Sir mere marks kam hai mera admission government college me to ho nahi sakta Mai private karna chahta hu to usme regular college Jana padega ya phir ese karna chahe to ho jayega Our alp ke liye kon si tread achchi rahegi
Aapko real marksheet koi nahi leta hai, wo aapke profile pe ncvt mis portal se aap kabhi bhi download kar sakte ho aur uska colour print nilakwa sakte ho, sab jagah wohi chalti h
Mistake mere se bhi ho gayi thi, cafe Wale bhaiya ne mere marks hi wrong submit kar diye the, to Maine iti ki helpline number PE call 🤙 karke us problem ko shortout Kiya tha.
DMM trade sahi hai, lekin iska future scope km hota ja raha hai. Try to become an EV Technician. Electric vehicles ka Mistry banoge to jyada sahi rahoge. Kyonki ev sector me bhot jobs hai. Aajkal ev service center me ev gadiyon ke Mistry available hi nahi hai
Bhaiya copa ka cutoff and syllabus bta dijiye
Copa ke baad kya kar sakte h wo bhi bta dijiye
Sir Obc Or open me fi kam jyada hoti hai kya
Government iti college me hostel provide hote he ya nhi ager hote he to uski kya requirements he
No, govt college me koi hostel nahi hote h
Aapne kis state se kiya tha ITI, kya mp Bhopal aj hi final list aai hai, 5600 rs, to kya ue total fees hui?
Hamne haryana se ki hai.
सर जी ncvt elctrician और scvt fitter ka exam date अलग अलग होता है क्या please🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Same bhi hota hai, aur kabhi kabhi alag alag bhi ho jaata hai.
Left technician concourse ka naam kya hota hai
Sir without exam diye sirf cirtificate mil sakta hai kitna paisa lagega
No
2024 me kon dekh raha he 😂
Bhartiye tit jabalpur me admission fees kitni he
Pump opretar Trade se Krna hai yeh kaha kis college me milegi
NCVT MIS ke portal pe Jake search karlo wha aapko PTA chal jayega
Sir ji practical fees bhee bta doa.... aur kya second year me admission fees jati hai trade RAC .....
Aur file ka charge jata hai 1500 rupye
No file charges, No admission fees for 2nd year, 400-700 ₹ exam fees hoti h bas
thank you very much sir
Private me regular ja sakte hai na college
Kitne Tak padhaai karne per Ti Ka taiyari kar sakte hain kitne ka
Sir govt. iti se fashion designing course krne ke liye 10th me kitne percentage chahiye.? Please reply🥺
60% se jyada
Thankyou😊
Hello sir Delhi government iti kya metro 🚇 free karta hai kya please reply me
No idea for metro. Lekin Haryana me train ki fees free ho jaati jab aap iti karte ho, aap us iti se apna train ka paas banwa sakte ho free me.
Sir me iti krna chahti hu in rbl so form kaise or kha fill krna h?
Mai bhi rbl se hu 😊
Thank you so much ❤😊 asha video deta hi rahna
Nice information dear ❤
Government iti m admission lna k liya exam dna hota h?
No, merit list lagti h, aapki qualification k base pe
Sir uttar Pradesh mein government iti ki fees kitni lagegi
Bhai hamare yaha govt. Iti me fitter trade ke liye 2 saal ka fees 16000 maang rhe hai
Fees sahi hai ya Jada hai
Bhut jyada hai, kyonki jab humne 2019-20 me iti Kiya tha to 3 mahine ki 135 rupees fees dete the
@@HEETSON acha bhai
@@HEETSON kon se trade se bhai
@@HEETSON sir fitter me kitna lag jayega dono years ka govt me
Maine COPA se aur plumber trade se iti Kiya tha, dono me same fees tha. 2016 me bhi aur 2019 me bhi
Sir mere marks kam hai mera admission government college me to ho nahi sakta
Mai private karna chahta hu to usme regular college Jana padega ya phir ese karna chahe to ho jayega
Our alp ke liye kon si tread achchi rahegi
Private iti me sab possible h, Diesel mechanic, electrician ye loco pilot k liye best h
Sir job ke sath iti admission ho sakta hai kya
No
sir iti me do trade le sakte
No
Sar ji mujhe iti copa course karna hain to government college me adimision kaise lu please please 🙏 bta dijiye
Online apply karna hota hai, kisi bhi cyber cafe Shop pe Jake apply kar sakte ho. 100₹ fees lagta h.
