Eco mode पर टेस्ट नहीं कर पाया इतना समय नहीं है पर normal mode पर ola gen 2 100km की रेंज ही देती है 15% बैटरी बचते तक अकेले 👍 120 तक होना था normal mode में 😮
Abhi tak to koi bhi problem nahi aai hai bus front Disc Pad Change hue the or Charger ki cable loose ho gayi thi to charger ek din me change hokar new mill gaya tha baaki iske alaba to koi problem nahi aai hai par me yahi kahunga ager aap lena chahte hai to apne area me service center dekh lena available hai ya nahi baaki abhi ek video or aayegi 15,000+ KM review to usme aapko bahut kuch clear ho Jaayega
Maine bhi 145 km chalai hai eco mode mai 7% battery thi Ola sabse achhi range deti hai Thoda technical knowledge ho to us aadmine ola hi Leni chahiye thode ye aanpad logoki gadi nahi hai thoda technical knowledge hona chahiye to mast 1 no. Gadi hai
यदि बैटरी 10% से नीचे जाती है और आप बैटरी चार्जिंग पर नहीं लगाते है तब ऐसा होगा । अगर बैटरी 10% से नीचे आती है और आप उसको 1 या 2 घंटे बाद चार्जिंग पर लगा देते है तब कभी भी ऐसी कोई भी समस्या नहीं आएगी ।
ha zero tak le ja sakte hai or turant charge karoge to ho bhi jayegi par yeh battery health ke upar depend karta hai ager battery ki health jyada sahi nahi hai tab ho sakta hai yeh charge nahi ho baaki jab battery 5% se niche aati hai tab OLA ka msg aa jata hai ki ager battery 5% se niche jane par charging par lagane par charge nahi hui to battery ki warranty nahi milegi isliye recommendation yahi hai ki 10% battery bacha kar hi chale risk nahi lena chahiye kyoki battery ki cost abhi ke time to kaafi hai 0% jakar charge ho sakti hai par risk pura aapka hoga, ager charge nahi hui to
yes available hai service centre ko call karni padti hai bus isliye aap jab bhi ola lo to check jarur kar lo ki aapke area me service center hai ya nahi
sahi baat hai jisme 2 battery alag alag charge hoti hai or phir jab battery switch karo ek khatam hone par to dusri bhi zero dikhata hai or beech raste me fas jao Hero ki build quality to Ola se bhi khatam hai
@@NomadicPiyush maine 3 ola me check Kiya tha main rapido me kaam karta hu mujhe 2 delivery boy mile the ola se kr rahe the dono me hi thi ye dikkat or 1 showroom se li thi test ride ke liye usme bhi baaki aag to lagti hi rehti hai ola me ye to aam baat hai meri colony me 2 ola jal gayi showroom se koi help nhi mili bichare abhi tak emi bhar rahe hai
yeh baat to sach hai ki Ola ka service experience sabse jyada bekaar hai Ola customer ko product sell karne ke baad bhul jati hai ki usne apna product sell bhi kiya hai kisi ko OLA me problems bahut jyada hai isme koi doubt nahi hai, or kab tak sahi hongi yeh bhi nahi pata
Eco mode पर टेस्ट नहीं कर पाया इतना समय नहीं है पर normal mode पर ola gen 2 100km की रेंज ही देती है 15% बैटरी बचते तक अकेले 👍
120 तक होना था normal mode में 😮
Apriciate your work bro 🎉🎉
Bahi apka ola kasa hai ?
Is it a good scooter ? Have you faced any kind of problem ?
