Sir main UTTAR PRADESH se hoon PVVNL.. BIJLI BILL WALA GALAT READING NIKAL KAR CHALA GAYA METRE ME 15300 READING HAI BILL WALA 15570 READING NIKAL KAR CHALA GAYA JISKI WAJAH SE BILL 5000 RUPEES KA BAN RAHA HAI LEKIN YE 3000 RUPEES EXTRA BANA HUA HAI BIJLI GHAR WALE SUNWAI NAHIN KAR RAHE MAIN WAHA GAYA THA .. PLEASE KOI SOLUTION DEEJIYE
Ap online complaint karke try kariye shayad sahi ho Jaye. Ek baar ki complaint se sahi na ho to fir se kariye. Is video me maine puri jankari di huyi hai.
Sir mere miter ka unit 2000 riding thi darect 4800 ho gaya tha mujhe maloom nahi tha kese karna hai phir meter rider se kaha to 17000 bill aaya tha phir khuch kam kara kar jama kiya uske baad ek mahine thik chala phir se 4831 riding se darect 5600 ho gaye our 15 din me darect 152376 rinding ho gaya mieter me online nahi kya kare iska khucha chalta bhi nahi phir bhi miter riding itna bhag raha hai
Kya do pankha 4balb 9 wat ke chalane se itna ring aayega batayo bhai kya Kaye 30000 tak de chuke ha isi Tara do ten baar me phir se 9000 bil aa gaya riplaye de bhai
Apke meter par yadi itni fast reading badh rhi hai to apko jaldi se jaldi apne meter ko change karwa Lena chahiye warna apka bahut nuksan ho jayega. Apka meter shayad kharab ho gya hai.
Sir Mera 3 HP ka motor Hai 3 phase Krishi wala metre Nahin Laga Hai bil Jyada a raha hai Mujhe kya karna hoga 3 HP ka Kitna Bil Hai per month please reply sir🙏🙏🙏 mujhe bhi metre lagwana Hoga Kya
Sir mere meter me 12781 reading hai pr bill nikalne wale ne bill me 15000+ reading chada di hai jisse bill bad gya aab power house wale kuch kr nhi rhe hai
Sir mera bhi bijali bil bahut jyada aata hai ...sir please btayie kya kru ...koe nahi sun rha hai.. Meter reading according bill jma krne ke lie kya kren
Yadi apke online bill ka unit aur meter ke unit me bahut jyada defence hai to pahle aap bill sahi karwa le Meter ke according bill ke liye ap self bill generate kariye tabhi possible hai, mai bhi yahi karta hu
24.07.2024 आज 1 महीना हुआ है नया कनेक्शन करवाया था अभी बिल निकालने वाला नहीं आया है मीटर के यूनिट 32 हुए हैं ऑनलाइन चेक कर बिल 456 रुपए दिखा रहा है तो इसमें कैसे ठीक होगा जल्दी बताएं
Aap pdf bill download karke dekhiyega to puri jankari mil jayegi ki jyada unit ka bill kyo generate huaa hai. Sahi karwane ke liye aapko bijli office jana padega .
Sir mera 1500 unit ka bil aa gya hai, jbki maine sahi reading likhi thi, Vartmam reading sahi hai, pichli reading vartman reading se bhi jayda dikha Raha hai
Apne bill generate karne se pehle pichhle mahine ka bill check nhi kiya hai. Apke pichhle bill pr reading meter ke unit se jyada thi isliye aisa huaa hai. Bill generate karne se pehle apko pichhle mahine ki carrent unit jarur dekhna chahiye aur bill generate karne me pichhle mahine ki unit se jyada dalna chahiye . Apka bill yadi RDF me ban gaya hai to jaldi se jaldi sahi jarur karwa le warna har mahine apka bill galat aata rahega.
Sir mera har month units se bahut jada badh k a rha hai aur 1 year se a rha 10000 se jada waise normal 200 ata tha 😢power house wale sahi nhi krte kya kre
Boss self bill generated nahin ho pa raha hai error less meter reading pichhle bill ki unit 327 and now till date reading 361phir bhi less reading bata raha hai koi solution batao
Bhai November 2023 me ragistration start huaa tha aur 1st kist December me start huyi thi to 12 kist November me puri hoti hai to is hisab se apki November ki kist last honi chahiye. Ap total karke dekhiyega.
Sir hmara har month ka load aadha kilo watt se kam tha es month 1kw se 3 kw kar diya jabki meater me 0.36 load dikha rha hai aur bill jyada aa gya kya es app se sahi ho jayega load +biill ya phir bijali vibhag se
Yadi sambhav ho to ap bijli office hi jaye waha se sahi hone ka chance jyada rhta hai aur jaldi bhi ho sakta hai, online me kayi baar dekha gaya hai ki wah log bina sahi kiye hi application close kar dete hai.
