Hellow sir, I m Sandeep from Meerut. From a long time I m searching good techer of tattoo. Tomorrow I saw your video. Bahut achha lga... Aap hum jaise logo k liye inspiration ho. Thank you so much🙏🙏🙏
Tattoo finishing machine par depend nahi karta.. vo aapki skills par depend karta hai.. so practice Karo and skill develop Karo apne ap aapko difference dikhega..
Yes, aap basics se start kar sakte ho. Mene basic To Advance course upload Kiya hai usme techniques dekh lo and practice karna start Karo. Kuch doubt hoga to I'll help you. All the best.
All niddles sterile hoti hai.. so wash karne ki zaruat nahi hai.. agar aap colour Tattoos Kar rahe ho ya shades change karte ho to aapko niddle wash karna padega.
ye bat to sach hai ki bina guru ji ke koi kuch kr nhi pata lekin apke video se kuch to samjh aega apki se
sahi main koi to mila jo sahi se honestly sab kuch sikha raha hai... thank you soooooo much sir.... thanks a lot sir ❤❤❤.
ye poora saman kha milega
Aap bahut achhe se shikhate ho sir
Sir bohot achha se samjha rehi ho app .. love uh sir love from odisha
Bro.. Phle to Apko pranam 🙏
..
And ab thanks.. For helping Onln students..
Tq sir vdo bohot pasand aaya
Pen mashin konsi lena hai sir
Hellow sir,
I m Sandeep from Meerut.
From a long time I m searching good techer of tattoo.
Tomorrow I saw your video. Bahut achha lga... Aap hum jaise logo k liye inspiration ho. Thank you so much🙏🙏🙏
Bhai ap pe toh crore like hone chahiye is video lo
Hello sir fox and lion ke tattoo ka full video banaye needle aur shades ka use kaise aur kahan sir ek baar video banakar bata dijiye please🙏🙏🙏
i love you sir bs aese hi kam kro
Bhiya AP bhut acha krre ho pr chenal name tattoo ke name se rkhho
sir aap kaha se ho
Tattoo finishing kis machine me achhi aati hai, "coil ya ho aaj kal trend" me hai?
Mujhe tattoo banana hai isliye jankari chahiye
Tattoo finishing machine par depend nahi karta.. vo aapki skills par depend karta hai.. so practice Karo and skill develop Karo apne ap aapko difference dikhega..
Bhi video dalna bul Gaye Kya
Waiting for next video
Very nice video for beginners bro
TQ 🥰 bro
Sir rotary machine main liner or shedar ke liye voltage kitni honi chahiye
Sir aapne aapna tattoo ka course kaha sey complete Kiye thy
Aliens Tattoo school.
Sir jo ap pen machine use krte ho wo kitne ka hai or konsi company ka hai
Utopian kabellos V1 , 20,000/-
Sir aap konsa shope me poora tattoo saman lethe or kaha hi🙏
Bishop Tattoo, (Malad West) Mumbai.
@@indianrider_143 sir Nadeem form mumbai tattoo
Good
sir mujhe bhi shikhana hai plz 🙏 apna student banalo
❤❤❤
Love from Assam sir
Thankyou so much❤❤❤
Wireless mission price
20K
Thank You brother
Hlo sir maine y course sikhna hai kya aap online sikhate ho plz reply me
Katana machhin me cartridge set nahi horahi he to kya karu
Thoda rotate Kar k niddle try Karo hoga. New machine me thoda hard rahega.
Hello, nahi me online nahi sikha sakta. Because time hi nahi milta itna , videos shoot karne k liye bhi muskil se time nikalta hu.
Sir ji mane art teacher hu drawings and sketching achhe se aati hai. To mai tattoo design saru karna chahata hu please gide kare sir
Yes, aap basics se start kar sakte ho. Mene basic To Advance course upload Kiya hai usme techniques dekh lo and practice karna start Karo. Kuch doubt hoga to I'll help you. All the best.
Thanks sir 🙏
@@indianrider_143 thanks sir 🙏
Nice sir ❤
Sir aap kaha se tattoo classes liye ho.
Aliens Tattoo school.
Tattoo karnay time mai needle wash karna padtha nahi eak video banavo bhi I don't know Hindi if any mistake plz live it
All niddles sterile hoti hai.. so wash karne ki zaruat nahi hai.. agar aap colour Tattoos Kar rahe ho ya shades change karte ho to aapko niddle wash karna padega.
Needles kaha milta hi sastamay
❤tq sir
Tq bhai
Sir app se contact karne ki try kar raha hun.. instagram per
🙏🙏🙏❤❤❤