Lot of work still good because you don’t have to do the neck I fix my daughters ready made outfits this way I am weak at making necks so I do not mind buying ready made and fixing them Todd who are good at making g necks then just stitch your own from fabric
Redimade suit me pura ka pura phir se cutting phir silayi kya faida isse accha kapde lekar silwalo redimade suit aise hi accha lagta uska apna hi alag luk hota hai thoda fitig karne ke liye dono bazoo se hip tak aur suit me tiken de Den ek dam mast aur asan bhi bhai ham to aise hi karte hain redimade redimade hi rahne do kaode 😅😅😅
Hai hai to accha magar Etna time kha h yha to liya aur fir Kiya pahana (ese accha to telar se kapda lekar silva le kya matalab bani bani kurti ko fir se kholkr fit kro
Aapane bahut acchi tarah samjha ek bar mein hi samajh a Gaya
readymade toh naam ka hi h again restitching hui h thank u sir
Bhut acche tareke se aap ne bataya sir thank you so much❤❤❤❤❤❤
Thanks very nice information thanks sir good work thanks
Sir great explanation...🙏
बहुत बढ़िया 💟
बहुत अच्छी तरह बताया आपने
Thank you.. mujhe kuch samajh nahi aa raha tha ab koshish karungi...maine kabhi silai sikhi nahi.
Apka samjhanay ka tarika bahot accha laga sir ji.🙏
You are best the best tailor master
Etni mehnt karne se acha h kapda lekar hi silva le
बहुत अच्छा
Happy teacher day sir💐💐💐
very knowledgeable video hoti hai aap kee thank you sir
Sir baju ka kya kre.....uska mundha to km hoga kmeej ke mudhe se pura ni hota
Thanks bhaiya ji aap bahut badhiya tarika se samjhate hai
Nice method
Informative video ,easy explanation 👍
App bohot asani se sikha te ho sab 💪💪💪💪💪
Dhanyawaad, bhut hi achhe tarike se samzhaya hai
Robin ji Thank you so much for this explanation
Thank you so much sir nice video ❤❤❤😊😊😊
Good 👍 mai bhi sem yaisi hi karti hu
Sir measurements batane ke liye thank you
Super idea sir
Very helpful video thsnks sir
Sar bahut achcha
Aapne bahut achhe samjhaya ❤❤❤ thank you sir
Bahot Sundar bataya hai apne yqx
Very good sir
अगर सोलडर बडा हो तो
Kya pocket bhi lagti h
Good job ❤❤thanku mujhe toh pataa tha firr bhi maine aapki yeh video dekhi.
Nice method 😊
Ohh like this we can fit kurta
Very good
Great 👍
Nyc
जब काटकर ही फिंटिंग बनानी है तो रेडिमेड लेना ही क्यों । , सीधे टेलर से ही सिलाओ ।🙏🙏🙏🙏
Main bhi aise hi Karti hun
Very nice 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Nice video sir
Jai Tulci mata🙏🙏
👌👌👌👏👏👏👏💯
Suuuuuuuupr.sir
Agar shoulder bada hai toh armholes bade ho jatey hai.
Adteen ka armround Kam padta hai. Tab kaise adjust kartey hai app
Thank you uncle 😊❤
Excellent
Ache se samjahaya apne
Sholder bade he to cut kar sakte hai
Pls answer
Gla bda ho,solder dhlahua ho uskibhi fitting btae.thank U.
सही है
Lot of work still good because you don’t have to do the neck
I fix my daughters ready made outfits this way
I am weak at making necks so I do not mind buying ready made and fixing them
Todd who are good at making g necks then just stitch your own from fabric
Kya purane peticot se plazo ban sakta h?
Main isiliye hi readymade kurti leti nhi mahnet bahot krni padti h 😂, suit leke hi sil lena itni der mein to ❤
Sahi kaha sis
Maine 20 pieces readymade Kurtis li hai aur saari badi hai. Lekar phas gayi. Ab biso kurtiyo KO alter karna padega.
Mere sath b yahi problem h jada patala hona b thik nhi
Shi h sis.
Shi baat boli ab se main bi nhi lungi readymade kurti
Bhai agar kurti badi size ki ho to uska size Chhota karna hai to armhole ko kaise Chhota kare
Sir prince cut blouse ki cutting dhikho
Very nice
Agar chota ho toh bada kaise karen
Pura hi fir se bn gya
तीरा का नाप nhi kiya
Me to andaze se hi fitting laga leti hu 😊😊😊
Kamar ke nicheke front our back side Jo open hi use side kise jode ? Ye aap be dikhaya Nani
Udhar fold Alta hi Bo kise nikale
Nice
Online course ka charge kitna h
Redimade suit me pura ka pura phir se cutting phir silayi kya faida isse accha kapde lekar silwalo redimade suit aise hi accha lagta uska apna hi alag luk hota hai thoda fitig karne ke liye dono bazoo se hip tak aur suit me tiken de Den ek dam mast aur asan bhi bhai ham to aise hi karte hain redimade redimade hi rahne do kaode 😅😅😅
Thank you so much bhaiya
Ready-made kurte jinki bagal bahot badi hoti hai and gala ki chowder nhi badi hoti hai. unki fitting g kaise katen
Rlbin bhai redimet salwar bhi tait ho jati hai uski bhi fitting bataye
Agar tight ho rae ho to
Sir app konsai mobile s video bnatai ho
Sir mujhhe Silna to rhoda aata h par kapra kante me dar lagta h ki kharab n ho jaye
Jyada ter solder hi bda hota he usko kese thik kre e btaie
जय श्रीराम
Sir,,meri kurti ki baju stitching k baad bich mein se khuli rehti h,,fitting kese kre bich ki
Veer ji full ghere Wala sharara daso
Redimade aaliaa kat kurti ki fiting kese kre
ए लाइन कुरती बीच में से ओपन मतलब बटन वाली है व जेब भी है नीचे से घेर ज्यादा है उसे कैसे फीट करें
Sar hamen yah bataiye ki suit sila hai usmein aasteen ki fitting hai lekin sine ki fitting kaise karen
Sir Agar shoulder chota ho to kaise alteration karna hai please batao
Sir ban neck wali kurti ka teera kaise sahi kaise karen
Teera bahut bada aata hai readymade kurti me or agar is tarike se cutting karne banaye to baju ka armhole chhota ho jata hai
Hi, robbin sir
👍👍
Sir ki long ferok wale suit ki fitting kase kr
Iski cutting kaise ki y to dikhaya hi nhi aapne
Hai hai to accha magar Etna time kha h yha to liya aur fir Kiya pahana (ese accha to telar se kapda lekar silva le kya matalab bani bani kurti ko fir se kholkr fit kro
Itni fitting ka kitna charge lena chahiye.
Sir agar hip 19 hay to gera 20 ksy
Naira cut suit ka fitting bataiye
Sir apka address kaha h ,,aap online course karaate h kya toh plzz reply kar dijiyega
Sir kapra bhout hi kara ho gaya par said me kapra nahi hai kaya karu ?
Ty ty ty😊😊😊
What about long tiras.
Mara suit ka neck big hai kya karna padega
Thank you so much
Austin fitting hai lekin sine ki fitting kaise vah Bata dijiye sar please
Las Patti ko dobara fitt kaisey kry
👍
Aapki shop kaha hai, aap alteration karte ho? Please
agr puri kurti fitting ki h sirf pet pr tite h aor side me margin bhi nhi h tab kese theek kre kurti
Kitne paise loge silai sikhane k