QURAN ME LIKHA KUCH AUR HAI LEKIN AAP LOG AAM LOGO KO BATA KUCH AUR RAHE HO ALLAH KE RASULO NABIYO FARISHTO AUR ALLAH KE WALIYO KI MADAD BHI, AUR IN SABSE MILNE WALI MADAD BHI YE SAB KI SAB HAKIKAT ME MERE ALLAH KI HI MADAD HOTI HAI,,, KYUN KYUNKI ALLAH KHUD QURAN ME YE KEHTA HAI KI AE IMAN WALO AAPS ME AEK DUSRO KI TUM BHI,,MADAD KARO,,, LEKIN JAB TUMHARI AAPS ME AEK DUSRE KI MADAD IN MUOJZO KARAMTO BARKTO KE ZARIYE SE HO JAYE,, TO FIR YE UNSE MILNE WALI MADAD KO BHI ALLAH KI HI MADAD MANO,,,, KYUN KYUNKI ALLAH KE NABIYO RASOOLO WALIYO KO MUOJZE KARAMTE BARKTE KISNE DIYA HUAA HAI,,, AAP KAHOGE KI ALLAH NE HI DIYA HUAA HAI TO FIR TUM YE KAESE KEHTE HO KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE LENA SHIRK HAI,, ABE O AKL KE ANDHO TU YE MANTA BHI HAI KI ALLAH NE INKO MUOJZE KARAMTE BARKTE DIYA HUAA HAI FIR UNKE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD LENE SE SHIRK KAESE HO GAYA BE JAHILO BATAO ZARA MUJHE, HAI KOI ISKA TUMHARE PAAS JAWAB NAHI HAI TO FIR TUMHARE SAMJH ME YE KYUN NAHI AATA HAI KI ALLAH NE HI KHUD APNE NEK BANDO KO AEK DUSRE KI MADAD KARNE KE LIYE,HI UNKO,IKHTIYAR DIYA HUAA HAI KI AE MERE PAAS SE MERI MADAD SE MUOJZE KARAMTE BARKTE PANE WALO AE NABIYO RASOOLO WALIYO,, TUM BHI MERE KAMZOR BANDO KI AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KIYA KARO LEKIN JAB TUMSE KOI MUOJZA KARAMTE AUR BARKTE ZAHIR HO JAYE,, TO AB IS MILNE WALI MADAD KO BHI,YE KAHO, KI YEBHI ALLAH NE HI HAME APNI MADAD KO BHEJ DIYA HAI,, IN NEK BANDO YANI KE NABI WALI FARISHTO KE ZARIYE SE HAMKO,ALLAH NE DE DIYA,HAI, YAHI MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI, JAESE KI SAFA W MARWA KE PAHADO PE JAB PINE KA PANI NAHI MILA THA,, TO WAHA PE HAJRA RAZIALLAHU TALA ANHA NE HAZRTE JIBRAIIL ALAEHSALAM KO MADAD KARNE KE LIYE WAHA PE PUKARA HAI,, AUR JIBRAIIL ALAEHSALAM NE FIR KAHA SE UNKO ZAM ZAM KA PANI NIKAAL KE DE DIYA HAI YE AAPKO BHI PATA HAI, YE BATE SAHI BUKHARI KI HADIS SE SABIT HAI AUR QURAN ME BHI AEK BANDE KO DUR,DUR TAK MADAD KARNE KI TAKAT O KUDART HONE KA AKIDA MUOJUD HAI, KI YAKUB ALAEHSALAM KO ANKHO KI ROSHNI ME MADAD KIYE THE, YUSUF ALAEHSALAM NE AUR SULAEMAN ALAEHSALAM KE ZARIYE SE SAMJHO KI DUR DUR SE TAKHTE BILKIS JAB LAKE DENE KE LIYE DARBAR KE BANDO KO MADAD KARO KAHA,HAI WAHA,,SE DUR TAK,, TO SULAEMAN ALAEHSALAM KEHTE HAI KI YE TO MERE RAB KE FAZAL SE HAI, KI MAE SHUKR GUZAR BANU YANI TAKHTE BILKIS LAKE DENE WALE KO HI HAKIKI MADADGAR NAHI KAHA HAI SULAEMAN ALAEHSALAM NE, BALKI ALLAH KA FAZAL KAHA HAI US BANDE KI MADAD KARNE KOBHI AUR KHOLKAR SAMJHNE KE LIYE SURAH FATIHAA ME TUM GUOR KARO, TAKI HAQ BAAT TUMKO BHI SAMJH ME AAYEGI IS CAMENT ME GUOR KARO KI NEK BANDO SE MADAD LENE BHAR SE HI SHIRK NAHI HOTA HAI, ISI KA KHULASA SURAH FATIHAA AAYAT NO 4 ME MUOJUD HAI, BHAGNA MAT AB BHGUODE KI TARAH SE HAQ BAAT SAMJH ME AANE KE BAD BHI SURAH FATIHAA AAYT NO 4 ME,ALLAH NE YE KAB KAHA HAI KI SIRF AUR SIRF MUJHI SE HI MADAD MANGO, YE TARJUMA BANTA HI NAHI HAI IS AAYAT ME IS AAYT KA TARJUMA IS TARAH SE,KARNA CHAHIYE KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI KYU KYUKI ALLAH NE DUSRI JAGAH PE SURAH FATIHAA KI TASHRIH KARTE HUYE QUR'AN ME BATAYA HAI KI NAMAZ AUR SABAR SE MADAD CHAHO,,, YANI ALLAH KI MADAD PANE KE LIYE NAMAZ PADHO AUR MUSHKIL HALAAT ME SBAR KARO AUR SABR AUR NAMAZ KE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD CHAHO TO TARJUMA SURAH FATIHAA ME IS TARAH SE LIKHO KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TERI HI TERI HI TERI HI MADAD CHAHTE HAI, AB TERI HI MADAD CHAHNA YE AGAR IS AAYAT KA TARJUMA KIYA JAYE TO IS TARJUMA KI WAJAH SE TAMMAM, NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KI BHI MADAD LENE KI IJAZAT MIL JATI HAI, IS TARAH KA TARJUMA KIYA JAYE TO KYU, KYUKI ALLAH NE QUR'AN ME BAYAN KIYA HUAA HAI KI BADR WALE DIN HAMNE FARISHTO KO BHEJA THA,, AUR HAMNE,TUMHARI MADAD,,KIYA THA, JIS DIN TUM LOG TADAD ME KAM THE, TO FIR ISI AAYTO SE SAMJHO KI FARISHTO KO BHEJ KAR BHI ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI HAI, YANI ALLAH KE,GAEBI BANDO KE ZARIYE SEBHI HAMKO ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI RAHTI HAI TO FIR ISI SE SAMJHO KI MADAD ALLAH HI KI HAI, LEKIN USKE BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL RAHI HAI, YE QUR'AN AUR SAHI HADISO SE SABIT HAI, ISI KE ZARIYE SE SAMJHO KI MADAD KARNE KE LIYE BHLE HI FARISHTE AAYE THE, LEKIN ALLAH NE US MADAD KO APNI HI MADAD KARNE KI BATE KAHI HAI UN AAYTO KO NAZIL KARKE ALLAH HAME YE AAYTE DIKHA DIKHAA KAR BATA RAHA HAI KI WO GAEBI FARISHTO KO BHI MERI HI MADAD MANO, KYUN KYUNKI ALLAH KE HUKM KE BAEGER KOI FARISHTO KO DAYREKT FAESLE KARNE KI IJAZAT NAHI HAI, KI WO KHUD SE JANG ME UTAR AAYE, YE QURAN ME ALLAH NE HAMKO KHUD BATAYA HAI AUR AGAR TUM LOG SURAH FATIHAA AAYT,, NO,,4,,KA TARJUMA YE KAROGE KI AE ALLAH HAM SIRF AUR SIRF TUJHI SE MADAD MANGTE HAI, TO,,FIR IS TARAH KA TARJUMA KARNE SE HAMKO ZAMIN PE, CHALTE FIRTE NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO SE MADAD MANGNE ME,, HAMARE DIL ME, HAME YE KHYAAL AATA HAI, KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE PUKARANA HAI,, YA SIRF AUR SIRF ALLAH KO HI ZAMIN PE BHI MADAD KARNE KE LIYE PUKARNA HAI, YANI DUNIYA WALO SE,,BHI KYA MADAD LENE KI IJAZAT NAHI HAI,,HAMKO, IS BAAT KA SHUBHA PAEDA HOTA HAI US TARJUMA SE KI MERE SAMNE MERE NABI WALI SE TO ZYADA TAKAT O KUDART MERE ALLAH KO HI HAI, TO KYU NAHI MAE SAMNE MUOJUD NABI WALI SE MADAD LENE KE BAJAYE, SIRF AUR SIRF ALLAH HI SE MADAD MANGU, JAESE KI IBRAHIM ALAEHISALAM NE AAG ME JANE SE PEHLE RAB KI MADAD CHAHI THI YANI ALLAH ZAMIN PE CHALTE FIRTE NEK BANDO SE ZYADA TAKAT O KUDART NAHI RAKHTA HAI,,,KYA,, KI MAE ALLAH KE BAJAYE DUNIYA ME MUOJUD,, ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE LAG JAUU ARE O AKL KE ANDHO ALLAH TO IS BAAT PEBHI KUDART O TAKAT RAKHTA HAI,,NAA, KI MERE HAR KAAM KO DUNIYA ME MUOJUD RAHNE WALO SE PEHLE HI BANA DE, TO FIR DUNIYA ME MUOJUD ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK KAESE NAHI MANTE HO TUM LOG, KYUNKI TUMHARA TARJUMA HI YE HAI KI SIRF AUR SIRF ALLAH SE HI HAMKO JAB MADAD MANGNA HAI,TO YANI IS TARAH KE TARJUMA SE,, YAHI AKIDA MILTA HAI,, KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE BANDE KO BHI HAMKO MADAD KARNE KE LIYE NAHI PUKARNA HAI IS TARAH KE TARJUMA SE YAHI AKIDA MILTA HAI,,HAMKO,, FIR SE IS BAT PAR GUOR KARKE DEKHO TO ISILYE WO WALA TARJUMA SURAH FATIHAA KA KARNA HOGA JO UPAR LIKHA HAI KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI,, AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI, TUJHI SE MADAD MANGTE HAI, YE TARJUMA NAHI KARNA HAI,WAHA PE,, BALKI TERI HI MADAD CHAHTE HAI TERI HI MADAD CHAHTE HAI,, YE TARJUMA KARNE PE YAHI AKIDA QURAN PE FIT AATA HAI ISI SE SAMJHO KI SARI KI SARI MADAD HOGI ALLAH KI HI LEKIN NABI WALI AUR FARISHTO TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MILEGI, CHAHE KOI KISI BHI AALMIN SE HAMARI MADAD KARTA HO, WO HAKIKT ME MADAD ALLAH KIHI MADAD HOGI TO FIR TARJUMA SURAH FATIHAA KA KAESA KARNA CHAHIYE TUMKO SAMJH ME AAYA HAI YA ABHI BHI NAHI AAYA HAI JAWAB DEDO HAME ISKA INTAZAR RAHEGA AAPKI RAAY KA,, YANI ALLAH KI MADAD NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL SAKTI HAI, AUR SAB KI SAB MILNE WALI MADAD CHAHE IS AALME DUNIYA WALO SE MILE TOBHI, AUR AALME BARZAKH WALO KE ZARIYE SE MILE TO BHI US MADAD KO AUR IN SARI KI SARI MADAD KO SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD,,MAN,NA HAI,,HAMKO, YANI SARE AALAM WALO KE ZARIYE SE HAMKO JO BHI MADAD MILTI HAI USKO SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD MAN,NA CHAHIYE HAMKO YE HAI ASLI TUOHID, YE KYA BAAT HUYI KI DUNIYA WALO KI MADAD LENE,PE ISKO TUM LOG BANDO KI MADAD MANO,,KEHTE HO AUR AALME BARZKH WALE KI MADAD MILE,, TO USKO ALLAH KI MADAD,,MAN,NE SE HI, INKAR KAR DETE HO, ARE O AKLMNDO DONO JAHAN WALE ALLAH KE NEK BANDE ALLAH KI AATA SEHI HAMARI MADAD KARNE WALE HAI DONO JAHAN WALE KE PAAS ALLAH KI HI MADAD MUOJUD HAI, DONO JAHAN WALE SE LENE KE BAD BHI US MILNE