Maestro edge start problem solve | Maestro battery down problem solve | Maestro self start problem

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 дек 2024

Комментарии • 311

  • @Harjeet-
    @Harjeet- 10 месяцев назад +2

    बहुत अच्छी जानकारी दी मेरी स्कूटी का इडिकेटर ओर हार्न चल रहा था सेल्फ मे दिक्कत थी मैकेनिक ने कहा बैटरी खराब है बदल दो जिसकी जरूरत नहीं थी अगर इस विडिओ को देखता है

  • @yogitamurmu9369
    @yogitamurmu9369 2 года назад +3

    Thank u bhaiya,mst video hai,aise hi video banate rahiye

  • @irshadprayagi555
    @irshadprayagi555 Год назад +5

    पार्ट्स का दाम ज़रूर बताया करें ताकि जानकारी के साथ साथ दाम भी पता चले।

  • @thavishbhardwaj7554
    @thavishbhardwaj7554 2 года назад +2

    Same problem with my maestro edge scooty
    Will try this method

  • @yovics7839
    @yovics7839 Год назад

    Thik hai kam kr rha hai
    Lekin har mahine charging krwana padega kyuki thodi din chlne ke bad fir se wahi hal hai

  • @Aw-si1cy
    @Aw-si1cy 2 года назад +4

    Thank you bhai.. Good video bhai 👌🏻👌🏻

  • @sathishinfo3
    @sathishinfo3 2 года назад +10

    Thanks to your advice. My issue has been resolved.

  • @AnandKumar-yb9bt
    @AnandKumar-yb9bt Год назад +2

    Meri vi yahi problem hai 5:35

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +1

      Jis tarike se Maine is video ke andar aapko Bata rakha hai aap problem ko solve kar sakte hain adervise maine RUclips ke upar aur bhi bahut sari video banaa rakhe hain aap unko bhi aage check out kar sakte hain

  • @rameshrawat7005
    @rameshrawat7005 Год назад +1

    Thank you bro aapane Bata Diya mein

  • @adityajunghare8477
    @adityajunghare8477 3 месяца назад

    Nice information, keep it up 👍

  • @Marinerlcky
    @Marinerlcky 7 месяцев назад +1

    1.28 video starts.

  • @gitadas9578
    @gitadas9578 11 месяцев назад

    much benefitted.thanks

  • @mohinderkumar6096
    @mohinderkumar6096 Год назад +1

    Mere pass Honda dio scooty hai
    Us ki battery charging problem hai
    Charger bhi change kar Diya hai
    Same battery down ho Rahi hai.
    Start karne ke baad battery terminal per11 volt show hota hai.

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Jaise ki aap kah rahe ho ki aapane charger bhi change kara diya hai theek hai ho sakta hai aapki battery ka Ishu bhi ho battery bhi kharab ho aap ek bar Apne dost dost ki scooty ki battery Laga kar check kijiye uske andar vah battery theek chal rahi hai agar vah battery bhi theek chal rahi hai to theek hai Nahin chal rahi hai aapane check kara ismein dikkat kya a rahi hai pareshani kya a rahi hai Nahin to ho sakta uske andar koi wiring ka fault Ho wiring se current supply Nahin mil raha hai dikkat ho sakti hai

  • @mkumarverma3979
    @mkumarverma3979 Год назад +2

    आप ने जो कहा हम कर के देख चुके है फिर भी बैटरी लो हो जा रही है दो बार बैट्री चेंज कर चुके है ,गाड़ी बैट्री चार्ज नहीं कर पा रही है

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      To fir aapko electrician ke pass jana padega
      Jo scooter bike ki wiring theek karte hain aapko unko dikhani padegi

  • @ruse2234
    @ruse2234 Год назад +6

    Instead of shorting the battery terminals why don't you check the battery voltage with multimeter

    • @subham26
      @subham26 Год назад +1

      India he jugaru Kam hi karega 🤣😂

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +1

      Aapki baat theek hai but kya hota hai Kai bar battery mein jo current hota hai na vah proper meter mein Nahin dikha pata hai To isliye shooting Karke check karna padta hai ki Kitna current hai Kitna Nahin hai meter mein 12 12:30 Kai bar check karata hai show karata hai but kya hota hai ki utna current uske andar hota Nahin hai multimeter mein current show kar raha hota hai aur battery ke andar Jo current hona chahie vah current bilkul bhi nahin hota hai to isliye aise karna padta hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Aapki battery bhi kharab ho sakti hai aur dusra meter bhi kharab ho sakta hai battery ka Kaise pata karoge Jahan bhi on karo aur Maro aurang se bachta hai Uske bad self Maro self theek basata hai to aapki battery theek hai
      Sirf meter light mein Kami hai agar sel phone sahi se Bach raha hai to

  • @janudrawing
    @janudrawing 2 года назад +5

    Sir my active starts with kick and horn indicator are working very finely but only problem with its self not working even though my battery is new the mechanic said earth problem he joined some extra wire in the relay but after two days same problems self stopped working even I have changed new relay it's not working no sound even after pressing self button

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai wiring Mai dikkat hogi
      Koi ache electrician ko dikao

    • @MUSICALLADdU80
      @MUSICALLADdU80 Год назад +1

      same problem thoda self kam kaeta hai lekin start nhi hoti aisa lagta hai battery dead ho gyai but horn aur indicator proper work ya to lambe toor jana pde ga battry charge ke liye

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +2

      Horan Chhota sa hota hai isko kam load lagta hai bajane ke liye
      Engine bahut bada hota hai jiske liye sel ko kam karne ke liye jyada power se hota hai to battery mein power hai Nahin jiske Karan engine ka proper Nahin ghoom pa raha hai to battery ka Ishu ho sakta hai
      Yah battery kharab ho sakti hai charger bhi kharab ho sakta hai ya to koi wiring mein dikkat ho sakti hai aap sabse pahle kya kijiye battery ko charge karvaiye
      Yah baat boli ki hamen kuchh lambe tour per jana padega charge karne ke liye aisa bhi kar sakte hain

