वैदिक काल का वो महान विज्ञान जिसके बारे में 99% लोग नहीं जानते Atomic Bumb Ancient Technology
HTML-код
- Опубликовано: 10 фев 2025
- वैदिक काल का वो महान विज्ञान जिसके बारे में 99% लोग नहीं जानते Atomic Bumb Ancient Technology #craft
Ramayan Technology
Mahabharat Technology
Vaidic Technology
Ancient technology in Hindi
Vaidic Theory of Universe
#brahmandvigyan
Space Science
Great information
बहुत अच्छा लगा अापकी व्याख्या सुनकर। ❤
Dhanyawad 🙏
Very true
Great information sir
Very nice ❤❤❤❤
Bharat surakshit hai rahega 🌹💯👌💐💐💐💐💐
Mujhe ye sab jankari pehele nahi thi or abhi aapse janne kar bohot accha lag rah hai mai ye sari jankari apne dostoke sath share karti ho unhe batati ho, or asi aur bhi jankariya Mai Janna chahti ho, abhi tak ke liye dhanyawaad
Sir I am surprised with the vadic
Proof u gave. Dhanyavad 🎉🎉🎉
Thanks ❤❤❤
Aj se pahle ye jankari nahi thi,Apka Dhanyawad.
Ji dhanyawad 🙏
Ham aapke sath hai saresanatni aapkesahonge aapne hamsaboki aankhe kholdi hai
Dhanyawad 🙏
Vaise video to Dekha Tha kintu is tarah scientific aur aur itne sushmita tak Nahin pata Tha aur rahsyamayi tarike se nahin❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks
ओउम् तत्सत
बहुत सुंदरआचार्य जी आपके द्वारा प्रेषित सभी वीडियो सुनता हूं
जी धन्यवाद
aap asli gyan dete hai🙏🙏🙏
Adwait I know your capabilities 🙏🏼
Dhanyawad 🙏
आपकी हर वीडियो सबसे हट के होता है। जो कभी किसी से नहीं सुना।
आपको ये सब कहा से पता चलता है। इन सब बातों को proof कैसे किया जा सकता है ?
Please reply
जी प्रणाम, पर्याप्त प्रूफ हैं हमारे पास
Jb bhi aapko sunta hun man aanand se bhar jata hai magar ye sochne ko majboor ho jata hun ke itne uch koti ke gyan vigyan janne bale ye kaise nahin jaan paye ki aage chalke asur prabruti ke log inhi Granthon ko nast kardenge?
Acharya agnivrat ji Bahut vidwaan h jinhone vedic physics par anusandhan kiya h m unke chennal se kafi samay se juda hu uttam karya h acharya ji ka
Isiliye socha unka naam liya jaay
@@brahmandvigyan apka karya parsanshniya h aap yuvaaon ke liye preranashrot h 🙏
@@brahmandvigyan bhai aap rhne wale kahan ke ho
@@Dig_vijaysingh Jaunpur Uttar Pradesh
@@brahmandvigyan aap apne karya m safal ho aap jese yuvaon ki awasyakta h jo bharat ko fir se unnati ki or agrasar karein m bhi apne tarike se adhyan karunga brahmand ke vishyon par om
👏👏👏
❤❤❤...😂😂 ऐसा इसलिए लिखा है हमारे पुराणों में और हमारे शास्त्रों में हमारे धर्म ग्रंथो में क्योंकि वह सब आज से लगभग 2000 वर्ष पहले ही मुगलों ने और अंग्रेजों ने नष्ट कर दिए थे इसीलिए जो बच्चे कुछ धर्म ग्रंथ है उनमें आधा ज्ञान झूठ लिखा हुआ है और आधा सही लिखा हुआ है तो कोई भी व्यक्ति ऐसा नहीं कह सकता कि क्या सही है और क्या गलत है जब तक यह प्रमाणित नहीं हो जाता कि क्या सही है क्या गलत है तब तक कोई भी व्यक्ति ऐसा ना तो कह सकता है और ना ही किसी भी व्यक्ति को ऐसा मानना चाहिए❤❤❤😂😂😮😮
Jai sri ram
Jai Shree Ram
ओ३म, बहुत धन्यवाद भाई ❤