WALI MADAD KO, ALLAH KI HI MADAD MAN,NA FARZ HAI,, HAM PE YE ASLI TUOHID,,HAI JAESE KI HAMARE AANKHO KE SAMNE DUNIYA KI ZINDGI JINE WALE NEK BANDO KO HAM KEHTE HAI, KI YA RASUL ALLAH HAMARI MADAD KARO, YA ALI HAMARI MADAD KARO, YA GUOSE PAAK HAMARI MADAD KARO, YA KHWAJA HAMARI MADAD KARO, AE FALA BIN FALA MERI MADAD KARO AB WO AGAR HAMARI KISIBHI TARAH SE MADAD KAR BHI DE, TOBHI ISKO ALLAH ki hi MADAD MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI, ISKO BANDO KI HAKIKI MADAD NAHI KAHA JATA HAI,,SHARIAT ME ISKO AATAII MADAD KARNA KAHA JATA HAI SHARIAT ME YE BAAAT MANTE HONA,TUM LOG ,, AB IN NEK BANDO KE DUNIYA ME MUOJUD HONE KI WAJAH SE, NABI WALI SE FARISHTO SE MILNE WALI MADAD KO,, TUM,LOG GAERULLAH KI MADAD KARAR DEKAR GUMARAH KYU HO JATE HO,,BE,,AKLMANDO O AKL KE ANDHO WOH DUNIYA WALO KI MADAD BHI ALLAH KI HI MADAD LENA WALA KAAM HAI, CHAHE TUM LOG US WAKT NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE BOLTE ZARUR HO,, LEKIN HAKIKAT ME TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE AAPKO JO BHI MADAD MIL RAHI HOTI HAI,, WO ANBIYA AUOLIYA FARISHTE JO BHI TUMKO MADAD KARTE HUYE DIKHAAII DETE HO,, WO HAKIKAT ME TUMKO ALLAH KI HI MADAD DE RAHE RAHE HOTE HAI, HALAKI US WAKT AAPNE KISI BANDE KI TARF AAPNE, HATH KO FAELAYA HUAA HOTA HAI, LEKIN UNKE PAAS SE BHI ALLAH KI HI MADAD PA RAHE HOTE HO TUM LOG JAESE KI HAZRTE ABU HURAERAH MERE NABI ALAEHISALAM KE PAASS SE ALLAH KI MADAD LENE KE LIYE,APNE DAMAN KO MERE NABI ALAEHSALAM KI BARGAAH ME APNE DONO HATHO KO FAELATE HAI, KI YA RASOOL ALAEHISALAM MAE YADAASHT KI KAMZORI,KI TAKLIF ME HUU, KI AAPKI HADISO KO BHUL JANE KI TAKLIF KO DUR KIJIYE, TO MERE NABI ALAEHSALAM NE FARMAYA THA KI,APNE HAATHO PE CHADAR FAELA KE LELE,, MAE ALLAH SE LEKE DETA HU TO FIR INHI HADISO KE ZARIYE SE SAMJHO KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL SAKTI HAI,, AUR ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI,, MUSA ALAEHSALAM KI MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI TO FIR AAGE KA AKIDA KYA KEHNA HAI TUMHE😢😢😢
@@MDYusuf-v3p Lo Qabro me Jane ke Baad bhi Al,, adbul mufrad ,,baab No 436 page No,,256 Hadis No 969 Bukhari ki Hadis hai wo LIKHNE me ye baate bhi likhte hai ki kya kare wo shaks jiska paaw paer suunn pad jaye,,,,, Imam BUKAHRI baab me ye Kyu Likha huaaa hai ki jab tumhari jism ki koi shay suunn pad jaye to phir hadis Late hai,,, Ki jab Abdullah bin umar Razialaahu taala anhu ka paaw sunn ho chuka tha,, To phir unhone ya muhmmadaaaa ki sadaaa Lagayi hai,, ye Hadis Kyu bhul gaye ho,, Aur Nabi wali ko Madad karne ke liye pukarna ye unse duaaye Karna Nahi hai,, Balki Madad mangna hai,,, ya RahmtuL LiL AALMIN Madad kijiye,, Aur duaa Ibadat ZARUR HAI Magar kab hai ye bhi to TUMKO PATA hona chahiye YANI jab Tum allah ki bargah me duaaye Karna chahre Ho tab wo amal duaaye Karna Ibadat kehlata hai,, Yani Allah se duaaye mangne ko ibadat kaha ja Raha,,hai,, Aur jab bande ko Madadgar manke unse madad LENA maksud hai,, to ye pukarna Ibadat Nahi hai,, Kyun Kyunki Abdullah ibne umar Razialaahu taala anhu ka jab paaw sunn ho chuka tha,, to unhone ya muhmmadaaaa ki sadaaa Lagayi hai,, Aur unka paaw thik ho gaya hai, Mushkil halat me Nabi wali se madad LENA ye SAHABA se SABIT HAI,,, Ab Abdulla ibne umar Razialaahu taala kya Nabi alaehisalam ki ibadat karne Wale hai kya jawab do ab,,,,ye SAHABA ka Amal muojud hai ki wo bhi madad Lete Hai,,, Ye IMAM bukhari ki Kitab me hadis hai,, AB bolo kya Sahaba ne Nabi alaehisalam ki madad Lekar shirk Kiya hai kya ,, Ki ANBIYA alaehisalam Ko MADADGAR manke unko pukarna SAHABA se sabit kar diya hai, Video purf dekho jawab mil jayega INSHA Allahu Rahman,, Video ka links chahiye to sawal karo uska jawab diya jayega ,, insha allah Rahman,,, murdo ko pukarne ki IJAZAT dekho FIR AAPKO ISKA JAWAB MIL JAYEGA INSHA ALLAHU AkBAR ARE o Aklmand ISA alaehisalam Ne kitne Qabro se murdo ko Nikal kar unko zinda Kiya hai,,, YANI unko Pukar kar kaha hai,,, kum bi,iznllaah YANI ae murde uuth ALLAH ke hukm