@@techitdowwn haa bhai app kaam bahut achcha kar rahe ho mager apke subscribe aur views kam hai me likh kr bolrhaa hu apke jaldi 4/5 lack subscribe ho jayenge kyuki apka kaam bahut achcha hai 💗😘
bhai budget 30k hai muje gaming phone lena hai next month meh poco x6 pro lena wala hi tha but 8s gen 3 k liya ruk gyaa but next month argent lena hai muje to kya tab tak z9 turbo aa jaye gaa ya fr poco f6 agar dono aate hai to inme se best konsa hoga mere liya main focus gaming
Sarvesh bhai, gaming karni hai toh iQOO Z9 lo. Aur agar photography bhi karni hai and overall best phone chahiye toh Oneplus Nord 3 lo. 19-20k me mil raha hai. Dimensity 9000 hai. Stock khatam na ho jaaye. Jaldi. Or else Realme Narzo 70 Pro le lo official website se. 17k me aa raha hai 20k ka phone.
Bhai june me pakka z9 turbo launch hoga? Aur features uske same rahenge chinese varient se? Aur phone me koi heat ya battery drain ? Mera around 25k-30k ka budget hai Under 30k konsa best hai Aur ye competition kab tak chalega
Bhai ❤ for a genuine video I'm a first time watcher Im looking forward for a phone for trading purpose with wide screen, super fast processor, max 5g bands, and excellent battery. Pls guide
bro one question answer pls meh boht soch k apki suggestion se wait kr raha mera budget fix 30k hai to pakka poco f6 ya iqoo z9 turbo under 30k aaya ga na badh meh pata chale 33 34k ka aa jaye pura wait barbad ho jaye meh 30k se jada bilkul nhi ja sakta
Bhai wait barbaad bilkul nahi hoga coz June me 30k me bahot saare brands apne aise phones launch karenge jo worth hoga. And jo abhi phone lene ka plan bhi kar rahe ho baadme uska price drop hua toh bhi regret hoga. Waiting is worth. Either new phone 30k me best deal hogi ya fir abhi ke phones price drop hoke faayda kara denge. I hope you got my point 🙂
bhai 33,34k tak nahi ja sakta price...Q ki 33,34k price me to 8 gen 2 me iqoo neo 9 pro aa raha...wait karo offer laga ke 28k tak aa hi jayega iqoo z9 turbo...muje bhi lena hai wahi
Yes....It can be but having a name as iQOO 12 SE will make it look premium and can make people pay more for it. Also it looks similar to iQOO 12, so fooling the audience will become easier to them 😌
Prefer global....video me sab bataaya hu...chinese phones wahan ke skin tone and environment ko leke optimize rehta hai including apps and performance....watch my other videos as well.
brother chinese phone main notification ka major problem hota hai kiya ? aur koi performance and networking issue hoga kiya ? main Bangladesh se huu Iqoo neo 9 China lene ka soch raha hu ….. please reply give suggestion 🫠
Kaunsa game khelna hai ? Jo bhi smartphone ka score 8 lakh ke aas paas aaye and aapko BGMI me Smooth+ Extreme ka option de woh le lo. IQOO Z9 bhi le sakte ho 🙂
@@techitdowwn iqoo z9 Long Term Ke liye Acha hai kya mere bhai and kio issue nhi hai na Jaise ki heating camera and performance z9 me 734k + Antutu score aata hai Kya BGMi me aacha gaming karsakte hai 🥺
Toh iqoo neo 9 pro aur iQOO z9 turbo me konsa. Better hoga like z9turbo jo india me iqoo 12 se ke naam se ayega uske liye wait kare ya iqoo neo 9 pro le lena chahiye?!
