Agree hu... sabko ek jaisa paper do.. itna bada upsc ka exam ek din me hota hai ye varg3 me 1month exam lekar zindagi k sath khel raha hai PEB ..mera 105.95 tha ab 101.74 kar dia female gen hu samjh nhi arha hai kya hoga😑
Same mere sath hua h sir 94 se 92 kr diye or fir normalization krke 78 kr diye mera paper bhi 12/5 ko 1st shift me tha... Smjh nhi aa rha 12march ki first shift ke baccho ne aisa kya bigad rkha tha nhi dena tha job to mna kr dena rha ki iss shift ka paper cancel kr diye h ye kya tarika hota h sidha khich kr competition ke bahar hi fenk diya gya hame.... Normalization ke naam pr hmare shift walo ke sath anyay hua h... Hamne din raat ek kr di padhai me paper ka pattern change hua to uske analysis dekh kr pura isro drdo ka sara kuch official website se padhe ki koi glti na ho jaye or fir dekhe to paper itna ulta sidha tha ki mere pure class me mera or ek or ldki ka sirf 90 ke uper tha no. Or result me aisa kr diye hmare sath kyu
Hamne kya bigada tha vyapam ka jo hme iss trh se bahar feka gya h paper to vyapam ne hi bnaya tha hm to gye nhi the bnane uper se inke sabhi exam me itna ghotala hota h or fir jb result ata h to hmare jaise garib logo ko inka kiya hua jhelna padta h khudko to acchi post mili hi h frk kya padta h inko hmare sath kuch bhi glt sahi kr sakte h
Meri toh Zindagi barbaad Kar de is normalization ne. Mere 12 March shift 1 ke paper me 96 marks aye the jisme normalization lagakar 82 kar diye disqualified Kar Diya 14 marks Kam Kar diye. Aur kisi bhi you tube channel ne iske liye awaaz nahi uthayi .sabne padhvridhi ke peeche lage hai you tube channel bas apne fayde ko dekhte hain.woh jante hai ki hum log toh gine chune log hai jiska normalization me marks Kam hue hai hamare liye awaz uthakar inhe Kya milega . majority me log ke number badhe Hain aur you tube channel walo ko apni dukan chalani hai .unhe hum 12 March wale candidate ke dukh dard se Kya Matlab
11 मार्च को था 5 no. कम हो गया ur प्वाइंट मे अंतर आता है यहाँ तो सब बर्बादी है हम लोगों की पहले B.A. M. A. Kro fir Bed ded kro अपना ₹लगाओ और फ़िर Result me doglapan samajh nhi Aa raha kya करें badi उमीद थी Exam रद्द hona chaiye sahi se Exam पुन्ह govt. Karwaye
Paper hi pure shift ka bika hua tha .. Or ye mptet 3 phir se exam hona chahiye.. High court ka sunwai hua nhi hai or result ghoshit ho gya ki kitna pharji hai sarkar or peb ...
12 March 115 se 108 hogaye samajh nahi ... normalisation me v ek jaisa nahi kisi 10 kam krdete kisi k 20 vo v ek hi shift me or ...kisi k badhe v 10 no or aadhik
Sir mere 104 se 93 ho gye .. adhiktar case 12 March 1st shift k hi hain...yadi sabhi 12 March 1st shift eksath andolan k liye unite ho to kuch Koshish ho sakti h
isme applicant ki kya galti hain ki uska paper 12 ya other days of march ko conduct hua . jo prepare tha woh to koi se bhi din score kar leta jada se jada 4-5 marks kaam hote without normalization yaha to 5-20 marks tak kaam hogye hain 110 marks par achche rank hoti after normalization woh applicant disqualified show kar diya gaya not fair yaar . other days jisme marks bade hain usme bahut sare applicant ke number baad gaye hain jo 95-105 par tha 110-115 par aagya hain jisse unki rank within 1500 show rahi hain. matlab jinhone 5 , 12 march etc date ko exam diya woh candidate ne preparation nahi ki hoge unhone tukke lagye hoge, teacher banne yogya nahi hoge. ya fir unko exam mein alphabets aur 2 ka table poocha gaya hoga exam mein tabhi marks kaam kar diye hoge. rahi tukke ki baat woh har din aur sabh candidate lagye hoge kyoki negative marking nahi hain aur 150 question cover karrna hain. ish wale system mein to bahut sare deserving candidate bahar hogye hain.
