Priya mam aapki voice bahut achi hai vedeo informative hai maine channel ko subscribe kar diya hai Mam maine aaj hi madhu malti nursary se la kar lagaya hai maine only vermi compost hi mitti me milaya hai hamari balcony ne sham 6pm tak dhoop rahti hai pata nahi growbkarega y nahi mujhe ye plant bahutboasand hai mere pas dap hai n chai j pati bhi kya mujhe deni chahiye
Hello mam mere paas yeh plant h aur winter me iski care kese kre please btaye mera yeh plant mar raha h please mujhe ise save Krna h please mam please reply
Hello priya. Maine 5 din pehle new plant liya abhi chota hai. Maine ground mai lgaya hai to kya abhi usse dhup se bhana hai. Maine kul hi usse ground mai lgaya hai. Good sharing thanks priya 👍
Mustard cake fertilizer ko Barsaat me kitne din me dena hai and dry form me dena hai ya liquid dry form me , dry form me dene se plant jal to nahi jayega Humare yaha barish dus din me ek aar hai hai maximum temperature 36-38 rehta hai
Didi Maine 3din phle croton ke plant pr epsom salt ki spry Kiya tha lekin us pr koi asr nhi h ab uski steam 3inch hi bacchi hsari dry ho gyi btaye na croton plant bchega ya nhi Maine usme 1week phle uple ki khad bhi Dali thi please di koi solution btaye
🙏 Mam maine Amazon se madhumalti mangai thi do plant ka set hi de rahe the ek me to pattiyaan aane lagi thi ek maine Aaj hi hata Diya yahi samajhkar ki sookh gaya abhi video dekha to laga galat kar Diya kya? Waise mere plants mar chuke hai pahle bhi ,aapke plants bahut Sundar lagte hain
Pichhle September me button roj ka poudha lagaya tha jamin me usme kuch flowers v aaye pr plant sahi trh se growth me nhi tha so hmne use gmle me daal diya abhi 4din phle pr ab bilkul murjha gya h kya bach paayega....use chhat pr rkha h tin chaar ghnte ki dhoop me
Mera madhu malti healthy aur bushy h . Ek saal purana h jb layi thi tb flower the lekin ushe baad abhi tk flowering nhi hui h. Banana peel ..onion liquid uple ka liquid chai patti sabhi kuchh diya but flowering abhi tk start nhi hui. Flowering ke liy kya kare
Sis.mere Chandni plant ki sari leaves gir gayi hn.. Kareeb 1 n 1/2 month pahle... maine use fertilizer bhi diye... but wo aise hi h... jabki usme bahut flowering hoti thi.. sookha bhi nhi h..m kya karu..
Priya mam aapki voice bahut achi hai vedeo informative hai maine channel ko subscribe kar diya hai
Mam maine aaj hi madhu malti nursary se la kar lagaya hai maine only vermi compost hi mitti me milaya hai hamari balcony ne sham 6pm tak dhoop rahti hai pata nahi growbkarega y nahi mujhe ye plant bahutboasand hai mere pas dap hai n chai j pati bhi kya mujhe deni chahiye
Thanks a lot for watching and stopping by
Vermicompost best fertiliser hota hai sabhi plants ke liye..grow ho jayega barish me
Thank you mam for rply
एक अच्छी जानकारी
Thanks
nice upload dear…keep it up! sending support from Switzerland 🇨🇭
Thanks dear for watching and most welcom 🙏❣
Thanks for sharing such detail information.very useful neasy to do
Thanks
Tha nk you God bless beta for this v useful advice.
Thanks and welcom
Thanks for sharing the valuable informations.
Good morning, Priya, from Windermere, Florida zone 9b USA
Rangoon Creeper is new to me 🪴
I hope you have a wonderful week
❤Peggy❤
This is commonly available perennial Plant.
Thanks for watching
Mera madhu malti ka podha aik ka hai phool ni aye chat tak gaya hai mein gamley mein lagaya hai gamla bara hai
Very nice❤🎉
Hello mam mere paas yeh plant h aur winter me iski care kese kre please btaye mera yeh plant mar raha h please mujhe ise save Krna h please mam please reply
Newm khali dal dijiye pani week me ek baar ache se dhup me rakhiye bach jayega
Thank you so much dear etni satik aur behtreen information k liye muraiya se related bhi video bnaiye Priya ji 😅.