Bhai meter ka load badhne ka karan yah hota hai ki apke meter par kayi mahine tak load 1kw se jyada rha hoga Isko kam karwane ke liye apko bijli office me SDO se milna padega online nhi hoga,
Sir kvah kaise pata kare mene demand reading galat bhar di hai 1 ki jagah 29 Likh di hai tau us me kwh tau fill kar dia lekin kvah reading bhi maag rha hai
@@informationtyagi sir kya bill generater meter ke sath chhed chhad karke unite badha sakta hai plz reply sir maine 1912 par call Kiya tha wo bole aapka bill galat generate hua hai SDO office Jane ko bole
Meter reader unit nhi badha payega. Yadi apke meter me bina jyada use kiye hi bahut jyada unit ho gaya hai to fir apke meter me problem ho sakti hai Iske liye apko bijli office jana hi padega. Apne ye nhi bataya ki sirf online bill par unit jyada hai ya fir apke meter par bhi jyada hai.
Ap PDF me pahle yah dekhiye ki jyada aya kyo hai, jab tak reason nhi pata hoga tab tak solution nhi mil payega, bill jyada aane ke kayi reason hote hai kuchh me sahi ho sakta hai aur kuchh me nhi.
Yadi apka online bill ka unit apke meter ke unit se bahut jyada hai to aap apne bijli office jaiye aur meter ka video bhi banakar lete jana aur koshish karna ki waha par bill correction ke liye likhit me application dena.
Online bill par unit kitna show ho rha hai ? Ap ek baar online bill correction ki request daal kar try kar le uske baad bhi yadi sahi na ho to fir bataiyega mai apne level se try karunga.
सर इस माह का बिजली का बिल हमारे घर का 1100रुपए निकाला गया है लेकिन पिछले जितने भी बिल हैं मीटर रीडिंग द्वारा 350 से अधिक नहीं निकल गया कभी भी न हीं मेरा मीटर खराबहै आपके द्वारा बताए गए एप्स के माध्यम से शिकायत की गई लेकिन उस पर कोई भी सुनवाई नहीं हुई ऑनलाइन कंप्लेंट करने पर कंप्लेंट तो दर्ज हो गई लेकिन बिजली विभाग द्वारा बिलों ok लिखकर कंप्लेन को क्लोज कर दिया गया है मीटर रीडर का कहना है कि आपका मेरे में मेरे का लोड 1 किलोवाट से अधिक दिख रहा है जो कि ऐसा हो सकता आगे आप बताइए इसके लिए क्या समाधान है
Meter reader har mahine aate nhi honge aur bina unit dekhe bill generate kar rahe honge Ap khud se apna bill generate kar sakte hai, jisse jyada bill nhi ayega.
Bhai meter reader jo reading dal kar bill generate karega wah online portal par show hota hai aur aapke meter par jo reading show hoti hai wah apke bijli use karne ke aadhar par show hoti hai. Meter reader ke bill generate karne se apke meter ka unit change nhi hota hai.
@@informationtyagi ok bhai .. Bhai mera meter to reading ok dikha raha hai magar is mahine ka bill Reader ne rdf ka bana diya hai Isko pay kar dunga to kya agle mahine bill sahi ayega?
Ap 1kw connection me 800 unit tak use kar sakte hai koi problem nhi hai apko sirf itna dhyan rakhna hai ki meter par apki Demand reading 1kw se jya nhi aani chahiye.
Sir mere meter ki current reading 611unit h previous month 573unit ka bill pay kr chuke h to iss month 38 unit hui per reading 115 nikali h to meter reading m 38 fill kru ya 611..Plz reply sir
115 kisne nikali hai Ap yadi khd se bill generate karna chahte hai to pichhle month ki carrent unit se jyada jitna unit ho raha hai utna dalkar bill generate kar sakte hai
@informationtyagi jo iss Month bill aaya h usme 115 unit likhi h but meter k hisab se 38 unit h ...Or qki iss month bill aa gya h to khudse bill generate nHi ho rha h
पिछले महीने के बिल पर करेंट रीडिंग जितनी है उससे ज्यादा आपके मीटर पर रीडिंग होगी ही वही डाल दो ध्यान रहे कि पिछले महीने के बिल की करेंट रीडिंग से कम नही डालना है,ज्यादा ही रहना चाहिए।
Aap bijli office me jakar written complaint kariye aur uski recieving bhi le lena, Online bhi complaint kar sakte hai but usme sahi hone ki sambhavna kam hai.
Bhai sahi to karwana hi padega na Warna har mahine hi bill jyada aata rhega Unse boliyega ki har mahine koi bill banane aata nhi hai aise me mera bill jyada aata rhta hai isliye Maine khud se banaya tha ki jitna unit use hoga utna hi bill banayenge but galat ho gya.
Bill correction ke liye khata number nhi balki bill number aur unit details dena padta hai. Khata number aur bill number dono hi apke bill par mil jata hai.
Hello sir mera metar mein 2936 unit itna tha bil generate ho gaya to bill jama karne ke bad ab metar me unit 2587 itna kam kyo dikha raha hai sir please reply my question
Ha ye to hoga hi, apka bill RDF category me generate ho gya hoga, isko aap bijli office me SDO se milkar jaldi se jaldi sahi jarur karwa le warna har mahine aapka bill jyada hi aayega.
