NCTE approved deled college kaise check kare, NCTE approved deled college in up, Recognised deled

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 дек 2024

Комментарии • 7

  • @anjaliyadav-su5mo
    @anjaliyadav-su5mo Месяц назад

    Sir category fill krte time genrel or ews show ho rhi obc k ho tho kse krna ha fir 😢

  • @salmanashrafkne2001
    @salmanashrafkne2001 Месяц назад

    Hlo Sir mera admission mp sehore district main liya merit list ke through mera admission huwa hain
    Mera college ka name Swami vivekanand college of professional studies sehore madhya hain Mera admission slip main college ka name mistake hain
    Aur ye college ncte list main hain file number bhi hain lekin sir innitial recognition latter diya huwa nahi kya ye college se mera d el ed continue rakhna Theek rahega thora ap check karke reply dijye please

  • @AjitKumar-vt4ix
    @AjitKumar-vt4ix 2 месяца назад

    Aap reply nahi dete hai bhai

    • @Scertdelhideled
      @Scertdelhideled  2 месяца назад

      Aap new video pr puchiye brother

    • @AjitKumar-vt4ix
      @AjitKumar-vt4ix 2 месяца назад

      ​@@ScertdelhideledBhiya mai aapse puch raha tha ki aapke through D. L. Ed ho jayega haryana se. Agr nahi to ncte se manyata prapaat college name sugges kinige

    • @RajeshKumarrepublic
      @RajeshKumarrepublic 2 месяца назад

      ​@@AjitKumar-vt4ixdekhiae Haryana dled ka form aapko online bharna Hoga aur usmein jab form bharoge to usmein college ko choice karne ka option aaega to vah Sara college nct se Manyata prapt Hota Hai to 5 November ko aapka pata chal Jaega ki kaun sa College mila hai use college mein jaaoge and final admission karvaunga baat kar lena ki Kitna Paisa lagega vah Sab Bata Denge vah Sara Manyata prapt college hota hai daily Nahin jaaoge to bhi 5000 Lenge

    • @AjitKumar-vt4ix
      @AjitKumar-vt4ix 2 месяца назад

      @@RajeshKumarrepublic Tqs bro