  • @premcommunication
    @premcommunication Год назад +3

    bhaiya ji ek dam se meri acitva ki battery dead ho gayi jb mene new battery lagwayi sb kuch ok ho gaya pr phir agle din new battry bhi dead ho gayi aur missing maar ke meri scooty band ho gayi aur bhot kick maarne pe start ho jati hai but race dete hi band aur na koi indicator chal raha hai aur na hi meter meh koi light aa ri hai 😢 kya problem ho skti hai jo new battery bhi ek din meh dead ho gayi

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +1

      Ho sakta Hoga Ki kahin na kahin aapke Scooty ke andar shooting hogi jiski vajah se jud gaya ya charger aapka proper tarike se Kam Nahin kar raha hoga yah dikkat pareshani a Rahi hogi charger ki char check karvai hai aur electrician kam bhi ho sakta hai jo बार-बार isliye

    • @premcommunication
      @premcommunication Год назад +1

      @@SYBikeservicecenter Thank You Sir Mene Check Krwayi apni scooty to jis se battery charge hoti hai vo wire tuti huyi thi and ab okay ho gayi hai🥳

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +1

      👌

  • @ArmanAli-kc4ob
    @ArmanAli-kc4ob Год назад +1

    भाई mere पास 2015 मॉडल mestro hai 4 दिन से दिक्कत आ रही बेटरी मै दो बार चार्ज भी करवा ली डाउन हो जाती h बेट्री की वारंटी भी h शॉप पर ले कर भी गया उन्होंने 2 दिन के लिये बोला हम कंपनी भेजते hai अगर बेट्री मै प्रॉब्लम होंगी तो तो रिपेयर या न्यू मिल जायगी फिर उन्होंने रिपेयर करके दे दिया बोला ठीक भी आपकी बेटरी लेकिन वापस से वशी पॉब्लम हो गयी एक दिन बाद

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Ab unhone battery change kari hai ya wapas vahi de di to pata nahin
      Ho sakta hai battery Ishu Na Ho wiring issue charger is so
      Battery ki dikkat bhi a sakti hai vah to proper tarike se check karne ke bad pata chalega

    • @ArmanAli-kc4ob
      @ArmanAli-kc4ob Год назад +1

      @@SYBikeservicecenter wahi charge krke de di bole bettry sahi h

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Ek bar usmein dusri battery lagai hai proper tarike se check karvaiye charger ko check karvaiye battery charger ko wiring ko check karaea Andheri Koyla ko check karaea yah sab chijen dikkat ho sakti hai

  • @nitinnakul6032
    @nitinnakul6032 2 года назад +1

    Nice video sir yahi problem agar Bajaj ct 110 bs 6 me ho to kya kare sir

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To aap Uske bad self ki relay check kijiye
      Ya to aap aaspaas ke mechanic ko dikha dijiye yah electrician ko

    • @nitinnakul6032
      @nitinnakul6032 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter self rely thik he ab kya kare charger bhi thik he koi mech bhai ko folt samjh nahi aa rahi he

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To aap use sidha showroom le jaaiye bhai

    • @nitinnakul6032
      @nitinnakul6032 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter showroom. Wala bola ki bettery me current nhi he to mene new bettery bhi laga li pr vah bhi down hone lagti he haedlight low ho jate

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aapane uske andar sab kuchh kara liya fir bhi battery down. Ho rahi hai to kahin na kahin wiring short Ho gai uski
      Aap showroom lekar jaaiye ya aaspaas ke mechanic ke pass lekar jaaiye unko yah problem bataiye ki meri battery बार-बार down ho ja rahi hai To kya reason hai kya problem hai
      Theek hai bhai

  • @yashwantdewangan2992
    @yashwantdewangan2992 Год назад

    Maestro Edge 2016 model:
    1. Battery apne aap 4-5 din me down ho jaata,
    2. Display me kuch bhi show nii hota hai,
    3. Lagatar kick maarne ke baad bhi start nii hota,
    4. New battery lag chuka hai,
    5. Scooty daily run hota hai, fir achanak se ek din aata hai; Complete display off; Fir smjh jao aa gya woh din ab start nii hone waala;
    6. Charger change ho chuka hai,
    7. Coil se current aa rha hai,
    8. Wiring me bhi kaam ho chuka hai.
    Batao ab kare to kare kya ?

  • @manishrathod9206
    @manishrathod9206 2 года назад +2

    Sir jii... Kitne saal me battery change krwana chahiye????

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar aapki scooty ya bike regular chalti hai To jaldi battery down Nahin Hoti
      Ya aapki bhai kya scooty mein koi fault hota hai ya kafi din se khadi rahti hai to dikkat aati hai battery ke andar

    • @manishrathod9206
      @manishrathod9206 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter phir bhi kitne saal k under battery change krwana hota hi h

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Kam se kam do dhai sal ke bad

  • @sumitdangi000
    @sumitdangi000 9 месяцев назад +1

    Meri scooty chalte chalte band ho gayi.. 6100 km पहले oil change karwaya था? Kya engine seized ho sakta hai?

