1990 se lekar 2024 tak 34 year ho gaye hain abhi tak hepatitis b ka koi parmanent treatment nahi aaya hai india ke doctor sirf gyan Dena jaante hain aur foreign country ke scientist ki copy karna jaante hain covid ki vaccine two year mein ban sakti hai to phir hepatitis b ki parmanent cure vaccine kyun nahi bani iske peeche bhi reason hai agar parmanent treatment mil gaya to bahut saare doctor ka patient ko lootne ka dhandha band ho jayega hepatitis b ke cure ke naam par itna paisa loot rahe hain doctor jiska koi jawab nahi hai isliye apna bharat bahut mahaan hai isme sabse jyada pareshan middle class family aur gareeb log hote hain ameer logon ke paas paisa hai wo log to apna treatment karwa lete hain government hospital mein hepatitis b ka treatment free mein hota hai aur india mein government hospital aur free treatment ke baare mein sab ko pata hai
Bhai kya karoge in bewakoof se milkar inse milkar ya Inki sakal dekhkar to aapka hepatitis b negative to hoga nahi jab ye khud hi bol raha hai ki zindagi bhar medicine khani padegi to phir isse milke kya fayda ha agar isse Milne ke baad aapka hepatitis b negative ho jaye to phir theek hai aap mil lo
Mere age 30 hai .muje 10-12 saal pehle jaundice hua tha..tab se constipation and acidity ki problem hai..kya mai ab hepatitis B ki vaccine le skta hu .
Camera ka Samne bolane Mein Kitna size lagta hai utna Shayad sarkari hospital mein nahin hota hai subah jaane se Sham ho jata hai patient Ko Itna harass Kiya jata hai jo Yahan line do vahan 50001 400 log ka Piche Khada hokar line Mein lagne hota hai aur bahut ulta ulta pulta Tarah Se vahan per Koi care nahin kiya Jata Jaise Taise avastha vahan per blood liya jata hai Bharat Ki Har hospital mein Har sarkari hospital mein hi hal hai thoda kam aur BC kya sarkari hospital ka doctor log bhi badhiya se details bolate Nahin Hai Dava companiyon Ka Shikar Bankar Baithe Hue private mein
Bhai isliye to India ke medical scientist log hepatitis b ki parmanent cure vaccine par research nahi kar rahe hain na kyuki parmanent treatment aane ke baad hepatitis b ke naam par jo bade bade doctor hospital aur medicine company public ko loot rahi hain to inki dukaan aur inka lootne wala dhanda band ho jayega na hepatitis b ke naam par bahut se doctor ki roji roti chal rahi hai to ye log to nahi chahenge ki inki roji roti band ho jaye

जो सरकार आज की मुफ्त नसीहत कबूल नहीं करेगा कल उसे महंगे दामों में अफसोस खरीदना पड़ेगा❤❤❤❤
Good information
Remarkable information.. sir,,, Is hepatomegaly symptom of liver dysfunction?
DR. S K sarin ji se kayse Mile Ham log
Bhai kya karoge in bewakoof se milkar inse milkar ya Inki sakal dekhkar to aapka hepatitis b negative to hoga nahi jab ye khud hi bol raha hai ki zindagi bhar medicine khani padegi to phir isse milke kya fayda ha agar isse Milne ke baad aapka hepatitis b negative ho jaye to phir theek hai aap mil lo
Good morning sir thanks for valuable advice
Aap intjar rahega
Namaste sir mere hasband ka liver kharab hai liver me ring padi hai kya khane mein kya Den aur kya na den
Informative
Kya kya gallbladder mein stone hone ke Karan bhi jaundice ho sakta hai kripya bataye
Hanji muja hua hai stone aur hnbc lever problem ho gyi hai
Dr sahab Hapatit b hai ke sawdhniy kare
Hepatitis b kaise kare sahi
Only aayurveda and yog se thik kero sabhi problem
Sir sabhi bimari ka ilaj खोजिए
1:11 1:16 1:17 1:17 1:17 1:17 1:18 1:18
Dr sihab kitne % tak med nahi khani
Dawai nam bati
Sar hepatitis bi ka dawai ka naam to bataiye kya hai
कोई फ्री दबाई नही है सरकार के पास मैंने खुद पैसा देकर pgi में करवाया है दबाई बाहर से ली और जांच के पैसे दिए,
Mere age 30 hai .muje 10-12 saal pehle jaundice hua tha..tab se constipation and acidity ki problem hai..kya mai ab hepatitis B ki vaccine le skta hu .
Sar dawai ka naam to bataiye
Hcv treatment available
I have hcv positive, treatment ther
सिरोसिस को कैसे ठीक किया जा सकता है
Hepetits a b c thik karne ke liye kon si medicine le
Are madam jika ho gaya wo kya kare?
Ji mam kuch khane se turat upar chdne lgta hai yha to presaan ho gye
Hame he hapetitis b sir kahan pe daba karaun me
❤
Iska permanent ilaj jaldi se nikalo
Hepatitis B ka cure ah chuka hai its vaccine has come.😊😊 Now make new video
Sach Bhai
Apka phone number send karo
Konnc h bhai plz btao
Bhai kaun si vaccine hai please batao bhai
Bhai muja ho gya hai reply me please 🙏🏻
Camera ka Samne bolane Mein Kitna size lagta hai utna Shayad sarkari hospital mein nahin hota hai subah jaane se Sham ho jata hai patient Ko Itna harass Kiya jata hai jo Yahan line do vahan 50001 400 log ka Piche Khada hokar line Mein lagne hota hai aur bahut ulta ulta pulta Tarah Se vahan per Koi care nahin kiya Jata Jaise Taise avastha vahan per blood liya jata hai Bharat Ki Har hospital mein Har sarkari hospital mein hi hal hai thoda kam aur BC kya sarkari hospital ka doctor log bhi badhiya se details bolate Nahin Hai Dava companiyon Ka Shikar Bankar Baithe Hue private mein
Bhu dikhao
Bhai isliye to India ke medical scientist log hepatitis b ki parmanent cure vaccine par research nahi kar rahe hain na kyuki parmanent treatment aane ke baad hepatitis b ke naam par jo bade bade doctor hospital aur medicine company public ko loot rahi hain to inki dukaan aur inka lootne wala dhanda band ho jayega na hepatitis b ke naam par bahut se doctor ki roji roti chal rahi hai to ye log to nahi chahenge ki inki roji roti band ho jaye
Ye bhi thik ho jata h
Kaise bhai
Medam bakwaas fokat tem waskiya
Bhakwash