@@HEETSON ok thank you 🙏🙏so much sar ji ♥️♥️ada se jada private hi mil rhi hai
Bhai koi private ho iti bataiye surat mai
Sir certificate. Ke sath total kitna h i. Sk.ta hai
Rs. 4000-5000/-
Kiya ak hi Collage private/government ho sakta he.. Ak hi Collage me
No
Lakin hamare edar he. Ak hi Collage me . government student or private student porte he.. Plz up investigate karangge
1 week me kitna din class hota please batay ?
6 din
Private m bs addmission m lgega n course complete hone k bad nh n lgega koi bta do please
No, course complete hone ke baad kuch nahi lagega. Bas aapki admission fees aur regular monthly fees.
Govt. ITI me admission fees kitna lete hain pls..
500-700
@@HEETSON hamare idhar 7k /8k le rehe hai..
Kitne time ka hota h matlab kitne se kitne baje tak hota h
9 am to 5 pm
Sir aapki Copa trade se job mili ki nahi
No, Apprentice ke baad koi job nahi mili, ab m online hi kaam karta hu.
Noida m sec 63 k aas paas iti college btaye
Ranchi Government ITI college ka video bhejiye to bhai
Private iti made 35 percentage la electricals la admission milu shakt ka
Yes
Sir iti karne per real marksheet le liya jata phir bad me milta hai ya nahi😮
Aapko real marksheet koi nahi leta hai, wo aapke profile pe ncvt mis portal se aap kabhi bhi download kar sakte ho aur uska colour print nilakwa sakte ho, sab jagah wohi chalti h
Sir main 2015 main 10th pass kiya tha . Toh abhi main private iti college main join karnese hoga kya?
Yes
Direct admission government college me kaise karaye
Not possible, sab online hota hai. Merit list ke anusar
@@HEETSON but Mai to bihar se hu
Aap kahi se bhi ho. Ab admission online hi hota hai
@@HEETSON sir mera online nhi h ab kaise hoga koi to upay hoga mujhe electrician karna hai
Sir iti me hostal milta hai plzz reply
No
10 th me 50% he government me milega kaya ? Please reply
Depends on your luck and reservation.
sir iti ncvt paid krne mai saal ka kitna khrcha aata h
3000
Sir mera 10th main 82 percentage ayi hai or mena fitter main form fill kia hai apka kya idea hai main eligible tahunga j nahi
Yes, eligible ho sakte ho 82% chance h
Bhiwandi me kaha par hai bhai gurmeet ITI Bhai
Kitne saal k hota hai copa
One year
Bhaiyaa delhi ITI form filling me mistake ho gayi ho yo kya kare?
Mistake mere se bhi ho gayi thi, cafe Wale bhaiya ne mere marks hi wrong submit kar diye the, to Maine iti ki helpline number PE call 🤙 karke us problem ko shortout Kiya tha.
@@HEETSON bhaiya mene try kiya abut vo call pick nhi kar rahe or Kal last date hai admission form ki
Yahi problem h, wo call hi nahi uthate hai
Ranchi me kaha par hai private iti college
motor mechanic course ki kiti fees hoti h bta do bhai please
Maximum Rs. 4000/- for 2 Year in Government ITI
Bhai mera 12th math me 63% hai admission ho jayega ho gya to class nhi krenge sirf exam dekar ho jayega reply please
Sifarish honi chahiye, ho jayega
ITI mein kon kon sa subject hai bhai 🙏🙏
Theory, practical, engineering drawing, Employability skills, math
2 nd year me kitna fee hota hai
First aur second ki same hoti h, joki first semester me hi le Li jati h
Bhaiya private iti acha hota h ya government iti ?