Nahin, mujhe to in sab ke baare mein kuch bhi nahi pata tha. Kyunki jahan bhi humne Ramayan padi ya suni hai, veh to in sab ka jikr nahin karte. Suna hai Taxila aur Nalanda vishvavidyalya ko invaders ne jala diya. Vahan humare kai grantha jal gaye aur phir ghuspaithiyon ne chahe veh koi bhi hon, humare vedon aur granthon evam vigyan mein milavate kar di. Ek aur baat, aaj se 500 saal pehle, jo bhi mathematics ho ya science ho, sab bharat se hi puri duniya tak pahuncha hai. Arabon ne bharat se padhai kar ke apne desh mein padhaya aur phir wahan se Europe mein toh bahut saal baad pahuncha. Europe mein pehle neanderthals raaj karte the jo mansahari the. Aaj duniya ko Bharat ko shreya dena chahiye, puri duniya ko civilise aur shikshit karne ka. Sabhi scientist ne bhi bharat ke granthon ka adhyayan kiya aur vahin se inspire hokar nai khojein ki par in sab ka shreya bharat ko nahi jaata. Ismein bhartiyon ki bhi galti hai, veh apne prachin granthon ko chodkar videshi science ka adhyayan karte hai aur ye swikarte bhi hai ki vahin se humein jynan mila hai. Veh ye jaante hi nahin ki humare vedon mein kitna jnana chupa tha aur Jeevan jeene ke liye jo bhi avashak hai veh sab tha, phir chahe ve dhanurvidya ho ya ayurveda ho, rasayan shastra ho ya shilp shastra ho.
Guruji ap 14 lok aur dimensions aur multiverse khe bharemhe video bhanaye
Thik hai banata hu
बात सही है,पर लव कुश ने जो राम की कथा गाई थी,वह राम ब्रह्म थे।
दशरथ पुत्र राम, वो राम नहीं है,जिन राम की कथा लव कुश ने, सुनाई थी,
❤❤😮😮 आप जो भी कहते हैं ना भाई वह सच तो कहते हैं परंतु इसमें कोई संदेह नहीं है कि इस संसार के विषय में कोई अभी तक जानता ही नहीं है पूरी तरीके से इसीलिए आप ऐसा नहीं कह सकते कि कौन दुष्ट था और कौन दोस्त नहीं था कौन महान था और कौन महान नहीं था क्योंकि यह तो सब बच्चे खुद से धर्म ग्रंथो में वर्णित है इसीलिए आप तो ऐसा ही मानेंगे ना❤❤❤
Aapki satyta samajhne me logon ko bahut samay lagega ❤👌🙏🤭
Dhanyawad 🙏
🙏
👃
Vigyan mahan Hai to khoon banane ki machine kyon nahin banai ab Tak
Banegi bhai, jarur banegi wait
यह किस किताब में लिखा हुआ है रामचंद्र चंद्रमा पर युद्ध किए थे उसके बाद अफ्रीका में युद्ध किये थे
David Hatcher Childress book
Aur ब्रह्मचारी कृष्णदत्त जी प्रवचन में भी है
@@brahmandvigyanलोग तो उत्तराखंड को ऐसे ही ना कर देते हैं उसे मूवी शंभुक वध पर क्या विचार है कितना सही क्योंकि वह भी उत्तराखंड में है
Brahmachari Krishna dutt ji maharaj ke konse pravachan me btaya gya hai kripya btaye ya to video ka link de de ya ohir kisi pustak me diya gya hai to wo btayen. Dusra prashna kya Brahmachari Krishnadutt ji maharaj ne usme Africa ke raja Atlantean se Bhagwan Shri Ram ki yuddh ki baat ki hai ya nhi ispe btaiye. Dhanywaad.@@brahmandvigyan
Pratishodh to mai bhi lena chahata hu, par ab hamare paas koi technology ya astra shastra viman nahi bache aur secret societies ke paas bhot hi advanced technologies hain to kaise kareinge inse yudh ?
Banegi fir se, Aap aage badhte raho
अध्यक्ष जी आपने बहुत सच्चे सच्चे वादी घटनाओं का विवरण किया हमें बहुत पसंद आया
bahut dukh hota hai jab bezubaan pashu kasht jhelte hai kroor manushya ki vajah se
मनुस्मृति बचाएगी उन्हें
Pratishodh to mai bhi lena chahata hu, par ab hamare paas koi technology ya astra shastra viman nahi bache aur secret societies ke paas bhot hi advanced technologies hain to kaise kareinge inse yudh.