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  9 месяцев назад

      Aap kick maar rahe ho to kick lag rahi hai
      Agar lag rahi hai to theek hai Nahin lag Rahi to engine change ho gaya hai

  • @supriyashukla6052
    @supriyashukla6052 2 года назад +1

    Very nice vdo bhaiya... Ek bat puchni thi apse.. Meri scotty kick se start ho ri per self se ni ho pa ri... Maine ek jagh scoty ko dikhaya to unhone btaya ki bettery drain ho gai hai.. Chalate chalate charge hogi.. Ap bta skte h bhaiya ki agr scotty ko ghr me on krke 2-3 ghnte chor de to charge ho jayegi kya bettery agr kick se start ho ri ho to

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад +1

      Mam pahli baat To yah aapki Scooty kitni purani hai
      Theek hai agar aapane Apne Scooty kafi din se khadi rakhi hai ya aap chalate Nahin hai To uski battery discharge Ho jaati hai
      Aur agar aap use regular chala rahe hain per fir bhi battery down ho gai hai
      To do reason ho sakte hain
      Pahle ki aapki battery hi kharab ho gai
      Aur dusri baat yah ki kahin na kahin se use proper current Nahin mil raha hoga battery ko

  • @Mountainoflife
    @Mountainoflife 2 года назад +9

    Mera meastro edge scooty ka battery new hai phir v 3-4din bad hi battery down ho jata hai..self start nhi hota kiya kre

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Regulator ya charger yah kharab ho sakta hai aapka
      Ya yah bhi ho sakta hai wiring ki problem ho usmein

    • @TheHuskeyworld
      @TheHuskeyworld 2 года назад

      Apki scotty ka problem solve hua ky

    • @TheHuskeyworld
      @TheHuskeyworld 2 года назад +1

      Hey

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад +1

      Aapki Scooty mein kya problem a rahi hai

    • @TheHuskeyworld
      @TheHuskeyworld 2 года назад +1

      Hero maestro 125cc ka charge kitne ka aata h

  • @samyourwell-wisher7008
    @samyourwell-wisher7008 2 года назад +1

    Excellent video bhai, good 👍👍👍👍👍👍👍, aise he batana genuinely

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Thank you so much bro bus aise hi apne bhai ko pyar karte rahana

  • @ankithanu007
    @ankithanu007 8 месяцев назад +1

    Mestro m kick kabhi nhi lagta.... & bekar gadi h😢

    • @mirshoaib6651
      @mirshoaib6651 6 месяцев назад

      Bhai gadi mai kick nahi hoti..🤣🤣🤣

  • @PoojaYadav-pn4gg
    @PoojaYadav-pn4gg 2 года назад +2

    Sir meri Activa 125 cc h wo na to self se start ho rhi h aur na kick se new baatery bhi dlwa di phir bhi start nhi ho rhi h

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Jaise ki aap Bata rahe ho maine new battery bhi dalva liya use time per chal Rahi thi aur mechanic ko dikhaya aapane mechanic kya bol raha hai
      दो-तीन reason hote jisse ki problem aati hai
      Jaise ki proper tarike se petrol nahin aana theek hai current ki supply sahi se nahin aana palak kharab hona ya to Jo wallpaper hote hain vah chij khatm hona hai ine sab chijon se dikkat aati hai starting mein

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Yah wali video dekh lo aap baki aapko koi dikkat ya pareshani lagti hai
      ruclips.net/video/gZM5xl0aPms/видео.html
      To aap mujhe Instagram per message Karke poochh sakte ho

  • @babukaur8255
    @babukaur8255 6 месяцев назад

    ਇਹ ਦਾ‌ ਇੰਜਨ ਠੀਕ ਹੁੰਦਾ ਹੈ ਇਸ ਦੇ ਬਾਰੇ ਦੱਸੋ ਜੀ

  • @shrutigarg5224
    @shrutigarg5224 2 года назад +1

    Bhut acha

  • @Being_Seema_Rawat_0.1
    @Being_Seema_Rawat_0.1 2 года назад +2

    sir aapki shop kaha hai meri scooty pleasure ki hai do baar bettry change bhi kara di but na self start ho rahi hai na kick se kya karu

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aapki Scooty hai aap jab sel maar rahe hain to sel work kar raha hai self awaaz kar raha hai
      Horan baj raha hai aapki Scooty ke andar
      Ho sakta hai koi aur problem ho
      Jaise ki spark plug
      Current
      Petrol
      Compresser Wall

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aur ji meri shop Delhi mein hai buradi nathupura 110084

  • @sumitkumar8109
    @sumitkumar8109 8 месяцев назад

    Bhaiya mere mastro edge scooty hai strating me problem ho rhe hai. Kuch din phele half engine ke kaam hue hai fr v problem aa rhe hai. Kya krna parega please reply

  • @SK-zz1ly
    @SK-zz1ly Год назад +2

    Achhe se kick marata to start ho jati Mai khud do dono kick mar mar chala raha sala kick padal bahot tite hai😂

  • @SantoshKumar-zp4kg
    @SantoshKumar-zp4kg Год назад

    Bhai Mera mastro chalte chalte band ho jati hai fhir chalu ho jata hai

  • @Anasasadindianvlogs
    @Anasasadindianvlogs Месяц назад

    Marstro deulex har 4-5 mahine baettry dishcharj ho jati hai kiya problum ho sakti hai

  • @viveksharma-wf7de
    @viveksharma-wf7de 2 года назад +1

    Bhai meri mastro edge me jb self Marta hu to khach khach awaj atti hai or scooty start nhi hoti.pr kick se scooty start ho jati or light horn proper kaam krte hai.
    So please advice me ki battery new lgani pdegi ki relay change hogi iss video ki trh. Please reply me sr

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Teen char chijen kharab hoti hai
      Jaise ki selfie carbon Ho Gaye
      Bentex Ho Gaya vah self ko andar se ghumata hai
      Really ki problem bhi ho sakti hai
      Aur jaise ki aapane bataya sabse men problem vah battery ki aapke aaspaas Jo mechanic hai usko Ek bar check karvaiye ki uske andar dikkat kya a rahi hai
      Pahli problem Jo big problem hai vah battery ki ho sakti hai theek hai sar aur dusri Van tax ki Jaise aapane dikkat pareshani batai hai

