@@knowledgeconsumer1289 bhai ye baat tum kis base pe bol rahe ho.tumne kabhi mahabharat padhi hai?arjun ka jab janm hua tab aakashvani huyi thi ki ye balak ajey hoga.mahadev ne arjun ko parakram ke level pe apne saman bataya tha aur jin parshuram ji ki baat kar rahe ho shanti sabha me unhone hi arjun ko sarvshreshth bola tha.mahabharat ke hisab se arjun aur shree Krishna nar-narayan the jo vishnu ji ke avtar the.aur tumko bata du mahabharat ke har adhyay se pehle ek shlok aata hai jisme likha hai ki narayan,maa saraswati aur ved vyas ji ko naman karte huye ye jay namak granth ko padhna chahiye.3 crore nivat kavach rakshas jinse ravan, indra bhi parajeet the unko akele arjun ne haraya tha.
@@YogeshChauhan30323 Bhagwan Parshuram khud bhagwan vishnu ke avatar hai unke sath compare mat kar aur bhagwan Shivji ke shisya the aur unhone khud kaha tha wo hamesha avijit rahenge
Mahabharat me jo Arjun ka chachter ka roll kiye Hain wo Afgani Muslim hain Firoz khan name hai sayad ❤ ye sirf Bharat me ho skta Salute Makers ko Har har Mahadev ❤🇮🇳
Teri 3 pidhi ke pehle ki purwaj ab nahi rahe honge to iska matlab ye nahi ki wo kalpanik hai.mahabharat ke archeological evidence mile hai tu unse zyada janta hai kya?
Arjun, Yudhishthir, Satyaki aur Nakul ke aage karn kuch nahi tha.. serial dekhna band karo, Mahabharat padho varna banao khudka mazak agyanta ke andhere me jeekar 😂 karn yodha 😂
Itne hi yodha the. 18.dino.tak.yudh.kyo.kiya..karan Ek mahavir yodha tha agar bhagvan parshuram ka sahrap na hota yud kaha hota bus usne mittar tha nibahi thi usne uski maa ko vacan diya tha
@@DileepKumar-ni1er aur ye sab jhuth serial dekhkar bola ja raha hai.. rath se utre baad agar Karn apni vidya bhul gaya tha Parshuram ji ke shrap se (jo jhuth hai) to rath se utarke vo Brahmastra kaise chalaya Arjun par? Agar maa ka vachan nibhana chaaha to Nakul ke galey me apne dhanush ki pratyancha kyo fasaya? Agar mitrata nibhai to bachpan me Dronacharya gurukul me Bheem ko zehar dene ka idea Duryodhan ko kyo diya? Are ha tum to serials se yahi jante hoge ki Dronacharya Gurukul me Pandav aur Karn sath nahi padhe, hai na? Dron Gurukul me Pandav Karn saath padhe the aur Karn bachpan se hi Arjun aur baki Pandavo se jalan rakhta tha.. shlok aur poora reference du?