Great decision. Agar 27k invest kar hi sakte ho toh better go for iQOO 12 SE. Poco X6 Pro bhi achcha phone hi hai but iQOO bahot zyaada advantage dega and great value bhi. Poco F6 bhi hai line up me. Waiting would be worth 🙂
Yes, but that's of Indian variant as of now. The one which launched in China has 7 gen 3 and it will come in India with the name iQOO Z9 Pro. That's what I have explained in this video. 🙂
@@techitdowwn ohh bro and i was like wth, i searched all the details about iqoo z9 and you are telling that it has sd 7 gen 3.. I was happy for hearing that but now im sad asf 🥲
Nahi mere bhai. Aap samjhe nahi. Jo already India me launched hai Z9 usme jo aap bol rahe ho wohi hai. Lekin jo China me Z9 Launch hua hai main uski baat kar raha hu and woh India me iQOO Z9 Pro ke naam se aa sakta hai. I hope you got it 🙂
@@techitdowwn will there be 512GB option+ what is the difference between Global/Indian rom vs CN Rom or OS system+ is there going to be any difference in Hardware...
Official website se lo agar lena hai toh ya fir Amazon se jahan 27k me padega. Flipkart pe 23500 wala scam hone ke chances 99% hai 🙂 And 27k me there will be more better options in 2 weeks. Usage batao main kya hai ?
(1) INFINIX GT ULTRA Gaming Smartphone (2) IQOO Z 9 PRO Gaming Smartphone (3) IQOO Z 9 TURBO Gaming Smartphone (1) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोन भारत में कब आएंगे? (2) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोनों की कीमतें क्या रहेंगी? (3) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोनों में से कौन-सा खरीद लेना बेहतरीन और फायदेमंद होगा?
Infinix na lo agar zyaada mahenga rahe toh. I mean 40k+ aaega but sirf gaming karna hai toh thik hai. Baaki utna smooth experience nahi hoga agar aap pehle se koi flagship phone use karte ho toh. IQOO Z9 Pro jo china ka iqoo z9 hai wohi aaega rename hoke below 25k iQOO Z9 Turbo India me iQOO 12 SE ke naam se aaega below 30k In sab me sabse best iQOO 12 SE(iQOO Z9 Turbo) lena sahi rahega. Aur agar aapne iQOO Neo 9 Pro le liya toh woh bhi chalega coz woh bahot hi good value for money hai and gaming iQOO Z9 Turbo se zyaada better milti hai usme and cameras bhi.
Brother maine iqoo neo 9 pro leliya tha aur ab bc ye log 8sgen3 k saath z9 turbo launch kr rhe hai to bhai abhi kya kru kya iqoo neo 9 pro abhi bhi worth it hai
Bhai kar toh diya video me hi. But if you still want to know then listen, Only difference is in processor and camera bhi same hai...just turbo me ultra wide angle hai 8mp ka and pro me 2 mp ka telephoto. Baaki pura ka pura phones same hai. Video bhi banaa dunga if you still need it. 🙂
I think aapne video bhaga bhaga ke dekha hai. Isliye yeh doubt aaya. India me iQOO Z9 jo launch ho chuka hai usme Dimensity 7200 hai but jo China me launch hua usme SD7 Gen3 hai and woh India me iQOO Z9 Pro ke naam se aaega. Video banaane ka main motive hi yehi tha.
expected price ky hoskti y aapko ky lgta h z9 pro I mean turdo ki aap bata rahe 30k se undar phir to log iqoo 11 pro chhor ke neo 9 pro chhor ke z9 turbo hi lenge
IQOO Z9 Turbo ko time hai and woh 30k ke aas paas aaega. Intense Gaming karni hai toh Poco F6 le lo, best rahega. And agar Average gaming and more regular usage karna hai toh Realme GT 6T best rahega. Poco ka SOT 5 hrs hai while Realme ka 7+ hours.
Bhai apne sabse achcha samjhaya thanks you keep growing 💗😘☺️☺️
Thanks a lot brother ❤️ ....please share my videos....ho sake toh apne insta pe story aur WhatsApp pe status lagaa lo.
