can anyone guide me plz that from baltal we can get cab or bus to Srinagar airport .I hv a returned flight from Srinagar..Plzz help...thanks in advance..
Niceeeee brooo
Good vedio
Kya hum bike se Jammu ja sakte hai plz any one can tell me
Yes u can go by bike
@@bharatt247 g r u sure but how you know kya aap waha or ja chuke hai ya .
..
har har mahadev
Thanku for the kind information 😇 Can u plzz tell which software helps you to make this kind of video..... On which the wriiten part comes and a hand which writes everything.. .... If u can help me 😇😇 thanku and video is informative keep doing the kind work
I use two software 1.windows movie maker 2. filmora
@@JeevanJallosh thank you 😇
जय बाबा भोले नाथ