shenron edit bday 2 voice arrangement --------- Sawaal : Kya life mein sabko kuch karna zaruri hai? Jawaab : Naturally insaan kuch na kuch kar hi raha hai, chahe wo saans hi kyun na le raha ho Gita mein kaha tha karm kiye bina nahi raha ja sakta, iska matlab ye hai ki karm hum bina jagrati ke bhi kar hi rahe hain Jaise saans le rahe hain, khoon daudh raha hai body mein, vichaar aa rahe hain, hum uthte hain baithte hain, mobile chalate hain ya kuch bhi karte hain jo humein khushi deta hai. Ye achhi baat hai Ismein koi murde jaisa nahi hai, kyunki jeevan chal raha hai Yahan tamogun nahi hai, kyunki tamogun ka matlab hota hai ek samay ke baad kaam ruk jaana Tamogun yaani jab koi tezi se overthink kare to usko gehri saans lete huye use swabhavik roop se kam karna, jo ki insaan ko shanti deta hai Isliye tamogun kaam ki chiz hai Problem tab aati hai jab hum kisi chiz ki ati karte ho Yaani na to zyada kriyasheelta sahi hai na hi zyada ruke rehna zarurat se zyada ruke hai ya zarurat se zyada kaam kar rahe ho- dono sthiti mein bimari aa sakti hai. Zarurat hai to balance se chalna aur jab zaruri hai tab rukna Zarurat ke bina overthinking zabardasti rok rahe ho ya overthink kare ja rahe ho bina ruke - inse behtar hai beech ki sthiti - yaani normal thinking karna bina judgement ke Baaki ye jo bimari, dukh, chinta, shok hota hai ye zaruri nahi ki tamogun mein ho (kuch na karne mein ho) Ye tab bhi ho sakte hain jab hum zarurat se zyada thakte huye kaam karein. Isliye balance karna zaruri hai Baaki tamogun paap nahi hai, paap sirf tab hai jab hum kuch bhi karein us se hume ya dusre ko nuksaan pahuche
Ye sab mere ek bhaiya ne likha tha jo spritual hai😒 mai unhe harane ke liye kuch soch rahi thi to yahan likh di taaki song sunte sunte soch saku@@kimchun-r1j
So nostalgic ❤
以前好愛看 好懷念
✴️💎✨^_^Me too🔥💖👍
平和なヒーローだ
shenron edit
bday 2 voice arrangement
---------
Sawaal : Kya life mein sabko kuch karna zaruri hai?
Jawaab : Naturally insaan kuch na kuch kar hi raha hai, chahe wo saans hi kyun na le raha ho
Gita mein kaha tha karm kiye bina nahi raha ja sakta, iska matlab ye hai ki karm hum bina jagrati ke bhi kar hi rahe hain
Jaise saans le rahe hain, khoon daudh raha hai body mein, vichaar aa rahe hain, hum uthte hain baithte hain, mobile chalate hain
ya kuch bhi karte hain jo humein khushi deta hai. Ye achhi baat hai
Ismein koi murde jaisa nahi hai, kyunki jeevan chal raha hai
Yahan tamogun nahi hai, kyunki tamogun ka matlab hota hai ek samay ke baad kaam ruk jaana
Tamogun yaani jab koi tezi se overthink kare to usko gehri saans lete huye use swabhavik roop se kam karna, jo ki insaan ko shanti deta hai
Isliye tamogun kaam ki chiz hai
Problem tab aati hai jab hum kisi chiz ki ati karte ho
Yaani na to zyada kriyasheelta sahi hai na hi zyada ruke rehna
zarurat se zyada ruke hai ya zarurat se zyada kaam kar rahe ho- dono sthiti mein bimari aa sakti hai.
Zarurat hai to balance se chalna aur jab zaruri hai tab rukna
Zarurat ke bina overthinking zabardasti rok rahe ho ya overthink kare ja rahe ho bina ruke - inse behtar hai beech ki sthiti - yaani normal thinking karna bina judgement ke
Baaki ye jo bimari, dukh, chinta, shok hota hai ye zaruri nahi ki tamogun mein ho (kuch na karne mein ho)
Ye tab bhi ho sakte hain jab hum zarurat se zyada thakte huye kaam karein. Isliye balance karna zaruri hai
Baaki tamogun paap nahi hai, paap sirf tab hai jab hum kuch bhi karein us se hume ya dusre ko nuksaan pahuche
😂😂 kyu yadav ji niyabder chl raha hai din bhaar
Ye sab mere ek bhaiya ne likha tha jo spritual hai😒 mai unhe harane ke liye kuch soch rahi thi to yahan likh di taaki song sunte sunte soch saku@@kimchun-r1j
平和主義なヒーローだね!「『助けて!』といえば、誰でも助ける!例え敵でも、味方でも!」様々な事件を解決をしたんだ。
✴️💎✨^_^Nice🔥💖👍
還是以前的卡通比較好看
❤