🙂🙂🙂
@@techitdowwn haa bhai app kaam bahut achcha kar rahe ho mager apke subscribe aur views kam hai me likh kr bolrhaa hu apke jaldi 4/5 lack subscribe ho jayenge kyuki apka kaam bahut achcha hai 💗😘
bhai budget 30k hai muje gaming phone lena hai next month meh poco x6 pro lena wala hi tha but 8s gen 3 k liya ruk gyaa but next month argent lena hai muje to kya tab tak z9 turbo aa jaye gaa ya fr poco f6 agar dono aate hai to inme se best konsa hoga mere liya main focus gaming
Iqoo z9 turbo lelo wait karke lekin thoda late hoga or ha poco ke phone mat lena optimised nahi hote hai poco ke phones
You have got an accurate reply 🙂
❤️🤞
Poco f6
@@techitdowwn but bro aaya ga na paka wohi baat na ho aaye hi na
ek baat btana bhau
iqoo z9x lelu 8gb wala variant 15,000 ka
ya z9 256gb lelu card offer lga k 18,999 me?
Sarvesh bhai, gaming karni hai toh iQOO Z9 lo.
Aur agar photography bhi karni hai and overall best phone chahiye toh Oneplus Nord 3 lo.
19-20k me mil raha hai. Dimensity 9000 hai. Stock khatam na ho jaaye. Jaldi.
Or else Realme Narzo 70 Pro le lo official website se. 17k me aa raha hai 20k ka phone.
@@techitdowwn nord 3 heating issues aaa rha na bhai lekin?
I buy mobile only during big billion days...
Smart 🤓
Kab aaye ga ye discount
Bro pata nahi @@Thakorpintu__06354
Bro big villion days me kitna kam rahta hai
@@shubhamcr7910 I bought poco f5 during bbd at 22,000 while normal price was 30,000
Poco f6 or iqooz9 turbo which i should buy please recommend me
Anytime iQOO Z9 Turbo
Bhai june me pakka z9 turbo launch hoga?
Aur features uske same rahenge chinese varient se?
Aur phone me koi heat ya battery drain ?
Mera around 25k-30k ka budget hai
Under 30k konsa best hai
Aur ye competition kab tak chalega
Bhai latest video check Karo channel pe.... sab bataaya hu detail me 🙂 and subscribe bhi kar do future updates ke liye
Aur bhai achhi deal ke liye kitne time wait karna padega aap pls upcoming SD 8sgen3 ya SD 8 gen2 ke phones near 30k par video banao
Bhai ❤ for a genuine video
I'm a first time watcher
Im looking forward for a phone for trading purpose with wide screen, super fast processor, max 5g bands, and excellent battery.
Pls guide
Wait for OnePlus Nord 4 and IQOO Z9 Turbo 🙂
Also thanks for this lovely comment ❤️
@@techitdowwncan we use for gaming as iqoo z9 turbo
Bro which one is better value for money iqoo neo 9 pro or iqoo 12 se
IQOO NEO 9 PRO
@@techitdowwn Bhai under 30k ma koi allrounder phone chaiye likin ma offline ma lunga isliye ma iq nahi le sakta 😢
@@SkGamerzLive Bhai tum offline Wale se order karwa sakte ho
@@VaishnavinamdeoTanunamde-ms2fo kaise ?
Nord ce 4 vs iqoo z 9 turbo which is best to buy for 5 + year use..
Who's camera best? Nord ce 4 or z turbo 9
IQOO Z9 Turbo for long term usage
@@techitdowwn thanks sir for fast reply...but what about...