@@DileepKumar-ni1er serials dikhate hai ki Karn majbur tha dosti me aur rini tha Duryodhan ka, Karn ka istemal Duryodhan kiya par Mahabharat book padho Duryodhan vashibhut tha Karn ke aur Karn istemal karta hai Duryodhan ka. Vedvyas ji Karn ko Duraatma aur Krishn ji Karn ko Neech Purush kehte hai kyonki Duryodhan ka istemal Shakuni badle keliye aur Karn jalan poora karne keliye kiye
Yahi tho he Karan majbur tha Karan ye serial nahi hakikat he mahabhart humne bhi padi he Karan ko pata tha usne galat rastha chuna he Lekin Karan vacan bad tha uske bure wakt main duryodhan ne shat diya
Arjun aur karn ki tulna hi nahi honi chahiye, Arjun Yudhishthir Nakul Bheem aur Satyaki ye paancho ne karn ko bahot baar haraya aur karn Arjun aur Bheem se darke bhaga bhi tha jaan bachaane apna. Yudhishthir ke hatho marte marte bacha tha, Mahabharat book me jaisa likha hai karn ke baare me serials ne uska ulta dikhaya matlab karn ko acha aur veer dikhaya bas caste politics bhunane keliye.. Mahabharat book ke hisab se Karn itna takatwar tha hi nahi aur itna acha bhi nahi tha jaisa bataya jata hai serials me, Draupadi Pandavo ko nanga karne ka aadesh Karn hi diya tha, bachpan me Bheem ko zehar dene ka sujhav bhi jalan ke maare Karn diya tha
@@DileepKumar-ni1er baat sambandh ki nahi, samarthya aur achai/burai ki hai.. karn ko neech purush khud Krishn kehte hai Karn Parv me. Rahi baat rath todne ki, Pandavo kisika rath todna nahi chaahe aur rath ke tootne/na tootne se uspe sawaar maharathi ka aaklan nahi lagaya jata. Karn Bheem ke ek vaar se behosh hogaya tha, Arjun se darke bhaga tha Virat Parv me aur Karn Parv me Arjun ke aage rone laga tha, Yudhishthir ke vaaro se adhmara hogaya tha aur Yudhishthir aakhri vaar kar maarne wale the par rok liye khudko Arjun ki pratigya ka soch, Nakul ne Karn ko kamzor kar diya tha.. jab tak unke hath shastr raha Karn haavi nahi ho pa raha tha jis kaaran se Karn rath par aur saarthi par aakraman karta hai. Mein serial dekhke Pandav bhakt ya Karn virodhi nahi bani, book padhke bani hu
@@pallavi.bharati Bilkul satya kehrahi devi ji aap.... Isliye sunni sunnai baato se aacha hai ki hum swayam apne "Mahan Dharm Grantho" (Books) ka adhyan karein...Taki koi neech hamare Dharm ka uphaas udaane se pehle 100 baar soche ki iska parinaam kya hoga....💪😎🚩 Jai Gandeev Dhari Arjun ki 😌🏹
@@badinsaan735 kis bewakoof ne kaha ki Arjun nark gaye the? Vo bas Yudhishthir ji ko kuch der nark ka darshan karaane keliye leela rachi gai thi, poora jaano vo Swargarohan katha, Yudhishthir ji ko swarg mila vahan bhai aur patni nahi dikhe balki Kaurav aur Karn dikhe to ve apne bhaiyo & Draupadi ke paas jana chaahe tab unhe nark le jaya gaya jahan unhe bhaiyo aur Draupadi ki awaz sunai di to ve Swarg reject kar Nark me rehna chaahe apne bhaiyo ke sath ye sunn Yamdoot me se Yamraj pragat ho unhe batate hai ki ye pariksha hai, Arjun Draupadi baki bhaiyo ko Nark me dekhna bas ek "Chhalava/Illusion/Aankho ka Dhokha" tha aur unhe wapas Swarg le jate hai tab Yudhishthir ji dekhte hai ki Draupadi vahan Swarglakshmi aur chaaro Pandav Singhasan par virajman ho Yudhishthir ki pratiksha karte hai.. Karn aur Kauravo ko Nark/Jahannum milta hai. Infact Skand Puran me yahan tak likha hai ki paancho Pandav Shiv ji ke panch-mukhi avtaar aur Draupadi Parvati ki Aadishakti-roopa avtaar hai.. jo Shachi aur Shachi pati Indra bhi the (Indra kai hue, Shachi bhi Parvati avtar hi thi aur Shachi pati Indra Shiv avtaar.. Pandav Draupadi bhi Shiv Parvati ke ushi roop ka punaraagman tha)
It is written that in entire multiverse there are 3 great archer
No.1= Mahadev
No.2= shree Ram
No.3=mahanayak Arjun
Esa kaha likha haj arjun se bhi powerful bhagwan parshuram Lakshman aur Kartaviryaarjun hai
@@knowledgeconsumer1289bhai yaha powerful ki nahi archery ki baat ho rahi hai aur ye baat dhanurved me likhi hai.
