@@DJSURAJSP sar lxa 6000 me 4 bass 1200w rms power wala chala raha hu mara 1 bass ka spikar bar bar jal raha he me pahle 120 haz baja ta tha saund acha Ata tha Lakin usme jab spikar jalage tab se 120haz pae nahi ka sar, 1 bar 80haz baja ke dakha to, tab vi oi spikar jal geia, to sar ma low pass ko of karke baja raha hu but saund acha nahi Mel raha he sar please help me🙏😓 sar Mera spikar jalna kam kar deja please sar
Testing agar dusre ko sunana hai to thik tarah se record kijiye.. ase to sirf unwanted resonance sunai de raha hai.. aur mujhe nhi lagta ki ahuja best option hai live k liye.. For public address, ahuja best option but for professional it's not a good choice.
Mera toh 7002 machine se v outpoot kam padta hai pata nahi tum 6000 se kese chala lete ho 7600 machin jaruri hai tabhi tagda punch melega bhai. Aur cabinet cover lagana jaruri hai 6saal tak kuch nahi hoga
Suraj bhai ham log jab belt se badhte hai to kabhi jyada kabhi kam trite karte hai dj setup har dusare deen nahi badha jata hai ham log to gadi par se jaldi setup utarte hi nahi kewal amplifier hi utarte hai to kaibinet chahe ahuja ho ya koi bhi kaibinet khrab to hoga hi awise bhi ahuja se tagda kisi bhi company ka kaibinet nahi hota ye baat to ham garanti se kahte hai jab ahuja maspet nahi banaya that tab se ham kam kar rahe hai
Bhai ji Mai bhi Ahuja user hu aur maine abhi tak Ahuja ka A to Z speaker system & amplifiers use kar liya hai aisa koi amplifiers ya speakers system nahi bachaa hai jise maine use nahi Kiya hai...mera sabse favourite Ahuja hi hai...but jo problem hai iske bare me batana mera farz hai ..😃
Bhai Maine ahuja swx 2600 le to li hai lekin Mai amplifier Kon sa lu ye samjh nahi aa Raha hai... Kabhi man karta hai hda 8000 lu kabhi lxa7600 kabhi z6 to Mt 2201
Sahi hai suraj bhaiya ahuja company ko cabinet ko dyan dena chahiye
Best quality ...... In Ahuja 🥰🥰😍😍
Mera bhi favourite
Ab birch play me aa raha hai 2023 me kaphi khatarnak aawaj hai qwality bhi chenge kar diya hai
Bahut Achcha video Jankari ke liye बहुत-बहुत dhanyvad
Thank you
pope kay bass ki quality bohot damdar hai💪💪💪
Yes
Sahi hain Suraj bhaiya.. sahi batt kaha apne
Good video super👍🎵
Thank you
नमस्कार सर हर कैबिनेट कैबिनेट का यही हाल है पेंट बॉडी पेंट बॉडी में ऐसा ही होता है अदर ब्रांड का कभी ऐसा कंबल बॉडी अच्छा रहता है
Sahi kaha
Suraj bhai 1310 singal bass ki video laiye ahuja ka new lanch birch playi me aaya hai
Discontinued
Ham to 7600 pe use karte hai best quality
Good
bhaiya Ahuja swx 1010 ke uper video banaiye na
Ahuja 2600 ke sath Nx audio MT 2201 amplifier kaisa hoga
Good 👍 but 4 or 8 ohm pe jyda volume nhi dena
2201bothot danger hai
Best
Jabarjast bajta hai bhai
Ham to aronc ca4000 me 4bass 1000 watt ka calate hai
Swx2100 na leke swx2600 le to vibration me kitna difference ayega?
5%
@@DJSURAJSPor punch ? Please🙏 batao
Sir ji a puls 6000 watt amplifier me ahuja 2600 watt ke bass baje ga
Yes.. you can use.
Ahuja amplifier rough & tough
Lekin bass cabinet raddi............
Ye wala tariff 4-5 bhai se suna hoon
U R Right
Love from odisha
Thanks for support
Sir atna din me video aplod keya he. , acha laga sir,, kab video aplod karongi jaisa lag rahata
Bhai...kya hai ki Ghar ke samne mandir hai ..aur abhi navratri chal raha hai to anytime songs chal raha hai dikkat ho jati hai video banane me.