  • @paleladgoyar1762
    @paleladgoyar1762 2 года назад +1

    Honda Maestro Scooty Me Slap Horn Endiciter Kaise Tar Jodkar Thik kare

  • @jaykumarraj5776
    @jaykumarraj5776 Год назад +1

    Maestro edge 110 me TZ4 dalti hai ya TZ5

  • @sheikhafghaan943
    @sheikhafghaan943 2 года назад +1

    Bhai yehi problem meri mestareo edge ke be hai mai j&k se houn bhai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar aap khol ke use dekh sakte ho to check Kar lijiye
      Nahin to aap apne aaspaas Kisi mechanic ko ya electrician ko check kara dijiye
      Nahin to jis tarike se Maine is video mein bataya hai aap puri video dekhkar gusse Ek bar TRAI karke dekh lijiye

  • @sauravsharma552
    @sauravsharma552 2 года назад +2

    Bhai maestro Edge shuru ni hori light aati hai Meter me lekn self marte hi bnd ho jati or kick krke race dene pr shuru ho jati lekn indigator or horn fr ni bajte or bnd krne pr firse whi dubara se kick krke race dene pr hi shuru hoti self ni le rhi bilkul bhi
    Kya krna chaiye??
    Kya problem ho skti??

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад +1

      Jo aapane Apne scooty ki pareshani mujhe bataiye ha vah dikkat yah aati hai aapki battery kharab hogi
      Pahle yah aap ek kam Kar lijiye battery ko charge karva kar agar battery charge Ho jaati hai to theek hai Nahin to battery kharab hai

  • @RohanDas-s2p
    @RohanDas-s2p Месяц назад

    Sir mera scooty mestro hai 1 dho dhin ghar pe rak diya bettry down hogya ase aur ek bar v hoA ta to pass me dikya rr unit ka proble bola gadhi per tik chala per 2 dhin ghar se nikala nai to Ohi problem hoA kiya kare sir help karo sir

  • @YesIwill2
    @YesIwill2 2 года назад +1

    Maestro edge m kon sa company ka regulator lga Saktey hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aap original Laga sakte ho otherwise
      Minda company Swiss company
      Varroc company

  • @akanksha5303
    @akanksha5303 Год назад +1

    Meri scooty 5saal purani h same problem 2 din na chalao to battery discharge ho jati h kick se bhi kafi time lgta h start hone me..dikhya b Kai br to bola ki battery down ho jati h .....kese pta kre ky dikkat h

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад +1

      Bhai ji aapane is video ko pura dekha jis tarike se maine aapko is video bataya gaya hai aap use chij ko follow kijiye Ho Sakta hai kahin wiring ka Hoga ya yah bhi ho sakta hai aapki Jo battery hai vah kharab hogi dikkat kahin na kahin hogi do chijon mein ya charger bhi kharab ho sakta hai aap video ko Puri dekhiae aapko Puri acchi tarike se samajh mein aaega

  • @pankajjain1893
    @pankajjain1893 2 года назад +1

    Hero duet scooty kafi din se bad rakhi thi abhi self start nh ho rhi kick se ho rhi h kya problem h

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Scooty starting problem ho rahi hai
      Kafi din se Scooty khadi hai
      To battery down Ho jaati hai
      Kuchh din tak chala Lo FIR charge ho jayegi

  • @manpreetbatth8594
    @manpreetbatth8594 2 года назад +1

    Meri scooty ke same problem ha

  • @ankitsharma889
    @ankitsharma889 Год назад +1

    Bhai maestro ki gadi ki bhaut problem hai .

  • @PPENTERTAINMENT918
    @PPENTERTAINMENT918 2 года назад +1

    Sir maine hero maestro edge mai nayi battery lagai jab chaabi se on karta hun toh meter mai light toh aati hai per self se start nahi hoti
    Bahut kick maarne per start hoti hai
    Plz help kya problem aur solution hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar bahut Kick manne per aapki scooty start hoti hai to aapko Apne tapit check karvane padenge
      Agar tapit theek hai to current check karaea aur petrol ki supply check karaea

  • @samirkumartripura7659
    @samirkumartripura7659 2 года назад +1

    Bhai,Mera Honda grazia kick start to hoti hai,lekin self start nahin ho raha hai,kabi kabi hota hai self start,plz helpful

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Jaise ki aap Bata rahe ho कभी-कभी start Hoti hai pahla uski battery charge karaea battery ka check karvaiye ki battery mein Ishu to nahin hai agar battery kharab hai to battery change karvaiye pahle yah chij check karaea Uske bad hi aapko aage bataya jaega aur kya dikkat hai

  • @Gyantech773
    @Gyantech773 5 месяцев назад

    Bhai help me activa3g hai ek kick me gadi start hori hai chalte chalte problem aagai self nahi le rahi gadi aur indicator dim jal rahe hain horn bhi bilkul dim baz raha hai mechanic kehra bettery kharb hai leķin headlight sahi aarahi samaj nahi ara kya solution hoga
    Please reply

  • @Pinkusum
    @Pinkusum 2 года назад +1

    बैटरी चेक करने का देसी तरीका।। मीटर क्यों नहीं खरीद लेते

  • @swapna8027
    @swapna8027 4 месяца назад

    One year se meastro edge scooty start nahi kiya, abhi start nahi ho raha hai kayese start kare

  • @patnametrocity2783
    @patnametrocity2783 2 года назад +1

    Bhai self Start karta hoon to awaz aati hai par start nhi hoti kya battery low ki wajah se ho rha hai kya
    Hero maestro edge 125