Haan jarur
Mera Madhu malti 14inch pot me 1saal e lga hi bushy karne ke liye teim ker deti hu but abhi tk flowers nhi aaye organic me kya de
Cow dung manure ya vermicompost daliye
Hello priya. Maine 5 din pehle new plant liya abhi chota hai. Maine ground mai lgaya hai to kya abhi usse dhup se bhana hai. Maine kul hi usse ground mai lgaya hai. Good sharing thanks priya 👍
Yadi bahut chhota hai tho 1 stick uske bagal me laga dijiye...dhup bahut tez hogi tabhi bachana hai waise ground me ache se lag jata hai
Thank you so much mam
Welcom dear
Ye plant indor m bhi chl jata h kya maam plz riply
Dhup jaruri hai
@evergreengarden1M ok tnx maam
Maam mere pass ficus plant bhi h wo bhi indor h ya nhi
Cypress star morning glory plant messho se mangwaye the seeds ab wo 2inch ke ho gye lekin ab wo murjha rhe h enki care bhi btaye please di
Haan jarur
Thank you sister aap mere hr questions ka answer dete h o thankyou so much croton bch to jayega na
Mustard cake fertilizer ko Barsaat me kitne din me dena hai and dry form me dena hai ya liquid dry form me , dry form me dene se plant jal to nahi jayega Humare yaha barish dus din me ek aar hai hai maximum temperature 36-38 rehta hai
Fir tho Soil dry hogi 1 spoon dry form me 1 litre pani me milakar raat bhar aise hi rakhiye next day gamle me daliye
Didi Maine 3din phle croton ke plant pr epsom salt ki spry Kiya tha lekin us pr koi asr nhi h ab uski steam 3inch hi bacchi hsari dry ho gyi btaye na croton plant bchega ya nhi Maine usme 1week phle uple ki khad bhi Dali thi please di koi solution btaye
Aab khad nahi dijiye...Pani daliye aur 3 ya 4 hours ki dhup dijiye
Croton ko itna khad nahi Dena hota
Oh no sister
Sorry
Epsom salt ko only stam pr sprey Kiya tha
Aap sab ka shubh ho aapki awaz bahut achi hai 🙏
Thanks 🙏
🙏 Mam maine Amazon se madhumalti mangai thi do plant ka set hi de rahe the ek me to pattiyaan aane lagi thi ek maine Aaj hi hata Diya yahi samajhkar ki sookh gaya abhi video dekha to laga galat kar Diya kya? Waise mere plants mar chuke hai pahle bhi ,aapke plants bahut Sundar lagte hain
Koi baat nahi fir se grow kar lijiye ye hardy plants hain
Pichhle September me button roj ka poudha lagaya tha jamin me usme kuch flowers v aaye pr plant sahi trh se growth me nhi tha so hmne use gmle me daal diya abhi 4din phle pr ab bilkul murjha gya h kya bach paayega....use chhat pr rkha h tin chaar ghnte ki dhoop me
Stem green hoga tho bach jayega..compost daliye
Priya ma'am compost kon sa de organic ya camical@@evergreengarden1M
@SUNITAKUMARI-zm5zi compost tho koi v de sakte hain
Mam daheliya plant ko summar me kasha bachay
Usme bulb hota hai roots me usko yato gamle me rahne dijiye...ya nikal kar freez me rakh dijiye rainy season me gamle me dalne se grow ho jayega
Thanks mam
Mera madhu malti healthy aur bushy h . Ek saal purana h jb layi thi tb flower the lekin ushe baad abhi tk flowering nhi hui h. Banana peel ..onion liquid uple ka liquid chai patti sabhi kuchh diya but flowering abhi tk start nhi hui. Flowering ke liy kya kare
June last se flowering hoti hai desi wale me
Sis.mere Chandni plant ki sari leaves gir gayi hn.. Kareeb 1 n 1/2 month pahle... maine use fertilizer bhi diye... but wo aise hi h... jabki usme bahut flowering hoti thi.. sookha bhi nhi h..m kya karu..
Sirf compost daliye vermicompost ya gobar ki khad
mai nursary se le aai hun 1 bhi usme ful nhi h bola baad m niklne lgega nursary wale bhaiya bole
kya baad m ful niklenge ?
Nikalna chahiye
Mere madumalti ke pati gir rahi what l can do
Barish aate hi thik ho jayegi
@@evergreengarden1M thank you 🌹
Mera plant jameen me lga h km se km 7 feet ho gya lakin flower nhi aaye
August me flowering start hogi
Potash de sakte hai
Haan
Haan
मैं नर्सरी से ले कर आई 15 दिन पहले लेकिन सारा पोधा सूख गया क्या करू..?
Stem green hai tho barish me rakhiye shayad bach jaye
मेरे पास देसी वाला है
Patte yellow hokar gir rahe hai flower bhi nahi aa rahe
Abhi video share kiya hai please watch it
@@evergreengarden1M thank you so much