se,,, Aur Allah ka shukr ada Kiya hai un murdo ne murde se zinde hoke Dusri dalil,,,, MUSA ALAEHISALAM NE PILI GAAY KE GOSHT KE TUKDE SE MURDA KO ZINDA KIYA HAI,,,,, AUR US MAARE GAYE SHAKS NE APNE KATIL KO PAKDNE ME DUNIYA WALO KI YANI MUSA ALAEHISALAM KI AUR UNKI KUOM KI MADAD KIYA HAI,,,,, MURDA HONE KE BAAD BHI MADAD KARNE KI TAKAT O KUDART MIL SAKTI HAI USKA SABUT ISI WAKIA ME BHI MUOJUD HAI,, AGAR TUM LOG GUOR KARO TO,,,,, Allah ke bando ko Allah Kya kya de sakta hai isko samjhna chahiye TUMHE,, AUR IBRAHIM ALAEHISALAM NE Murda parindo ko PUKARA THA,, APNI DILO ME ITMINAN LANE KE LIYE,,, TO PHIR WO MURDE PARINDE ZINDA HOKE IBRAHIM ALAEHISALAM KE SAMNE AAYE HAIN IBRAHIM KISKE LIYE PUKAR RAHE THE,,,,, MURDO KO APNE DIL ME ITMINAN LANE KE LIYE MURDO KO PUKARNA CHALU KIYA HAI,, UNHONE,,,,, AUR IBRAHIM ALAEHISALAM MURDO KO PUKARNE SE BHI MUSHRIKO MESE NAHI HUYE THE,,,, AUR PARINDO NE ALLAH KI SHAN BAYAN KIYE HAI MURDA PARINDO KO PUKARA THA,,, YANI Sirf MURDE KO PUKARNE SE SHIRK hota HAI TO Ibrahim alaehisalam ko BHI mushriko mese MANTE HO kya Tum Log jawab do iska mujhe,,, YANI isi se samjho ki MURDO KO PUKARNA jayaz bhi hai,,Aur Shirk bhi Nahi hota hai,,,, Kyun Kyunki ALLAH JISE CHAHTA HAI,,, SUNA DETA HAI,,, YAHI SE SABIT HAI,,,,, ki Allah jab MURDA PARINDO KO SUNA SAKTA HAI TO PHIR Nabi wali ko Nahi suna Sakta hai,,,kya,,,,, jawab do iska mujhe,,,,, Mae muntazir Hu ISLIYE HAM KEHTE HAI,,, ki Aamal ka daromadar Niyato pe hi hai ki kis Niyato ke sath MURDO KO PUKAR RAHA HAI,,,, Agar murdo ko bande manke unko Madad karne ke Liye pukar Raha hai,,, to phir ye Shirk Nahi hai,,,,, Kyun Kyunki Musa ALAEHISALAM KI KUOM Ne AEK MURDE KO KATIIL ka NAAM BATANE ke Liye pukara tha,,,, AUR IBRAHIM ALAEHISALAM NE BHI MURDE PARINDO KO PUKARA THA,,,,, ISLIYE AB SE jan Lo ki bando ko bande manke unko Madad karne ke LIYE PUKARNA JAYAZ KAM HAI HA MABUD KISI BANDE KO MANKE KISI BHI MAKHLUK KO khwAAh wo MURDA Ho YA ZINDA HO,,, ISI duniya me Rahta ho YA aalme barazkh me Rahta ho, USKO MABUD MANKE PUKARA HAI,,,TO PHIR AESA PUKARNE SE SHIRK HOTA HAI,, Ab isi mukddma se saf saf PATA chal gaya hai ki Niyato par aamal ka daromadar hai,,, Kyun Kyunki ALLAH KE ILAWA KOI BHI MABUD NAHI HAI,,, Aur ALLAH ke ILAWA kisi ko bhi mabud manke unko pukarna jayaz Nahi hai,,,,, Ye Sirf aur sirf Niyato ke sath me bando ko mabud manke unko Madad Karne ke Liye kahta to ye Shirk hota hai,,, YANI Niyato pe AAMAL ka daromadar hai,, Kyunki agar murdo ko pukarne bhar se Agar BANDA shirk KARNE WALO MESE HO JATA HAI,, TO PHIR MUSA ALAEHISALAM KI KUOM AUR MUSA ALAEHISALAM KO BHI MUSHRIKO MESE MANTE HO KYA,Tum Log Jawab do Iska mujhe,,,,mae muntazir Hu Isliye Hamara Akida sihaa sitta ki Hadis aur Qur'an se sabit hai ki Allah jise chahta hai apne bando ki madad karne ki ijazat de deta hai ,,, apne Nek bando mese jise chahta hai,,, Isko Shirk manke muslmano ko mushrik Kehna qiyamat ke din,Tumhe RUswaaaa KAREGAA,,hi KAREGAA,,,,,, Kyun Kyunki is ummat ko behtrin Ummat kaha hai Qur'an me Allah Ne Jo Khud hi bhalayi ke liye mehnat karti hai AUR dusro ko bhi gumarah hone se bachaya KARTI hai,,, ye isi ummat ko aap AB BHI mushriko mese MANTE HO kya jawab do iska mujhe AGAR YE IS UMMAT KO BHI ZYADA SE ZYADA SHIRK KARNE WALI MANTE HO To phir ye Shirk karke BHI PICHLI TAMMAM UMMTO SE YANI YE UMMAT Sabse behtrin Ummat kaha sabit ho Sakti hai ,,, jisme Bahut sare Log mushrik ban Gaye hai,to ,,,, ZYADA SE ZYADA SHIRK KARNE WALI UMMAT PICHLI TAMMAM UMMTO SE BEHTAR KAESE SABIT HAI jawab do iska mujhe,,mae muntazir Hu,,
اللہ تعالیٰ استاد محترم کو صحت ایمان والی لمبی زندگی عطا فرمائے آمین ثم آمین اور اللہ تعالیٰ انکے علم وعمل اضافہ فرمائے آمین ثم آمین
ماشاءاللہ بہت ہی عمدہ بیان
عاشق اور عشق تو ویسے ہی بازاری لفظ ہے
Mashalllah
Masha Allah excellent
❤❤❤ jzzakallh Allah pak quboal fermaey aameen ❤❤❤
Bilkul sch or shi haq or sch allah app ke hifazt farmya ameen summa ameen
یا اللہ مدد
سبحان اللہ
اللہ اکبر
ماشاءاللہ
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