Ap bijli office me jakar written complaint dijiye aur uski recieving jarur le yadi aap recieving le lete hai to jyada chance hai ki apka solution ho jayega warna bijli office wale jaldi sunte nhi hai.
Ap bijli office me SDO se baat kariye ya fir next month meter reader aaye to uske bill generate karne se pehle hi usko puri baat bataye wah bhi sahi kar sakta hai.
@@informationtyagi jbvnl ka connection hai, online show nhi Kar RHA , mobile no se ho RHA hai, 6 saal baad reading Kiya hai or 1 lac ka bill banaya hai, kaise sahi hoga
आपने खुद बनाया है या मीटर रीडर ने आपका बिल शायद RDF में बन गया होगा , इसे आपको बिजली ऑफिस में जाकर सही करवा लेना चाहिए वरना हर महीने ज्यादा बिल आता रहेगा
Sir mera bijli bill bahut hi jada aya hai 242000 aya hao apna mobile number dijiye sir details bhej do taki app kuch bta sake sir power house par jate hai to boltai hai kal ana parso ana please help me sir
1. Bhai apki problem ka solution to bijli office me hi ho payega , bijli office me ap SDO se milne ki koshish kariye ohi sahi karenge 2. Ap online bill correction ki request bhi daal kar try kar sakte hai, 3. Yadi meter reader apke ghar aaye to usse bhi aap request kar sakte hai but dhyan rhe ki bill generate karne ke pahle hi apko use bolna hai. About me Instagram link aur email ID available hai waha se aap baat kar sakte hai
Video start 3:25
thxx bro
मेरा मीटर बहुत फास्ट चल रहा है ,क्या करे,पहले 700-800 बिल आता था ,इस महिने 9000 आया है मीटर भी तेज चल रहा है
Ap bijli office me jakar iski complaint kar sakte ya ya fir UPPCL Consumer App ke madhyam se online bhi meter fast ki complaint kar sakte hai .
Mera mitar reading jyada h bill Kam ata h kase sahi hoga
Aapki riding chli hogi ya jaise sir bole hai waise kr lo
Inverter hoga apke pass inverter bhi bijli khane lagta h jab battery purani hoti h
Solution h iska h agar inverter h to no send kare apna
Sir main UTTAR PRADESH se hoon PVVNL.. BIJLI BILL WALA GALAT READING NIKAL KAR CHALA GAYA METRE ME 15300 READING HAI BILL WALA 15570 READING NIKAL KAR CHALA GAYA JISKI WAJAH SE BILL 5000 RUPEES KA BAN RAHA HAI LEKIN YE 3000 RUPEES EXTRA BANA HUA HAI BIJLI GHAR WALE SUNWAI NAHIN KAR RAHE MAIN WAHA GAYA THA .. PLEASE KOI SOLUTION DEEJIYE
Ap online complaint karke try kariye shayad sahi ho Jaye. Ek baar ki complaint se sahi na ho to fir se kariye. Is video me maine puri jankari di huyi hai.
@@informationtyagi ok THNX SIR
@@paradisemobilesolutions8532 Bhai sahi ho gaya kya
Mere sath bhi
@@paradisemobilesolutions8532Bhai kya hua?
Good sir ji aapka Idea mujhe pasand my bhi isko aajmaunga
👍
Sir mere miter ka unit 2000 riding thi darect 4800 ho gaya tha mujhe maloom nahi tha kese karna hai phir meter rider se kaha to 17000 bill aaya tha phir khuch kam kara kar jama kiya uske baad ek mahine thik chala phir se 4831 riding se darect 5600 ho gaye our 15 din me darect 152376 rinding ho gaya mieter me online nahi kya kare iska khucha chalta bhi nahi phir bhi miter riding itna bhag raha hai
Kya do pankha 4balb 9 wat ke chalane se itna ring aayega batayo bhai kya Kaye 30000 tak de chuke ha isi Tara do ten baar me phir se 9000 bil aa gaya riplaye de bhai
Apke meter par yadi itni fast reading badh rhi hai to apko jaldi se jaldi apne meter ko change karwa Lena chahiye warna apka bahut nuksan ho jayega. Apka meter shayad kharab ho gya hai.
Jo riding aaya hai kya uska bill Dena padega
Ek baat bhi je online miter namber dusra hai our Ghar wala dusra hai to isme kaya kar sakte hai
Miter ka 5 hajar kharch bataya hai reder ne
Close hi karenge bharastachar charam seema par hai bijli bibhag mein
Starts on 2:56
Sir Mera 3 HP ka motor Hai 3 phase Krishi wala metre Nahin Laga Hai bil Jyada a raha hai Mujhe kya karna hoga 3 HP ka Kitna Bil Hai per month please reply sir🙏🙏🙏 mujhe bhi metre lagwana Hoga Kya
Bhai meter lagne ke baad to aap jitna electricity use karenge uske hisab se bill ayega. Kam ya jyada to apke use par depend karega.