@@Sachin.Sharma09 mere khud hi 11 marks kam hue hai overall...normalisation ka koi to extent hona chaiye..itna bhi easy exam ni tha 12th march 1st shift ka jitne marks deduct hue hai..kya estimate lagaya h atleast we have the right to know
Ab second counseling bhi ho gayi bahut saare logo ka selection ho gaya. Aur 12 March wale jinka normalisation ne kaam tamam Kiya ab woh Kya kare phasi laga le
Sir joining rank ke according hogi vrg1,2 jaisi ya alag se cutoff ayga.. Jinki rank achhi hai unko profit hoga ya nhi plz is pr video bnaiye its a request🙏🙏
Is matter par video toh sabhi channel me banaya par hum sabhi candidate ko justice koi nahi dilwa saka.khair ab toh varg 3 me sabhi ko joining bhi mil chuki hai.hum kismat ke maare candidate in purane video ko dekhar asu baha rahe hain
Sir Mere 97 se seedhe 84 kar diye..... Mere bohot saare marks kam kar diye. Disqualify kar diya mujhe😭😭😭😭😭 Meri exam bh 12 march ko hi hui thi Sir mujhe call kijiye Mai aapko screenshot bhi send kar dunga results ka
Mere no. 81.72 the norm.no.-77 kar diye cutt off genral ka 80.52 par raha. Normalization galat hai. Kya matlab hamare no. Lane ka. Fir se result aana chahiye
10 no. Km ho gye ek ek no. Kese late he hum jante he or no. Km krne ka koi hk nhi hme vh paper aata to vh krte , ho skta h vh ans yad bhi to ho skte the .
Mere 97 s 91 ho gye... 5th mrch ko scnd shift... Mri hi shift m or k +2 no. Hue h kya normalization h y smj nhi arha... Mri rnk sidhe 70k+ ho gyi 91 k karn
@@sandipaniacademyhatta sir mera number 101 h general cetegery se sir next hone wale exmain 2023 me tyari achchi krni h aap krwa dena aap ki class attend krta hu sir daily
Sir kya hamare anubhavi gyani shikshko or state ke kisi bhi smj dar byakti ke pass is apardarshi normalisation ki prikriya ka koi pardarshi vikalp nahi hai Yah prikriya ham logo ko mehnat karne ki bajah bhagy pr bharosa karne ke liye majbur kar rahi hai or is se shashan ke prati akrosh bhi bad raha hai
Hello guys, main OBC category se hu or handicapped bhi hu mere verg3 me 82.85 mark aaye hai OBC open rank- 55472 handicapped rank- 1075 koi expert hai jo mujhe sahi guide kre mera koi Chance hai kya, please
सबको एक जैसा पेपर देना चाहिए फालतू का नॉर्मलीज़श
Apki bat se me sahmat hu
Normalize ya dadagirilize
Ek paper hona chahiye offline
Agree hu... sabko ek jaisa paper do.. itna bada upsc ka exam ek din me hota hai ye varg3 me 1month exam lekar zindagi k sath khel raha hai PEB ..mera 105.95 tha ab 101.74 kar dia female gen hu samjh nhi arha hai kya hoga😑
I'm agree with u
Mere toh 69 the. Ab normalize hoke 46 hi reh gaye. Gharwale soch rahe he ki mene jhooth bola tha😂
😢
Result dobara aana Chahiye jinke number Kam huye hai sab log result sudharvane Ka prayas Kare
Mere bhi 109 se 87