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai ji depend karta hai ki uske andar dikkat kis chij ki a rahi hai ho sakta hai self kharab ho Rakha ho ya ventex ki bhi dikkat ho sakti hai uske andar ya relay problem bhi ho sakti hai vah to proper dekhne ke bad hi pata chalega

    • @patnametrocity2783
      @patnametrocity2783 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter battery low nahi ho sakta hai kya

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai self starting problem ke liye ek problem Nahin Hoti Na Kai sari problem Hoti hai button Kam Nahin kar raha lekin dikkat hai battery down hai ya self kar raha hai ventex watch kar raha hai koi aur dikkat ya pareshani hai

  • @imranquraishi6399
    @imranquraishi6399 2 года назад +1

    मेरे मेस्ट्रो स्कूटी में बैटरी लगाते ही ऑटोमेटिक मोटरसाइकिल स्टार्ट हो जा रहा है स्कूटी का लॉक ऑफ रहता है एक बार सेल्फ से स्कूटी स्टार्ट किया तो लगातार सेल्फ चलता ही रहा उसको ऑफ करने के लिए मुझे बैटरी निकालना पड़ा पर जब भी बैटरी लगाता हूं तो ऑटोमेटिक ली बिना चाबी के सेल्फ स्टार्ट हो जा रहा है

  • @W_Akram
    @W_Akram 6 месяцев назад

    Bhai mere pas , jupiter hai jo battery discharge ka issue hai, raat ko chodne par battery full discharge ho jaa rha hai, new battery par bhi same issue, bina battery ke start ho jaa rahi hai

  • @pranavkirve7121
    @pranavkirve7121 2 года назад +1

    Sir meri scooty Kick start ho rahi hai Per self start nhi ho rahi hai Our Uska Horn bhi work nhi kr raha hai Light Dim aa raha hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Sabse pahle aapki ho sakti hai scooty ki battery kharab ho
      Ya usmein kahin na kahin wiring ki problem ho sakti hai
      Ya to uska fuse main dikkat ho sakti hai

  • @vikramverma6045
    @vikramverma6045 2 года назад +1

    Mere paas Hero doet hai mere scooter me same problem hai battery bar bar utar Jaa Rahi hai
    Puri display gayab ho jati hai fir kafi Kick marne par scooter chalu hoti hai
    Kripya samadhan bataye

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To aapki Scooty mein दो-तीन chijen dikkat hongi pahli aapki battery kharab hogi theek hai
      Aur dusri baat yah hai ki kahin na kahin wiring fault hoga
      Aur Teesri baat proper tarike se uska regulator ya charger Sahi se Kam Nahin kar raha hoga
      Regulator aur charger donon ek hi chij hai yah samasya ho sakti hai aapki Scooty ke andar
      Otherwise jyada jankari ke liye mechanic ko dikhayen apni scooty

    • @vikramverma6045
      @vikramverma6045 2 года назад +1

      Maine apne scooter mein amron ki new battery lagvayi hai aur charger bhi naya Laga hai battery guarantee mein hai aur Maine ab Tak lagbhag teen bar battery Ko badalva Diya hai 15 din chalne ke bad gadi mein FIR vahi problem hoti hai display gayab ho jata hai
      Shayad mujhe ab gadi ki wiring check karvani hogi

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Ji bilkul sahi ya ho sakta hai aapka proper tarike se charger Kam Nahin kar raha hoga ya wiring mein kahin fault hoga kyunki aapane teen bar apni scooty ki battery change karva Di hai kahin na kahin aur Ishu payega uske andar pakka

  • @beliver_king
    @beliver_king 2 года назад +1

    Mere mastro ki battey boht chalne ke baad bhi auto matic khade khade down ho jati hai bhai plzz batao kiya problum hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai ji pahli baat To yah uski battery kharab ho sakti hai
      Aur dusri baat wiring ki dikkat ho sakti hai charger ki dikkat ho sakti hai ya adar wise koi sorting voting ho ya really yishu ho sakta hai
      To aap use mechanic ko jakar dikhaiye vah aapko proper Salah dega
      Jatak hai ki aapki battery hi kharab hogi
      Aur dusri problem wiring matlab battery ko charge nahin kar raha hoga charger ya wiring ka fault

  • @mohdfarzankhan991
    @mohdfarzankhan991 2 года назад +1

    21 month old battery me aisa ho skta hai kya

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Jo iske andar jo dikkat hai vah relay ki problem hai
      Otherwise aap ki battery kharab hai usmein koi dikkat ya pareshani a rahi hai vah ek alag chij hai
      Yah pareshani bhi ho sakti hai aapki bhai ke Scooty ke andar

    • @mohdfarzankhan991
      @mohdfarzankhan991 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter fuse me hoti hai toh kick start hiti hai kya

  • @shahidmalikboom5267
    @shahidmalikboom5267 Год назад +1

    Bhi mri yahma zR self start nhi ho rhi ar usma battry discharge ho rhi ha bar bar .bhut jldi plz suggestt kray

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Pahli chij aapki battery kharab ho gai
      Dusri baat charger bhi kharab ho sakta hai
      Ya to kahin na kahin iski wiring short hogi
      Ya to uske andar andar magnet coil se current hi nahin ban raha hoga battery charge karne ka

  • @MeDvinod
    @MeDvinod 8 месяцев назад

    speedo meter cable change karneke badh be nahi challra numbers ka

  • @rahulrajoriya294
    @rahulrajoriya294 Год назад +1

    Bhai me 3 din se pareshan hoo mere pass platina 100 bs6 2022 hai jo ki 1 din me bettery down ho jati hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Bhai ji do problem ise Kam Nahin kar raha hoga ya battery kharab ho gai ya kahin se wiring ka Ishu Hoga uske andar yah chij aapko check karni hogi Ya karvani Ho padegi