Sir mere meter mein 214 reading hai our online me 222 hai to kaise bill generate karen kya reading dale
Sir mera 10-11 sall se zada ara hai or abhi pata chala hai to hame hamare paise wapas mil sakte hai hamare pass proof bhi hai
Sir es app me mera number or mail id match hi nahi ho rhi jisse ki mai login nahi kar paa rha hu
Sir mere meter me 12781 reading hai pr bill nikalne wale ne bill me 15000+ reading chada di hai jisse bill bad gya aab power house wale kuch kr nhi rhe hai
Ap power house me jakar writen complaint dijiye aur recieving bhi le lena
Kilo watt galat Dal diea hai ek video is par bji
Sir mera bhi bijali bil bahut jyada aata hai ...sir please btayie kya kru ...koe nahi sun rha hai..
Meter reading according bill jma krne ke lie kya kren
Yadi apke online bill ka unit aur meter ke unit me bahut jyada defence hai to pahle aap bill sahi karwa le
Meter ke according bill ke liye ap self bill generate kariye tabhi possible hai, mai bhi yahi karta hu
@@informationtyagi thanks sir ...ye btayie usme jo meter reading bharna hota hai usme kaun sa dale ..last reading?
Self bill generation par ek video bna dijie ...
Is video me apko jankari mil jayegi - ruclips.net/video/zkwEQ3-RNiw/видео.html
@informationtyagi thanks
24.07.2024 आज 1 महीना हुआ है नया कनेक्शन करवाया था अभी बिल निकालने वाला नहीं आया है मीटर के यूनिट 32 हुए हैं ऑनलाइन चेक कर बिल 456 रुपए दिखा रहा है तो इसमें कैसे ठीक होगा जल्दी बताएं
बिल कितने यूनिट का बना है
मीटर मे 32 यूनिट हुए हैं 456 रुपए बिल दिख रहा है ऑनलाइन चेक कर तो कैसे ठीक होगा
Aap pdf bill download karke dekhiyega to puri jankari mil jayegi ki jyada unit ka bill kyo generate huaa hai. Sahi karwane ke liye aapko bijli office jana padega .
कॉन्टैक्ट नंबर आपसे बात करना है
Jyada unit ka bana hai to 1912 kare
Sir mera pichli baar 36000 tha is mahine 45000 ho gya hai plss sir reply kro
Sir mera 1500 unit ka bil aa gya hai, jbki maine sahi reading likhi thi,
Vartmam reading sahi hai, pichli reading vartman reading se bhi jayda dikha Raha hai
Apne bill generate karne se pehle pichhle mahine ka bill check nhi kiya hai. Apke pichhle bill pr reading meter ke unit se jyada thi isliye aisa huaa hai. Bill generate karne se pehle apko pichhle mahine ki carrent unit jarur dekhna chahiye aur bill generate karne me pichhle mahine ki unit se jyada dalna chahiye .
Apka bill yadi RDF me ban gaya hai to jaldi se jaldi sahi jarur karwa le warna har mahine apka bill galat aata rahega.
Sir mera har month units se bahut jada badh k a rha hai aur 1 year se a rha 10000 se jada waise normal 200 ata tha 😢power house wale sahi nhi krte kya kre
Bhai bill to bijli office wale hi kar sakte hai, ap ek baar online bhi try kar sakte hai,
Boss self bill generated nahin ho pa raha hai error less meter reading pichhle bill ki unit 327 and now till date reading 361phir bhi less reading bata raha hai koi solution batao
Is month ka bill generate ho jane de , next month try kariyega ya fir aap customer care ko call kar sakte hai.
Sir OTS ka pura kist de diye fir bhi kist aaya hai jod kar is mahine me kya kare
Bhai November 2023 me ragistration start huaa tha aur 1st kist December me start huyi thi to 12 kist November me puri hoti hai to is hisab se apki November ki kist last honi chahiye. Ap total karke dekhiyega.
How to cancel Name change request?
Sir hmara har month ka load aadha kilo watt se kam tha es month 1kw se 3 kw kar diya jabki meater me 0.36 load dikha rha hai aur bill jyada aa gya kya es app se sahi ho jayega load +biill ya phir bijali vibhag se
Yadi sambhav ho to ap bijli office hi jaye waha se sahi hone ka chance jyada rhta hai aur jaldi bhi ho sakta hai, online me kayi baar dekha gaya hai ki wah log bina sahi kiye hi application close kar dete hai.