Same mere sath hua h sir 94 se 92 kr diye or fir normalization krke 78 kr diye mera paper bhi 12/5 ko 1st shift me tha... Smjh nhi aa rha 12march ki first shift ke baccho ne aisa kya bigad rkha tha nhi dena tha job to mna kr dena rha ki iss shift ka paper cancel kr diye h ye kya tarika hota h sidha khich kr competition ke bahar hi fenk diya gya hame.... Normalization ke naam pr hmare shift walo ke sath anyay hua h... Hamne din raat ek kr di padhai me paper ka pattern change hua to uske analysis dekh kr pura isro drdo ka sara kuch official website se padhe ki koi glti na ho jaye or fir dekhe to paper itna ulta sidha tha ki mere pure class me mera or ek or ldki ka sirf 90 ke uper tha no. Or result me aisa kr diye hmare sath kyu
Hamne kya bigada tha vyapam ka jo hme iss trh se bahar feka gya h paper to vyapam ne hi bnaya tha hm to gye nhi the bnane uper se inke sabhi exam me itna ghotala hota h or fir jb result ata h to hmare jaise garib logo ko inka kiya hua jhelna padta h khudko to acchi post mili hi h frk kya padta h inko hmare sath kuch bhi glt sahi kr sakte h
Bilkul
Ha ek dam sahi kaha apne...mere bhi 90 th fir 89 kiya aur normlizatn k baad seedhe 73
Mere sath b same here
1st shift 12 march 93 se 85 female gen ..bhar kr Diya
सबके कम हुए किसी के बड़े नहीं kya इतने कॉमेंट में एक नहीं मिला जो कहे की में फेल था और बाद में पास हो गया 😂😂😂😂
Mere 10 no. aur Bhai k 18 no. Kam kar diye
Same shift 12 march, bohot gadbad h
Bhai jiske jitne km marks the utne hi marks decrease hue hai ....same increase bhi waise hue hai
Sir fir se normalisation kr vado
Kuch bhi koi bhi andolan karo taki hum jese bhai beno ko fayda ho...
Meri toh Zindagi barbaad Kar de is normalization ne. Mere 12 March shift 1 ke paper me 96 marks aye the jisme normalization lagakar 82 kar diye disqualified Kar Diya 14 marks Kam Kar diye. Aur kisi bhi you tube channel ne iske liye awaaz nahi uthayi .sabne padhvridhi ke peeche lage hai you tube channel bas apne fayde ko dekhte hain.woh jante hai ki hum log toh gine chune log hai jiska normalization me marks Kam hue hai hamare liye awaz uthakar inhe Kya milega . majority me log ke number badhe Hain aur you tube channel walo ko apni dukan chalani hai .unhe hum 12 March wale candidate ke dukh dard se Kya Matlab
11 मार्च को था 5 no. कम हो गया ur प्वाइंट मे अंतर आता है यहाँ तो सब बर्बादी है हम लोगों की पहले B.A. M. A. Kro fir Bed ded kro अपना ₹लगाओ और फ़िर Result me doglapan samajh nhi Aa raha kya करें badi उमीद थी
Exam रद्द hona chaiye sahi se Exam पुन्ह govt. Karwaye
Hm sb 1 num ke liye kitni mehanat karte he ...or ye log sidhe 21 num tk km kr dete he ...jabki merit point wale numbero se hi banti he
Sir 12 march 1 st shift 100 s sidha 87.73
Mujhe 90 chiye the taki m anukmpa m apply kr sku. Disqualified kr diya sidhe😭😭
How to apply in anukampa
Ok
Score 87.75 after normalisation 71😭 ye anyay hai
Mere bhi ....disqualify kr diya
Paper hi pure shift ka bika hua tha ..
Or ye mptet 3 phir se exam hona chahiye..