Who's camera best? Nord ce 4 or z turbo 9
bro one question answer pls meh boht soch k apki suggestion se wait kr raha mera budget fix 30k hai to pakka poco f6 ya iqoo z9 turbo under 30k aaya ga na badh meh pata chale 33 34k ka aa jaye pura wait barbad ho jaye meh 30k se jada bilkul nhi ja sakta
Bhai wait barbaad bilkul nahi hoga coz June me 30k me bahot saare brands apne aise phones launch karenge jo worth hoga. And jo abhi phone lene ka plan bhi kar rahe ho baadme uska price drop hua toh bhi regret hoga. Waiting is worth. Either new phone 30k me best deal hogi ya fir abhi ke phones price drop hoke faayda kara denge. I hope you got my point 🙂
apke hisab se poco aaya ga under 30k ??
bhai 33,34k tak nahi ja sakta price...Q ki 33,34k price me to 8 gen 2 me iqoo neo 9 pro aa raha...wait karo offer laga ke 28k tak aa hi jayega iqoo z9 turbo...muje bhi lena hai wahi
Bhia please reply mere pss july tk ka tym h mai poco x6 pro lene wala tha pr ab ruk hu iq z9 turbo ke liye July tk India mai aayega na??
Yes....ruk jaao ... don't buy poco X6 Pro
Bhai mera phone almost dead he ..kab aayega z9turbo ya iq 12se?@@techitdowwn
@@techitdowwn july 31 tak toh aa hi jayega na sir ji ?
Bro kaunsa phone liya
@@shubhamcr7910 poco x6 pro
Every info of yours is right
But i feel z9 turbo will be iqoo neo 9
As Rebranding.
And it will be dorect competition to nord 4.
Yes....It can be but having a name as iQOO 12 SE will make it look premium and can make people pay more for it. Also it looks similar to iQOO 12, so fooling the audience will become easier to them 😌
@@techitdowwnbro what is the iqoo z9 turbo expected price in india ?
chinese phone main koi problem hota hai kiya ? Chinese ya global prefer karu ? brother please reply
Prefer global....video me sab bataaya hu...chinese phones wahan ke skin tone and environment ko leke optimize rehta hai including apps and performance....watch my other videos as well.
brother chinese phone main notification ka major problem hota hai kiya ? aur koi performance and networking issue hoga kiya ? main Bangladesh se huu Iqoo neo 9 China lene ka soch raha hu ….. please reply give suggestion 🫠
Best phone under 19k konsa hai gaming ke liye ❤
Kaunsa game khelna hai ? Jo bhi smartphone ka score 8 lakh ke aas paas aaye and aapko BGMI me Smooth+ Extreme ka option de woh le lo.
IQOO Z9 bhi le sakte ho 🙂
@@techitdowwn iqoo z9 Long Term Ke liye Acha hai kya mere bhai and kio issue nhi hai na Jaise ki heating camera and performance z9 me 734k + Antutu score aata hai Kya BGMi me aacha gaming karsakte hai 🥺
Toh iqoo neo 9 pro aur iQOO z9 turbo me konsa. Better hoga like z9turbo jo india me iqoo 12 se ke naam se ayega uske liye wait kare ya iqoo neo 9 pro le lena chahiye?!
Wait for iQOO 12 SE
Kab tak ayega iQOO 12 se
Under 25 k ayega? 8/128
Maine poco x6 pro order dene wala tha abhi ruk gaya kya kru?
Great decision. Agar 27k invest kar hi sakte ho toh better go for iQOO 12 SE. Poco X6 Pro bhi achcha phone hi hai but iQOO bahot zyaada advantage dega and great value bhi. Poco F6 bhi hai line up me. Waiting would be worth 🙂
Gt 6t vs iqoo z9 turbo, which is better?
Tomorrow Video coming on :
IQOO Z9 Turbo Vs Realme GT 6T Vs Poco F6
Wait for it 🙂
THIRD CATEGORY :JO SIRF DHEKNE AAYE HAI
India me iqoo z9 turbo kab aur kis processor ke saath aa raha hai??
IQOO Z9 Turbo same aaega bas phone ka naam change hoga to iQOO 12 SE
Bhai realme gt 6t ke bank offers kab khatam ho sakte he
Kitne dino tak bank offers rahenge realme gt 6t par
Last week hai yeh
Hello bhaiya maine new phone lena h and mera budget max 20k h but mai confused hu ki iqoo z9 lelu ya fir z9 turbo ka wait kru?
