सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी है बस कुछ और भी पूछना था :- 1 यदि कोई महिला शिक्षक जब नोकरी ज्वाइन करती है और उसके ज्वाइन करने से पहले ही 2 जीवित बच्चे है तो क्या वो मिसकैरिज लीव ले सकती है ?? यदि हां तो इसके लिए महिला की उम्र का बंधन है ??
Sir mne gov bank me 26 June 2023 ko report krke 27 June 2023 ko branch me attendance lgayi or maternity application di but ab wo central office se mna kr rhe hain ki nhi milega Paisa plz plz plz suggest me some rules that I can show them
Sir अगर हाई रिस्क pregnancy के कारण 1st month से ही मेडिकल ले लिया हो तो 8 या 9 month होने पर बिना जॉइन किए घर से maternity leave के लिए apply कर सकते है क्या please batayge
सर, अगर मातृत्व अवकाश के बीच में किसी महिला कार्मिक का स्थानांतरण दूसरे कार्यस्थल पर होता है तो उसका मातृत्व अवकाश जारी रहेगा या नहीं, वो ज्वाइन करेगी या nhi।।। कृपया मार्गदर्शन करें
Sir m meternity leave PR hu our meri bitiya Janam ke turant bad khatam ho gayi h mai kya pori 6 mah ki chutti Ghar PR kat sakati hu our kya ye meri chutti jodi jayengi ya fr nhi mai up police m hu
Sir mera 4th month me abortion hua h or mene usi k liye 45 days wala jo leave hota h uske liye he unfit or form no 1 jisme likha tha arjit avkash hetu avedan patra or braket me English me likha tha form of application for leave toh ye form galat hoga kya ya maternity leave ka form kehlayega ye?? Or iske sath mene form no 3 unfit wala bhi diya h jo ki mere headmaster ne maanga tha.Apka contact no mil skta h kya please mere headmaster mujhe bahut pareshan kar rahe hain.. please help me its urgent.
sir,yadi mahia kermchari dwara prasuti awkadh me jaane se purv saksham adhikari dwara awkadh swikrit nahi Kiya Gaya to vetan ahrit Kiya jayega athwa nahi.spasht kerne ki kripa karen.
Hello sir ,Mai maternity leave ke baad office join nahi Kar payi jiske vajah se mujhe maternity leave ke koi benefits nahi diya gaya . Ye rule sahi hai ya galat please reply...please reply
Sir Je Pranam Me ak Sveda Swasthya karmi Hu Mare Abke bar 3 Baby he Kya me maternity leave le sakte hu ak bar 2018 Mematetnity Leave le chuki hu please Sir Btay
Sir,, mai meternity leaves pr hu, lekin transfer k wajah se dusre district mai beech mai join kiya,,toh school allotment tk regular working day rhe jisme meri 40 days ki leaves kharab hui,,, kya school joining k baad extension milega???
Sir probation period m ML kitne din ki milti h.... Mene khi pda tha ki probation period m kuch fix din job. Krni padti h Meri due date 9 Dec. H or abhi reet m mera selection ho rha h ..... Joining ka kuch idea nhi h September tk bhi ho skti h .... Btaye ki ML Milne se phle kitne din ki job. Krni padti h
Sir probation period me maternity leave lene pr permanent hone k liye leave khatm hone k baad hoga kya. Meri wife ki abi maternity leave chal rhi h or probation period pura ho gya h ab wo bol rhe ki permanent confirmation, leave puri hone pr hi hoga.agr aesa h to kya Arie milegaa ya nhi kripa kr k margdarshan kre 🙏
सर मेरी वाइफ अनुदेशक के पद पर कार्यरत है और और पहले बच्चे के समय हमने कोई भी मातृत्व अवकाश नहीं लिया था अब हमें दूसरे बच्चे के समय कौनसा मातृत्व अवकाश मिलेगा प्रथम या द्वितीय ?
Expected delivery date se kitne din phle maternity leave k liye apply kiya ja skta h?? If delivery date march month k 1st week m ho to kya november se maternity leave le skte h Please tell
Sr Mera beta 2.50sal ka ho gya pr muje abi tk mtrnity leave ki slry ni Mili sr m contract base pr lgi hui thi 6mnth chutti ke bad hmara contract khtm ho gya to wo Bolte h ki bche ka name nhi h esi card me to phle wo name entry krao phle to ab m kaha se entry krau bche ki thekedar to hmara bolta h ab nhi entry hoga Nam to btao sr ab bi wo slry mil jygi hme ya nhi agr milegi to Kya krna pdega
@@NavinPandey83 to phor garmiyon ki chutti usme count ho jayengi june me dilivery h or sir agar le lu to kya may me ya june join krne aana padega maternity ki leave chal rahi ho to
Sir mai ek private school ki permanent employee hu mujhe maternity leave mila tha air maine uske baad school join bhi kiya hai, pr kuch karni se school ko chhodna pr raha hai maine 3 mahine ka notice bhi diya pr maternity ke.paise school wale nahi de rahe hai , bole rahe hai ki session complete nahi kiya hai isliye aapko maternity ke pause nahi milenge. Sir aisa hota hai kya.
