Ma'am I have a potted peepal plant kept on a stool and further on a tile with out any roots touching ground. Watering daily on sunrise except on varjit days and mustard oil with black til deepak on Saturdays evening.I don't have this tree in the nearby temples. Is that OK?
Hamare ghar ke andar hi bahut bada vishalkay pipal ka vruksh hai ghar mein Kala kalesh bahut rahata hai dhan sambandhi bahut pareshaniyan hai kya Karen
Di hmare saas sasur ji hai to bhi hum pitr ke liye diya jla sakte hai kyo ki mere husband ke kundli main pitrdos hai hum . Aur hmare plot main baar baar pipal ka ped ho ja rha hai
Di🙏aap bhut achi hai . Aapse bhut kuch puja path ke bare main pata chal jata hai main varanasi ki rhnewali hu. Abhi sonbhadra main hu kabhi eder aana ho to jarur milega 🙏
Mam brahmuhurt me puja kr kitchen me jaana chahiye aisa sabhi kahte hn but us time surya dev ko argh kaise den aaj kl to sunrise bahut late hoti h bina sunrise ke argh dena sahi h please reply jarur karen
Mere ghar ki Chad me pipal ki chara uga hai to mene usko tab me laga dia,mera swal hai kay usko rehene de ie bhar koi usko laga de plz jrur bataie ga, har har mhadev 🙏
जय माता दी मैम
Nice sharing ma'am 🎉🎉
Didi prnam 🎉
बहुत अच्छी जानकारी मिली आप का बहुत बहुत धन्यवाद 🎉
Radhe Radhe di ❤❤
Bahut sunder jankari bahan aap bhi yek dusare ka support kijiy❤❤❤❤❤❤
Mam aapki knowledge ki jitni taarif kare kam hogi mam bhoot acchi hai peepal aur pitroke gyan ke liye shukriya ❤❤❤❤❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
धन्यवाद
Thanks again for your help
Thanks for the information ℹ️ Dear 😊 Radhe Radhe 🙏💐
Jai Mata di🌺👏👏
Superb performance
Ma'am I have a potted peepal plant kept on a stool and further on a tile with out any roots touching ground. Watering daily on sunrise except on varjit days and mustard oil with black til deepak on Saturdays evening.I don't have this tree in the nearby temples. Is that OK?
Mam doodh raat ka chalega
Mam Sunday ko to pipal ki puja to nhii n ki jaati h
❤❤❤
Awamaseya kab hai didi
Hamare ghar ke andar hi bahut bada vishalkay pipal ka vruksh hai ghar mein Kala kalesh bahut rahata hai dhan sambandhi bahut pareshaniyan hai kya Karen
Didi prnam didi pitr dos ki puja is bro hmare ghr me krwaye h mgr didi pipl k pudha pani ki tunky h chtt pe uga hi h kitna htwaye o ugg hi jata h
Di hmare saas sasur ji hai to bhi hum pitr ke liye diya jla sakte hai kyo ki mere husband ke kundli main pitrdos hai hum . Aur hmare plot main baar baar pipal ka ped ho ja rha hai
जी हाँ जला सकते हैं
Di bhgwan ko chdaye hue phool mala ki dupam bnana shi hai ya nahi es pr video banaye jaise aaj kl es pr bhut video aarha hai 🙏
जी हाँ बना सकते हैं।
Di🙏aap bhut achi hai . Aapse bhut kuch puja path ke bare main pata chal jata hai main varanasi ki rhnewali hu. Abhi sonbhadra main hu kabhi eder aana ho to jarur milega 🙏
Mam brahmuhurt me puja kr kitchen me jaana chahiye aisa sabhi kahte hn but us time surya dev ko argh kaise den aaj kl to sunrise bahut late hoti h bina sunrise ke argh dena sahi h please reply jarur karen
नहीं...सूर्य उदय होने के बाद ही जल देना चाहिए
Mere ghar ki Chad me pipal ki chara uga hai to mene usko tab me laga dia,mera swal hai kay usko rehene de ie bhar koi usko laga de plz jrur bataie ga, har har mhadev 🙏
जी हाँ घर में पीपल न लगाएं
Bahut jyada hi Pipal ka ped Nikal Aaya ho to Kya Karen
हटाएं