High court ka sunwai hua nhi hai or result ghoshit ho gya ki kitna pharji hai sarkar or peb ...
12 March first shift 100 se 84 ho gya after normalisation...
12 March 115 se 108 hogaye samajh nahi ... normalisation me v ek jaisa nahi kisi 10 kam krdete kisi k 20 vo v ek hi shift me or ...kisi k badhe v 10 no or aadhik
12 th march 103 se 91
Sir mere 104 se 93 ho gye .. adhiktar case 12 March 1st shift k hi hain...yadi sabhi 12 March 1st shift eksath andolan k liye unite ho to kuch Koshish ho sakti h
Ryt
Isi normalization ke karan Mera selection nhi ho pata😭😭
Sir verg 2me bhi hoga Kya normalization or hoga to kinte number tk hoga
12 March first shift 109 se 98 hogye
isme applicant ki kya galti hain ki uska paper 12 ya other days of march ko conduct hua . jo prepare tha woh to koi se bhi din score kar leta jada se jada 4-5 marks kaam hote without normalization yaha to 5-20 marks tak kaam hogye hain 110 marks par achche rank hoti after normalization woh applicant disqualified show kar diya gaya not fair yaar . other days jisme marks bade hain usme bahut sare applicant ke number baad gaye hain jo 95-105 par tha 110-115 par aagya hain jisse unki rank within 1500 show rahi hain. matlab jinhone 5 , 12 march etc date ko exam diya woh candidate ne preparation nahi ki hoge unhone tukke lagye hoge, teacher banne yogya nahi hoge. ya fir unko exam mein alphabets aur 2 ka table poocha gaya hoga exam mein tabhi marks kaam kar diye hoge. rahi tukke ki baat woh har din aur sabh candidate lagye hoge kyoki negative marking nahi hain aur 150 question cover karrna hain. ish wale system mein to bahut sare deserving candidate bahar hogye hain.
Bhai sidha hisab h govt ne keval 500 seats bech di hogi aur ek seat 5lakh me to side side 25crore ghotala
Aur isi se govt banai thi yaad Karo
sir, other state female kis category m count hongi.because meri rank sirf unreserved m show ho rai hai , unreserved female m nai show hui.
12 march first shift wale whatsapp group banayen aur court chalen yahi ek rasta hai
Ryt mere bhi 98 se 82 ho gye
Mere 10 no. aur Bhai k 18 no. Kam kar diye
Same shift 12 march, bohot gadbad h
@@Sachin.Sharma09 mere khud hi 11 marks kam hue hai overall...normalisation ka koi to extent hona chaiye..itna bhi easy exam ni tha 12th march 1st shift ka jitne marks deduct hue hai..kya estimate lagaya h atleast we have the right to know
@@Theultimatefactshow bilkul bhai group banate hai mere 117 se 111 ho gye 12 marxh first shift me
@@maharshimathur2155 kya aap logo ne bhi first language english to nahi li thi?
Normalization key badh result kab Tak aayega sir please reply messages 🙏
Sir mera no 105 tha aur normalization mai merai 94 hogaya , aur wo v 12 March ko morning shift mai tha
Same mere sath b yahi hua
Mera bhi same h. 7 march 1 shift me. 94 ho gye 105 se.