Bhai iQOO Z9 Turbo 30k tak aaega. Aur aapka budget agar 20k hai toh wait karke matlab nahi rahega. Issey achcha hoga aap iQOO Z9 le lo, achcha phone hai bahot.
Okay.... Thanks bhai🤍
Bro ya under 30 k Tak aa jayega na ya sapna hai mera.mai 4 sal se porana phone use kar Raha hu 😢😢😢 please reply me 😢😢😢😢😢
Haan bhai, aa jaaega saare offers leke coz competition bhi below 30k hi aane wala hai sab SD8s Gen3 ke saath.
Oppo reno 12 review
Ok...done boss 🙂
Thank you sar ☺️
Iqoo 12SE ka price kitne tak hoga
Near 30k
@@techitdowwn + or -
Bro in iqoo z9 the processor is dimensity 7200 not sd 7 gen 3..
Yes, but that's of Indian variant as of now. The one which launched in China has 7 gen 3 and it will come in India with the name iQOO Z9 Pro. That's what I have explained in this video. 🙂
@@techitdowwn ohh bro and i was like wth, i searched all the details about iqoo z9 and you are telling that it has sd 7 gen 3.. I was happy for hearing that but now im sad asf 🥲
😂😂 @@adharsheee
@@SuniellaOKy 😂🫠
Donon phone se main I am confused 🤔
Just go with SD8s Gen3 Processor 🙃
Bhai poco x6 pro lene ka soch rahe hain kaisa hai?
Achcha toh hai but iQOO anytime better rahega
@@techitdowwn Bhai aap do teen phone suggest karo under 25000
😮😮😮
Bhai price range kitna rhega iqoo 12 se ka
Near 30k
16 mp Camera one plus ke pass भी bhari Stock Hai 😂
Arey bhai bhai bhai 🤣🤣🤣🤣🤣 next video me yeh bhi bolunga tumhare comment ke saath 🙂
Z9 Me Mdt Dimensity 7200 Hai Naki Snp 7s gen 3
Nahi mere bhai. Aap samjhe nahi. Jo already India me launched hai Z9 usme jo aap bol rahe ho wohi hai. Lekin jo China me Z9 Launch hua hai main uski baat kar raha hu and woh India me iQOO Z9 Pro ke naam se aa sakta hai. I hope you got it 🙂
@@techitdowwn 🥺🙂
vai z9 turbo kab aiga + koi change hoga CN orm ke comparison....
June me aaega but "CN orm" means ? Ya fir kuch typing me mistake ho gaya tumse ?
@@techitdowwn o sorry & i meant CN rom
@@techitdowwn will there be 512GB option+ what is the difference between Global/Indian rom vs CN Rom or OS system+ is there going to be any difference in Hardware...
Bro 23 k me onepluse nord 3 mil raha hai le lu kya
Official website se lo agar lena hai toh ya fir Amazon se jahan 27k me padega. Flipkart pe 23500 wala scam hone ke chances 99% hai 🙂
And 27k me there will be more better options in 2 weeks.
Usage batao main kya hai ?
What's about iqoo neo 9S pro 🤔
That's not launching in India
🤔🤔
🙃
(1) INFINIX GT ULTRA Gaming Smartphone
(2) IQOO Z 9 PRO Gaming Smartphone
(3) IQOO Z 9 TURBO Gaming Smartphone
(1) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोन भारत में कब आएंगे?
(2) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोनों की कीमतें क्या रहेंगी?
(3) ये तीन गेमिंग स्मार्टफोनों में से कौन-सा खरीद लेना बेहतरीन और फायदेमंद होगा?
Infinix na lo agar zyaada mahenga rahe toh. I mean 40k+ aaega but sirf gaming karna hai toh thik hai. Baaki utna smooth experience nahi hoga agar aap pehle se koi flagship phone use karte ho toh.