  • @gaganraajtech2980
    @gaganraajtech2980 2 года назад +1

    Bhaiya mere pass Activa 125 Hai jo start nahi ho raha hai aur battery Down Ho ja rahi kya kare bhaiya......🙏🙏

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад +1

      Bhai ji Maine Activa ke upar starting problem ke upar video banaa rakhi hai aap use jakar dekh sakte hain mere video ke andar video session mein jakar

    • @gaganraajtech2980
      @gaganraajtech2980 2 года назад

      Ji bhaiya..🙏

  • @sagaraghera1101
    @sagaraghera1101 2 года назад +1

    Gadi me jo new spart daala use real kahte hai ? Mere maestro me bhi yahi problam ho rahi hai battery new daala rr unit 2 change kiya to bhi vahi problam hota hai ab garej wala bola ki original hero company ka rr unit daalo ge to thik hoga

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Theek bol rahe hain

    • @sagaraghera1101
      @sagaraghera1101 2 года назад

      Rel badla ?

    • @sagaraghera1101
      @sagaraghera1101 2 года назад +1

      Maestro ka 2014 ka old model me relay nahi hota? Sorry aapko jada disturb kiya.

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад +1

      Aapki Scooty self wali nahin hai kya
      Self wali mein sab meri relay hoti hai bhai self ki

    • @sagaraghera1101
      @sagaraghera1101 2 года назад

      Garej waala bolta hai ki rr unit maestro ka original daalo ge to thik hoga...abhi pleaser ka daala huva hai

  • @shivamdhiman185
    @shivamdhiman185 10 месяцев назад

    Bhai mere pass maestro scooty hai 2019 model isme meter mein kabhi full light aati hai or kabhi bilkul low aati hai or scooty start nhi ho rhi na hi kick se or na self se battery bhi 12.6 dikha rahi hai

  • @Ankit-Xingh
    @Ankit-Xingh Год назад +1

    Kya relay ko battery se earthing dene se battery down ho jati h kya

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Nahin Nahin bhai bilkul bhi nahin hota Aisa
      Kahin na kahin shooting hogi ya battery kharab hogi ya charger property se Kam Nahin kar raha hoga tab aise dikkat pareshani aati hai baki arthing Dene se battery down Nahin Hoti

    • @Ankit-Xingh
      @Ankit-Xingh Год назад +1

      @@SYBikeservicecenter lekin aisa hi ho rha h kyuki battery to 1 mahine pehle hi lgwaya h self motor bhi sahi h kyuki jb se wire lga h tb se hi ye problem ho rha h

    • @Ankit-Xingh
      @Ankit-Xingh Год назад +1

      Kya relay change krde to thik ho jayega

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Aisi baat hai FIR ya wire proper tarike se hi nahin lagi hogi ya kahin na kahin aapki bike ke andar ya kahin na kahin short hoga
      To star ko hata dijiye aisi dikkat a Rahi hai To Nahin to proper tarike se electrician ko check karaea apni Scooty ko

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Vah chij to check karni padegi uske andar dikkat kya pareshani kya a rahi hai really ki problem wiring ka Ishu hai ya adar wise kahin aur dikkat hai wiring Ki dikkat hai yah tar gai short ho rahi hai ya proper
      Wiring wala check Karega electrician

  • @vivekdayal9497
    @vivekdayal9497 2 года назад +1

    Sir Mera mastero edge hai na to wo self se start ho rhi na kick se but ek baar start hone se din me fir ye problm nai aata hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai ji aapane kya likha hai na hi To meri self se start ho rahi hai na hi kick se to vah start hoti kaise hai nai aapki Kik se start ho rahi hai nai self se but vah start kaise Hoti hai yah bataiye Na mujhe aap

  • @sksajid3183
    @sksajid3183 2 года назад +1

    Meastro edge to sensor Vali hoti hai na Bina meter ke current se chalu kaise ho gayi Bhai 🤔Meri gadi to Bina current ke kick se bhi chalu nhi hoti plz reply

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To bhai ji kahin na kahin koi dikkat hogi aapki Scooty ke andar jiske andar meter mein current Nahin a Raha fir bhi start Nahin ho rahi to Apne aaspaas ke mechanic ko dikhaiye aur Raees sensor wali baat to Maestro age hai Osho mein hote Hain

    • @sksajid3183
      @sksajid3183 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter nhi sir Maine bahut mechanic ko bataya Uno ne yahi bola ke current Bina koi bhi meastro chalu nhi hogi kick se bhi kyu ki sensor match hona padhta our sensor tab hi match hota hai jab current hota hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Jo aapki Scooty hai vah uski battery kharab hai kya
      Battery jab kharab Hoti hai tab aisi problem karta hai

    • @sksajid3183
      @sksajid3183 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter ha sir kharab to nhi per thodhi week zarur hai per koi bhi meastro ke metre me current aayega jab he chalu hoti hai na

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Har Maestro ke sath Aisa system Nahin hota bhai

  • @tusharmehra3325
    @tusharmehra3325 2 года назад +1

    Sir meri Honda Activa self start nehi hoti baki sab thek se kam karta hai jaise light bhi sahi hai and Horan bhi sahi se bajta hai sirf self start nehi hoti please bataye kya problem hai iss mein

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      दो-तीन dikkat ya pareshani ho sakti hai
      Rela ki dikkat ho sakti hai self button ki dikkat ho sakti hai ya battery ki dikkat ho sakti hai ya wiring problem rah sakti hai yahi chij Hoti hai jis tarike se aap Bata rahe ho

    • @tusharmehra3325
      @tusharmehra3325 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter thank you sir