Next Q A video
वीव मिलते के लीये मुर्खता करता है ये लडका
😮😮...Karn.. Dusth...Nahi..Tha..Koi..Bhi..Nahi..Janta... Is.. Sanshar..Ke.. Vishay...Mein...Is Liye Aap Bhi Yahi Manenge..Na.. क्योंकि कोई जानता ही नहीं है इस संसार के विषय में इसीलिए आपने जो भी पढ़ा जो भी सुना उसी को आप मानेंगे और इसी पर विश्वास करेंगे आप क्योंकि संसार की वास्तविकता तो कोई जानता ही नहीं है पूरी तरीके से इसीलिए आप ऐसा मानते हैं😮😮😮😊😊
जो लिखा है वहीं मैने बताया, बहस मत करो जाकर पढ़ लीजिए फिर बात कीजिए
Hlw sir
Aapne kaha वेद विज्ञान आलोक और निरुक्त PDF link mention krenge
कहां है।
Unke channel par jake download kar lo
The ancient weapons and power can not be described materially as every action was being powered by spiritually (mantra sakti ).
Ji bilkul sahi kaha aapne
Jai Aryavart
Sir jo bhi technology ki baat aap kar rhe hain kya apke Paas iske praman hai or kya aap in technology par kaam kar rhe hain.. Agar nahi to koi faida nahi hai..
Koi baat nahi
@@brahmandvigyan 🙏🙏🙏🙏
To Rishi Valmiki galat ya jhuth q likhenge ? Ye kaisi baat hai , wo to Mahan rishi the. Dusri baat Atlantean usko kehte hain jo Atlantis me rehte the joki Africa me nhi tha par africa aur europe ke beech jo samudra hai wahape ye city thi jisko baad me samudra ne duba diya tha Dwarika ki tarah. Atlantis shashtro me Atal lok ko bola gya hai , ha Atal , Vital , Sutal , Patal ye sbhi dusre lok hain lekin shashtro me Mahabharat aur ramayan me patal lok ka specially jaha jaha mention kiya gya hai wo south anerica aur mexico ke area ke bare me kiya gya hai jiska evidence aaj bhi hai waha. Jo america ki Aztecs civilization thi wolog atlantians the. Shashtro me Rishi Astik ki baat ki gyi hai jinse Aztecs culture ki shuruwat hui thi. Sage Astika ko greece myth me Atlas kehte hain jb wo Atlantis me the. Atlantis , Aztlan ye sbhi same city thi jiske bare me america ki mexican aur Aztecs culture me stories hai samudra se dubne ki.
Aur Vedo ke har mantra ke 3 arth hain to adhidaivik ke alawa adhatmik aur adhibhautik arth bhi sahi hain.
Aapki pakad Vigyan me acchi hai par Itihas me nhi. Qki Dynasaur aaj se 6.5 crore saal pehle khtm ho gye the to Ramayan kaal se bhi pehle the naki ramayan kaal me wo sb the.
Dusri baat Atlantis city jo maine paya hai 3100 bce me wahape india se hi log aake base the Sage Astika se Atlantis hua hai. Iska etymological root aur bhi gahan hai joki mai yaha charcha nhi kar sakta , aur 1500 bce me Atlantis dub gyi thi. Ye Plato ne jaisa btaya tha ki unke time se 9000 saal pehle Atlantis dubi thi yani aaj se 11,400 saal pehle aisa nhi hai , Plato ko Egyptian aur Ethopian logo ne ye baat btayi thi aur language barrier hone ke kaaran wolog isko 9000 smjh gye the kisi old texts se qki latin me cian ka arth 100 hota hai to greek me 1000 to is kaaran ye glti hui unse to Ramayan kaal me Atlantis ke hone ka saboot nhi milta hai , uske bhot baad ki hai ye culture , yelog usse pehle 90,000 saal tak bharat me the.
