Shabdo ki Ganga bahakar jiwan ki ek visesh paristhiti ki sachai ka itna sundar varnan sirf Sahir hi kar sakte hai. Bhawnao ko shabdo mey utarne ki jadui kala unhe prapat thi. Aaj ki peedhi unki parchhai bhi nahi chhoo sakti. Sahir Amar hai.
Sahir Sahib 🎉 and Amrita ji 🎉 are both wonderful people. They could have married: Sahir ji came back to India from Lahore as his heart was lost in Punjab State of India . 🎉 JS Distt-Ludhiana, Punjab
This poetry was composed by Great Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York. IN HUMAN HISTORY MORE MEN HAVE BEEN KILLED BY OTHER MEN IN WARS & CONFLICTS COMPARED TO THOSE KILLED BY ALL DISEASES/NATURAL DISASTERS COMBINED.HUMAN BRAIN WAS THE GREATEST GIFT GIVEN TO MAN BY "HIM"--BUT most brutal animal on this earth is MAN HIMSELF(Created in HIS IMAGE SUPPOSEDLY BY HIM)--Let some sense prevail on this earth & may be MAN WOULD BE FREE ALL OVER THIS EARTH ONE DAY IN FUTURE. "Aasman pe hai khuda aur zameen pe hum--aaj kal woh is taraf dekha hai kam" In heaven HE HAS FALLEN ASLEEP & turned MIA. ḳhuun apnā ho yā parāyā ho nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir bam gharoñ par gireñ ki sarhad par rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai khet apne jaleñ ki auroñ ke ziist fāqoñ se tilmilātī hai tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ kokh dhartī kī bāñjh hotī hai fat.h kā jashn ho ki haar kā sog zindagī mayyatoñ pe rotī hai jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai jañg kyā mas.aloñ kā hal degī aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī bhuuk aur ehtiyāj kal degī is liye ai sharīf insāno jañg Taltī rahe to behtar hai aap aur ham sabhī ke āñgan meñ sham.a jaltī rahe to behtar hai bartarī ke subūt kī ḳhātir ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko ghar jalānā hī kyā zarūrī hai jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ aao is tīra-baḳht duniyā meñ fikr kī raushnī ko aam kareñ amn ko jin se taqviyat pahuñche aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ jañg vahshat se barbariyyat se amn tahzīb o irtiqā ke liye jañg marg-āfrīñ siyāsat se amn insān kī baqā ke liye jañg iflās aur ġhulāmī se amn behtar nizām kī ḳhātir jañg bhaTkī huī qayādat se amn be-bas avaam kī ḳhātir jañg sarmā.e ke tasallut se amn jamhūr kī ḳhushī ke liye jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf amn pur-amn zindagī ke liye Reply
The original song 7:08 should have been sung by Mohd.Rafi and not Mahendra Kapoor. B.R.was very jealous of Rafi Saheb but he had to bow down to Rafi Saheb to sing the title song for Waqt.He taught he will own Rafi Saheb.Only sing for his movies.Rafi Saheb chosed the people..He wasn't a money grabber.When He came to South Africa in 1979 .He gave a show to the poor people in a stadium in Durban.Believe it or not the show was almost free less than a rupee .May his sole rest in Peace.Every show was sold out.
Sir AAP Jo bhee hain, tareef karna ibaadat karna achche kaamo kee ..achcha hai.. aap jo bhee hain wauh mhaan hain.. par aapke mansikta ...bohut chotee hai.. jab aap kehte ho ke ab koee Aisa paida nehi ho payega.. aap kya khuda ho .. sorry .. but u r just a touch tuch bhar aadmi ..
Purana geet dil ki aawaj banti thi aur dil se Gaya jata tha
खेमानी साहब, अगर दुनिया में चांद सूरज के अलावा कोई सत्य है तो यह कि साहिर का कोई मुकाबला नहीं।
एक अलग ही पैनापन जो सीधे दिल पे छेद कर जाए।
ARUN sahab kya peshkash hai aapki. Bus sunte jau sunte hi jau sunte hi........... Aap ki peshkash dil ko chu jati hai Sirji. No words
वाह वाह वाह! बेहतरीन! बेमिसाल!
Khubsoorat ❤
singer sang very well very melodias refreshed memory of great sahir ludhianwi
Sahir saheb was really magician of words.
Aap ke Andaze bayaan ko hazaaron Salaaaaam🎉plz mera salaam qabool karen
Good Song Singer. Orchestra.🎉
Arun Pune
Very nice singer
Bahut khoob kaha aapne❤
Heart touching ❤❤❤❤❤
Bahut hi khubsurat hai inkay gaanay really great 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻👍
aise geet dobara nahi ban paye
Pyar ko jivit rakhne ke liye aise gaane jivan men Jaan funk deti hai
Beautiful song 💕💕😍
Beautiful Singing,
SAHIR. ..Really Jadugar of words.
No Jadugar : but Intectual.
Sahir was matchless
Shabdo ki Ganga bahakar jiwan ki ek visesh paristhiti ki sachai ka itna sundar varnan sirf Sahir hi kar sakte hai. Bhawnao ko shabdo mey utarne ki jadui kala unhe prapat thi. Aaj ki peedhi unki parchhai bhi nahi chhoo sakti. Sahir Amar hai.