Mai guest faculty hu. Maine 1 December ko maternity leave ka apply Kiya tha. Mujhe mana kar diya gaya ki ye ap logo par lagu nahi hai. Maine 4 month without paid leave lekar 1 April se join Kiya bapas Kya mai abhi bhi salary demand kar sakti hu . Mai MP se hu
Sir hamari ek bety 11 varsh ki hai d.o.b.22.11.2011 hai maternity leave li thi,second time me maternity leave 2015 me li thi lekin 9th months me Bachchan pet me hi expire ho gaya tha.to Kaya sir ab maternity leave mil sakti hai. Mil sakti hai to Kaya process hai pls. Sir batayen.
Sar KVS mein admission karane ke liye twins ko single child mein Rakha jata hai to ismein do prasuti avkash kyon nahin milte Please sar batane ki kripa Karen yadi koi niyam ho to Aaj Tak Maine ek bhi prasuti avkash nahin Liya hai is sthiti mein
Sir,mera first baby dead ho gya tha or mene uski maternity leave le li thi abi tk do maternity leave le li but jivit santan ek hi h,to kya mujhe fir se tisri maternity leave mil sakti h second baby k liy? Plz sir ans me
सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी है बस कुछ और भी पूछना था :-
1 यदि कोई महिला शिक्षक जब नोकरी ज्वाइन करती है और उसके ज्वाइन करने से पहले ही 2 जीवित बच्चे है तो क्या वो मिसकैरिज लीव ले सकती है ?? यदि हां तो इसके लिए महिला की उम्र का बंधन है ??
Sir service se pahle 2 bache hai or service lag gya tisra hone vala hai to mile ga ki nahi plz bataye
Kya sir sambida karamchari ke liye मातृत्व अवकाश में मानदेय मिलेगा
Agar maternity leave ke bich mutual transfer usi dis me karana ho to chutti cancil karane ke bad dubara chutti milegi jo bacchi hai ya nahi
सर जी एक शिक्षिका मातृत्व अवकाश पर है उसका ट्रांसफर हुआ है अवकाश की अवधि 31अगस्त तक है वो ट्रांसफर स्कूल में कार्यभार ग्रहण कैसे करे
Sir, kya child birth ke bad maternity leave li ja sakti hai ya birth ke pahle se liya jana chahiye
Sir do we get only basic pay during maternity leave in Kendrita vidyalaya?or TA , DA, HRA also we get?
सर, मेरा एक प्रश्न है यह कि क्या बच्चा होने के बाद भी मातृत्व अवकाश ले सकते हैं
Sir high risk pregnancy mei kya 4 mahine pehle maternity leave le sakte hai.. doc . Ne maternity leave k liye likh diya hai
Hlo medam, yahi प्रश्न हमरा है, आप ने क्या किया बताओ
Agr ek bachche ki maternity leave le Li ho or fir garbhpat avkash lele to kya 2 nd dilivery p maternity leave milegi kya
Agar delivery date summer vacation me hai to maternity kbse le skte hai?