@@YogeshChauhan30323 haa archery me laksmanji aur parshuram aur kartavirya usse better hai
@@knowledgeconsumer1289 bhai ye baat tum kis base pe bol rahe ho.tumne kabhi mahabharat padhi hai?arjun ka jab janm hua tab aakashvani huyi thi ki ye balak ajey hoga.mahadev ne arjun ko parakram ke level pe apne saman bataya tha aur jin parshuram ji ki baat kar rahe ho shanti sabha me unhone hi arjun ko sarvshreshth bola tha.mahabharat ke hisab se arjun aur shree Krishna nar-narayan the jo vishnu ji ke avtar the.aur tumko bata du mahabharat ke har adhyay se pehle ek shlok aata hai jisme likha hai ki narayan,maa saraswati aur ved vyas ji ko naman karte huye ye jay namak granth ko padhna chahiye.3 crore nivat kavach rakshas jinse ravan, indra bhi parajeet the unko akele arjun ne haraya tha.
@@YogeshChauhan30323 Bhagwan Parshuram khud bhagwan vishnu ke avatar hai unke sath compare mat kar aur bhagwan Shivji ke shisya the aur unhone khud kaha tha wo hamesha avijit rahenge
Always Awesome Arjun 💪😎
Ironically Arjun in both BR chopra and star plus is a Muslim guy. Both played fantastic ❤❤❤
True ❤❤
Arjun to fir Arjun hai ❤
Savyasachi Arjun🔥🔥🔥Invincible warrior of Mahabharat according to Vedvyaas
Saheer ❤ Arjun 🏹💪😎
Mahabharat me jo Arjun ka chachter ka roll kiye Hain wo Afgani Muslim hain Firoz khan name hai sayad ❤ ye sirf Bharat me ho skta Salute Makers ko Har har Mahadev ❤🇮🇳
Bhai inko batane ka koi fayada nhi
Arbaj nhi firoz khan
@@sonubagri6748 oo
@@sonubagri6748 baat to sahi hai
@@HimanshuSharma499muslim ha but afgani nhe sayad kerala sa ha😊
Arjun 🔥❤️
ARJUN HI MAHABHARAT KA ASLI YODDHA HAI❤❤❤ THA OR RAHEGA ❤ MY LOVE ARJUN
ARJUN❤❤
Arjun
Arjun To Fir Arjun hai❤️🔥❤️🔥
Bhai tum un gadho ko kaho jo sonyputr dekhtey hain jisme keval kern ko sresth dhikhaya gaya hai😂😂😂
ARJUN toh phir v Arjun hai !! 🔥🔥
MAHANAYAK ARJUN 💪🕉️🔥🙏🦁🔱🚩🚩🌺🌺
Maha Nayak Arjun 🙏🕉️🔥🦁🔱🚩
Arjuna❤
Arjun jo kabhi n hare
Arjun pe video lao ❤
Jb jeet nishchit ho to arjun koi bhi ban sakta hai, lekin jab har nishchit ho to karn bnne k liye jigra chahiye 😎😎
Mahadani karna ji ki jai namaskar 🙏🙏🙏🚩
India🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳❤🇮🇳❤❤❤❤
Arjun ka rol karne wala afgani pathen hay
Kya Aap hamari farmaish ka video part banaoge
Shandar
Mahabharat ek kalpanik Kahani hai itihaas uthakar dekho ser Jay Hind 🙏
Teri 3 pidhi ke pehle ki purwaj ab nahi rahe honge to iska matlab ye nahi ki wo kalpanik hai.mahabharat ke archeological evidence mile hai tu unse zyada janta hai kya?
