Youth In Karbala | Karbala Mein Kitne Jawan the? | Jawan Khud Ko Karbala se kaise Nazdeek kare?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024

Комментарии • 32

  • @mohammadrazi9268
    @mohammadrazi9268 Месяц назад +5

    I am waiting

  • @MaryamAmeerCooking
    @MaryamAmeerCooking Месяц назад +5

    Waiting here also 🙋😊🤲🤲🤲

  • @user-qn4yj8nd5t
    @user-qn4yj8nd5t Месяц назад +5

    Excellent podcast....this kind of podcast should be happen on daily basis..hum sab ko Arbaeen tofiq dey .

  • @ajaz787
    @ajaz787 Месяц назад +4

    Mashallah aga jaan log❤

  • @manishzaidi7078
    @manishzaidi7078 Месяц назад +4

    Waiting.

  • @mohdyousufmalla7323
    @mohdyousufmalla7323 Месяц назад +3

    khuda salamt rakhe my soul teachers❤❤

  • @wasifaaqil8238
    @wasifaaqil8238 Месяц назад +4

    Masha Allah Allama Nusrat Bukhari ko Allah Pak salamat rakhy ameen. AP APNI busy life Mai Podcast karty ha. rehnamai k liay

  • @MaryamAmeerCooking
    @MaryamAmeerCooking Месяц назад +1

    Wow super🤲🤲🤲🥰

  • @nadeemasgar1368
    @nadeemasgar1368 Месяц назад +3

    Jazakallah..

  • @mohammadrazi9268
    @mohammadrazi9268 Месяц назад +2

    Podcast a gya

  • @AxisOfResistanc
    @AxisOfResistanc Месяц назад +2

    Mashallah all the scholars , may god walk us on the right path❤

  • @sk23583
    @sk23583 Месяц назад +1

    💐🌷🌸🌺🍁

  • @zaidibroliveagrachanal4000
    @zaidibroliveagrachanal4000 Месяц назад +3

    🙌

  • @user-je3sj7wo2f
    @user-je3sj7wo2f Месяц назад +5

    I am also waiting 🤍🤲🌼

  • @muntzarhussain4133
    @muntzarhussain4133 Месяц назад +2

    LOVE FROM LAHORE

  • @parveenamalik6192
    @parveenamalik6192 Месяц назад +2

    MA SHAA ALLAH
    ALLAH salamat rakhe ❤

  • @ghulammahdi1326
    @ghulammahdi1326 Месяц назад +3

    ❤❤❤❤❤❤

  • @hadirazvi1577
    @hadirazvi1577 Месяц назад

    Masahallah

  • @mohammadrazi9268
    @mohammadrazi9268 Месяц назад +2

    Aap 3 aaga ki jodi best hai

  • @NaeemRaza-y7z
    @NaeemRaza-y7z Месяц назад +2

    mashallah ❤

  • @muhammadyousufkhan2354
    @muhammadyousufkhan2354 Месяц назад

    والدین آگر دنیا سے چلے جائیں تو ان کے لئے کون کون سے اعمال انجام دیں اس پر ایک پوڈکاسٹ بنائیں

  • @mohammadrazi9268
    @mohammadrazi9268 Месяц назад +2

    Intezaar khatm hua

  • @sk23583
    @sk23583 Месяц назад +1

    🌲🌻🌼🪻

  • @eloquence123
    @eloquence123 Месяц назад

    plz stop the adds.

  • @tabishjaunpuri2808
    @tabishjaunpuri2808 Месяц назад +1

    Karbala me sb jawan the Quraan ke Nazar se koi bhuda nahi tha

  • @MuhammadWaseem-zw6xc
    @MuhammadWaseem-zw6xc Месяц назад +6

    AP ny youth k lye example ka zikr Kya lakin girls ka zikr nh Kiya.... Why????? AP hazrat Maryam, Khadija, Fatima Zahra, Fatima bint e Hussain, Fatima Masooma Qum, ki example de skty thy.....

    • @khadema_3137
      @khadema_3137 Месяц назад +1

      Apka point valid hai. Ye examples diye ja saktay thay. Lekin jo points batai gai hain aur jo examples diye gaye hain I think wo regardless of gender agar ham lain tu it can work for both brothers and sisters. Jaisay Shaheed Ibrahim Hadi ki example thi , to jis tarah unho nay khud ko namehram ki nigah sy mehfooz karnay k liye steps uthaye. Both genders usko apni life mai accordingly lay saktay hain. Is ky elawa jo Dua, manajat, namaz e shab, Shohada e Karbala ka Waqt ky Imam ki aqeedat ka jazba, hamaray daur ky shohada ky wasiyat namay, naiki mai sabqat karna... Ye saray points bohat helpful hain. Aur agar in sab mai sy ek point ko bhi apni life mai implement karein tu hamari life bohat behtar ho sakti hai yaqeenan.
      Khuda hamein taufeeq dy ky ham in points ko apni life mai implement karein aur apnay Imam AJ ky liye behtareen qaun ban sakein. Ilahi Ameen

    • @truthstillalivefoundationf9034
      @truthstillalivefoundationf9034 14 дней назад

      Already dusre podcast mai khwateen k Karbala mai kirdaar p baat ho chuki h

    • @MuhammadWaseem-zw6xc
      @MuhammadWaseem-zw6xc 14 дней назад

      @@truthstillalivefoundationf9034 wahan pr b Jo orto ki bat ki h wo ese hi ki h k falah shaheed ki Behan,,,, Beti ,,,, maaa ,,,, orat ka individually zikR wahan pr b nh hua....

    • @truthstillalivefoundationf9034
      @truthstillalivefoundationf9034 14 дней назад +1

      Kya aurat ki tareekhi aur meA'ari Nisbatein uski individuality ko affect krte hain ? Bibi zainab s.a hmesha Apni nisbatoN k sath khitab ki jati hn to kya unki ehmiyat kam ho gyi beradar? Dusri baat ye ki Tahzeeb k taqaza hota h ki aurat k naam amuman na lekr tahzeeban umme falan ya binte falan kah diya jata h isse us khatoon ki shakhsiyat paymaal nhi hoti....sabeel media k us podcast mai buland-tareen khwateen k tazkira h aur kaiyon k naam k hawale se jaise janabe maariya !

    • @MuhammadWaseem-zw6xc
      @MuhammadWaseem-zw6xc 14 дней назад

      @@truthstillalivefoundationf9034 g bilkul.... Mera mtlb ye nh tha k bint e falah kehny se individuality affect Hogi... Ye k mardo k sath b Ibn e falah ata h.... Ye to introduction ka tariqa h.... Lakin.... Sirf yehi kehna k Karbala ki khawateen ne apny bety Bhai shohar qurban Kye ye gLt h.... In orto ny imam Hussain k bad boht bara medan jeeta h... Us bary me podcast me bat nh hui... Blky kaha gya k aseeri Wala topic phir kbi... Jo k main topic tha....