इस Project में मुझसे एक गलती हो गयी है जिसका समाधान वीडियो के अंत में कर दिया गया है पूरा वीडियो देखें । क्या गलती हुई ? - मैंने swich को Battery के साथ जोड़ दिया था लेकिन स्विच Led के साथ होना चाहिए था । इस गलती के लिए क्षमा प्रार्थी हूँ 🙏 Mini Tube-Light बनाना सीखें 👇 Link.. ruclips.net/video/dMY6rK0Dikg/видео.html
Much easy practical and so as for the explanation ; both are adorable. Even a novice like me could do it as a DIY project. Thanks a lot for sharing.❤️👍👌🏽🙏🏽🇮🇳 JAI HIND.
Very good information given in detail.Nicely explain . thank you Bhai. Kya isme mein 3.7 mobile battery laga sakte hai kya. Aur two 3.7 mobile battery laga sakte hai kya for long time torch chale
Nice video. Hamne sab gadgets se lead acid battery ko li ion se replace kara hai. Lead acid acid battery se acid fumes niklti hai aur usse pcd board aur tracks kharab ho jaata hai. Solar panel ka bhi connection batayein. Just for information. Thanks
Bhai mujhe yeh problem pehle se dikh raha tha. Aap ne switch battery line mein diya matlab jab battery ko charge karna rahega tab switch ko on karna padega aur isse automatically light bhi on ho jayegi because woh output points par directly laga huya hai. TP4056 ko charging karte time load nehi deni chahiye. Chalo aap ne fix kar diya. Battery point par switch dena ho to output par bhi ek aur switch lagana padega charging time par light bandh rakhne ke liye.
Hello bhai induction cooker ki ic DK112 kharab ho gay he ye ic mil nhi Rahi he is ki jaga koi dusri ic laga sakte he kya ya mudole laga sakte hai plz help me 🙏🙏
Sir battery me switch ka connection karne par charging ke time me switch on karna parega....mere hisab switch ka connection hameisa led panel ke sath karna sahiye 🙂🙂
Sir pls aap series board banane ka video banaye .pls me bhi experiment karta hu bahot bar current aata he check karne me . Pls request I am bhargav jani from gujarat Bhavnagar .
Bhai Sunshine Dt17n multimeter automatic hai lekin usme auto nhi diya jaise mai diode mode me dc check kr lege to kharab to nhi hoga mujhe ye meter Lena hai help
Yeh pf wala (105 K ya 155 k 400 v) wala Led emergency light bhi maine kholke dekha hai. Isme bahut bar charging ke samay battery blast ho jati hai. Mosquito marne wali bat mein bhi yehi circuit hoti hai aur usme do 1.2 v batteries hoti hai jo 1 saal baad kharab ho jati aur blast hone ka khatra bhi hai
Please sir Power supply banana shikhau na please , price bohut jada hain please please, battery 🔋 charge ya voltage dene ko bohut problem ho raha hain paisa v nhi he naya lene ka
Agr battery low hone psr ghalti se bulb on reh gya or off na kiya to charge krne pe 4056 board khrab hojata hai is se behtet powerbank module ka board hai
hole k under tapiing b nhi ki dust waghira na jaye aur jec ki jagah ghalt lag rahi hai baatry rakhtay samay ye stable nhi ho paye gi itni sid em jagh thi switch wali side m hi dain th
इस Project में मुझसे एक गलती हो गयी है जिसका समाधान वीडियो के अंत में कर दिया गया है पूरा वीडियो देखें ।
क्या गलती हुई ? - मैंने swich को Battery के साथ जोड़ दिया था लेकिन स्विच Led के साथ होना चाहिए था ।
इस गलती के लिए क्षमा प्रार्थी हूँ 🙏
Mini Tube-Light बनाना सीखें 👇
Link.. ruclips.net/video/dMY6rK0Dikg/видео.html
2012 sal ka ek torch abhi bhi istemul karta hoon.
इस ग़लती को लेकर विडियो में आप ने बताया था इस ग़लती को अपने सही किया था। हर कोई के साथ ग़लती हो सकता है कोई बात नहीं है भाईसाहब 👍
@@roshanbandhu123 thnku sir..
Jese pehle aapne contion kiya tha us tarah se bettry bhi charge nahi hoti
कोई बात नही सर हम समझ गए थे की आपसे एक गलती हो रही है ऐसे कनेक्सन पर बैटरी चार्ज कैसे होता
बहुत सुंदर आपने समझाया धन्यवाद।
Ap k samjane ka Andaz SB s alag Hy very good keep it up...pakistan
Much easy practical and so as for the explanation ; both are adorable. Even a novice like me could do it as a DIY project. Thanks a lot for sharing.❤️👍👌🏽🙏🏽🇮🇳 JAI HIND.