Sahir Sahib 🎉 and Amrita ji 🎉 are both wonderful people. They could have married: Sahir ji came back to India from Lahore as his heart was lost in Punjab State of India . 🎉
JS
Distt-Ludhiana, Punjab
कमाल है शूटिंग करने वालो की गाणे वाले के ऊपर एक भी क्लोजअप नही है और ज्यादा तर कॅमेरा प्रेक्षकां की तरफ है
इसी फिल्म का दुसरा गीत आप आये तो खयाल ले दिले नाशाद आया इससे भी ज्यादा चॅलेंजिंग है अगले कार्यक्रम इसे जरूर गायेगा
Verry nice
दुनियाँ का सच
कमाल है l गाना 3 मिनिट कां और निवेदन 4 मिनिट का l इतना लंबा चौडा भाषण की कोई जरुरत नहीl
👌👌👌💐💐💐
Poets often wander from valley to valley. They don't mean what they say.
❤
🙏🙏
❤❤
Bombay waalon k pass itna waqt kaisay milta hai joe jaa k Sangeet soonay.?
rafi saheb is great singer
This poetry was composed by Great Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York. IN HUMAN HISTORY MORE MEN HAVE BEEN KILLED BY OTHER MEN IN WARS & CONFLICTS COMPARED TO THOSE KILLED BY ALL DISEASES/NATURAL DISASTERS COMBINED.HUMAN BRAIN WAS THE GREATEST GIFT GIVEN TO MAN BY "HIM"--BUT most brutal animal on this earth is MAN HIMSELF(Created in HIS IMAGE SUPPOSEDLY BY HIM)--Let some sense prevail on this earth & may be MAN WOULD BE FREE ALL OVER THIS EARTH ONE DAY IN FUTURE. "Aasman pe hai khuda aur zameen pe hum--aaj kal woh is taraf dekha hai kam" In heaven HE HAS FALLEN ASLEEP & turned MIA.
ḳhuun apnā ho yā parāyā ho
nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir
jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ
amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir
bam gharoñ par gireñ ki sarhad par
rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai
khet apne jaleñ ki auroñ ke
ziist fāqoñ se tilmilātī hai
tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ
kokh dhartī kī bāñjh hotī hai
fat.h kā jashn ho ki haar kā sog
zindagī mayyatoñ pe rotī hai
jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai
jañg kyā mas.aloñ kā hal degī
aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī
bhuuk aur ehtiyāj kal degī
is liye ai sharīf insāno
jañg Taltī rahe to behtar hai
aap aur ham sabhī ke āñgan meñ
sham.a jaltī rahe to behtar hai
bartarī ke subūt kī ḳhātir
ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai
ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko
ghar jalānā hī kyā zarūrī hai
jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ
sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ
hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai
hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ
aao is tīra-baḳht duniyā meñ
fikr kī raushnī ko aam kareñ
amn ko jin se taqviyat pahuñche
aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ
jañg vahshat se barbariyyat se
amn tahzīb o irtiqā ke liye
jañg marg-āfrīñ siyāsat se
amn insān kī baqā ke liye
jañg iflās aur ġhulāmī se
amn behtar nizām kī ḳhātir
jañg bhaTkī huī qayādat se
amn be-bas avaam kī ḳhātir
jañg sarmā.e ke tasallut se
amn jamhūr kī ḳhushī ke liye
jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf
amn pur-amn zindagī ke liye
Reply
Sahir
Shakil
Shailendra
Rajendra kishan
Neeraj
Kaifi azmi
Javed
Anand bakshi
Majrooh
Fazli
Gulzar
Many others
Are no match for people today😊
Khemani sahab bhagwan ke insaaf pe ye geet shaqil ka badayni likha hua hw
उनकी आत्मा जहां भी हो भगवान अपनी चरणों में 3 स्थान दे🙏🙏
Very good singing. Sounded almost like Mahendra Kapoor ji.
He needs to practice a lot
Many times out of tune बेसुरा गायक
साहिर और सिर्फ़ साहिर लुधियानवी ही लिख सकते थे जैसे एक सूरज एक चांद वैसे ही साहिर लुधियानवी एक हैं
The original song 7:08 should have been sung by Mohd.Rafi and not Mahendra Kapoor. B.R.was very jealous of Rafi Saheb but he had to bow down to Rafi Saheb to sing the title song for Waqt.He taught he will own Rafi Saheb.Only sing for his movies.Rafi Saheb chosed the people..He wasn't a money grabber.When He came to South Africa in 1979 .He gave a show to the poor people in a stadium in Durban.Believe it or not the show was almost free less than a rupee .May his sole rest in Peace.Every show was sold out.
इतना समझाने की जरूरत नहीं होनी चाहिए जी, दर्शक बहुत समझदार होते हैं,
खेमानी सहाबकी कामेन्ट्री की सामने यह बहुत ही तकलीफ दायक पेश कर रहे हैं
Sir AAP Jo bhee hain, tareef karna ibaadat karna achche kaamo kee ..achcha hai.. aap jo bhee hain wauh mhaan hain.. par aapke mansikta ...bohut chotee hai.. jab aap kehte ho ke ab koee Aisa paida nehi ho payega.. aap kya khuda ho .. sorry .. but u r just a touch tuch bhar aadmi ..
Gayeki se behtar eski bhumika h .....
Weak singer .. notes were dropping in scale
No focus on the singer
Beautiful
Jitna achcha compare Kiya Arun ji ne utna hi zyada bakwas singer he M Kapoor ki tarah besura,
Mahendra Kapoor sahab besure nahi the.