Aur ye kaisi baat Hui ki africi log dynasaur ko khate the , kitna illogical baat hai ye Dynasaurs kitne bade bade the kch chote bhi the phir bhi insaan se to bade hi the ya phir aap ye kehna chahte hain ki us yug me manushyo ki average height aaj se kaphi zyada thi jaisa shashtro me aaya hai aur agar zyada thi to bhi dynasaur ko khane ki baat bhot illogical hai different reasons se jisme se 1 to ye hai ki dynasaur Ramayan kaal me the hi nhi agar aap Ramayan ki koi bhi timeline le le chahe traditional ya modern scholars kisi ne bhi Kiya ho , dynasaurs usse bhi bhot pehle hue the joki 65 million years , yani 6.5 crore saal pehle aaj se khtm ho gye asteroids attack ke baad prithivi me jisse prithvi ka climate bhot badal gya tha. Aap apne man se kisi bhi cheez ko kahi se jodne ki koshish jo kar rahe hain usko hi pseudo history ya pseudo fact bola jata hai to kripya aisi ignorant comment dene se bache nhi to aapke channel ko seriously nhi liya ja sakta qki jis domain me aapki pakad hai joki vigyan hai usme bole lekin itihas me nhi hai par dikkat hai ki Vedic vigyan ki charcha krte hue aapko itihas bolna hi padega qki ye sbkch itihas ki baatein hain abhi to itihas aur vigyan juda hua hai. To aapko itihas pe thori pakad bnani chahiye iske liye.
भाई uttarkaand toh alag se likha gaya tha Valmiki jii ne sirf 6 kaand likhe hai ....not 7
Next Q A video
???? क्या था ये???
वीडियो धीरे धीरे समझ आयेगा
वीडियो धीरे धीरे समझ आयेगा
WhatsApp university se padhai ki hai inhone
Ye sab Gyan pehele kisise nahi suna pr jo galat bataya jata Raha hai uske bare me janke bohot bura lagta hai kue log galat batate hai....
Man me aaya vhi bol diya kisi bat ko jhuth kisi ko sach ab apki bat ko sidh karne ke liye kya valmiki ko parkat kren aap ko ye pta nhi aabhir kis ko kaha gya
Valmiki Ramayana किष्किंधा कांड और महाभारात 6 खंड जाकर पढ़ सकते हैं
Jake padlle
Yeh sari gyan ki baat Supatra se hi karni chahiye
Kyonki aur koi samjega nahi aur oolta aapko blaim karega
Ji ha sahi kaha aapne
Har cheej ka proof hona chahiye ki kis ved ya granth se hai.apke pas proof hai us se kya fark padta hai.
Vaidik vigyan ka aaviskar goumutr, gobar ka sevan, tantr, mantr ,jadu, tona, bhut pret, dhong, pakhand, svarg, narak, aatma, parmatma ityadi gapod panthi
ये जो आप बोल रहे है इसका आधार क्या है और ये सब कहा किस पूर्ण में लिखा है
Ramayan me padh lo
Bhai fekne ki bhi limit hoti hai..
Tum phir aa gaye
Sagar ji ram ji aur yudhishthir ji se kiski tulna kr rhe ho kya parithviraj chouhan inki sreni me aata h kuch bhi bol rahe h
Phir se dekho video tab samajh aayega,
Video me 3 baar bol chuka hu ki मध्यकाल ke purvaj vaidic kaam se chhote the.
Phir se dekho video
Jhuth ka bhi koi had Hoti hai Bhai Kya Raja Manu pahle hai ki Raja ram pahle the jara batana ap
Manu pahle the
@@brahmandvigyan Sahi jabab
काल्पनिक चरित्रों का महिमा मंडन करके लोगों को क्यों भ्रमित कर रहे हैं?
तुम भी भ्रमित करने या कुछ अच्छा बताने की कोशिश करो, आज तक किया क्या हैं यही बता दो।
@@brahmandvigyan तुम्हारी तरह झूठ परोसने की जरूरत नहीं समझते हम।
@@rkkush7547 भाई कुछ अच्छा ही बता दो संसार को
Bhai kuch bhi bol rhe ho iska koi prman hai
Bhai bhgwan काल्पनिक hai or tum bhi kalpna hi kar rhe ho
अंधविश्वास है
😂😂😂
और जोडले फालतू ज्ञान 😂😂😂