Abhi tak to koi bhi problem nahi aai hai
bus front Disc Pad Change hue the
or Charger ki cable loose ho gayi thi to charger ek din me change hokar new mill gaya tha
baaki iske alaba to koi problem nahi aai hai
par me yahi kahunga ager aap lena chahte hai to apne area me service center dekh lena available hai ya nahi
baaki abhi ek video or aayegi 15,000+ KM review to usme aapko bahut kuch clear ho Jaayega
Mera Ola s1x4 kw eco mode me highway par cruise controll ke sath 160 km range de raha hai
Sachme bhai ?? Plz sch sch batao
130 on eco s1x 4kw
130 range on eco mode with 2people s1x 4kwh
@@manuyadav5347 true
@@manuyadav5347 single person 160 km in eco mode
Good 👍
Double Fatak ke aaspass se start karke karula Gangan bypass hote hue Delhi road to Meerut 😅
Without pillion 160 bhi cross kar jayegi
yes right
Maine bhi 145 km chalai hai eco mode mai 7% battery thi
Ola sabse achhi range deti hai
Thoda technical knowledge ho to us aadmine ola hi Leni chahiye thode ye aanpad logoki gadi nahi hai thoda technical knowledge hona chahiye to mast 1 no. Gadi hai
yes boss you are right
Bahi iam wait for your new video please ola video
Sir ola s1 pro gen 1 ka eco, normal mode range video banaye old customer ke liye
Okay boss i will try
kyoki mujhe arrange karna padega kisi ka OLA S1 Pro Gen 1
Delhi to kotdwar bus traveling pls video banao
okay i will try
abhi Najibabad to Kotdwar hai channel par aap bo dekh sakte hai
No one ride on ,40 km😅
Are bhaiyaa itna tyre pressure kon rakhta haiii 50 handle wobble hogaa aur accident bhi ho sakta haiii 2:48
Iska permit kitna kaha tak hota hai
lifetime hai jab tak yeh kharab na ho jaye
petrol ki 15 years hoti hai
Bahut badhiya hai bhai 😊😊❤
Thankyou ❤️
Best Ola 🎉❤
yes
servicing improvement ki need hai abhi bhi
Sleeping mode phone me arahahai but gadi running hai
latest version me update kar lo bhai theek ho jayega
10% से निचे बेट्री गई तो डीप डिस्चार्ज होकर हमेशा के लिए बेट्री डेड हो जाती है क्या ये बात सच है क्या
यदि बैटरी 10% से नीचे जाती है और आप बैटरी चार्जिंग पर नहीं लगाते है तब ऐसा होगा ।
अगर बैटरी 10% से नीचे आती है और आप उसको 1 या 2 घंटे बाद चार्जिंग पर लगा देते है तब कभी भी ऐसी कोई भी समस्या नहीं आएगी ।
@NomadicPiyush kya Betry ko Zero tak le jaya ja sakta hai
Fir turant Charge kar liya to Dade nahi hogi
ha zero tak le ja sakte hai or turant charge karoge to ho bhi jayegi par yeh battery health ke upar depend karta hai
ager battery ki health jyada sahi nahi hai tab ho sakta hai yeh charge nahi ho
baaki jab battery 5% se niche aati hai tab OLA ka msg aa jata hai ki ager battery 5% se niche jane par charging par lagane par charge nahi hui to battery ki warranty nahi milegi
isliye recommendation yahi hai ki 10% battery bacha kar hi chale risk nahi lena chahiye kyoki battery ki cost abhi ke time to kaafi hai
0% jakar charge ho sakti hai par risk pura aapka hoga, ager charge nahi hui to
Pick up service available
yes available hai
service centre ko call karni padti hai bus
isliye aap jab bhi ola lo to check jarur kar lo ki aapke area me service center hai ya nahi
Vy single ride me 180 milta hai
Meri s1x 4 kWh hy o 100km ka renge deta hy ...
Same here
tyre pressure kitna rakhte ho
or aapki riding city me rehti hai ya on road ?
Ola ka sab log buycot kar rahe hai 😭😪 aur inko video banane ki lagi hai ...wah wah wah kya baat hai 🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫😀😀😀😀😀😀🥺😃😃😃😃😁😁😁😁😁
I love ola❤
👍
O bhaiya hero optima cx er lelo 140 km de raha hai only price 86000...
sahi baat hai jisme 2 battery alag alag charge hoti hai
or phir jab battery switch karo ek khatam hone par to dusri bhi zero dikhata hai or beech raste me fas jao
Hero ki build quality to Ola se bhi khatam hai
Ek din ye scene ulte ga aur ola tumhare upar hoga.
chalte scooter par ho sakta hai
par khade scooter par mushkil hai
Meri air 100 par 70 chalti hai
achi range hai yeh to
air me 2 KWH battery hai ?
😂😂😢😂😢
😅
Don’t buy ola
👍
To kya buy karna chahiye
Ola ke display me reading jada dikhata hai
Muje bhi yhi algta h apni ola 42 km/hr deikhati h jabki other bike 35km/hr dikhati h same speed pr
ho sakta hai speedometer error ho
par maine google map se distance dekhi thi to same thi
@@NomadicPiyush maine 3 ola me check Kiya tha main rapido me kaam karta hu mujhe 2 delivery boy mile the ola se kr rahe the dono me hi thi ye dikkat or 1 showroom se li thi test ride ke liye usme bhi baaki aag to lagti hi rehti hai ola me ye to aam baat hai meri colony me 2 ola jal gayi showroom se koi help nhi mili bichare abhi tak emi bhar rahe hai
yeh baat to sach hai ki Ola ka service experience sabse jyada bekaar hai
Ola customer ko product sell karne ke baad bhul jati hai ki usne apna product sell bhi kiya hai kisi ko
OLA me problems bahut jyada hai isme koi doubt nahi hai, or kab tak sahi hongi yeh bhi nahi pata
Don't buy ola
👍