@@DJSURAJSP oo video achaa laga,, lakin Ahuja cabinet ach kal dobli ket banatahe kya campany
Cabinet ok hai but MDF ka life kam hai
Mt 1601 2600 Watt ka bass ek चैनल पर चल सकता है
Hallo bhiya ahuja swx2100 ko lxa7600 me chlayenge to acha rahe ga ya amplifier bdaa ho jayegaa
Best
Niec
Hallo bhiya .swx.2100 swx 2600 ko kante ki takker de sakta hi kiya.ahuja lxa7600 use krenge to
Yes,...
Rcf cabinet kaisa rahega bhaiya please reply
Ap jab bass chalte ho 👊low pass on kar ke bajate ho lxa 6000 ka please batana bhai❤❤🤍🤍
LPF on rahta hai
O Kitne pe rakh na chahia 80 pe ya 120 pa, Ahuja ka crossover bass Mein lagate ho
80hz
@@DJSURAJSP sar lxa 6000 me 4 bass 1200w rms power wala chala raha hu mara 1 bass ka spikar bar bar jal raha he me pahle 120 haz baja ta tha saund acha Ata tha Lakin usme jab spikar jalage tab se 120haz pae nahi ka sar, 1 bar 80haz baja ke dakha to, tab vi oi spikar jal geia, to sar ma low pass ko of karke baja raha hu but saund acha nahi Mel raha he sar please help me🙏😓 sar Mera spikar jalna kam kar deja please sar
@@DJSURAJSP or to sar Bena clip light ya ho raha he or lxa 6000 amplifier new hai aur Sabhi speaker 8 month wua
Bhai speker hii have h is liye hamari bass ki petiya fat jati h mere saat bhi huva h लेकिन bass ek dam,🔥🔥🔥🔥h
Or other brand ke speaker saat esa nahi hota
Only ahuja ke speker 1300 waat ke saat esa hota h
आप कितनी ही अच्छी कैबिनेट क्यों ना ले लेकिन ये उसे भी डैमेज कर
देता h मैने खुद से ट्राय किया h
इसमें panch havi मिलता h इसलिए
My openiyn yahi agar aapka bhi yahi h to batavo ।।।।।।।।।।।
Sir, amplifier me speaker 200,300 watt jayda lod dene par bhi amplifier ka cilip singanal Kyan jalta he
Jalega bhai...level indicator hota hi hai signal show krne ke liye
Bhai cebininet kharab kaha se huaa video me use bhi dikhana🙏🙏🙏
Ok...next video isi ke uper Kane ka koshish karta hu ..vaise video me chhota sa clip dikhaya hai swx2100 ka side side pura joint nikal gaya hai
Hamara bhi same problem hai....
Bhaiya ahuja 6000 me 4om me thik hai ki 2 om me bajaye
Ahuja 1300 watt 2 bass single cabinet m aur 900 watt 2 top ke liye best amplifire kon sa hoga??
Lxa6000
@@DJSURAJSP Bhai Mpro M4200 E Kaisa Hai Please Reply
Testing agar dusre ko sunana hai to thik tarah se record kijiye.. ase to sirf unwanted resonance sunai de raha hai.. aur mujhe nhi lagta ki ahuja best option hai live k liye.. For public address, ahuja best option but for professional it's not a good choice.
Bhai ye mera old videos hai abhi ka video recording ki quality best hai ... please check my latest video
Ahuja spkr Acha... Lekin cabnit bikar hi..
