Hamare idhar abhi dhan ki kheti ki katayi chalu hai to hum fishing ko ja nahi pa rahe hai to apke video dekh ke bohot maza aya video har roj dalo bhai ❤
Bhai i have doubt, every time after you finished fishing, do you separate the fishing rod setup? if you do separate them you have to cut the leader line right, will you cut the leader line every time? Please reply bhai
Ji Bhai main humesha fishing ke baad rod se reel ko alag karke wash karta hoon, raha baath leader line ki mai humesha spinning rod se leader line ko bahar nikalne ke liye snap ya fast ach ko kaat kar alag kartha hoon...aur popping rod ka tip zyada bada rehta hai jiske wajah se snap swivel bade aasani se rod ke tip se aajatha hai 🥰
Assalamwaleikum bhaijaan... ek chiz Janna tha... kya main 26 lb braid ke sath 50-60lb fluorocarbon leader use kr sakta hoon casting ke liye? Braid ka diameter hai 14 mm and breaking strength 26.4 lb.
Salam!!! Suleman bhai kesy ho? Suleman bhai please mujhy ye bataen keh casting lures aur trolling lures me numaya farq kiya hota he, kiu ke jo brand ap bataty hen wo lures humary yaha nahi millta, dosry brand ke bohat se lures mil jaty hen jo mujhy sab ek jaisy hi lagty hen. mujhy nahi maloom keh mery liye kon sa sutable he, me rocks, mangroves aur sea nala par casting karna chahta hon. Ap ne pehly bhi bohat guide kiya he is baar bhi rehnumai farmaen.
Bhaijaan walaikum assalam warahmatullah hi wa barkathu🥰.... Bhai casting lures yani Mai baath kar raha hoon minnow lure ki, casting minnow lures size me chote aur lure ka lip bahut chota rehta hai aur ye lures 0.5mtr se lekar 3mtr ke depth se aatha hai.... diving depth lure ke lip ke upar depend karta hai.... casting lures floating aur sinking dono model me aathe hai, casting lures se hum aksar small size fish se lekar medium big size ke fish ko Target karte hai...aur rahi baat trolling lure ki is lure ka lip bada rehta hai aur lure ka size bhi casting lure se bada rehta hai... trolling lure 3mtr se lekar 30mtr Tak ke depth se aatha hai.... trolling lure se hum bade size ke fish ko Target karte hai 🥰
@Jamiluddineducationvet Bhai kar sakte hai... agar aap khule samandar me kisi baitball dhike to usme cast kar sakte hai GT jaise bade fish lag sakte hai
Bhai matter karta hai ki aap Boat me jakar fishing karoge ya shore se.....shore area me fishing karte hai to aapko branded setup 15000 tak me mil jayega..... agar boat me jakar bada game karna chahte ho to 20 se 25000 ke andhar acha brand ka reel rod aur line mil jayega
maza aa gaya bhai... ek number bhai... ek bhi pal k liye laga nahi ki vedio boring ja raha ho... and congratulations to ajji bhai
Shukriya captain 🥰🙏
Thank u Tkay Bhai
Love from Arunachal pradesh India 🇮🇳 ❤️ ♥️
Apke pyar aur support ke liye shukriya 🥰🙏
Hamare idhar abhi dhan ki kheti ki katayi chalu hai to hum fishing ko ja nahi pa rahe hai to apke video dekh ke bohot maza aya video har roj dalo bhai ❤
Anand bhai apko naye fasal ki dero Mubarak baad...... waise fasal kis cheez ki hai Dhaan ya Gehun.... Bhai apke pyar aur support ke liye shukriya 🥰🙏
Dhan ki kheti hai Bhai apke video se bahot kuch sikha hu or is saal acchi fishing Sikh Li
@anandghadi522 Bhai apke pyar aur support ke liye shukriya 🥰🙏
Superb anglers...🎣
Mahi-mahi bhi hath lag gaye😍
Haan Deepu we are lucky
Amazing Sulaiman bhai..... videos ko aisi he aane do.... inspiring
Shukriya Khan Saab..... InshaAllah koshish karunga 🥰
Jabardast mahi mahi👍👍👍 aag laga diya🔥🔥🔥
Sahi bola mama 😄
Haa wahi to
Dream Catch... Mahi Mahi @angler Aziz👏👏👏🥳🥳🥳
Exactly Bhai 🥰
🙏
Boom baby bhai jaan🎉🎉🐟🐠🐳bhut hi shaandar fishing 🎣
Shukriya 🥰
Big B I m also from Andaman….Aapka videos ka intezaar rehta hai❤❤
Shukriya Bhai....aap yahan Kahan rehte ho Samir Bhai
Mahi mahi boom baby ❤
Booooooooom Baby 💪
brothers are back , boom baby ❤
Ji Bhai wapas ek saath judkar fishing karne ka maza hi kuch aur hai 🥰
Bhai aap b join krna Insha Allah
Mash Allah zabardast fishing Bhai
JazakAllah khair Bhai 🥰
Super catches Bhai 👌👍
Thank you so much 🥰
Nice fishing in Andaman and Nicobar Islands number- 1 Bhai Boom baby my demand 20kg surmai.nice to meet you my dear friend.