IQOO Z9 Pro jo china ka iqoo z9 hai wohi aaega rename hoke below 25k
iQOO Z9 Turbo India me iQOO 12 SE ke naam se aaega below 30k
In sab me sabse best iQOO 12 SE(iQOO Z9 Turbo) lena sahi rahega. Aur agar aapne iQOO Neo 9 Pro le liya toh woh bhi chalega coz woh bahot hi good value for money hai and gaming iQOO Z9 Turbo se zyaada better milti hai usme and cameras bhi.
Iq Neo 9 pro Is besg for Everything
Brother maine iqoo neo 9 pro leliya tha aur ab bc ye log 8sgen3 k saath z9 turbo launch kr rhe hai to bhai abhi kya kru kya iqoo neo 9 pro abhi bhi worth it hai
Bhai iQOO Neo 9 Pro bahot zyaada worth hai as compared to this 8s Gen 3 wala phone. Watch my video over Snapdragon 8s Gen 3 🙂
Bhai z9 turbo ko z9 Pro se compare Karo
Bhai kar toh diya video me hi. But if you still want to know then listen,
Only difference is in processor and camera bhi same hai...just turbo me ultra wide angle hai 8mp ka and pro me 2 mp ka telephoto. Baaki pura ka pura phones same hai.
Video bhi banaa dunga if you still need it. 🙂
@@techitdowwn yes 8s gen 3 mei ai bhi use hua hai aur uspe ip 64 bhi hai
Iqoo z9 turbo launched date india?.
June
@@techitdowwnkoi youtuber baat kyu nahi krrha fir bhai uske bare me
Bhai iqoo z9 m to diamond City 7200 Prosser h aap to alag hi bata rahe ho
I think aapne video bhaga bhaga ke dekha hai. Isliye yeh doubt aaya.
India me iQOO Z9 jo launch ho chuka hai usme Dimensity 7200 hai but jo China me launch hua usme SD7 Gen3 hai and woh India me iQOO Z9 Pro ke naam se aaega. Video banaane ka main motive hi yehi tha.
expected price ky hoskti y aapko ky lgta h z9 pro I mean turdo ki aap bata rahe 30k se undar phir to log iqoo 11 pro chhor ke neo 9 pro chhor ke z9 turbo hi lenge
Iqoo 12 se cab Tak ayega
June
Tecno pova 6 pro, iqoo z9 turbo, infinix gt20 pro, Narzo 70 pro , konsa lun yar tension ho raha he under 25k plzz help me all
IQOO Z9 Turbo ko time hai and woh 30k ke aas paas aaega.
Intense Gaming karni hai toh Poco F6 le lo, best rahega.
And agar Average gaming and more regular usage karna hai toh Realme GT 6T best rahega.
Poco ka SOT 5 hrs hai while Realme ka 7+ hours.
@@techitdowwnbhai aap ek phone banao ,, intense gaming, better SOT and under 25k 🙂
How to buy iqoo z9 turbo?????
China me kisi se contact karke mangwaana padega but woh chinese variant hoga. Indian variant ke liye you have to wait till June.
And not launching in India means India me alag naam se aaega. Isliye aisa title daala hu. So don't worry, just wait till June
@@techitdowwn ok thankyou hero 🥰
Z9 turbo ❤❤
Yes 🙂
Bhai ya konsa month Mai release ho Skta hai India mai
June
clickbait video
Slight clickbait is necessary na Singh Sir. 🙂 At least right information shared 🙂
@@techitdowwn but in last in long term career it will affect your yt. journey
Ufs 2.2 and ram lpddr4x is 👎👎 in iqoo z9
Yes....a big downside but Oneplus bhi wohi de raha hai CE 4 me isliye inhone ne bhi wohi kar diya. Atleast 3.1 and ddr5 dena chahiye tha
Z9 Turbo m kya hai ??
@@techitdowwn ce4 mei ufs 3.1 hai
Indian - iqoo z9 turbo replace name iqoo 12 lite
Pakki khabar hai toh cover kar du next video me ? 🙂
I think iQOO 12 SE ke naam se aaega 🙂
iQOO 12 lite 100% @@techitdowwn