Bhai mere ghar ek kg ka mitar laga huaa tha usko bila waje 2 kg kar diya bhai main kya karo bata do bhai plzzz ek video is par bhi bana do bhai
Bhai meter ka load badhne ka karan yah hota hai ki apke meter par kayi mahine tak load 1kw se jyada rha hoga
Isko kam karwane ke liye apko bijli office me SDO se milna padega online nhi hoga,
Sir kvah kaise pata kare mene demand reading galat bhar di hai 1 ki jagah 29 Likh di hai tau us me kwh tau fill kar dia lekin kvah reading bhi maag rha hai
Meter par mil jayega
Meter me mil nhi rha bataye
@@informationtyagi kis side hoga
Display par show hota hai
@@informationtyagi unit show ho rhe date time aur kilowat aur kuch nhi show ho raha hai
Sir main Bihar se hu mitre reading karne vala galat bill Diya hai bhut jyada Diya kya kare
App apne meter ka video banakar bijli office me sampark kare ya fir aap customer care se bhi baat kar sakte hai
Sir mera har mahine 40-50 unite bilji use hoti thi lekin es bar ek mahine ka 613 unite aa gya hai pta nhi kaise
Kuch extra use bhi nhi kiye hain
Jyada apke meter par dikh raha hai ya online bill par
Yadi online bill me hi jyada hai aur apke meter par kam hai to ap online complaint kar sakte hai
@@informationtyagi sir kya bill generater meter ke sath chhed chhad karke unite badha sakta hai plz reply sir maine 1912 par call Kiya tha wo bole aapka bill galat generate hua hai SDO office Jane ko bole
Meter reader unit nhi badha payega.
Yadi apke meter me bina jyada use kiye hi bahut jyada unit ho gaya hai to fir apke meter me problem ho sakti hai
Iske liye apko bijli office jana hi padega.
Apne ye nhi bataya ki sirf online bill par unit jyada hai ya fir apke meter par bhi jyada hai.
Sir Haryana ka portal konsa h
Sir ji mere pdf me Meter Remark me OK likha aarh raha hai iska kya matlab hai please reply sir ji
Ok likha hai matlab apka bill sahi generate ho raha hai
Sir ji lekin mere September month ka bill jyada aya hai vo kaise thik hoga please reply sir ji
Ap PDF me pahle yah dekhiye ki jyada aya kyo hai, jab tak reason nhi pata hoga tab tak solution nhi mil payega, bill jyada aane ke kayi reason hote hai kuchh me sahi ho sakta hai aur kuchh me nhi.
Sir ji mere ghar par light use nhi hui hai 2 month sa band hai light please reply sir ji
Rajasthan m Kaise Kare bill jyda aaye to
Rajasthan ke liy konsa app h for electricity complaint
Sir mere bill me any dey jma kod nigam rashi bahut jyada lagaya h kya kru
Bhai iske liye apko apne najdiki office me jana padega.
Mera mitar nambar online galat Kariya Kagan pe shi hy Bahot bil Ata hy parasan hu koi Sankari hy to do
Ap apna question repeat kare
Spelling mistake ki wajah se puri baat samajh me nahi aa rhi hai.
@@informationtyagi hamara mitar nambar Kagaj pe Alag hy aur Bil me Alag mitar nambar Ata hy esse mujhen Bad me Dikkat hogi
Sir kvah 0 hai bil me to kaise Kya dale
Kvah meter par dekhna hai
Sir hamara bijli bil jyada aagya hai our hamne online complain kiya hai kaya sudhar ho jayega kitna din lege sir plz 🙏
Hello Bhai online kaha par complain kiye ho batana jara
Bhai aapka bill sahi ho gya kya
Bhai aapka bill sahi ho gya
@@lggaming1740 nahi huwa hai
5 din me hoga oky agar nhi ho Raha hai to 1912 par call karke sikayat kar sakte hai dhanyawad
Sir mera bill pichle 2 year se har mahine jyada aata hai use kaise sahi karwaye
Yadi apka online bill ka unit apke meter ke unit se bahut jyada hai to aap apne bijli office jaiye aur meter ka video bhi banakar lete jana aur koshish karna ki waha par bill correction ke liye likhit me application dena.
Kvah Khali chhod raha hun option le Raha nahi hai sir to ap batiye hamar bill galt ayea heha ham apna bill shai karna chahte he
Yadi meter par show ho rha ho to kvah daal do ya fir aap uppclonline ke portal se try kariyega waha se ho sakta hai
Sir me uppclonline par gaiya tu usme ek option me password mag rahe password mein kya dalen
Portal par apko pahle ragistration karna padega uske baad login karke sara kaam kar sakte hai.
Sir mere meter me 1100 unit chala hai aur bill bahut jyada bata rha hai 49000 ke karib to kaise sudhar hoga sir please bataiye sir
Online bill par unit kitna show ho rha hai ?
Ap ek baar online bill correction ki request daal kar try kar le uske baad bhi yadi sahi na ho to fir bataiyega mai apne level se try karunga.
@@informationtyagi online chek krarahe hai to 8000 unit ke Karib dikha raha hai
@@informationtyagi bich me meter hold dikha raha tha
Aap pahle ek online bill correction request daal do yadi nhi hoga to fir batana mai try karunga.