Calvin Bhai aapke pyar aur support ke liye shukriya 🥰.... Bhai InshaAllah ek din zarur padunga surmai aur video me aapka naam loonga 🥰
👍 fishing videos is amazing 🤩😍😍
Thank you so much Bhai 🥰
Hamein b bulao bai kabhi.....Amazing 👏
😄 zarur bhai 👍
Boom baby nice
Shukriya 🥰
Big fan bro .. ❤
Thanks bro 👍😁
Super bro
Thanks Bhai 🥰
Bhai kadkachan kilan mey ek video banao bhai .....baramundi ka ....❤
bhai mushkil hai 😂😂😂🙏
Good job 👍 ❤🎣
JazakAllah khair Bhai 🥰
Awesome catch bahai enjoy ❤
Shukriya Aalam Bhai 🤗
1 no bates and bites team boom baby
Shukriya Firoz bhai 🥰
Bhai i have doubt, every time after you finished fishing, do you separate the fishing rod setup? if you do separate them you have to cut the leader line right, will you cut the leader line every time? Please reply bhai
Ji Bhai main humesha fishing ke baad rod se reel ko alag karke wash karta hoon, raha baath leader line ki mai humesha spinning rod se leader line ko bahar nikalne ke liye snap ya fast ach ko kaat kar alag kartha hoon...aur popping rod ka tip zyada bada rehta hai jiske wajah se snap swivel bade aasani se rod ke tip se aajatha hai 🥰
Assalamwaleikum bhaijaan... ek chiz Janna tha... kya main 26 lb braid ke sath 50-60lb fluorocarbon leader use kr sakta hoon casting ke liye? Braid ka diameter hai 14 mm and breaking strength 26.4 lb.
Ji bhai kar sakte ho agar jahaan aap fishing karte ho wahan pe rock aur structure zyada ho to 50 to 60 lb ka leader line use karna acha hai🥰
Mashallah Bhai
JazakAllah khair Bhai 🥰
Bhai baramundi ke liye khon sa rod aur reel lene bhai .....
Mai to Daiwa phantom versatile aur Major Craft Indira pro rod aur Shimano Sedona 5000 reel use karta hoon 🥰
❤❤❤❤
🥰
Super !!!
Shukriya sir 🥰
Salam!!!
Suleman bhai kesy ho? Suleman bhai please mujhy ye bataen keh casting lures aur trolling lures me numaya farq kiya hota he, kiu ke jo brand ap bataty hen wo lures humary yaha nahi millta, dosry brand ke bohat se lures mil jaty hen jo mujhy sab ek jaisy hi lagty hen. mujhy nahi maloom keh mery liye kon sa sutable he, me rocks, mangroves aur sea nala par casting karna chahta hon. Ap ne pehly bhi bohat guide kiya he is baar bhi rehnumai farmaen.
Bhaijaan walaikum assalam warahmatullah hi wa barkathu🥰.... Bhai casting lures yani Mai baath kar raha hoon minnow lure ki, casting minnow lures size me chote aur lure ka lip bahut chota rehta hai aur ye lures 0.5mtr se lekar 3mtr ke depth se aatha hai.... diving depth lure ke lip ke upar depend karta hai.... casting lures floating aur sinking dono model me aathe hai, casting lures se hum aksar small size fish se lekar medium big size ke fish ko Target karte hai...aur rahi baat trolling lure ki is lure ka lip bada rehta hai aur lure ka size bhi casting lure se bada rehta hai... trolling lure 3mtr se lekar 30mtr Tak ke depth se aatha hai.... trolling lure se hum bade size ke fish ko Target karte hai 🥰
@@baitsbitesbeginnersfishing1160 thanks bhai,
Aksar lure pe casting aur trolling dono likha hota he, kiya trolling waly lure se casting kar sakty hen?
@Jamiluddineducationvet Bhai kar sakte hai... agar aap khule samandar me kisi baitball dhike to usme cast kar sakte hai GT jaise bade fish lag sakte hai
Super
Thanks Bhai 😄
Bhai fishing rod set kitna Tak aiga bhai....
Bhai matter karta hai ki aap Boat me jakar fishing karoge ya shore se.....shore area me fishing karte hai to aapko branded setup 15000 tak me mil jayega..... agar boat me jakar bada game karna chahte ho to 20 se 25000 ke andhar acha brand ka reel rod aur line mil jayega
👍
🥰
Mahi Mahi ka Taste kaisa tha? 😊
Bhai mujhe khaane nahi mila Sajid usko le gaya😂😂😂
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🥰🤝