Same 103 se 91
Ab second counseling bhi ho gayi bahut saare logo ka selection ho gaya. Aur 12 March wale jinka normalisation ne kaam tamam Kiya ab woh Kya kare phasi laga le
Bhut hi ghatiya kam h normalaztion na de wo apna no bt jo jitna pata h usko to na kate
I m so disappointed mera 93 Mark's tha fir 88 .77 show hua or then 72 or disqualified kr diya
Dear mere 10 number kam hai 😭
List aa chuki hai varg 3 ki .hum log ko milkar kuch karna hoga toh second counselling me kuch ho sake
Mera pepar 24/11/2024 ko fast shift subha ko tha mere nb. 65 he kya hoga sarjii pepar bhot taf tha din ka second shift ka pepar bhot sarl tha
Sir joining rank ke according hogi vrg1,2 jaisi ya alag se cutoff ayga.. Jinki rank achhi hai unko profit hoga ya nhi plz is pr video bnaiye its a request🙏🙏
Is matter par video toh sabhi channel me banaya par hum sabhi candidate ko justice koi nahi dilwa saka.khair ab toh varg 3 me sabhi ko joining bhi mil chuki hai.hum kismat ke maare candidate in purane video ko dekhar asu baha rahe hain
Sir mere friend k first day result dekha to 104 the but kuch hours k bad recheck kiya to...78.68 marks show ho rai akhir ese kese ho Sakta h?????
Sir Mere 97 se seedhe 84 kar diye..... Mere bohot saare marks kam kar diye. Disqualify kar diya mujhe😭😭😭😭😭
Meri exam bh 12 march ko hi hui thi
Sir mujhe call kijiye
Mai aapko screenshot bhi send kar dunga results ka
12 March 1 shift m 111 m s 20 number km kr diye peb valo ki mshin dekhna hogi
Cbi test Or us result ko peb fir se de Or ab sb exam offline honi chaye
Mere 12 march k 1 shift m 18 no. Cut krdiye
Mere 12 kam kr diye 12 march 103 se seedha 91
Sir mera 95 tha kam hokar 80 marks ho gaya shift 1st 12 march
sir cut off marks kya ho skti h other states ki ???
Sir mere screen pr 101 number bata raha tha or result me 49 hi aaye 25 ko 1st shift me exam tha ab kya kr sakte h plz give me suggestion 🙏🙏🙏
12 march ko paper de k hi galti ki…
Sir mere 12 March first shift me 98 marks se 83 marks ho gye female handicapped
Please make a group and join everyone we will fight against the gov. And peb
Mere bhi 98se 83 ho gae..same shift m😭😭😭😭
@@Theultimatefactshow bilkul bhai mere bhi 12 march first shift me kam huye hai 117se 111
@@maharshimathur2155 actually mjhe ab samjah me aa rha hai bus confirm krna hai ki kya apne first language english dali thi kya?
@@Theultimatefactshow ha mere bhi 14 marks kam ho gye h
Eek friend ke 85 se 68 ho Gaye ha ....itan Bura din hua kuch loge liye yaar ....
Sir 12 March 1st shift me se kisi ka selection nhi ho paega kyuki sbke 8 se zyada marks km hue hain jbki paper moderate to hard tha
Ha shi h
12 March ko hi ladhko ke 10,10 number tak bad Gaye hai bhai
Kam hi huye h zyada logo k mere 12 marks kam huye h itne saal mehnat karne k baad bhi hamare saath injustice h
Mere bhi 13 marks kam hue h 12 march 1st me
Same mere 14 no. Km kr diya 12 ko first shift paper tha
74.95 ko 75 kar sakta h kya sir varg 3 me obc categary
Jis jis ke number km huye h uhne sbhi ko court me case krna chahiye
हो क्या रहा है फेल को पास हो रहा है पास फेल हो रहा है यह मतलब क्या सिस्टम है कुछ समझ में नहीं आ रहा है
अधिकतम कितने बड़ सकते हे।।
Sir mere 79 se 60 hogye h..kya kr skte h ab
Sir mujhe lgta h, jinke pass b. Ed h unhi k number km hue h bhut ,jbki D. Ed or D.led walo k number increase hue h samvida grade 3 me...
Nai aisa nhi ho skta
Results dubara ana chahiy sb kearks ghate h bhut ghotala hua hai
Mere no. 81.72 the norm.no.-77 kar diye cutt off genral ka 80.52 par raha. Normalization galat hai. Kya matlab hamare no. Lane ka. Fir se result aana chahiye
Pese ka khel hai ... 15...20 lakh se badte h number mene suna hai
8 March 2022
Second shift 3:00-5:00
Category :- EWS Male
Normalised marks :- 107.01
Kitne percentage chance hai????