Sir mera bill bahut jyada aa rha h me online complen v kiya hu but koi krwai nhi ho rhi miter reading show nhi rha h
Sir hmara bill mahina ka 300 ru aata tha ab 3000 aaya h kya kre
Aap pahle pdf bill check kariyega to reason malum chal jayega ki jyada kyo aaya hai fir malum chalega ki kya karna chahiye
सर इस माह का बिजली का बिल हमारे घर का 1100रुपए निकाला गया है लेकिन पिछले जितने भी बिल हैं मीटर रीडिंग द्वारा 350 से अधिक नहीं निकल गया कभी भी न हीं मेरा मीटर खराबहै
आपके द्वारा बताए गए एप्स के माध्यम से शिकायत की गई लेकिन उस पर कोई भी सुनवाई नहीं हुई ऑनलाइन कंप्लेंट करने पर कंप्लेंट तो दर्ज हो गई लेकिन बिजली विभाग द्वारा बिलों ok लिखकर कंप्लेन को क्लोज कर दिया गया है
मीटर रीडर का कहना है कि आपका मेरे में मेरे का लोड 1 किलोवाट से अधिक दिख रहा है जो कि ऐसा हो सकता आगे आप बताइए इसके लिए क्या समाधान है
आप अपने बिल का pdf डाउनलोड करके चेक करिएगा तो मालूम चल जायेगा कि ज्यादा बिल क्यों आया है
Hii
Bro mere ghr p Meter nh lga hua h but bill zyada arhi h to kaise shi kre please answer me
Meter nhi laga hota hai to bill average me aata hai isliye jyada hi aata hai
Yadi meter laga rhta hai to unit ke aadhar par bill generate hota hai
@@informationtyagi but bro pdf bil jo nikalte usme ( Meter Rmrk ) jo likha hota h uske niche IDF likha h bro to kya hmari bil shi arhi y nh
Nhi apka bill sahi nhi aa raha hai
IDF bill galat hota hai ap apne bijli office me jakar apna bill sahi karwa le.
@@informationtyagi okk thanks bro
Mera makan band hai phir bhi bill bahut jyada aa raha kya kare pl btaye sir
Meter reader har mahine aate nhi honge aur bina unit dekhe bill generate kar rahe honge
Ap khud se apna bill generate kar sakte hai, jisse jyada bill nhi ayega.
मीटार रीडर जब ज्यादा रीडिंग डाल देगा तो ..वो हमारे मित्र पर भी वही रीडिंग चढ़ जाती है
भाई आपके मीटर का आपके मित्र के मीटर से क्या संबंध है
@@informationtyagiinka matlb hai ke meter me bhi wahi reading aa jati hai mitr nahi meter bol rahe hain
Bhai meter reader jo reading dal kar bill generate karega wah online portal par show hota hai aur aapke meter par jo reading show hoti hai wah apke bijli use karne ke aadhar par show hoti hai. Meter reader ke bill generate karne se apke meter ka unit change nhi hota hai.
@@informationtyagi ok bhai ..
Bhai mera meter to reading ok dikha raha hai magar is mahine ka bill
Reader ne rdf ka bana diya hai
Isko pay kar dunga to kya agle mahine bill sahi ayega?
Bhai mere ghar ek kg ka mitar laga huaa huaa hai usko bila waje 2 kg ka kar diya kese kya karo bhai
Same mere sath bhi yahi hua hai aapne kya kiya
Mera 1 kg what hai or 1 months me 145 unit aa jata hai to humko 2 kg what kar lena chaiye please reply
Ap 1kw connection me 800 unit tak use kar sakte hai koi problem nhi hai apko sirf itna dhyan rakhna hai ki meter par apki Demand reading 1kw se jya nhi aani chahiye.
@@informationtyagi ok reply Dene ke liye thanks
Sir hamne kist pura bhar diya fir surcharge pura aa gaya ab kiya kare
Bhai aisa to nhi hota hai,
Apne kist bounce to nhi ki thi yahi ek reason hota hai aisa hone ka,
Ap bijli office me confirm kar sakte hai
Jitna bill Aya sab kar diya hu but 1baar 2 munth ka ek saath aaya tha
Usse koi dikkat to nahi hoga
2 kist yadi bounce ho jati to aisa ho sakta hai
Ap ek baar bijli office me jakar confirm kar lena
Bounce nahi 2munth ka bill ek saath aaya tha
Correction karne par kvah mag Raha hai kya dale
kvah apke meter par show hota hai waha se dekh kr enter kar sakte hai
Mai bahut presan hu kai baar chakkar kat chuka hu phir bhi thik nahi kar rahe hai log
Sir mere meter ki current reading 611unit h previous month 573unit ka bill pay kr chuke h to iss month 38 unit hui per reading 115 nikali h to meter reading m 38 fill kru ya 611..Plz reply sir
115 kisne nikali hai
Ap yadi khd se bill generate karna chahte hai to pichhle month ki carrent unit se jyada jitna unit ho raha hai utna dalkar bill generate kar sakte hai
@informationtyagi jo iss Month bill aaya h usme 115 unit likhi h but meter k hisab se 38 unit h ...Or qki iss month bill aa gya h to khudse bill generate nHi ho rha h
Meter reader ne galat bill generate kar diya hai, aap next month khud se bill generate kar sakte ho.
Jankari dene ke liye Dhanywad
2:40
Chhtishgrh k liye v h ky sir...