Tera dada bhi kalpnik hai
बीआर चोपड़ा महाभारत पर रिएक्शन दिया करो वह बहुत अच्छा है
Karn is hero the king
React to Mahabharat series 👍
Bhai zyan malik par bhi attitude video lao plzzzzz bhai plzzzzzzzzzz request hai plzzzzzzzzzz bhai
भाई उसके पक्ष में श्री कृष्णा जी था इसलिए सब डर रहा था
Mahabharat reaction kao please
Bhai maine bahut saro se kaha hai ke koi aalha udal pe video banao
Un dono bhai ne kaabul tak jang jeet rakhi hai aur wo jangen kalyug ki hai
TUM LOG PAGL HO KYA
MAHABHARAT HINDUO KI H KMSE KM JAISHREERAM BOLA KRO
ADAB SALAM HM NI KRTE
Har har Mahadev 🔱
Karan jesa mahan yodha koi nahi
Arjun, Yudhishthir, Satyaki aur Nakul ke aage karn kuch nahi tha.. serial dekhna band karo, Mahabharat padho varna banao khudka mazak agyanta ke andhere me jeekar 😂 karn yodha 😂
Itne hi yodha the. 18.dino.tak.yudh.kyo.kiya..karan Ek mahavir yodha tha agar bhagvan parshuram ka sahrap na hota yud kaha hota bus usne mittar tha nibahi thi usne uski maa ko vacan diya tha
@@DileepKumar-ni1er aur ye sab jhuth serial dekhkar bola ja raha hai.. rath se utre baad agar Karn apni vidya bhul gaya tha Parshuram ji ke shrap se (jo jhuth hai) to rath se utarke vo Brahmastra kaise chalaya Arjun par?
Agar maa ka vachan nibhana chaaha to Nakul ke galey me apne dhanush ki pratyancha kyo fasaya?
Agar mitrata nibhai to bachpan me Dronacharya gurukul me Bheem ko zehar dene ka idea Duryodhan ko kyo diya? Are ha tum to serials se yahi jante hoge ki Dronacharya Gurukul me Pandav aur Karn sath nahi padhe, hai na? Dron Gurukul me Pandav Karn saath padhe the aur Karn bachpan se hi Arjun aur baki Pandavo se jalan rakhta tha.. shlok aur poora reference du?
@@DileepKumar-ni1er serials dikhate hai ki Karn majbur tha dosti me aur rini tha Duryodhan ka, Karn ka istemal Duryodhan kiya par Mahabharat book padho Duryodhan vashibhut tha Karn ke aur Karn istemal karta hai Duryodhan ka. Vedvyas ji Karn ko Duraatma aur Krishn ji Karn ko Neech Purush kehte hai kyonki Duryodhan ka istemal Shakuni badle keliye aur Karn jalan poora karne keliye kiye
Yahi tho he Karan majbur tha Karan ye serial nahi hakikat he mahabhart humne bhi padi he Karan ko pata tha usne galat rastha chuna he Lekin Karan vacan bad tha uske bure wakt main duryodhan ne shat diya
Afgani patan ke satha hamare bhagwaan kirisn hay, bhai aisa bharat me hi ho sakta hay
Arjun aur karn ki tulna hi nahi honi chahiye, Arjun Yudhishthir Nakul Bheem aur Satyaki ye paancho ne karn ko bahot baar haraya aur karn Arjun aur Bheem se darke bhaga bhi tha jaan bachaane apna. Yudhishthir ke hatho marte marte bacha tha, Mahabharat book me jaisa likha hai karn ke baare me serials ne uska ulta dikhaya matlab karn ko acha aur veer dikhaya bas caste politics bhunane keliye.. Mahabharat book ke hisab se Karn itna takatwar tha hi nahi aur itna acha bhi nahi tha jaisa bataya jata hai serials me, Draupadi Pandavo ko nanga karne ka aadesh Karn hi diya tha, bachpan me Bheem ko zehar dene ka sujhav bhi jalan ke maare Karn diya tha