Company ko sudhar karne ki jarurat hai
Mera toh 7002 machine se v outpoot kam padta hai pata nahi tum 6000 se kese chala lete ho 7600 machin jaruri hai tabhi tagda punch melega bhai. Aur cabinet cover lagana jaruri hai 6saal tak kuch nahi hoga
Lxa 6000 vs mt 1601 दोनों में से किस का रिजल्ट बढ़िया मिलेगा
Original Mt me deep bass milega....but pressure same hai...apprx
Ahuja ka 12 bass setup ka price kitna padega jisme 1300 watt bass speaker dala ho 12 bass ka price batao
Swx2600 / 1,20,000₹ pair
@@DJSURAJSP sir ji Swx2600 bass me kon sha plywood Dale rhata h jo itna mangha h bass 🤔🤔 plywood ka naam bataiye sir ji
Mdf
@@dj.powersoundjagdalpurvlog2182 chahiye to bataiye new hai bech rahe hai
Bhai...kitne me sell kar rahe hai
Ye to raju dj hai bhaiya
Ha..bhai
बेहतरीन कैबिनेट कौन सा होता हैं
Love you Suraj bhai for u ❤️❤️❤️❤️
Love you too bro
bhai mere khyal se iska cabinet mfd hai is karan se hi kharab ho jata hai
Hmm
Nic bhai
Thank you
Lxa 7600 se chalane ke liye kitna awaj khole
Khatarnak amplifier hai 7600
Great Work 👍
Thank you
Suraj bhai ca 20 me 1200 watt 4 bass Chala shakte he kya🤔🤔
Yes
CA20 TOP K LIYE KAISA H
मेरे पास swx 810 उसका जोड़ खुल गया
Ye lo 🤦
👌👌👌 mst video
Thanks
Suraj bhai ham log jab belt se badhte hai to kabhi jyada kabhi kam trite karte hai dj setup har dusare deen nahi badha jata hai ham log to gadi par se jaldi setup utarte hi nahi kewal amplifier hi utarte hai to kaibinet chahe ahuja ho ya koi bhi kaibinet khrab to hoga hi awise bhi ahuja se tagda kisi bhi company ka kaibinet nahi hota ye baat to ham garanti se kahte hai jab ahuja maspet nahi banaya that tab se ham kam kar rahe hai
Bhai ji
Mai bhi Ahuja user hu aur maine abhi tak Ahuja ka A to Z speaker system & amplifiers use kar liya hai aisa koi amplifiers ya speakers system nahi bachaa hai jise maine use nahi Kiya hai...mera sabse favourite Ahuja hi hai...but jo problem hai iske bare me batana mera farz hai ..😃
Bhai cebinet handle said aur piche se hawa nikla rhhi hai... Kya hoga
Aawaz dega.....bahut...jisse cabinet alag se fat fat ka aawaz karta hai
@@DJSURAJSP kya karna padega ...bhai🙏🙏
Bhai ... aluminium ka clamp lagaiye
Maine cabinet bana liya hu 25mm ply
Good
Sir top ka model kon sa hai
810
W bass me agar 1200 wats ka spekar lagaye to panch dega
Bhai .agar 5 inch coil hai to chalega
Mast Guru Ji aap itna biji mat ho jaaiye ki baat karna band kar de
Ha ..ab free hua hu bhai ..ji
Bat kar sakte hai
Nice👍👍👍
Thanxxx
gst 1500w 4 speaker kliya bast amplifier
V9000
Zypher z7/8
AUJHA 1300 watt 4 ohm / 8hm se sound quality me fharak padta hai kya
Approx same same
Bhai eska cabinet kharb rahta hai kya swx2600 ka
Ahuja dual bass me dikkat to hai cabinet me
Bhai abhi Ahuja lxa 6000 watt ka price kitta hai
60k
Good morning sir ji
Good morning
Ha yrr ahuja ka cabinet jaldi joint chhod raha ushke wajah se Farr Farr aawaj aata
Company ko sudhar karna chahiye
Nehi 1000wat se 1300 wat punch jyada hai vai
Bhai hamko ahuja swx 2100 lena hai lo ya nhi plz Bhai
Swx 2600 Bass aapka hai kya bhaiya
Ha
मेरे पास बीटा 3 पेंट बॉडी में है ऐसा ही होता है
O mi god please compny m sekyt kro bhi
Kai bar kar chuka hu
❤❤❤
Ahuja ka paint body cabinet bht bekar h . .. mera bhi srx510 ka cabinet 1 year m damage ho gya 4 pcs..
Carpet body best h ahuja ka
Yes
Yes same problem here
Nushshan ho gya
Bhai Ahuja lxa 6000me p audio gst 1500 chlega ky
Yes...
👍🏻
🌹
Such me iska cabinate jaldi khrab ho gya bhaiya😞
Ha..hota hi hai
Mera to 4 bass 2600 watt 6 mahine tak nahi chala bakbas he ahuja
Bhai Maine ahuja swx 2600 le to li hai lekin Mai amplifier Kon sa lu ye samjh nahi aa Raha hai...
Kabhi man karta hai hda 8000 lu kabhi lxa7600 kabhi z6 to Mt 2201
Hda8000 ya lxa76000 koi bhi le lo
Ok bro lxa 7600 thik hai
Long life amp