जेसीबी 3DX का हाइड्रोलिक प्रेशर 3100 PSI हैं फिर भी बूम स्लो चल रहा है 2021 का नया वीडियो

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 сен 2024
  • 🙏 namaskar doston mein Narayan Jadhav aapka bahut bahut swagat karta hun JCBwala Guruji mein
    about video : doston aaj ka video ham 2013 ka JCB 3DX model hai use per banaa rahe hain iska hydraulic pressure thik hone ke bavjud iska machine jo hai slow chal raha hai iska Jo mainly boom hai kafi slow chal raha hai iski vajah se operator theek se kam bhi nahin kar raha hai to humne is machine ka sabse pahle pressure check kiya to 3100 PSI humko iska Mila uske turant baat humne is machine yani ke JCB 3DX ka Yamaha v khol ke dekha to usmein humne ek spring ko kata hua Paya uske vah Jaise hi iska Jo pressure hai hi bro ho raha tha jo ki pressure gauge mein show nahin ho raha tha to humne is machine ko naya wala yah MRV lagaya fir se iska hydraulic pressure check kiya aur set Kiya 3100 uske bad humne trail Li machine kafi acche Speed ke sath Kam karne Laga hi aur wish video mein hamara Jo work tha vah successfully done ho chuka hai

Комментарии • 62

  • @Narayan-Jadhav
    @Narayan-Jadhav  3 года назад +1

    दोस्तों यह मेरा दुसरा चैनल है बहुत ही जल्दी आपको इस चैनल पर जबरदस्त कंटेंट देखने मिलेगा तो जल्दी से सब्सक्राइब कीजिए 👇
    ruclips.net/channel/UC4Bl83-xJG0K7a7GVkQiBVw

  • @vanrajsinhchavda9872
    @vanrajsinhchavda9872 3 года назад +4

    Very good

  • @pubggeming2113
    @pubggeming2113 3 года назад +4

    Ser piche ka valveblok per 1 video bnao

  • @ajitsoni7820
    @ajitsoni7820 5 месяцев назад

    Mere pass 2018 model hai bahut slow hai men bum

  • @shivupoojari9522
    @shivupoojari9522 3 года назад +2

    Very good video sir

  • @Scsmitchaudhari
    @Scsmitchaudhari 3 года назад +2

    Agar ho sake to टॉर्क कनवर्टर Repairing ka video dalna !

  • @kolihimenkumarkoli
    @kolihimenkumarkoli Год назад

    Good job

  • @mohdaslamaslam1278
    @mohdaslamaslam1278 3 года назад +3

    Bahut achchhe guru g 👌👌👌💪💪💪💪👍

  • @Yjs9007
    @Yjs9007 3 года назад +2

    MRV बॉडी मे कलर थोडासा ब्लॅक हो जाये तो उसको बाहर ले जाके मशीन से साफ किया जाता है क्या ?

  • @mdmotim5627
    @mdmotim5627 Год назад

    Nice Bhai

  • @malwindersingh5114
    @malwindersingh5114 3 года назад +2

    Good job sir

  • @singermajidoffiseil6988
    @singermajidoffiseil6988 Год назад

    Naic

  • @rohanmestry2876
    @rohanmestry2876 6 месяцев назад

    2000 model 3D model ka hydraulic oil heat problem hai

  • @irsadalam8532
    @irsadalam8532 Месяц назад

    Agar pura sistam hi solo chale to kya kare

  • @brazilrayy
    @brazilrayy 7 месяцев назад

    Sir, jcb 3dx super 2016 model, overall hydraulic function slow hai, pressure 32-3300 psi hai. Hydraulic oil, filter, strainer, pump, mrv, unloader valve sab kuch change kiya, fir v machine slow hai. Unloader valve change karne par 1 week problem nahi tha, then fir se same problem aa raha hai. What do I do? Love from Assam, Guwahati.

  • @PradeepKumar-mq5ij
    @PradeepKumar-mq5ij 2 года назад

    Ok

  • @roushanmehta218
    @roushanmehta218 Год назад

    Cat bacholoader ka same problem h arv bhe thik h, problem smjh ni aa rha h... 2016 model

  • @sureshchandrajoshi3207
    @sureshchandrajoshi3207 Год назад

    Sir.jcb.3dx.xtra.ka.boom.dawn.ho.jata.hai.ram.sel.nya.dal.diya.hai.fir.bhi.dawn.aa.rha.hai.problm.kya.ho.skta.hai.ples.sir.btay

  • @turkeyboychannelfz2375
    @turkeyboychannelfz2375 7 месяцев назад

    Bs4 jcb hai. bom sello utthi hai kya problem ho sakti hai

  • @prakashrathod3829
    @prakashrathod3829 2 года назад

    Sir bosspump ka kam niklnes machine slow hoti hei kya

  • @Dad-v5n1o
    @Dad-v5n1o Год назад

    Sir js140 ka idial res me hydrolick preassor kitna hona chahiye

  • @alokkashyav6429
    @alokkashyav6429 3 года назад

    इतना प्रेशर जितना था उतना ही रावड़ा तो है नहीं

  • @TalhaTZz
    @TalhaTZz Год назад

    Transmission mein chain ko upar Kahan ke din mein lagate ho bhai sahab Jara bataiye dikha kar video