Pata he kya Karan bhi paandovo. Ka bhai he jo rath Tuta tha Karan ke hi tir he
@@DileepKumar-ni1er baat sambandh ki nahi, samarthya aur achai/burai ki hai.. karn ko neech purush khud Krishn kehte hai Karn Parv me. Rahi baat rath todne ki, Pandavo kisika rath todna nahi chaahe aur rath ke tootne/na tootne se uspe sawaar maharathi ka aaklan nahi lagaya jata. Karn Bheem ke ek vaar se behosh hogaya tha, Arjun se darke bhaga tha Virat Parv me aur Karn Parv me Arjun ke aage rone laga tha, Yudhishthir ke vaaro se adhmara hogaya tha aur Yudhishthir aakhri vaar kar maarne wale the par rok liye khudko Arjun ki pratigya ka soch, Nakul ne Karn ko kamzor kar diya tha.. jab tak unke hath shastr raha Karn haavi nahi ho pa raha tha jis kaaran se Karn rath par aur saarthi par aakraman karta hai. Mein serial dekhke Pandav bhakt ya Karn virodhi nahi bani, book padhke bani hu
@@pallavi.bharati Bilkul satya kehrahi devi ji aap.... Isliye sunni sunnai baato se aacha hai ki hum swayam apne "Mahan Dharm Grantho" (Books) ka adhyan karein...Taki koi neech hamare Dharm ka uphaas udaane se pehle 100 baar soche ki iska parinaam kya hoga....💪😎🚩
Jai Gandeev Dhari Arjun ki 😌🏹
@@pallavi.bharatihumara dharm m toh Arjun bhi narak m gya tha
@@badinsaan735 kis bewakoof ne kaha ki Arjun nark gaye the? Vo bas Yudhishthir ji ko kuch der nark ka darshan karaane keliye leela rachi gai thi, poora jaano vo Swargarohan katha, Yudhishthir ji ko swarg mila vahan bhai aur patni nahi dikhe balki Kaurav aur Karn dikhe to ve apne bhaiyo & Draupadi ke paas jana chaahe tab unhe nark le jaya gaya jahan unhe bhaiyo aur Draupadi ki awaz sunai di to ve Swarg reject kar Nark me rehna chaahe apne bhaiyo ke sath ye sunn Yamdoot me se Yamraj pragat ho unhe batate hai ki ye pariksha hai, Arjun Draupadi baki bhaiyo ko Nark me dekhna bas ek "Chhalava/Illusion/Aankho ka Dhokha" tha aur unhe wapas Swarg le jate hai tab Yudhishthir ji dekhte hai ki Draupadi vahan Swarglakshmi aur chaaro Pandav Singhasan par virajman ho Yudhishthir ki pratiksha karte hai.. Karn aur Kauravo ko Nark/Jahannum milta hai.
Infact Skand Puran me yahan tak likha hai ki paancho Pandav Shiv ji ke panch-mukhi avtaar aur Draupadi Parvati ki Aadishakti-roopa avtaar hai.. jo Shachi aur Shachi pati Indra bhi the (Indra kai hue, Shachi bhi Parvati avtar hi thi aur Shachi pati Indra Shiv avtaar.. Pandav Draupadi bhi Shiv Parvati ke ushi roop ka punaraagman tha)
Jai shree Ram bolo tum log mushlman ho kyu ki tum log hamare bhart Desh ko todane mai mushlman ka hi hat thaa
tum logo par thukne ka bhi dil nahi karta
God karna 🤙🔥
Yahi mahabharat episodes par reaction de
Suryaputra karn uts totli feak jo real Mahabharat book hai usme saf likha ki arjun to fir arjun hai or jo bhi jitne arjun hai ector bo sav Muslim hai
Saheer ❤ Arjun 🏹💪😎