Aapka sare video dekhta hu sir aachha lagta hai mai Gurgaon haryana se
bohot achi video banai h apny aur smjhaya bhi bohot acha bhai apny
*हम आपके सब्सक्राइबर है और हम आपकी सभी वीडियो पूरा देखते हैं Like करते हैं और Share करते हैं।*
Very nice video mere dost 👍
Me khud hi yahi krne ki soch raha tha kafi time se kafi backup timing lene k liye.Apki video se kuch help hogi meri
कोई बात नहीं सर मिस्टेक तो किसी से भी हो सकती है आपकी मेहनत को मैं प्रणाम करता हूं
Boht details se bataya ap ne very nice.
Bahut badhiya hai bhai sahab 👍👍👍
Thankful Video I am dubai
Vary useful and information vido thank you sir ☺️☺️
मैं ने प्रयोग किया है.धन्यवॉद .
Solo ki video bohat achi hain
Fist 👊👊👊 like comment
Sir Aap bahut hi badhiya se batate hai
Your video is very good
Very good information given in detail.Nicely explain . thank you Bhai. Kya isme mein 3.7 mobile battery laga sakte hai kya. Aur two 3.7 mobile battery laga sakte hai kya for long time torch chale
Yes, aap mobile battery bhi use kar saktey hai.... Do battery use karne se, dono battery ko parallel mein lagaiye....
Bhaiya yts 5001 small torch ko repair karne ka video dijiye kafi demand hai is time par
Very Useful video
Superb video bro
Sir, pls make video for Dual light. Thanks for single connections....
*Sir कृपा करके IGBT par special vdo vaniya circuit me kaha kyon kab use karein ac ya dc me working pin details Sara kuchh plz🥺🙏🙏*
Bhot help full
Hmein detailed videos hi pasand hai
Nice video. Hamne sab gadgets se lead acid battery ko li ion se replace kara hai. Lead acid acid battery se acid fumes niklti hai aur usse pcd board aur tracks kharab ho jaata hai. Solar panel ka bhi connection batayein. Just for information. Thanks
Bhai mujhe yeh problem pehle se dikh raha tha. Aap ne switch battery line mein diya matlab jab battery ko charge karna rahega tab switch ko on karna padega aur isse automatically light bhi on ho jayegi because woh output points par directly laga huya hai. TP4056 ko charging karte time load nehi deni chahiye. Chalo aap ne fix kar diya.
Battery point par switch dena ho to output par bhi ek aur switch lagana padega charging time par light bandh rakhne ke liye.
Humare Ghar pe bahut use hua hai iss type ka torch light
GURUJI AAP cpu smps ki reapring pr video bnaoo please
Bhai ap tasfmer lass power supply banke batu
Sir ji usb emergency light kaise banaye uss pe ek video banao 🙏
Sir mere pass 18650 C type charging module hai usko lg skte hai ki nhi
Hello bhai induction cooker ki ic DK112 kharab ho gay he ye ic mil nhi Rahi he is ki jaga koi dusri ic laga sakte he kya ya mudole laga sakte hai plz help me 🙏🙏
Thank you sir.
Mast ,I try it 😁☺🤩🤩🤩
Sir maine 3 battery modification ki hain aur safe chal raha hain acche se charging aur Bacup bhi mil raha hain
Solarcell ka v kam le lo n.
भाई आप ने ये समझाया अच्छा लगा tp 4056
लेकिन हमें 3.7 वाली 3 बैटरी =12वोट चर्जर बनाके बताना शिखाना है?
(इसमें कौन नबर वाली सर्किट लगेगी)
Bms Module
@@TechnoMitra भाई कभी टाइम मिले तो वीडियो बाना ना
Good work
Sir battery me switch ka connection karne par charging ke time me switch on karna parega....mere hisab switch ka connection hameisa led panel ke sath karna sahiye 🙂🙂
Right 👍
glti ho gyi bhai ji... video ke last m clear kr diya h.. sorry
@@TechnoMitra ok sir ji, koye batt nhi...ho jata h kobhi kobhi...me connection par clear hone ke liye pucha tha...🥰🥰
@@Dimpol142 😊 love u
@@TechnoMitra love you sir
ভিডিও অনেক🌷 সুন্দর 🌷লাগলো ভালো করে 👍🌷বুঝিয়ে দেবার জন্য🌷 অনেক অনেক ধন্যবাদ👍🌷 থ্যাঙ্ক ইউ👍🌷
Mini power bank module repair kaise kare
Sir ji mere pas 40 watt ka l e d pannel hai usko 7.4 volt se jalana hai to konsa rasister lagau
Perfect🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Super guruji
Sir pls aap series board banane ka video banaye .pls me bhi experiment karta hu bahot bar current aata he check karne me . Pls request
I am bhargav jani from gujarat Bhavnagar .