रैंक kon si aai
Female 12 march 1st shift 93 se 85 kr diye general not qualified ho gye...
Sir g mere bhai ke 79 se ghatkar 71 so ho rahe hai or normiligation me 73.37 dikh rahe hai
10 no. Km ho gye ek ek no. Kese late he hum jante he or no. Km krne ka koi hk nhi hme vh paper aata to vh krte , ho skta h vh ans yad bhi to ho skte the .
Sir b,ed balo ka kya hai? Mere 97.58 marks gain kiye hai EWS female catagory se rank 2319 hai but b,ed kiya hai koi chance hai kya?? Please
B.ed ka matter abhi High court me h
Agar normalization me kam no kiye hai to shikayat kaha ki jaye
9 March ka pepper .Female Sc ,,96 marks mile the
Propo. Marks 83.79
Normlized marks 78.23 ...sir 18 marks kam ho gye he kya kre koi sujhaav dijiye 🙏
Sir mere screen me 95 marks the fr score 82.65 aya or 64 marks normalisation m disqualified krdiye handicapped and women's obc category sir
Sir mere 12th March ki 1st shift thi
12 march me sabse jyada farjiwada hua hai
Mere bhi
@@priyagupta2821 mere bhi 117 se 111 ho gye 12 march ko
exactly mera b
78 se 57 huye h mere bhi 12 march 1st shift
Mere 97 se 84 kar diye
Varg 3 Mein Hi Hue Hain Ki varg Do Aur Ek mein bhi kam Jyada hua please koi bataiye
Batao please
Sir mere v 3 no. Km hue 97 sc female ho skta h kya sir b. Ed balon ko lenge ya nhi
Sir mere great 1 me 71 aaye hai kya mere no. Badege 2023 hindi me 1march ko exam tha plz sir bataiye
Hii sir
Mere bhi 12 March 1st shift mein 14 number kum kr diye
Sir hmare to 112 no. Show ho rhe the fir Ans kye me 72 or ab 76 or normalisation k bad 67 disqualified kr diya
Mere v
121 show kr raha tha or ab 85 ho gye
केसा नॉर्मिलाइजेशन हुया हे यार
Sir jab ews category se 75 qualified number hai to mere 88.13 marks me disqualified likha a Raha hai kuch samajh nahi a raha pls replay dijiye
Ews.software.apdate.hua.hai.
Sir e w s female category mein 101 marks the 96 Ho Gaye
Mere sister ke bhi UR me 109 se 100 ho gaye😢😢😢😢
sir mere 104 the ab 99 ho gye hai .
sir main other state se hu kuch ho skta hai kya sir?