ماشاءاللہ بہت خوب
وعلیکم السلام ورحمة الله وبركاته
Well said ❤
QURAN ME LIKHA KUCH AUR HAI
LEKIN AAP LOG
AAM LOGO KO BATA KUCH AUR RAHE HO
ALLAH KE
RASULO NABIYO FARISHTO AUR ALLAH KE WALIYO KI MADAD BHI,
AUR IN SABSE MILNE WALI MADAD BHI
YE SAB KI SAB HAKIKAT ME MERE ALLAH KI HI MADAD HOTI HAI,,,
KYUN KYUNKI ALLAH KHUD QURAN ME YE KEHTA HAI
KI AE IMAN WALO AAPS ME AEK DUSRO KI TUM BHI,,MADAD KARO,,,
LEKIN JAB TUMHARI AAPS ME AEK DUSRE KI MADAD IN MUOJZO KARAMTO BARKTO KE ZARIYE SE HO JAYE,,
TO FIR YE UNSE MILNE WALI MADAD KO BHI ALLAH KI HI MADAD MANO,,,,
KYUN KYUNKI ALLAH KE NABIYO RASOOLO WALIYO KO
MUOJZE KARAMTE BARKTE KISNE DIYA HUAA HAI,,,
AAP KAHOGE KI ALLAH NE HI DIYA HUAA HAI
TO FIR TUM YE KAESE KEHTE HO KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE LENA
SHIRK HAI,,
ABE O AKL KE ANDHO
TU YE MANTA BHI HAI
KI ALLAH NE INKO MUOJZE KARAMTE BARKTE DIYA HUAA HAI
FIR UNKE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD LENE SE SHIRK KAESE HO
GAYA BE JAHILO
BATAO ZARA MUJHE,
HAI KOI ISKA TUMHARE PAAS JAWAB
NAHI HAI
TO FIR TUMHARE SAMJH ME YE KYUN NAHI AATA HAI
KI ALLAH NE HI KHUD APNE NEK BANDO KO
AEK DUSRE KI MADAD KARNE KE LIYE,HI
UNKO,IKHTIYAR DIYA
HUAA HAI
KI AE MERE PAAS SE MERI MADAD SE MUOJZE
KARAMTE BARKTE
PANE WALO
AE NABIYO RASOOLO
WALIYO,,
TUM BHI MERE KAMZOR BANDO KI AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KIYA KARO
LEKIN JAB TUMSE KOI MUOJZA KARAMTE AUR BARKTE ZAHIR HO JAYE,,
TO AB IS MILNE WALI MADAD KO BHI,YE KAHO,
KI YEBHI ALLAH NE HI HAME APNI MADAD KO BHEJ DIYA HAI,,
IN NEK BANDO YANI KE NABI WALI FARISHTO KE ZARIYE SE
HAMKO,ALLAH NE DE DIYA,HAI,
YAHI MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI,
JAESE KI SAFA W MARWA KE PAHADO PE JAB PINE KA PANI NAHI MILA THA,,
TO WAHA PE
HAJRA RAZIALLAHU TALA
ANHA NE
HAZRTE
JIBRAIIL ALAEHSALAM KO MADAD KARNE KE LIYE WAHA PE
PUKARA HAI,,
AUR JIBRAIIL ALAEHSALAM NE
FIR KAHA SE UNKO
ZAM ZAM KA PANI NIKAAL KE DE DIYA HAI
YE AAPKO BHI PATA HAI,
YE BATE SAHI BUKHARI KI HADIS SE SABIT HAI
AUR QURAN ME BHI
AEK BANDE KO DUR,DUR TAK MADAD KARNE KI TAKAT O KUDART HONE KA AKIDA MUOJUD HAI,
KI YAKUB ALAEHSALAM KO ANKHO KI ROSHNI ME MADAD KIYE THE,
YUSUF ALAEHSALAM NE
AUR
SULAEMAN ALAEHSALAM KE ZARIYE SE SAMJHO
KI DUR DUR SE
TAKHTE BILKIS JAB LAKE DENE KE LIYE
DARBAR KE BANDO KO MADAD KARO KAHA,HAI WAHA,,SE DUR TAK,,
TO SULAEMAN ALAEHSALAM KEHTE HAI
KI YE TO MERE RAB KE FAZAL SE HAI,
KI MAE SHUKR GUZAR BANU
YANI TAKHTE BILKIS LAKE DENE WALE KO HI
HAKIKI MADADGAR NAHI KAHA HAI
SULAEMAN ALAEHSALAM NE,
BALKI ALLAH KA FAZAL KAHA HAI US BANDE KI MADAD KARNE KOBHI
AUR KHOLKAR SAMJHNE KE LIYE
SURAH FATIHAA ME TUM GUOR KARO,
TAKI HAQ BAAT TUMKO BHI SAMJH ME AAYEGI
IS CAMENT ME GUOR KARO
KI NEK BANDO SE MADAD LENE BHAR SE HI SHIRK NAHI HOTA HAI,
ISI KA KHULASA SURAH FATIHAA AAYAT NO 4 ME MUOJUD HAI,
BHAGNA MAT AB BHGUODE KI TARAH SE
HAQ BAAT SAMJH ME AANE KE BAD BHI
SURAH FATIHAA AAYT NO 4 ME,ALLAH NE YE KAB KAHA HAI
KI SIRF AUR SIRF MUJHI SE HI MADAD MANGO,
YE TARJUMA BANTA HI NAHI HAI IS AAYAT ME
IS AAYT KA TARJUMA IS TARAH SE,KARNA
CHAHIYE
KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI
KYU KYUKI ALLAH NE DUSRI JAGAH PE
SURAH FATIHAA KI TASHRIH KARTE HUYE QUR'AN ME BATAYA HAI
KI NAMAZ AUR SABAR SE MADAD CHAHO,,,
YANI ALLAH KI MADAD PANE KE LIYE
NAMAZ PADHO AUR MUSHKIL HALAAT ME SBAR KARO
AUR SABR AUR NAMAZ KE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD CHAHO
TO TARJUMA
SURAH FATIHAA ME IS TARAH SE LIKHO
KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
AUR
TERI HI
TERI HI
TERI HI
MADAD CHAHTE HAI,
AB TERI HI MADAD CHAHNA
YE AGAR IS AAYAT KA TARJUMA KIYA JAYE
TO IS TARJUMA KI WAJAH SE
TAMMAM,
NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KI BHI MADAD LENE KI IJAZAT MIL JATI HAI,
IS TARAH KA TARJUMA KIYA JAYE TO
KYU, KYUKI ALLAH NE QUR'AN ME BAYAN KIYA HUAA HAI
KI BADR WALE DIN HAMNE FARISHTO KO BHEJA THA,,
AUR HAMNE,TUMHARI MADAD,,KIYA THA,
JIS DIN TUM LOG TADAD ME KAM THE,
