Munawar Faruqui Ek Shayari likhi hai Kabhi milogi to sunaunga||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 окт 2024
  • Munawar Faruqui Ek Shayari likhi hai Kabhi milogi to sunaunga||
    Munawar Faruqui lock up Shayri
    #viral #shayari mx player | heart touching shayari #shayari #ajjuvlogs #ajjubhai
    #lockupp #lovestatus #emosnalstatus #emotional #vlogger #shortfeed #shorts #gulzarshayari
    #urdupoetry #sadstatus #munawarfaruqui #sadwhatsappstatus
    Ek shayari likhi hai kabhi miloge
    Ek shayari likhi hai kabhi miloge status
    munawar faruqui
    Ek shayari likhi hai kabhi miloge to batayenge lyrics
    lucknow vlog
    munawar faruqui shayari
    Ek shayari likhi hai kabhi miloge full shayari
    ek shayari likhi hai
    ek shayari likhi hai kabhi miloge to sunaunga lyrics
    munawar faruqui ek shayari likhi hai
    munawar faruqui lock up
    munawar faruqui reaction
    urdu poetry
    urdu shayari status
    Urdu shayari
    urdu shayari whatsapp status
    • Video
    Maine khoya hai apni har pyari cheez ko
    #hearttouching #heartbroken
    #heartbroken #heartbrickenstatus
    #hearybrokenstatus #sadstatus #deeplinespoetry #sad_status #sadpoetrystatus #gulzarshayari #munawarstudioofficial #munawarfaruqui
    Ek shayri Likhi hai Kabhi milogi to sunaunga
    Teri seerat saaf sheeshe ki tarha
    mere daman me daag hazaro hai
    tu Nayab Kisi Patther ki tarha mera uthna baithna Bazaaro me hai
    Teri Mauzoodhi ka ehtaram kar bhi lu
    jab tu hoga rubaru ye jazbaat kaha chupauga
    Ek umr le kar aana
    Mai Khali kitabe le aauga
    Tod kar laane ke waade nahi hai
    Main apni Kalam se sitare sajauga
    Ek shayri Likhi hai Kabhi milogi to sunaunga
    Mere sabr ki Inteha par shak kaisa
    Maine tere Aane par taa umar likhi hai
    Is zamee par koi khas hai nahi mera
    Tu ek bar kabool kar Mai apne gawaho ko aasma se bulauga
    Ekk shayri Likhi hai Kabhi milogi to sunaunga
    Kai raat guzari hai in andhero me
    Tum thoda sa noor le aaogi
    Mere takiye geele hai aasuo se
    Kyaa tum mujhe apni god me sulaogi
    Suna hai baag hai tere aangan me
    Mere la Haasil Bachpan ko wo jhula dikhaogi
    Maine khoya hai apni har pyari cheez ko
    Mai apni Qismat Phir bhi Aazmauga
    Ekk shayri Likhi hai Kabhi milogi to sunaunga
    Imambada lucknow Vlog
    bareilly tourist places
    lucknow food vlog
    alambagh famous market
    💖💖💖💖💖💖💖💖💓💓💓
    ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

Комментарии • 1