Sir mere 98 the or 73 hi rah gaye kya back 14di h yr
Mere 83 aye the normalization k bad 76 ho gaye. 5 march 1 st shift me
Mp bale sb candidate ese hi h government. Ka kuch nhi kr skte bs social media pr gyan pilba lo
Mere 97 s 91 ho gye... 5th mrch ko scnd shift... Mri hi shift m or k +2 no. Hue h kya normalization h y smj nhi arha... Mri rnk sidhe 70k+ ho gyi 91 k karn
Bhai Mera bhi usi shift me hua tha...mera ek bhi kam zyada nahi hua
@@rishya2898 bhai apka result share kr skte ho kya
Sir mere bhi 111 the 102 krdiye sir......sir tuff shift mein exam hota 105-106 number aate hi aate aur 4,5 number bdte aur selection ho jaata
List aa chuki hai varg 3 ki .hum log ko milkar kuch karna hoga toh second counselling me kuch ho sake
Sir ji verg 1,2 me Guest teacher ko 25% आरक्षण मिल था verg 3 me bhi मिलना चाहिए 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐🙏💐🙏
Bhai pahle post increase ho jaye esa kuch karo
मेरी बच्ची के 94अंक थे। रिजल्ट में 89अंक दिख रहे हैं।
26 मार्च 2nd shift 105थे 76 हो गये बहुत बड़िया बजाओ ताली
Case kro
Ser mera 12 March first shift me 94 se 79 hogye female St category
Normalization karke cheating krte hai candidates k sath...itna hi equality chaie to paper thik se bnvao naaa
Mere 7 ko 1st shift me 110.90 se 105.60 ho gae h category ews
Normalisation me kitne kam hue
Sir ji ya bato aap ydi koi paper sift main nhi hota h to normalisation nhi hoga jase varg 1 m hota h plz batya
Date 12 March 2022, Ist Shift Marks 95 After Normalization 79 Marks, General Category😒😒😒
List aa chuki hai varg 3 ki .hum log ko milkar kuch karna hoga toh second counselling me kuch ho sake
65 aaye hain ab kya kren
Sir aap hatta ke h sir aap se verg 1 ki studay ke bare me kuch salah leni h kese studay kre ki sucess ho jaye
Ha hatta se hi....aap kha se ho?
@@sandipaniacademyhatta sir me hatta ke nearest village rajpura ka hu sir
@@sandipaniacademyhatta sir mera number 101 h general cetegery se sir next hone wale exmain 2023 me tyari achchi krni h aap krwa dena aap ki class attend krta hu sir daily
Sir kya hamare anubhavi gyani shikshko or state ke kisi bhi smj dar byakti ke pass is apardarshi normalisation ki prikriya ka koi pardarshi vikalp nahi hai
Yah prikriya ham logo ko mehnat karne ki bajah bhagy pr bharosa karne ke liye majbur kar rahi hai or is se shashan ke prati akrosh bhi bad raha hai
समज नही आरहा की कैसे नॉर्मलिसशन हुआ है। मेरे 95 स 91 हुए है ओर उसी शिफ्ट में किसी ओर को +1 हुआ है और एक के कुछ भी चेंज नही हुआ है
Sir 24 march 2shift ka bhi kuch bata do
23 March wale hone ka kya hua ...
Sir 12 March 1 shift 106 marks the ab 95 ho gye h
Hello guys,
main OBC category se hu or handicapped bhi hu
mere verg3 me 82.85 mark aaye hai
OBC open rank- 55472
handicapped rank- 1075
koi expert hai jo mujhe sahi guide kre
mera koi Chance hai kya,
please
Sir.ews.software.nahi.kiye.hai..sir.
Sir mere 23 March ko sc candidate 72 se 65 hua
Group 2 sub group 4 m bhi yahi hoga
12 March first shift 102 to 90
Mere bhi 92 se direct 78
Sir mere obc female me 107 se 103.1 ho gye h no
Sir mera paper 9 ko tha us shift me logo ke 10no tak badhe hai mere 1 no. Hi bda hai
Mera bhi 1 no.hi bada h... 1 st shift m tha..kiske 10 no.bade h
Mere to kam hui h 5 marks
@@aditiawasthi7589 9 ka paper bhut tough tha how they did it no one konws
Sir mp me nios deled many h ki nhi
Manya h bhai
Mera khud h
Sir ji 11 March ki shift me bhi marks Kam hue hai 😭
Mere v 10 no. Kam ho gye 5 March sift1
Itni bekar hai sir kismat 25.,point se disqualified
Bhut sare logo k sath hua h aisa
Bhai 9 March 2nd shift me 100 se 95 ho gaye st se hu
Sr , mera bhi 12 march shift 1 m 9 Marks km ho gaye h
Bhai 12 no kam kr diye 12 march shift m 103 se seedha 91
Same 12 march shift 1 m 12 marks km hue h 1 hi shift k bd bhi kisi k 9 to kisi k 12 km kr diye yeh kya hai