  • @supriyarathod6090
    @supriyarathod6090 Год назад

    सर muje हायड्रॉलिक प्रेशर गौरी चाहिये

  • @ANvlogs-e6e
    @ANvlogs-e6e 9 месяцев назад

    Sar marathit bolat javha

  • @mohdiqbal7219
    @mohdiqbal7219 3 года назад +1

    Mrv ka price kitna h Sir

  • @jcbwala3930
    @jcbwala3930 2 года назад

    Sir me jharkhand ka hu me jcb p
    Opretor hu mera gaddi ka bhoom solo chal Raha hai me haydrolick ka filter or stainer Chang kiya oil pressure thik hai fir bhi bhoom solo chal Raha hai. Kiya kar na padega me abhi haydrabad uppal me hu mera gaddi October 2013 ka hai

  • @vijaychandrawanshi1676
    @vijaychandrawanshi1676 Год назад

    Sirji engin to thik ho Gaya par bum slow chal Raha h bum pum bhi Badal diye fir bhi slow chal Raha h please reply sirji

  • @ayaannoor2367
    @ayaannoor2367 2 года назад

    Nice video

  • @harirambhadu3980
    @harirambhadu3980 3 года назад

    Mere jcb ka 420 ke baav jud bhi garm hone par speed slow ho jati hai

  • @jcbwasim9699
    @jcbwasim9699 Год назад

    hydraulic pressure gauge mapne wala ka price kya hai

  • @pramanandkisan5813
    @pramanandkisan5813 3 года назад

    👍

  • @shanwazahmed4257
    @shanwazahmed4257 2 года назад

    Mera JCB boom 200 kg ka drum Nahin Utha Pa raha hai kya problem hai JCB 3DX

  • @swamianandramdhonee9211
    @swamianandramdhonee9211 2 года назад

    Bhai mere mrv main koi problem hai. Jab maine ouse clean karge dala tab speed thik ho gaya tha. Phir 1 din baad phir se speed kam ho gaya. Naya pump lagaya hai. Agar main usme naya repair kit lagaoun to problem thik ho jayega ya mrv badalna hi parega? Plz help karo main Mauritius se hoon. Main apka sab video dekhta hoon. Subscribe karna chahta hoon lekin pata nahi kaise!

  • @RakeshDas-dt7vr
    @RakeshDas-dt7vr 2 года назад +1

    Aap bhagwan 🙏 ho sir

  • @shubhamchavan4093
    @shubhamchavan4093 3 года назад

    Break kartana axle madhun aavaj yet aahe

  • @mukeshthakor..8305
    @mukeshthakor..8305 3 года назад +1

    ખુબ ખુબ અભિનંદન પાઠવું છુ કે તમે બહુ સરસ રીતે જેસીબી મશીનથી નોલેજ આપો સો 👍👍👍👍💯💯💯💯💯💯

  • @jibrailansari1647
    @jibrailansari1647 Год назад

    Bhai mera 2016 ka machine hai lekin uska bum kabhi kabhi 16 hota hai कभी-कभी fast Hota Hai theek hai Iske kya problem hai bataiye

  • @jaydeepranpariya6505
    @jaydeepranpariya6505 2 года назад

    MRV or pump Dono sahi he fre bhi speed nhi aati to kya kre

  • @JagsirJCB
    @JagsirJCB 3 года назад

    Jcb 3 dx ka het meter kam nhi kr rha

  • @sohammhatre4556
    @sohammhatre4556 2 года назад

    Dada Hyundai 210 excavator ahe... black smoke yetoy..Anni slow chaltiyea...

    • @Narayan-Jadhav
      @Narayan-Jadhav  Год назад

      Black smoke asel tr air filter& turbo check kara and fuel line primary step ahet he

  • @raheesahmad8847
    @raheesahmad8847 3 года назад +1

    Bar and psi me kya fark hota he ji

  • @jay-xi4kb
    @jay-xi4kb 3 года назад

    aisi mrv mujhe bhej do ..yaha sab available hai

  • @roshankhobragade503
    @roshankhobragade503 2 года назад

    Thank you

  • @naykajayendar8687
    @naykajayendar8687 2 года назад

    Sahi batavo

  • @thakur781
    @thakur781 2 года назад

    Sir please contact me meri mashin me bhi yahi problem h

  • @AjayPatel-ns5wu
    @AjayPatel-ns5wu Год назад

    😂😂😂😂😂😂😂janmate ho

  • @jcb4086
    @jcb4086 3 года назад

    Sir aapki workshop kaha par hai

  • @SameerShaikh-do6mf
    @SameerShaikh-do6mf 3 года назад

    Mobile number do Maharashtra se hoo

  • @roshankhobragade503
    @roshankhobragade503 2 года назад

    Mo.nambar Dona sir