Chhattisgarh ka portal alag hai
सर जी मेरे में गलत रीडिंग तो सही कर दिया गया है लेकिन प्रीवियोस रीडिंग तो पुरानी ही है तो इस बार बिल कैसे बनाएं
पिछले महीने के बिल पर करेंट रीडिंग जितनी है उससे ज्यादा आपके मीटर पर रीडिंग होगी ही वही डाल दो
ध्यान रहे कि पिछले महीने के बिल की करेंट रीडिंग से कम नही डालना है,ज्यादा ही रहना चाहिए।
@@informationtyagi नहीं सर मीटर में रीडिंग 77 है जो बिल में भी दिया गया है
@@informationtyagi current गलत था वो सही कर दिया गया है
सर ग्रामीण एरिया का भी बिल सही हो सकता है वीर सुधार अनुरोध करने पर
हां हो सकता है
Meri bijli mitar ki I'd chenge ho gayi hai sahi kese karbaye
Bijli office jana padega
sir aap Sahi jankari dete Hai❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Dhanyawad sir
सिर jvvnl ka bhi aap batay sir please
sir mere meter me kvah 88.88 bata raha hai kyu
Kvah se koi problem nahi hai
@@informationtyagi 88 bata raha hai sir to 88 daal de
Ha bill correction ke liye yadi daal rhe hai to jitna kvah meter par show ho rha hai wah daal sakte hai.
Sir mera bill 4 mahine se galat aa rha hai 15000 se 20000 aarha hai
Aap bijli office me jakar written complaint kariye aur uski recieving bhi le lena, Online bhi complaint kar sakte hai but usme sahi hone ki sambhavna kam hai.
Cg ka bataye checke k liye
Bihar ke liye kown sa app hai sir
Suvidha app
Sir sdo sahb sunege ki nahi mere ko to dar ho Gaya hai kyoki galti to meri hai
Bhai sahi to karwana hi padega na
Warna har mahine hi bill jyada aata rhega
Unse boliyega ki har mahine koi bill banane aata nhi hai aise me mera bill jyada aata rhta hai isliye Maine khud se banaya tha ki jitna unit use hoga utna hi bill banayenge but galat ho gya.
बिजली विभाग नये.महिने का भी.जोण कर भेजा
Bihar ka konsa app hai sir
Sir khata no kya dalna hai
Bill correction ke liye khata number nhi balki bill number aur unit details dena padta hai.
Khata number aur bill number dono hi apke bill par mil jata hai.
Sir mera online bill 7 rs dhika raha hai par reading 31000 dhika raha hai
Ap full pdf bill dekhiyega to puri jankari mil jayegi
आल 2इयर्स बिल ज्यादा आ रहा है
Bhai abhi bina kvah dale ni ho raha hai
Yadi meter par show ho rha ho to daal do nhi to uppclonline ke portal se kar do waha se ho jayega
@@informationtyagi उसका भी वीडियो बनाइए
आप इस वीडियो को देख सकते हैं - ruclips.net/video/lwvOHCjeeLg/видео.html
Khata number konsa hota hai
Consumer Number
प्रोविजनल बिजली बिल क्या होता है
Sir hamara meter ok hai mgr reader ne rdf bill bana diya hai aur bill jyada ban gaya hai ab ye bill pay karun to agle mahine bill thik ayega ya galat?
RDF bill sahi karwana padega tabhi sahi ho payega warna har mahine galat hi aayega , ap sahi jarur karwa le.
@@informationtyagi online complaint karne se thik ho jayega?
@@informationtyagi सर प्लीज़ रिप्लाई किनिये बिजली बिल rdf वाला क्या ऑनलाइन सही हो सकता है जो तरीक़ा आपने बताया है या फिर और कोई तरीका है?
आप ऑनलाइन ट्राई कर सकते हैं किंतु ऑनलाइन शिकायतों का समाधान जल्दी होता नहीं है
आप बिजली ऑफिस में जाकर सही करवाएंगे तो जल्दी सही हो जाएगा।
Hello sir mera metar mein 2936 unit itna tha bil generate ho gaya to bill jama karne ke bad ab metar me unit 2587 itna kam kyo dikha raha hai sir please reply my question
Apke meter me problem ho sakti hai
Apko meter change karwana padega.
Sir hamara bill galat ho Gaya hai hamara puran Redding 1098 tha aur maine 1018 daal Diya aur biil jayada aa gaya
Ha ye to hoga hi, apka bill RDF category me generate ho gya hoga, isko aap bijli office me SDO se milkar jaldi se jaldi sahi jarur karwa le warna har mahine aapka bill jyada hi aayega.
Kabhi bhi yadi bill generate kare to dhyan rhe ki aap jo unit enter kar rhe hai wah pichhle mahine ke unit se jyada hona chahiye .
@@informationtyagi sir apne se nahi ho sakta hai kiya koi upay ho to bataye hum to abhi bahar hu gujrat me
@@informationtyagi sir mobile se hi ho sakta hai ki nahi mai bahut tenshan me aa gaya hu office me sdo sune gaa ki nahi kiya malum
@rambilaschauhan3540 ap try kar sakte hai but online mushkil hai , online me time bhi jyada lag jata hai.