TO FIR ISI AAYTO SE SAMJHO KI FARISHTO KO BHEJ KAR BHI
ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI HAI,
YANI ALLAH KE,GAEBI
BANDO KE ZARIYE SEBHI HAMKO ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI RAHTI HAI
TO FIR ISI SE SAMJHO KI MADAD ALLAH HI KI HAI,
LEKIN USKE BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL RAHI HAI,
YE QUR'AN AUR SAHI HADISO SE SABIT HAI,
ISI KE ZARIYE SE SAMJHO KI MADAD KARNE KE LIYE BHLE HI FARISHTE AAYE THE,
LEKIN ALLAH NE US MADAD KO APNI HI MADAD KARNE KI BATE KAHI HAI
UN AAYTO KO NAZIL KARKE
ALLAH HAME YE AAYTE DIKHA DIKHAA KAR
BATA RAHA HAI
KI WO GAEBI FARISHTO KO BHI MERI HI MADAD MANO,
KYUN KYUNKI ALLAH KE HUKM KE BAEGER KOI FARISHTO KO
DAYREKT FAESLE KARNE KI IJAZAT NAHI HAI,
KI WO KHUD SE JANG ME UTAR AAYE,
YE QURAN ME ALLAH NE HAMKO KHUD
BATAYA HAI
AUR AGAR TUM LOG SURAH FATIHAA AAYT,,
NO,,4,,KA TARJUMA YE KAROGE
KI AE ALLAH
HAM SIRF AUR SIRF TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,
TO,,FIR IS TARAH KA TARJUMA KARNE SE
HAMKO ZAMIN PE, CHALTE FIRTE
NABI WALI FARISHTO
AUR TAMMAM NEK BANDO SE MADAD MANGNE ME,,
HAMARE DIL ME,
HAME YE KHYAAL
AATA HAI,
KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM
NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE PUKARANA HAI,,
YA SIRF AUR SIRF ALLAH KO HI ZAMIN PE BHI MADAD KARNE KE LIYE PUKARNA HAI,
YANI DUNIYA WALO SE,,BHI KYA MADAD LENE KI IJAZAT NAHI HAI,,HAMKO,
IS BAAT KA SHUBHA PAEDA HOTA HAI
US TARJUMA SE
KI MERE SAMNE MERE NABI WALI SE TO
ZYADA TAKAT O KUDART
MERE ALLAH KO HI HAI,
TO KYU NAHI MAE SAMNE MUOJUD NABI WALI SE MADAD LENE KE BAJAYE,
SIRF AUR SIRF ALLAH HI SE MADAD MANGU,
JAESE KI IBRAHIM ALAEHISALAM NE
AAG ME JANE SE PEHLE RAB KI MADAD CHAHI THI
YANI ALLAH ZAMIN PE CHALTE FIRTE NEK BANDO SE ZYADA TAKAT O KUDART NAHI RAKHTA HAI,,,KYA,,
KI MAE ALLAH KE BAJAYE
DUNIYA ME MUOJUD,,
ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE LAG JAUU
ARE O AKL KE ANDHO
ALLAH TO IS BAAT PEBHI KUDART O TAKAT RAKHTA HAI,,NAA,
KI MERE HAR KAAM KO DUNIYA ME MUOJUD RAHNE WALO SE
PEHLE HI BANA DE,
TO FIR DUNIYA ME MUOJUD ALLAH KE
NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK KAESE NAHI MANTE HO TUM LOG,
KYUNKI TUMHARA TARJUMA HI YE HAI
KI SIRF AUR SIRF ALLAH SE HI HAMKO JAB MADAD MANGNA HAI,TO
YANI IS TARAH KE
TARJUMA SE,,
YAHI AKIDA MILTA HAI,,
KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE BANDE KO BHI HAMKO MADAD KARNE KE LIYE NAHI PUKARNA HAI
IS TARAH KE
TARJUMA SE
YAHI AKIDA MILTA HAI,,HAMKO,,
FIR SE IS BAT PAR GUOR KARKE DEKHO TO
ISILYE WO WALA TARJUMA SURAH FATIHAA KA KARNA HOGA
JO UPAR LIKHA HAI
KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI,,
AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI,
TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,
YE TARJUMA NAHI
KARNA HAI,WAHA PE,,
BALKI TERI HI MADAD CHAHTE HAI TERI HI
MADAD CHAHTE HAI,,
YE TARJUMA KARNE PE YAHI AKIDA QURAN PE
FIT AATA HAI
ISI SE SAMJHO KI SARI KI SARI MADAD HOGI ALLAH KI HI
LEKIN NABI WALI AUR FARISHTO TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MILEGI,
CHAHE KOI KISI BHI AALMIN SE HAMARI MADAD KARTA HO,
WO HAKIKT ME MADAD ALLAH KIHI MADAD HOGI
TO FIR TARJUMA
SURAH FATIHAA KA KAESA KARNA
CHAHIYE TUMKO
SAMJH ME AAYA HAI YA ABHI BHI NAHI AAYA HAI
JAWAB DEDO HAME ISKA
INTAZAR RAHEGA
AAPKI RAAY KA,,
YANI ALLAH KI MADAD NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL
SAKTI HAI,
AUR SAB KI SAB MILNE WALI MADAD CHAHE IS AALME DUNIYA WALO SE MILE TOBHI,
AUR AALME BARZAKH WALO KE ZARIYE SE
MILE TO BHI
US MADAD KO AUR
IN SARI KI SARI MADAD KO
SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD,,MAN,NA HAI,,HAMKO,
YANI SARE AALAM WALO KE ZARIYE SE HAMKO
JO BHI MADAD MILTI HAI
USKO SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD MAN,NA CHAHIYE HAMKO
YE HAI ASLI TUOHID,
YE KYA BAAT HUYI KI DUNIYA WALO KI MADAD LENE,PE ISKO TUM LOG BANDO KI MADAD MANO,,KEHTE HO
AUR AALME BARZKH WALE KI MADAD MILE,,
TO USKO ALLAH KI MADAD,,MAN,NE SE HI, INKAR KAR DETE HO,
ARE O AKLMNDO
