Wo English wale part ka breakdown: "You ain't Beethoven, but i'm meant to be bach" Muhfaad ne bola tha "Har beat lage heaven, main lyrically Beethoven" Beethoven bohot bada composer tha but wo bach ko admire karta tha as idol! To kr$na bolra hai, jese Beethoven bach ko admire karta tha, waise tu mujhe kar rha hai. "You're elementary, i'm dropping penetentiary bars" Matlb muhfaad bohot basic rap karta hai aur wahi kr$na ka jo bars hai wo jail ke bars ki tarah hai, jisme muhfaad kaid hora hai. "Leave'em potentially scared" Mtlb kr$na ke gaane muhfaad ke career pe nishaan chhod jayenge. (Btw jail mein kaidiyon ko jisse maarte hai usko baton bolte hai yaad rakhna) "Leave'em potentially scared, they pretend to be hard, untill i'm waving the stick, making the symphony start" Symphony matlab hota hai, jo apne movies mein bhi dekha hoga, ki ek banda(composer jo ki bach aur Beethoven bhi the) stick wave karta hai gaana shuru karne ke liye. Uss stick ko bhi 'baton' bolte hai.. kr$na is saying, ke Muhfaad jab kr$na ke bars mein kaid hora hai to kr$na ab stick ko wave karke muhfaad ke cheekhne ki symphony sunega kyunki 'baton' marne ke liye bhi use hota hai. Aur iss bar ka saar ye hai ki, artist tab tak hard bante hai jab tak kr$na ka diss drop ni hota! Thoda bhi samajh aajaye to success mil gayi mujhe🤣 btw nice reaction, hope it helped you!
Wo English wale part ka breakdown:
"You ain't Beethoven, but i'm meant to be bach"
Muhfaad ne bola tha
"Har beat lage heaven, main lyrically Beethoven"
Beethoven bohot bada composer tha but wo bach ko admire karta tha as idol! To kr$na bolra hai, jese Beethoven bach ko admire karta tha, waise tu mujhe kar rha hai.
"You're elementary, i'm dropping penetentiary bars"
Matlb muhfaad bohot basic rap karta hai aur wahi kr$na ka jo bars hai wo jail ke bars ki tarah hai, jisme muhfaad kaid hora hai.
"Leave'em potentially scared"
Mtlb kr$na ke gaane muhfaad ke career pe nishaan chhod jayenge.
(Btw jail mein kaidiyon ko jisse maarte hai usko baton bolte hai yaad rakhna)
"Leave'em potentially scared, they pretend to be hard, untill i'm waving the stick, making the symphony start"
Symphony matlab hota hai, jo apne movies mein bhi dekha hoga, ki ek banda(composer jo ki bach aur Beethoven bhi the) stick wave karta hai gaana shuru karne ke liye. Uss stick ko bhi 'baton' bolte hai.. kr$na is saying, ke Muhfaad jab kr$na ke bars mein kaid hora hai to kr$na ab stick ko wave karke muhfaad ke cheekhne ki symphony sunega kyunki 'baton' marne ke liye bhi use hota hai. Aur iss bar ka saar ye hai ki, artist tab tak hard bante hai jab tak kr$na ka diss drop ni hota!
Thoda bhi samajh aajaye to success mil gayi mujhe🤣 btw nice reaction, hope it helped you!
This is legendary diss track ever no can beat this
One of the best diss track ever bars pai bars tha
Krsna killing MUHFAAAd on 🔛 this beef
Krsna ❤❤❤❤❤❤
He literally destroyed muhfaad
Listen mufaad bhoot banega carefully
👑💲Krsna💲👑
Krsna na iss ka career kha liya😅
Still waiting for "hood poet" and "Kabhi Nahi" by jani
Iss diss track ka muqabla nhi ha bhai
Taki tuh banjaye ek or bantai 😂
Bhoot banegaa reaction by muhfaad
Bandzo3rd PE BANAO VIDEO
Is k bad Bhoot banega muhfaad
Be honest bro kalamkaar ke 3 log the mubfaad akela tha 😂
Haa to?
Aba krsna na thori na kaha ho gai ab uski side se koi nhi aye ab vo kya kara
Toh? Vo sabko invite kyu kar rha tha beef me shots dekr, or baaki log aaye toh kyu rona jab khud call out phele kr rha dusro ko?