16 दिन के महालक्ष्मी के व्रत की सम्पूर्ण विधि। MAHALAKSHMI POOJA | Kaashyap Guruji

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 янв 2025

Комментарии • 13

  • @partimayadav3637
    @partimayadav3637 4 месяца назад

    Dhanyvad pandit ji

  • @rangoliprayas
    @rangoliprayas 4 месяца назад

    Namaste 🎉

  • @PriyankaPri-n4w
    @PriyankaPri-n4w 4 месяца назад

    Kya m yeh varat kal se start kar sakti hoon kyuki mere ganpati baithe hai woh kal chale jayge toh m varat rakh k sham se pooja kar sakti hoon simple vidhi se

  • @freshentertainment657
    @freshentertainment657 4 месяца назад

    महाराज ji please aap मुझे ye btayege क्या ki aaj sham ko स्थापना kr सकती hu क्या

    • @kaashyapguruji
      @kaashyapguruji  4 месяца назад

      जी,शाम को भी कर सकते हैं।

  • @PanditanandMishra-ug6ik
    @PanditanandMishra-ug6ik 4 месяца назад +2

    धन्यवाद पंडित जी, हमारे यहां भी होता है हाथी वाला महालक्ष्मी पूजन

  • @bhawnabamne9957
    @bhawnabamne9957 4 месяца назад

    Guruji purane dhage or nariyal ka kya karna hai kya unhe visarjit kar sakte hai

    • @kaashyapguruji
      @kaashyapguruji  4 месяца назад

      Ji jal mein visarjit karen ya pipal ke ped ke niche rakh diya karen

  • @Maaraksha-8.
    @Maaraksha-8. 4 месяца назад +1

    Kripa reply jarur kare ..sahi jankari chaiye bhut logo ko comment kiya per ans thik nahi mila..app bata de...Maharaj ji mene or meri mummy ne pichle saal pheli baar vrat kiya tha tab humne din me fhal or raat me sama ke chaval or kuttu ki pudi or sabji yani sendha namak or kali mirchi bala fhalhar per pure 16 din vrat kiya tha. Or last bale din sari chije puja karke humne daan ki chije nikal kar chandra ko ark dekar usi raat ko bhog me jo rakha puri or chawal ki kher kha kar apna vrat khol liya tha.or dusare din mandir me daan dekar aye the.humne koi pandit ya suhagan nahi jamai thi.ye sab humne kisi ki vedio dekh kar kiya tha ...ab sab bol rahe hai ki isme bas mitta khate the namak nahi khate to kripya app sahi kuch bataye.humne sankalp bhi kiya tha sayad...tab app bataye ki hum is saal pichle saal ke jese hi kare or pichli saal ko bhi jode apne vrat me ya fer is saal se nai suruvat kare..app bataye kyuki vrat to karna hi hai...or paran kab karna hai or kya kha kar vrat khole or kis time ye bhi bata de. Or jaldi bataye kyuki hume vrat kholne ke liye apka reply ki jankari important hai guru ji.

    • @kaashyapguruji
      @kaashyapguruji  4 месяца назад

      Aap agle saal ki tarah hi vrat karen.sirf pehle mitha khayen.baad me jo bhi bhojan hai woh taaron ko arghya de kar taaron ki chhav me khayen ji

  • @shrijii7902
    @shrijii7902 4 месяца назад

    Mharaj ji kuch log boltey h ki pahle din purnima aur last day kerna h vart

    • @kaashyapguruji
      @kaashyapguruji  4 месяца назад

      Ye bhadrapad shukla ashtmi se shuru ho kar Ashwin Krishna astami tak chalne vala vrat hai ji, puraan granthon me hai