Apne kaise leave li fr
Apne kab se liya plz bataye
Sir mne gov bank me 26 June 2023 ko report krke 27 June 2023 ko branch me attendance lgayi or maternity application di but ab wo central office se mna kr rhe hain ki nhi milega Paisa plz plz plz suggest me some rules that I can show them
Sir अगर हाई रिस्क pregnancy के कारण 1st month से ही मेडिकल ले लिया हो तो 8 या 9 month होने पर बिना जॉइन किए घर से maternity leave के लिए apply कर सकते है क्या please batayge
Same question
Ydi maternity leave ke dauran hi mutual trasfer ho jaye to kya maternity leave dubara apply karna padega
Hello sir, pls reply to my question kya maternity leave जिस वर्ष में लिया गया है उस साल में वापिस join करने के बाद CL की संख्या घट कर आधी हो जाती हैं
Same question
Agar holiday mei maternity leave complete ho toh kb join karna chahiye leave k phle ya baad
Sir agar maternity leave ke dawran agar transfer ho jata hai to kya maternity leave new place me joining krne pe lapse ho jayega
Sir kisi ki delievry april m ho .wo summer vacation k baad maternity leaves le skte h kya
Sir maternity leave ki entry avak-jabak panji me hoti h kya pls btaiye
Prasuti avkaas pregnant hone k bad kuchh month k liye le sakte h kya starting k 3- 2 month k liye tb bhi jaruri hota h
Plz reply
सर, अगर मातृत्व अवकाश के बीच में किसी महिला कार्मिक का स्थानांतरण दूसरे कार्यस्थल पर होता है तो उसका मातृत्व अवकाश जारी रहेगा या नहीं, वो ज्वाइन करेगी या nhi।।।
कृपया मार्गदर्शन करें
Sir achar sahita lagne par maternity leave le sakte h kya
Sir m meternity leave PR hu our meri bitiya Janam ke turant bad khatam ho gayi h mai kya pori 6 mah ki chutti Ghar PR kat sakati hu our kya ye meri chutti jodi jayengi ya fr nhi mai up police m hu
Sir kya maternity leave k next day join na kar k CL lga skte h?
Sir maternity leave maximum kitne din pehle le sakte hain in case of high risk pregnancy?
Sir kya do shift me starting ke 3 month and last 3 month me maternity leave le sakte h?
Sir mera 4th month me abortion hua h or mene usi k liye 45 days wala jo leave hota h uske liye he unfit or form no 1 jisme likha tha arjit avkash hetu avedan patra or braket me English me likha tha form of application for leave toh ye form galat hoga kya ya maternity leave ka form kehlayega ye?? Or iske sath mene form no 3 unfit wala bhi diya h jo ki mere headmaster ne maanga tha.Apka contact no mil skta h kya please mere headmaster mujhe bahut pareshan kar rahe hain.. please help me its urgent.
Sir kya maternity leave m ek district s dusre district m transfer ho skta h
Maternity leave me rahne par ager election's training kar lete hai to koi problem hoga kya?
मातृत्व अवकाश के बीच यदि किसी कार्मिक का स्थानांतरण हो जाए तो उसे उसी समय ज्वाइन करना है या मातृत्व अवकाश पूर्ण होने के बाद
Kya maternity leave agar hame without pay chahiye to le sakte hai kya?
Sir , audeshak agar 3 baby chahe aur avkash kebal dusre bacche par liya ho vibhag se tu 3 baby par avkash milega..
Sir...ye leave pregnancy ke minimum kitne month k baad apply kr sakte hain?
Sir pahale se hi do bachche ho or un par prasuti avakash nahi liya ho or tisre bachche par prasuti avakash le sakte hai
sir,yadi mahia kermchari dwara prasuti awkadh me jaane se purv saksham adhikari dwara awkadh swikrit nahi Kiya Gaya to vetan ahrit Kiya jayega athwa nahi.spasht kerne ki kripa karen.
Sir meri joining mere baby hone ke 2 month bad hui ky muje matritv awkas milega please reply
Hello sir ,Mai maternity leave ke baad office join nahi Kar payi jiske vajah se mujhe maternity leave ke koi benefits nahi diya gaya .
Ye rule sahi hai ya galat please reply...please reply
Sir Je Pranam Me ak Sveda Swasthya karmi Hu Mare Abke bar 3 Baby he Kya me maternity leave le sakte hu ak bar 2018 Mematetnity Leave le chuki hu please Sir Btay
Phla baby twins hai to kya mujhe fir maiternty milegi batyee
Sir,, mai meternity leaves pr hu, lekin transfer k wajah se dusre district mai beech mai join kiya,,toh school allotment tk regular working day rhe jisme meri 40 days ki leaves kharab hui,,, kya school joining k baad extension milega???
मैटरनिटी लीव के दौरान ट्रांसफर होने पर जॉइन कैसे करें जिससे मैटरनिटी लीव खत्म न हो मैम plz help
Ydi delevry April h summer vacation k baad maternity leave lu jaye to mil jayegi plz rply🙏
No
Sir probation period m ML kitne din ki milti h....
Mene khi pda tha ki probation period m kuch fix din job. Krni padti h
Meri due date 9 Dec. H or abhi reet m mera selection ho rha h .....
Joining ka kuch idea nhi h September tk bhi ho skti h ....
Btaye ki ML Milne se phle kitne din ki job. Krni padti h
Sir probation period me maternity leave lene pr permanent hone k liye leave khatm hone k baad hoga kya.