DONO JAHAN WALE
ALLAH KE NEK BANDE
ALLAH KI AATA SEHI HAMARI MADAD KARNE WALE HAI
DONO JAHAN WALE KE PAAS ALLAH KI HI MADAD MUOJUD HAI,
DONO JAHAN WALE SE LENE KE BAD BHI US MILNE WALI MADAD KO,
ALLAH KI HI MADAD MAN,NA FARZ HAI,,
HAM PE
YE ASLI TUOHID,,HAI
JAESE KI HAMARE AANKHO KE SAMNE DUNIYA KI ZINDGI JINE WALE NEK BANDO KO HAM KEHTE HAI,
KI YA RASUL ALLAH
HAMARI MADAD KARO,
YA ALI HAMARI
MADAD KARO,
YA GUOSE PAAK
HAMARI MADAD KARO,
YA KHWAJA HAMARI MADAD KARO,
AE FALA BIN FALA
MERI MADAD KARO
AB WO AGAR HAMARI KISIBHI TARAH SE MADAD KAR BHI DE,
TOBHI ISKO ALLAH ki hi MADAD MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI,
ISKO BANDO KI HAKIKI MADAD NAHI KAHA
JATA HAI,,SHARIAT ME
ISKO AATAII MADAD KARNA KAHA JATA HAI
SHARIAT ME
YE BAAAT MANTE HONA,TUM LOG
,,
AB IN NEK BANDO KE DUNIYA ME MUOJUD HONE KI WAJAH SE,
NABI WALI SE FARISHTO SE MILNE WALI MADAD KO,,
TUM,LOG GAERULLAH KI MADAD KARAR DEKAR GUMARAH KYU HO
JATE HO,,BE,,AKLMANDO
O AKL KE ANDHO
WOH DUNIYA WALO KI MADAD BHI ALLAH KI HI MADAD LENA WALA KAAM HAI,
CHAHE TUM LOG US WAKT NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE BOLTE ZARUR HO,,
LEKIN HAKIKAT ME TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE AAPKO
JO BHI MADAD MIL RAHI HOTI HAI,,
WO ANBIYA AUOLIYA FARISHTE JO BHI
TUMKO MADAD KARTE HUYE DIKHAAII DETE HO,,
WO HAKIKAT ME TUMKO ALLAH KI HI MADAD DE RAHE RAHE HOTE HAI,
HALAKI US WAKT AAPNE KISI BANDE KI TARF AAPNE, HATH KO FAELAYA HUAA
HOTA HAI,
LEKIN UNKE PAAS SE BHI ALLAH KI HI MADAD PA RAHE HOTE HO TUM LOG
JAESE KI HAZRTE
ABU HURAERAH MERE
NABI ALAEHISALAM KE PAASS SE
ALLAH KI MADAD LENE KE LIYE,APNE DAMAN KO
MERE NABI ALAEHSALAM KI BARGAAH ME
APNE DONO HATHO KO FAELATE HAI,
KI YA RASOOL ALAEHISALAM MAE YADAASHT KI KAMZORI,KI
TAKLIF ME HUU,
KI AAPKI HADISO KO BHUL JANE KI TAKLIF KO DUR KIJIYE,
TO MERE NABI ALAEHSALAM NE FARMAYA THA
KI,APNE HAATHO PE CHADAR FAELA KE LELE,,
MAE ALLAH SE LEKE DETA HU
TO FIR INHI HADISO KE ZARIYE SE SAMJHO
KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI
MIL SAKTI HAI,,
AUR ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI,,
MUSA ALAEHSALAM KI MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI TO FIR AAGE KA AKIDA KYA KEHNA HAI TUMHE😢😢😢
Tumhi batado quranme kya likha hai
@@MDYusuf-v3p
Lo Qabro me Jane ke Baad bhi
Al,, adbul mufrad ,,baab No 436 page No,,256 Hadis No 969
Bukhari ki Hadis hai wo LIKHNE me ye baate bhi likhte hai ki kya kare wo shaks jiska paaw paer suunn pad jaye,,,,,
Imam BUKAHRI baab me ye Kyu Likha huaaa hai ki jab tumhari jism ki koi shay suunn pad jaye to phir hadis Late hai,,,
Ki jab Abdullah bin umar Razialaahu taala anhu ka paaw sunn ho chuka tha,,
To phir unhone
ya muhmmadaaaa ki sadaaa Lagayi hai,,
ye Hadis Kyu bhul gaye ho,,
Aur Nabi wali ko Madad karne ke liye pukarna ye unse duaaye Karna Nahi hai,,
Balki Madad mangna hai,,,
ya RahmtuL LiL AALMIN Madad kijiye,,
Aur duaa Ibadat ZARUR HAI
Magar kab hai ye bhi to TUMKO PATA hona chahiye
YANI jab Tum allah ki bargah me duaaye Karna chahre Ho
tab wo amal duaaye Karna
Ibadat kehlata hai,,
Yani Allah se duaaye mangne ko
ibadat kaha ja Raha,,hai,,
Aur jab bande ko Madadgar manke unse madad LENA maksud hai,,
to ye pukarna Ibadat Nahi hai,,
Kyun Kyunki Abdullah ibne umar Razialaahu taala anhu ka jab paaw sunn ho chuka tha,,
to unhone ya muhmmadaaaa ki sadaaa Lagayi hai,,
Aur unka paaw thik ho gaya hai,
Mushkil halat me Nabi wali se madad LENA ye SAHABA se SABIT HAI,,,
Ab Abdulla ibne umar Razialaahu taala kya
Nabi alaehisalam ki ibadat karne Wale hai kya jawab do ab,,,,ye SAHABA ka Amal muojud hai ki wo bhi madad Lete Hai,,,
Ye IMAM bukhari ki Kitab me hadis hai,,
AB bolo kya Sahaba ne
Nabi alaehisalam ki madad Lekar
shirk Kiya hai kya ,,
Ki ANBIYA alaehisalam Ko MADADGAR manke unko pukarna SAHABA se
sabit kar diya hai,
Video purf dekho jawab mil jayega
INSHA Allahu Rahman,,
Video ka links chahiye
to sawal karo uska jawab diya jayega ,,
insha allah Rahman,,,
murdo ko pukarne ki IJAZAT dekho FIR AAPKO ISKA