  • @indrakarsh1289
    @indrakarsh1289 9 месяцев назад

    Hello Bhai Maestro Edge me subah subah Self se start nhi ho rha hai aur battery discharge ho ja rha hai kick me ho rha hai battery new hai

  • @punitantroliya2515
    @punitantroliya2515 Год назад +1

    Sir mere pass mestro edge he

  • @shivamdhiman185
    @shivamdhiman185 10 месяцев назад

    Or sir maine battery - point par se ek tar body me bhi lga kar dekh liye ke kahin arth ki problem to nhi hai usse bhi kuch nhi hua

  • @nikkif2042
    @nikkif2042 7 месяцев назад

    Ye karne par bhi start nahi ho Rahi.. kya karna chahiye

  • @basavarajkrishnagowli3537
    @basavarajkrishnagowli3537 Год назад +1

    Dio bs4 batarey down hogayi aur kick marnese gadi start hogai aur rase karthe hi gadi bhanda padrahi plz help me

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Ho sakta hai uska charger Kam Nahin kar raha hoga
      Ya kahin se uski wife crack Ho gai hogi
      Uske Karan proper current Nahin mil pa Raha Hoga Scooty ko isliye dikkat pareshani a rahi hai

  • @Shankar.tumdam8780
    @Shankar.tumdam8780 3 месяца назад

    Bhai mere dedh mahine se Maestro scooty gadi chalu nahin ho rahi hai

  • @sikdershortfun
    @sikdershortfun 2 года назад +1

    Bai mera tu chabi on krne ke bad disply main light a rhe but start nehi ho rahe self main bhi.kick se bhi nehi ho raha abi a kiya problem hain

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To bhai ji aapki Scooty mein palak ki problem ho sakti hai is spark palak kharab hoga

  • @nnu_27
    @nnu_27 2 года назад +1

    Bhai meri meastro ko scooty hai bich bich mein band hoti hai accletr km hotye hi scooty band hoti hai , speed nhi leti ,aur chaltye wqt accletr km hua tho band hoti hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Bhai ji ho sakta hai aapki accelerator Jo race hai vah kam ho raha hoga to vah badwa lijiye
      Ya yah bhi ho sakta hai ki aapke jo tapit hai vah jyada tight honge to jiske Karan aapki Scooty band Ho Rahi hogi theek hai to use tape ko bhi jo cleaner se vah check karva lijiye Ek bar se

  • @RahulSharma-xn5dh
    @RahulSharma-xn5dh 2 года назад +2

    Sabse bekar gadi

  • @khurshidwani4028
    @khurshidwani4028 2 года назад +1

    10 kick mar kr start hoti ha lakin salf totally nhi pagarti ha

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To sar aapki scooty ke andar dikkat hai aur battery bhi kharab ho rahi hogi Shayad Ek bar aap aaspaas ke mechanic Ko dikha lo

  • @advikpatel123_
    @advikpatel123_ 2 года назад +1

    Bhai activa 125 h mri or new batrry leli fir bhi bar bar battry low ho ja rhi h or

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aap apni Scooty ka charger check kijiye vah proper tarike se kam kar raha hai ya nahin kar raha agar vah Sahi kam kar raha hai
      To ho sakta hai aapki wiring mein kahin fault hoga

  • @swalehasayyad
    @swalehasayyad Год назад +1

    meri scooty started horahi kick markar. Scooty ki battery change ki, rectifier change kiya fhi bhi kick marna padrahi
    hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Battery down show kar rahi hai ya self Nahin lag raha hai ya adar wise kahin aur koi dikkat pareshani hai kya dikkat pareshani a rahi hai Scooty ke andar

  • @perswelrasquinha2393
    @perswelrasquinha2393 10 месяцев назад +1

    Relay ka use kya hai ??

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  9 месяцев назад

      Ji aap video dekhoge jab bhi aap acche se samajh paoge

  • @nakshshriwatri1979
    @nakshshriwatri1979 2 года назад +1

    Battry charger sab new h fir bhi self kabhi.leti h kabhi nhi kya kre bro

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Self ka button to kharab Nahin
      Ya uske andar carbon ke issue To Nahin
      Jo self motor hoti uske andar carbon hote hain Kai uski to dikkat To Nahin

    • @nakshshriwatri1979
      @nakshshriwatri1979 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter self leti h but mrng m nhi leti ya 4 5 hour khadi rahe uske baad chalu kro to nhi leti shuru m kick se start krna pdta h uske bad jab tak chalo tb tk leti h self se jyada der khadi rahe gadi to pehle kick se hi start krna pdta h

    • @nakshshriwatri1979
      @nakshshriwatri1979 2 года назад +1

      Or kbhi kbhi self marne per dispaly bhi bling krta h or speed ka kanta bhi rukta h self marne per

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      To aapki battery ka hi Ishu hoga
      Use acche mechanics se check karaea ho sakta hai uski Jo battery ki wiring Ho vah problem kar rahi ho
      Inmein hi dikkat hogi
      Battery ya wiring

    • @nakshshriwatri1979
      @nakshshriwatri1979 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter battry or rectifirr charger dono hi new h 1 month hua h shyd witing hi problm kr rahi hogi

  • @buntygothawal9272
    @buntygothawal9272 2 года назад +1

    Bina battery ke meastro kaise chalu kare

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar aapki Scooty ka charger theek hoga to Bina battery ke bhi start ho jayegi

  • @opIndianbestIndia
    @opIndianbestIndia 11 месяцев назад

    Meri Maestro scooty mein jhatake lag rahe Hain ki pay aur meri scooty se

  • @RinkuKhan-db5cz
    @RinkuKhan-db5cz Год назад

    Scooty new hai fir bhi battery battery discharge ho ja raha

  • @rajjaiswal3529
    @rajjaiswal3529 2 года назад +1

    Hello bhaiya meri activa 4g bina on kiye nahi horn buzz rha nahi indicator jal rha kevl indicator ka buzzer awaaz krta h self bhi kaam nhi kr rha lekin 1 kick me gaadi on ho jaa rha .
    Onn hone ke baad bhi horn, indicator
    Kuch nhi work kr rha please help ?