Meri wife ki abi maternity leave chal rhi h or probation period pura ho gya h ab wo bol rhe ki permanent confirmation, leave puri hone pr hi hoga.agr aesa h to kya Arie milegaa ya nhi kripa kr k margdarshan kre 🙏
Maternity leave k bich me agar transfer ho jaye to kya chutti cancel ho jati hai kya ?
Prasuti avkash me July bhi aata he to kya enkriment rukhta he
Please reply sir
क्या स्थानांतरण होने पर स्थानांतरित विद्यालय में अवशेष मातृत्व अवकाश मिलेगा ?
Sir, agar baby Summer vacation me ho to leave July se le sakte hain
Nhi baby birth se suru hogi
Sir maternity leave bachhe ke kitne bade hon jane tak liya ja skta hai?
Sir agr kisi ki delivery summer vacation m ho jaye...toh vo maternity leave summer vacation k bad apply kr skta h?
डिलीवरी से पहले
Sir pregnant women k prati sastha me kaisa vyawahar hona chaiye . Kripya ye bhi btaye ..espe bhi ak video bnaye .
Agar kisi ka 2nd maternity leave mein baccha delivery ke dauraan mar jata hai to ky usey teesri maternity milegi agey koi bachha ho ey par..plz rply
प्रसूति अवकाश के तुरंत बाद क्या ccl मिल सकता h
Sir agr maternity leave k turant bad agar nikal diya jaye to kya rule h
Mere job ke pahle do bachhe the to kya ab mujhe tisare bacche ke liye matritao aukash milega please batayen
sallary to puri milegi na govt job vaali lady ko during leave
Sir maternity dilevary k bad milti h
सर मेरी वाइफ अनुदेशक के पद पर कार्यरत है और और पहले बच्चे के समय हमने कोई भी मातृत्व अवकाश नहीं लिया था अब हमें दूसरे बच्चे के समय कौनसा मातृत्व अवकाश मिलेगा प्रथम या द्वितीय ?
Kon sa Mila tha sir mera v first childe time nhi li thi dusri h ..
Second
Second
Expected delivery date se kitne din phle maternity leave k liye apply kiya ja skta h??
If delivery date march month k 1st week m ho to kya november se maternity leave le skte h
Please tell
Kabhi bhi kr skte pr last month me loge to achha rhega
@@srvsrv798 thanku so much for reply
Sir agar maternity leave ke dauran transfer ho jaye to kya hoga?
Kya beech me hi join krna padega or maternity leave collapse ho jaye ga????
मैटरनिटी लिव खत्म नही होगा
job ke pahle ek bachha hau jispar koi ML nhi liya gya
2 bachche par ML liya
agar 3 bachche par ML lena chahe to kya mil sakta hai.
Sir kya baby birth ke bad maternity leave apply kar sakte hen plz suggest
Sir delivery ke kitne din baad tak maternity leave ke liye apply kar sakte hai
Kya rule h inn special conditions k liye maternity ke??
Sir mujhe pregnancy ke 7 month me joining mil sakti hai kya
Kya ye rule all over india m laago hoga
Bahut achhe
2year se pele leave nehi le sakte kya
Aapko leave Mila 2 year se km gap m
जो सर संविदा पर हैं उनको भी ये मान्य होगा
क्या मातृत्व अवकाश में रहते हुए( बे. शि.परिषद) अंतर्जनपदीय स्थानान्तरण नीति आने पर हम ट्रांसफर के लिए अप्लाई कर सकते हैं?
Ha join kr le releive hone se phle
Kya mein CL lene k turant baad maternity leave le skti hu
Sr Mera beta 2.50sal ka ho gya pr muje abi tk mtrnity leave ki slry ni Mili sr m contract base pr lgi hui thi 6mnth chutti ke bad hmara contract khtm ho gya to wo Bolte h ki bche ka name nhi h esi card me to phle wo name entry krao phle to ab m kaha se entry krau bche ki thekedar to hmara bolta h ab nhi entry hoga Nam to btao sr ab bi wo slry mil jygi hme ya nhi agr milegi to Kya krna pdega
Nukti ke do mahine bad मातृत्व अवकाश lagu hota he ya nahi
Incharge ko maternity leave Leni ho to uska attendance kese fill hoga?