JAWAB MIL JAYEGA INSHA ALLAHU AkBAR
ARE o Aklmand ISA alaehisalam Ne kitne Qabro se murdo ko Nikal kar unko zinda Kiya hai,,,
YANI unko Pukar kar kaha hai,,,
kum bi,iznllaah
YANI ae murde uuth ALLAH ke hukm se,,,
Aur Allah ka shukr ada Kiya hai
un murdo ne murde se zinde hoke
Dusri dalil,,,,
MUSA ALAEHISALAM NE PILI GAAY KE GOSHT KE TUKDE SE MURDA KO ZINDA KIYA HAI,,,,,
AUR US MAARE GAYE SHAKS NE APNE KATIL KO PAKDNE ME DUNIYA WALO KI YANI MUSA ALAEHISALAM KI AUR UNKI KUOM KI MADAD KIYA HAI,,,,,
MURDA HONE KE BAAD BHI MADAD KARNE KI TAKAT O KUDART MIL SAKTI HAI USKA SABUT ISI WAKIA ME BHI MUOJUD HAI,,
AGAR TUM LOG GUOR KARO TO,,,,,
Allah ke bando ko Allah Kya kya
de sakta hai isko samjhna chahiye TUMHE,,
AUR IBRAHIM ALAEHISALAM NE
Murda parindo ko PUKARA THA,,
APNI DILO ME ITMINAN LANE KE LIYE,,,
TO PHIR WO MURDE PARINDE ZINDA HOKE IBRAHIM ALAEHISALAM KE SAMNE AAYE HAIN
IBRAHIM KISKE LIYE PUKAR RAHE THE,,,,,
MURDO KO APNE DIL ME ITMINAN LANE KE LIYE MURDO KO PUKARNA CHALU KIYA HAI,, UNHONE,,,,,
AUR IBRAHIM ALAEHISALAM MURDO KO PUKARNE SE BHI MUSHRIKO MESE NAHI HUYE THE,,,,
AUR PARINDO NE ALLAH KI SHAN BAYAN KIYE HAI
MURDA PARINDO KO PUKARA THA,,,
YANI Sirf MURDE KO PUKARNE SE SHIRK hota HAI
TO Ibrahim alaehisalam ko BHI
mushriko mese MANTE HO kya
Tum Log
jawab do iska mujhe,,,
YANI isi se samjho ki MURDO KO PUKARNA jayaz bhi hai,,Aur Shirk bhi Nahi hota hai,,,,
Kyun Kyunki ALLAH
JISE CHAHTA HAI,,, SUNA DETA HAI,,,
YAHI SE SABIT HAI,,,,,
ki Allah jab MURDA PARINDO KO SUNA SAKTA HAI TO PHIR
Nabi wali ko Nahi suna Sakta hai,,,kya,,,,,
jawab do iska mujhe,,,,, Mae muntazir Hu
ISLIYE HAM KEHTE HAI,,,
ki Aamal ka daromadar Niyato pe hi hai
ki kis Niyato ke sath MURDO KO
PUKAR RAHA HAI,,,,
Agar murdo ko bande manke unko Madad karne ke Liye pukar Raha hai,,,
to phir ye Shirk Nahi hai,,,,,
Kyun Kyunki Musa ALAEHISALAM KI KUOM Ne AEK MURDE KO KATIIL ka NAAM BATANE ke Liye pukara tha,,,,
AUR IBRAHIM ALAEHISALAM NE BHI MURDE PARINDO KO PUKARA THA,,,,,
ISLIYE AB SE jan Lo ki bando ko bande manke unko Madad karne ke LIYE PUKARNA JAYAZ KAM HAI
HA MABUD KISI BANDE KO MANKE KISI BHI MAKHLUK KO khwAAh wo MURDA Ho YA ZINDA HO,,,
ISI duniya me Rahta ho
YA aalme barazkh me Rahta ho,
USKO MABUD MANKE PUKARA HAI,,,TO PHIR AESA PUKARNE SE SHIRK HOTA HAI,,
Ab isi mukddma se saf saf PATA chal gaya hai ki Niyato par aamal ka daromadar hai,,,
Kyun Kyunki ALLAH KE ILAWA KOI BHI MABUD NAHI HAI,,,
Aur ALLAH ke ILAWA kisi ko bhi mabud manke unko pukarna jayaz Nahi hai,,,,,
Ye Sirf aur sirf Niyato ke sath me bando ko
mabud manke unko Madad Karne ke Liye kahta to ye Shirk hota hai,,,
YANI Niyato pe AAMAL ka daromadar hai,,
Kyunki agar murdo ko pukarne bhar se
Agar BANDA shirk KARNE WALO MESE HO JATA HAI,,
TO PHIR MUSA ALAEHISALAM KI
KUOM AUR MUSA ALAEHISALAM KO BHI MUSHRIKO MESE MANTE HO KYA,Tum Log
Jawab do Iska mujhe,,,,mae muntazir Hu
Isliye Hamara Akida sihaa sitta ki
Hadis aur Qur'an se sabit hai
ki Allah jise chahta hai apne bando ki madad karne ki ijazat de deta hai ,,,
apne Nek bando mese jise chahta hai,,,
Isko Shirk manke muslmano ko mushrik Kehna qiyamat ke din,Tumhe RUswaaaa
KAREGAA,,hi KAREGAA,,,,,,
Kyun Kyunki is ummat ko behtrin Ummat kaha hai Qur'an me Allah Ne
Jo Khud hi bhalayi ke liye mehnat karti hai AUR dusro ko bhi gumarah hone se bachaya KARTI hai,,,
ye isi ummat ko aap AB BHI mushriko mese MANTE HO kya jawab do iska mujhe
AGAR YE IS UMMAT KO BHI
ZYADA SE ZYADA SHIRK KARNE
WALI MANTE HO
To phir ye Shirk karke BHI
PICHLI TAMMAM UMMTO SE YANI YE UMMAT Sabse behtrin Ummat kaha sabit ho Sakti hai ,,,
jisme Bahut sare Log mushrik ban
Gaye hai,to ,,,, ZYADA SE ZYADA SHIRK KARNE WALI UMMAT PICHLI TAMMAM UMMTO SE BEHTAR KAESE SABIT HAI
jawab do iska mujhe,,mae muntazir Hu,,
@@MDYusuf-v3p upar DEKHO NAAA
جناب آپ کی پوری تقریر کا موضوع لفظ میلاد کے خلاف ہے مگر آ پ نے اس میں سورت صف کی آیت نمبر 6۔ کا ذکر نہیں کیا ے
Hazar ne koe tuk dali towards Michael hoghaya tha Tom kar ke dikhu ghadhe jhil hu backwash karte hu😂