Mam other state ke divyang jinka UR DIVYANG me selection hua hai unko counselling me koi problem to nhi hogi . CTET me marks 100 hain . Kyonki mam youtube pr kuchh candidates bol rhe the ki 10 mahine bad job se nikal diya jata hai . Pahle CMO. Ke pas fir PATNA jaanch je liye bheja jata hai aur udhar other state ke divyang ko farji bta kar nikal diya jata hai aur un pr case bhi kar diya jata hai ease mam bahut dar lag rha hai join kare ya nhi please mam reply and clear my doubt
@@preetichaudhary7374 nhi aise thodi hota h, faaltu me aapko dra rahe h, jo log aapko demotivate kre unse duri bnaake rkho aap. Aise nhi hota h kahi b, wo aise kaise farji bta denge, wo apni job ko kyu khatre me dalenge. Maan lo unhone aapko farji bta diya or aap dusre kisi hospital se apna medical krake court me de diya to unki job b jaa skti h aise or ye baat unko achhe se pta hoti h. Isliye aap bilkul b na preshan ho. All the best👍 or aaj se blki abhi se aise logo se duri bna lo jo aapko draaye😊🙏
@@BpscteacherSunita Thankyou so much mam . Mam ek question aur hai . Mera result prt and junior dono me hua hai to mujhe counselling kiski karane jane hoga . Job choice to counselling ke bad me puchhte honge na kisme interested ho karne me . Please mam ye doubt aur clear kar dijiye
@@Siya-m6y बहन बिल्कुल भी झूठी दिलासा आपको नहीं दूंगी, अगर आप Other स्टेट से है तो आपको जरूर प्रॉब्लम आएगी DV के टाइम क्योंकि other state वालों के कम से कम 90 नंबर जरूर होने चाहिए। और अगर बिहार से है तो आपका हो जाएगा।
@@vania-s1s nahi mam, cutoff yahi rahega. Or agar supplementary result diya to cutoff or b niche jayegi. Or jo ye NIOS wale candidate h jinka exam clear hua h, inka already selected candidate wali list me naam h
@@BpscteacherSunitasunita mam nios walo ka result nhi diya gya hai wo bol rhe h ke jihone paper diya h unka result bhi jari kre aur jo qualify hoge unko dv ke samil kre
Di aap sach mein filter use karti hai lag nahi raha hai or tabiyat thik hai aap ki 😊😊🫶❤️😃😃❤️❤
@@LYRICS_Feel_7657 in video me filter to nhi lekin phone ka camra sayad achhaa h mera😅 or tbiyat b bilkul theek h ab to😃
@BpscteacherSunita mein bhi thik hu thanks you di 🫶❤️❤️❤️❤👍😄🦚
Mam main bahut tension main hu kyu ki mere 75 marks hai aur merit bhi 75 hai last main hu nios enter kiye to main bahar na ho jaho
@@kuldeepgupta5384 sir kuchh bhi nhi hone wala h aisa, aap befikr rahe, mst rhe or apni counselling k liye documents ready rkhe bs.
Aap kon se class me select hai ma'am
@@rajrunnerclasses.2252 PRT (1-5) me sir😊🙏
Mam other state ke divyang jinka UR DIVYANG me selection hua hai unko counselling me koi problem to nhi hogi . CTET me marks 100 hain . Kyonki mam youtube pr kuchh candidates bol rhe the ki 10 mahine bad job se nikal diya jata hai . Pahle CMO. Ke pas fir PATNA jaanch je liye bheja jata hai aur udhar other state ke divyang ko farji bta kar nikal diya jata hai aur un pr case bhi kar diya jata hai ease mam bahut dar lag rha hai join kare ya nhi please mam reply and clear my doubt
@@preetichaudhary7374 nhi aise thodi hota h, faaltu me aapko dra rahe h, jo log aapko demotivate kre unse duri bnaake rkho aap. Aise nhi hota h kahi b, wo aise kaise farji bta denge, wo apni job ko kyu khatre me dalenge. Maan lo unhone aapko farji bta diya or aap dusre kisi hospital se apna medical krake court me de diya to unki job b jaa skti h aise or ye baat unko achhe se pta hoti h. Isliye aap bilkul b na preshan ho. All the best👍 or aaj se blki abhi se aise logo se duri bna lo jo aapko draaye😊🙏
@@BpscteacherSunitaThankyou mam .
@@BpscteacherSunitato hame counselling kara leni chahiye na mam
@@preetichaudhary7374 hnnnnnnn jiiiii bilkul mam aap counselling me jrur jaiyega
@@BpscteacherSunita Thankyou so much mam . Mam ek question aur hai . Mera result prt and junior dono me hua hai to mujhe counselling kiski karane jane hoga . Job choice to counselling ke bad me puchhte honge na kisme interested ho karne me . Please mam ye doubt aur clear kar dijiye
Apne district preferences Kya diya hai.
@@Stargaze0010 bhojpur, muzaffarpur or Gaya
@BpscteacherSunita OK
आप किस क्लास के बच्चे को पढ़ाते है मैडम
@@rajachoudhary1891 sir mera PRT(1-5) me selection hua h😊
Ab b.ed wale bhi case karenge hame bhi prt me shamil karen
@ansarulhak 😅😂😂👍👍
Di ctet 82 marks Walo ka dv hogi ya nhi plzzz 🥺 btao
@@Siya-m6y बहन बिल्कुल भी झूठी दिलासा आपको नहीं दूंगी, अगर आप Other स्टेट से है तो आपको जरूर प्रॉब्लम आएगी DV के टाइम क्योंकि other state वालों के कम से कम 90 नंबर जरूर होने चाहिए। और अगर बिहार से है तो आपका हो जाएगा।
@@BpscteacherSunita bihar se hu female ebc hu 😊
@@Siya-m6y आपका हो जाएगा बहन। All the best👍☺️
phir to mam nios jo pass h is reason se prt ka cut off high chala jayega
@@vania-s1s nahi mam, cutoff yahi rahega. Or agar supplementary result diya to cutoff or b niche jayegi. Or jo ye NIOS wale candidate h jinka exam clear hua h, inka already selected candidate wali list me naam h
@BpscteacherSunita ye mam apko kaise confirm h ki jo nios selected h unka result diya gya h??
@@vania-s1s isliye hi unhone court me file lgaayi h ki unko counselling me shamil kre😊
@@BpscteacherSunitasunita mam nios walo ka result nhi diya gya hai wo bol rhe h ke jihone paper diya h unka result bhi jari kre aur jo qualify hoge unko dv ke samil kre
Mam aap haryana se ho apka Hindi bolne ka prayas bahut accha laga
@@VivekKumarUPI jiiii thank you sir🙏 मै अभ्यास कर रही हूं धीरे धीरे😊
सुनीता जी का एनालिसिस परफेक्ट होता है।
@@AtulPandey-nt5gd Thank you so much sir😊🙏
❤❤❤
@@mrmrskadyan8054 ☺️🙏
Mai to 1 to 5 hu
@@rajrunnerclasses.2252 👏👏👏😊
1st ✔️✨
@@BPSC_TGT_Teacher_Deepak As always👏☺️🙏
❤❤❤