Sir yehi same board hai mera usme over load dikhata hai and beep ka sound aata hai aur uska MOSFET dekhne me lagta nhi hai ki kharab hai kya problem ho sakti hai aap video bana dijiye ye circuit kyun overload bata raha hai please sir❤❤❤
Overload 2 section se aata hai 1st lm358 side se aur 2nd mosfet side se agar drive nhi banega koi transistor short hoga ya mosfet short hoga to bhi overload batayega ab ye aapko check Krna hoga aur agar nhi thik ho raha hai to aap mere paas bhej de hm solve kr denge
Sar kya modify Karen ki Microtek ki PCB Luminous mein chal Jaaye
Kuch modify nhi karna pdega bs panel aur switch ka connection karne aana chahiye baaki pcb luminous ka microtak mai chal jayega
@@electricalrahul12 lumi ka dren curent 10v hai aur micro 6v hai usse koye problem
6 volt nhi hota hai 9 se 10 volt hota hai
@@electricalrahul12 Thank you very much for answering my question
K80 mosfet se 4132 riplace ker sakta hai
Behtar hoga agar aap k80 hi use kare agar nhi hai to k100 use kr le
Sir yehi same board hai mera usme over load dikhata hai and beep ka sound aata hai aur uska MOSFET dekhne me lagta nhi hai ki kharab hai kya problem ho sakti hai aap video bana dijiye ye circuit kyun overload bata raha hai please sir❤❤❤
Overload 2 section se aata hai 1st lm358 side se aur 2nd mosfet side se agar drive nhi banega koi transistor short hoga ya mosfet short hoga to bhi overload batayega ab ye aapko check Krna hoga aur agar nhi thik ho raha hai to aap mere paas bhej de hm solve kr denge
Aap kaha se hain..?
Bihar se
apna WhatsApp number dijiye