Hamara bill 1 mahine ka 34000 aaya h mai kya karu
Ap bijli office me jakar written complaint dijiye aur uski recieving jarur le yadi aap recieving le lete hai to jyada chance hai ki apka solution ho jayega warna bijli office wale jaldi sunte nhi hai.
Thank bhai love ❤️ you
Love you too Bhai
OTP nahi Aaraha hai to kya kare
Kuchh der baad try kariyega
Sab kuchh to hide kiye hai aur bol rahe hai ki dekhiye
Bhai personal details ko dikhana allowed nhi hai isliye blur kiya jata hai
Ap jab khud se try karenge to samajh jayenge ki kaha kya karna hai.
Sir mera bill jadha aa rha hai
Aap pdf bill dekh kar ye pata kariye ki bill jyada kyo aa rha hai fir pata chalega ki uska salutation ho sakta hai ya nhi
Pvvnl ka canection hai
Account number ka ha sir
Bijli connection ka consumer number hi account number hota hai
Mera bahut bil a raha haye
Mera bijli bill meter se Reading liye bina hi Bill ma message aa gya h jo bahut jya h kya kare
Ap bijli office me SDO se baat kariye ya fir next month meter reader aaye to uske bill generate karne se pehle hi usko puri baat bataye wah bhi sahi kar sakta hai.
@@informationtyagi Online complaint Karne se nhi hoga kya
Ap online try kar sakte hai but problem to yah hai ki bijli vibhag me jaldi koi sunta nhi hai, ap bari bari se dono tarike try kar sakte hai.
Fix rate se meter reading wala rate kr diya
Apka bill RDF me generate ho raha hoga
Ap PDF bill check kariye yadi RDF me hai to ap sahi karwa sakte hai.
@@informationtyagi jbvnl ka connection hai, online show nhi Kar RHA , mobile no se ho RHA hai, 6 saal baad reading Kiya hai or 1 lac ka bill banaya hai, kaise sahi hoga
Bhai fir to apko bijli office hi jana padega.
OTP nhi aa raha hai
Nex day try kariyega
ये गलत हो रहा है अब
Nice 🙏🙏🙏
Kuch dikh nhi rha ap bta rhe ho balr kar ke
Personal details show karna RUclips guidelines ke khilaf hai bhai isliye blur kiya jata hai
Ap jab khud se try karenge to samajh jayenge.
Good😂😂😂
Very nice
Thanks
Ye kaam karega
Bhai bijli vibhag itna achha to nhi hai ki aasani se apki baat ko sune but aap try kar sakte hai.
भाई मैं हर महीने बिजली बिल जमा कर देता हूं । और आज मेरा 8322 रुपए का बिल आ गया
जैसे जैसे आपने कहा वैसे वैसे मैं कर दिया हूं...।
mera 8290 ka hai
सर मेरा बिल माइनस मे बन गया है
आपने खुद बनाया है या मीटर रीडर ने
आपका बिल शायद RDF में बन गया होगा , इसे आपको बिजली ऑफिस में जाकर सही करवा लेना चाहिए वरना हर महीने ज्यादा बिल आता रहेगा
@@informationtyagi सर हमने ही बनाया है
आप इस वीडियो को देख लीजिए तो आप समझ पाएंगे कि क्या गलती हुई है - ruclips.net/video/aZCoI6K2_Ec/видео.html
Mera bhii, maine khud banaya myness mein ban gya bhaiya 😢
thanks
Sir hello please
Khata number kis chiz ka sir
Apke bijli connection ka
English me Account number aur hindi me khata sankhya likha huaa rhta hai.
Kvah नहीं मिल रहा है
Ap UPPCL ke portal se try kariye waha par kvah ka option optional hota hai, waha se bhi try kar lijiye.
Sir mera bijli bill bahut hi jada aya hai 242000 aya hao apna mobile number dijiye sir details bhej do taki app kuch bta sake sir power house par jate hai to boltai hai kal ana parso ana please help me sir
1. Bhai apki problem ka solution to bijli office me hi ho payega , bijli office me ap SDO se milne ki koshish kariye ohi sahi karenge
2. Ap online bill correction ki request bhi daal kar try kar sakte hai,
3. Yadi meter reader apke ghar aaye to usse bhi aap request kar sakte hai but dhyan rhe ki bill generate karne ke pahle hi apko use bolna hai.
About me Instagram link aur email ID available hai waha se aap baat kar sakte hai
Bhai aap apna contact number dijiye na
Mere bhai comment me number nhi de sakte public ho jayega, channel about me diye huye Instagram ID par DM ya call kariye na.
Bhai mere ghar ek kg ka mitar laga huaa tha usko bila waje 2 kg kar diya bhai main kya karo bata do bhai plzzz ek video is par bhi bana do bhai
Bhai mere ghar ek kg ka mitar laga huaa tha usko bila waje 2 kg kar diya bhai main kya karo bata do bhai plzzz ek video is par bhi bana do bhai
Bhai mere ghar ek kg ka mitar laga huaa tha usko bila waje 2 kg kar diya bhai main kya karo bata do bhai plzzz ek video is par bhi bana do bhai
Same problem