Yes
kya ham 180 se jyada bhi leave le sakte h sallry to ni ktegi
Sir kya contact per kaam kar rhr h 3saal se jada ho gye h kyamatrnity leave mel sakti h kya
अगर पहले बच्ची जुड़वा है और दोनों बच्चे स्वस्थ जीवित है तो क्या सरकारी सेवा में दोबारा प्रसूति अवकाश मिलेगा kripya margdarshan Karen
प्रसूति अवकाश के किए Sir ये बताए की उत्तर प्रदेश पुलिस में महिला सिपाही की सैलरी से पैसे भी काटे जाते हैं क्या
Sir mere 2 bache h or mere provision chl ra h abhi mere pcod ki problem ki wjha se miscarriage ho gya h to kya mujhe chhutti ni milegi kya
Dilivery k bad maternity leave le sakte hai ya delivery se phle hi lena anivarya h plz bataye
डिलीवरी से पूर्व प्रसूति अवकाश ले लें
@@NavinPandey83 to phor garmiyon ki chutti usme count ho jayengi june me dilivery h or sir agar le lu to kya may me ya june join krne aana padega maternity ki leave chal rahi ho to
Thank you sir ji
Kya maternity leave lena ho to special leave nhidiya jaata h
Mere do bacche h... Avkas ek hi bar liya h to kya 3rd bacche k liye meternity milega?
Plz hame nhi bataye
Sir mai ek private school ki permanent employee hu mujhe maternity leave mila tha air maine uske baad school join bhi kiya hai, pr kuch karni se school ko chhodna pr raha hai maine 3 mahine ka notice bhi diya pr maternity ke.paise school wale nahi de rahe hai , bole rahe hai ki session complete nahi kiya hai isliye aapko maternity ke pause nahi milenge. Sir aisa hota hai kya.
Kya pregnancy ke dauran 2days ka special leave jo har month milta hai,wo nhi mil sakta hai kya?
Nhi
Mai guest faculty hu. Maine 1 December ko maternity leave ka apply Kiya tha. Mujhe mana kar diya gaya ki ye ap logo par lagu nahi hai. Maine 4 month without paid leave lekar 1 April se join Kiya bapas
Kya mai abhi bhi salary demand kar sakti hu .
Mai MP se hu
Sarkari Naukari mein aane se pahle do baby ho to kya teesre baby per Bhi prasuti avkash Milega ya nahin kripya spasht Karen
Sir agr maternity leave apply date se phle govt holiday ho toh vo maternity m judega kya
Agar joining delivery ke 3 mahine bad ho to kya maternity leave milegi ya nhi. Please reply if anyone knows
Keval 3 manth he milega
Sir hamari ek bety 11 varsh ki hai d.o.b.22.11.2011 hai maternity leave li thi,second time me maternity leave 2015 me li thi lekin 9th months me Bachchan pet me hi expire ho gaya tha.to Kaya sir ab maternity leave mil sakti hai. Mil sakti hai to Kaya process hai pls. Sir batayen.
Mera b yhi question h
Sir fir kitni bar maternity leave mili reply jrur dena
Ahar kisi ke do bachhe hain aur uske bad uski job hoti hai to kya use meternity leave milegi
Sir maternity leave avkash par jane par saction karana hoga
Mere July m fixation ho rha h lekin maternity leave November m pori ho rhi h kya m fixation k liye July m apply kr skti hu?
Kya maternity leave ke bad pure cl milte h
Sir me June 2023 se kam kar rhi hu or 2024 February me mari delivery Hui h to esic Wale bol rhe h ki aapko salery nhi milegi asha kyo sir
Visheshavkash pregnency ke dauran Le sakte hai ????
Sar KVS mein admission karane ke liye twins ko single child mein Rakha jata hai to ismein do prasuti avkash kyon nahin milte
Please sar batane ki kripa Karen yadi koi niyam ho to Aaj Tak Maine ek bhi prasuti avkash nahin Liya hai is sthiti mein
Kya mujhe maternity leave mil sakti hai, Yadi meri service period 4 months huaa ho delivery se phale.
प्रसूति अवकाश मिलेगा।
Sir,mera first baby dead ho gya tha or mene uski maternity leave le li thi abi tk do maternity leave le li but jivit santan ek hi h,to kya mujhe fir se tisri maternity leave mil sakti h second baby k liy?
Plz sir ans me
Ha ye last bar h
Sir join krne ke kitne din baad meternity leave le skte h
Naukari join karne ke pahle bachche ka janm hua hai to kitne din ki metaraniti leave milegi sir
Delivery ko 2 mhine huye ho or agr bchcha jivit na ho to kya joining ke turnt bad maternity leave mil skta hai
9452401257 पर बात कर लीजिए। पूरी बात नहीं समझ पाया