Sir prerna portal par baccho ko transfer karte samay reason mai konsa option dalna hai ...passout ya kachhounnati ho gyi ka koi option ni aa rha usme pehle option aata tha previous year mai Student transfer karna hai primary school se junior school mai
@@nandkishor1586 pr sir aadhar me name alg h aur mission prerna pr name alg aa raha h unka kuch nhi ho skta kya Radha ka Radhika Harish ka Harishchandra Jiya ka Diya h Inka koi solution h kya?
Verify student dlt kiye ja skte jb tak dbt pr batch nahi ban raha
Very Good
Thanks
Good job ❤❤❤
Thank you so much 😀
Very good information ❤
Thank you 🙏
Sir ky verfy bachcha b delete kr saktay hain. Aj ek bachchay ny other school mai addmission lay leya. Kl mai usko vefy kr chuka.
Verify krne ke baad bhi delete ka option show hota hai…delete kr dijiye
Sir prerna portal par baccho ko transfer karte samay reason mai konsa option dalna hai ...passout ya kachhounnati ho gyi ka koi option ni aa rha usme pehle option aata tha previous year mai
Student transfer karna hai primary school se junior school mai
TC generate daliye…..yadi bachcha tc lekar aaya hai to.
Very nice👍
Thanks a lot
Sir kya bachhe ko verify karne ke baad b delete kiya ja sakta h
Kr skte hn
Jin bachcho ka adhar nhi tha unka adhar kaise add krenge
Prerna portal par hi kar skte hn
Kya kisi bachhe ke name me correction kr skte h?
Nhi kar skte…..jo naam adhar card pe hoga wahi ayega.
@@nandkishor1586 pr sir aadhar me name alg h aur mission prerna pr name alg aa raha h unka kuch nhi ho skta kya
Radha ka Radhika
Harish ka Harishchandra
Jiya ka Diya h
Inka koi solution h kya?
dbt karte samay chhatr ka adhar verify karte time adhar vala hi naam daalein.
Agar tc generate ho gya but aadhar no delete krna h pls advise
TC generate ho gya h to naam delete kar dijiye.
Only aadhar number delete kaise ho sakta hai!!!
Sbhi bccho ko delete kre is trh se koi dikkat nhi hogi na
Nhi
बोलने की स्पीड बढ़ाओ
ज्यादा स्लो हो जाता है
Ok 👍
ruclips.net/video/0SHmZl59_Ag/видео.html