Verry nice video
Nice video sir ji
Beautiful learning video 👍
Very nice
Bhai Sunshine Dt17n multimeter automatic hai lekin usme auto nhi diya jaise mai diode mode me dc check kr lege to kharab to nhi hoga mujhe ye meter Lena hai help
Yeh pf wala (105 K ya 155 k 400 v) wala Led emergency light bhi maine kholke dekha hai. Isme bahut bar charging ke samay battery blast ho jati hai. Mosquito marne wali bat mein bhi yehi circuit hoti hai aur usme do 1.2 v batteries hoti hai jo 1 saal baad kharab ho jati aur blast hone ka khatra bhi hai
Humne bhi use Kiya hoa sir
Sir sweech ka connection bataey se होगा या light ka wire se
Sar video ke last Mein clear kar diya hai please video Pura dekhiae vaise switch ka connection light se hi hoga
Ji sir ☺️☺️☺️🙏🙏🙏🧡🧡🧡
Nice video 😊
Please sir Power supply banana shikhau na please , price bohut jada hain please please,
battery 🔋 charge ya voltage dene ko bohut problem ho raha hain paisa v nhi he naya lene ka
Sir me yek electronic company kholna chahata hu mere pas idea bhi he to me aage kya kar sakata hu
Both led light are glowing tp4056 charging module.
Koi baat nahi Bhai galti to sab sa hoti hai aaj humse to cal tumse ☺️☺️☺️
Agar mobile ki battery Hui to use kar sakte hain
Sir mara pas ak La4445ic h aap ak amplifer banya bna card k
Maine bhi use ki h ye same yhi light h but isse thodi badi h kharab pdi hui h ab to 2011 me laya tha
Where to get module and changing female socket.
Bhai 1619 fm connection ka video banvo
Good
Nice video
सर इस बैटरी को केसे चार्ज करें🙏🙏🙏
Thanks Bhai
Mere pass 6 volt 4 Ampere battery wali tube light emergency light hai aur fan bhi hai usme aur kai bar maine khud battery change bhi ki hai
Agr battery low hone psr ghalti se bulb on reh gya or off na kiya to charge krne pe 4056 board khrab hojata hai is se behtet powerbank module ka board hai
Type c wala use karo aacha hea ,
Ok Bhai
Sir kit kis name se milega dukan me
Charging circuit ka datils चाहिए
Sir ji bms garam kyu hota hai 2 battery lagane par
hole k under tapiing b nhi ki dust waghira na jaye aur jec ki jagah ghalt lag rahi hai baatry rakhtay samay ye stable nhi ho paye gi itni sid em jagh thi switch wali side m hi dain th
6 वोल्ट में यही बैट्री जोड़ सकते है क्या और मॉड्यूल कोन सा लगाना है ये भी बता दीजिएगा
Bhai kya hum lithium battery ko full discharge karke bar bar use karenge to uski battery life me koi dikkat to nhi hoti hai na
Nahi, Li-ion battery 2.7 volt ke niche discharge hoti nahi.....
Sir is project ka Backup time kitna he
What about the automatic switching on and off light when power is on and off
Me apke pass hi Sikha hu
चार्जर कितने volt lena है
Srez Canection matlab kisiko pata hai please halp me 🥺🥺
Led ko protect kaise kare kharab hone se
Arduino UNO coding make video please please please reply my comment sir
m seekh rha hu bro
Humko pehle hi laga tha...iss connection se charge nahi hoga...
Yes
Betteri me charge aur light
*11,067 viewers 💐💐💐🌹🌹🌹🍁🍁🏵️🌺🌺🌺🌻🌻🌻🌷🌷🌷*
Sir best emergency light konsa hai Lena hai reply please
acchi compny ka
👍👍👍🙏
Bhai apki shop kaha hai
Koie home made amplifier banie plz
Main isko repair Kiya hui
हमें भी करेंट लगा है।।
Sar ek galti ho gayi he aapse jab svish bandh hoga tab betriy chaj nhi hoga
last m shi ho gya tha.. 😊 ... wo mujhse glti ho gyi
Switch off home par battery charger nahi home bhai
Hamne yuse Kari hai Japan se lekar Indian Tak ki 6volt ki
Men ripiar bhi karta hoon