Government
Bhai mujse 3900 admision k time li h to kya ye meri total year ki fee h
Aapko slip mili hogi, ye aap unse confirm kar sakte ho.
Copa me girls ke liye kya scope hai
COPA Trade me jyadatar girls hi dekhne ko milti hai. Aur COPA ke syllabus ke according dekhe to future me IT sector me copa ka hi scope hai.
Kis clg se kiya copa
Government ITI Jind
Sir aapka kitni percentage par aapka number aaya tha
78% me 5th councelling me
Sir private iti me scholarships kitna miltaaa hai
Kisi bhi iti ka fix nahi hai, koi scholarship provide karta hai aur koi nahi
Hamare iti me library hi nhi hai up me..…
Thank you
Government iti ke liye 10th m 66,%hai chalege
Nahi nahi jyada chahiye aaj kal jyada compition hai
Mere 61
Mera 86 hai chalega
Admission lene ke liye online form brna jruri hota hai iti m shide admission nhi le skte
Yes, online form bharna jaruri hai.
ictms ka fee kitna ha sir
ITI me sabhi courses ka fees same hota hai 2000-3000/year
Hamari to government iti me 3900 pdhi fee
Kaha se iti ki
@@chinki635 tehri
Hii Bhai kaha se ho
Mere bhi
Kya 10th mein 60-70 % wale addmission kar sakte hain ?
Sir college batiye Delhi ncr me private
Mujhe bhi janana hai
Hostel fees nahi lete kya
No, iti me hostel facility nahi hoti h
Kya entrance exam hota hai
No, koi entrance exam nahi hota h. Merit base pe seat milti h
Bhai kuch prasanal bat krna tha mujhe
Instagram pe aa sakte ho @heetsoniti 🆔 h
2024में किसका किसका iti निकल गया है
Iti kitne baar kr sakte hai bhai
Jitne baar aap chaho, Maine 2 baar ki h, Plumber aur COPA se
Sir girl ke liye iti konsa tred accha rhega plzzzz
Copa, steno hindi/English
@@HEETSON hindi
ब्यूटीशियन, ड्रेस मेकिंग, आर्किटेक्चर, कंप्यूटर कढ़ाई कला, कोपा, हिंदी स्टेनो, इंग्लिश स्टेनो, पेंटर
Sir mujhe car mistri banana hai
DMM trade sahi hai, lekin iska future scope km hota ja raha hai. Try to become an EV Technician. Electric vehicles ka Mistry banoge to jyada sahi rahoge. Kyonki ev sector me bhot jobs hai. Aajkal ev service center me ev gadiyon ke Mistry available hi nahi hai
Mere se gorment iti se 53700 fees mag rhe he
Wo private iti hoga shayad
Bhai UP Me digree mil ja rahi hai 50k rupees me 😂😂
Bihar me 2000₹ me mil jati h lekin wo sirf private sector/company me chalegi
Aap kha se haine bhaiya aur aap kha se iti kre ho 🥺🥺mai bhi copa tried karna chahta hoone Ranchi college
Mai Haryana se hu, aur maine government ITI Jind se Copa Trade se iti kiya hai
Ha
Schorlship milti h kya😅
No
Von❤
88% h hoga
Iti Mae
Bhai tumhare bas ki baat nhi
𝓜𝓪𝓲𝓷𝓮 𝓯𝓸𝓻𝓶 𝓭𝓪𝓵𝓪 𝓱𝓲 𝓲𝓽𝓲 𝓶𝓮 𝓼𝓪𝓻𝓴𝓪𝓻𝓲 𝓸𝓻 𝓶𝓮𝓻𝓮 𝓽𝓸 𝓯𝓮𝓮𝓼 25000 𝓫𝓪𝓽𝓪𝔂𝓪 𝓱𝓲
No, aisa nahi aapko 2500 bataya hoga, maine do baar iti kiya hai. Govt. Iti me isse jyada fees nahi hoti hai.
Examination fees 1500 le rhe h govt clg wale
Helo books ki kitni fees lagi apki
सर बस ट्रेन का पास क्यों बनता है
🤔
Taki aap bus aur train dono me free me Safar kar sako