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Horan bajane per baj raha hai ya apne aap hi baj raha hai

    • @rajjaiswal3529
      @rajjaiswal3529 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter bhai kuch nhi baj rha

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Ab To aapki battery down ho gai vaise to
      Horn diet ho gaya bhai isliye baje ja Raha Hoga
      Uske andar hoti hai use change karvani padegi aapko

    • @rajjaiswal3529
      @rajjaiswal3529 2 года назад

      @@SYBikeservicecenter bhai aaj maine nayi battery dalwa li sb kuch shi ho gya

    • @rajjaiswal3529
      @rajjaiswal3529 2 года назад +1

      @@SYBikeservicecenter bhai gulf ki battery lgai h achi hoti h ?

  • @sahilsaifi4777
    @sahilsaifi4777 2 года назад +1

    Bhai maestro edge ki battery khade khade low ho jati ha phir kick se start ho kar charge ho kar sahi chalne lagti ha pls help me bro

    • @sahilsaifi4777
      @sahilsaifi4777 2 года назад +1

      Key off karne per

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar aisi samasya a rahi hai to aapki battery kharab ho gai sir kyunki vah jab chalti rahti hai uske andar current banta rahata hai vah kam Karti rahti hai aur Jaisi khadi Hoti hai Uske sel bhi kho jaate Hain to andar wale Jo WhatsApp kharab ho jaate Hain iske Karan battery lo jaati hai To isliye aapko apni bike ki battery change karni padegi

    • @sahilsaifi4777
      @sahilsaifi4777 2 года назад +1

      Okk sir

    • @sahilsaifi4777
      @sahilsaifi4777 2 года назад +1

      Bike nhi ha maestro edge ha

    • @sahilsaifi4777
      @sahilsaifi4777 2 года назад +1

      Battery ko 1 sall ho gya lakin battery local ha

  • @Nion78
    @Nion78 2 года назад

    Bhai Mere scooter me battery down hone se kick bhi kam nahi karta,,mene reley hata ke bhi dekha fir bhi nahi ,,,,,Naya battery dalne se kick self Kam kar jata he esa kyu ????

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Pahle ki scooty mein jyada system Nahin hua karte the Jo ab scooty a rahi hai unke andar battery se hi current supply hota hai pahle ki scooty mein magnet se Kar jata tha aapki jo hai battery down hone per bhi current Nahin mil pata to isliye problem aati hai bhai

  • @danishjahangirdjofficial5511
    @danishjahangirdjofficial5511 2 года назад +1

    I think I have the same issue please help me out. Please write in words isko Kehtay kya hai ?

  • @punitantroliya2515
    @punitantroliya2515 Год назад +1

    Sar isase releted bat karna he

  • @prmodh
    @prmodh Год назад +1

    Sir,mera,mestro,

  • @trivedkant7182
    @trivedkant7182 Месяц назад

    Password wali key he to kese hogi

  • @khurshidwani4028
    @khurshidwani4028 2 года назад +1

    Bhi morning ma starting problem ha

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aapki scooty mein choke Hoga Ek bar use choke ko laga kar check karo usse hoti hai ya nahin hoti

  • @samyourwell-wisher7008
    @samyourwell-wisher7008 2 года назад +1

    Mystro me mileage nahi araha hi bhai, please ek video banana apke subscribers ke liye

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Okay bhai ji jald se jald main aap bhaiyon ke liye video launga
      Bus mujhe aise hi pyar karte Raha karo

  • @PoojaYadav-pn4gg
    @PoojaYadav-pn4gg 2 года назад +1

    Plzz koi solution btao

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Maine Ek Activa starting problem ke upar video banaa rakhi hai aap usko jakar dekh sakte ho link mein aapko bhi discription mein de deta hun theek hai agar fir bhi aapko koi dikkat ya pareshani lagti hai
      To aap mujhe comment karna aap mujhe Instagram per message Karke poochh sakte ho theek hai

  • @govardhandabade742
    @govardhandabade742 Год назад +1

    Hiro deut battery bar bar low ho rhi hai

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Kuchh तीन-चार chijen ho sakti hai kharab jismein problem aati hai aapki Ji se battery down ho rahi hai बार-बार
      Battery kharab charger kharab wiring issue self ki relay ya magnet coil

  • @IamLookingforWoody_________786
    @IamLookingforWoody_________786 Год назад +2

    Abe multimeter lele.

  • @imranquraishi6399
    @imranquraishi6399 2 года назад +1

    Please koi upay bataiye

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Aap na is video ko Puri Dekho uske andar hi aapko jawab mil jaega

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  2 года назад

      Agar nahin mila to fir mujhe Instagram per follow karo main aapko bataunga ki kya nikalna hai bike mein se ya scooty mein se

  • @akshitkapoorbuses8869
    @akshitkapoorbuses8869 2 года назад +1

    Bhai meri wali problem thik kaise hogi

  • @shashikanthchavan5138
    @shashikanthchavan5138 2 года назад +1

    Sir Mera bike battery down hoori hai sir

  • @punitantroliya2515
    @punitantroliya2515 Год назад +1

    Sir stating problem aa rahi he

    • @SYBikeservicecenter
      @SYBikeservicecenter  Год назад

      Agar aapki Scooty mein current Nahin a raha hai to aap is chij ko check kar sakte hain adervise koi aur dikkat hai pareshani hai To vah bataiye mujhe