Surah Al Nusa 150-152 Surely those who deny Allah and His messengers and wish to make a distinction between Allah and His messengers, saying, “We believe in some and disbelieve in others,” desiring to forge a compromise,they are indeed the true disbelievers. And We have prepared for the disbelievers a humiliating punishment. As for those who believe in Allah and His messengers-accepting all; rejecting none-He will surely give them their rewards. And Allah is All-Forgiving, Most Merciful.
Mr hamza do you belive only in quran or hadees saying of nabi pak as well pls answer this guy is a munkar of hadees listen carefully what he say Allah nay kahee apni kitaab mai nahi kaha hadees ko bhool giya hadees mai nabi pak swsm nay farmaya hai only muslim will go to jannat
U r right kyunky hm log Aram sy khy dty hn Sb non Muslim's jahunum m jayngy kyunky jn bicharo ku mahol he esa na mila ya aqal fasla na krski unpy zrorat Allah ki rehman zaat rehm krygy
"مَا كَانَ مُعَذِّبِينَ حَتَّىٰ نَبْعَثَ رَسُولًا" This verse is from Surah Al-Isra (Chapter 17), verse 15. "They are not to be questioned about their sins, until We have sent a Messenger to make things clear." Therefore, how the people who did not receive any religious call from any of the messenger of God will be answerable in front of God
But in today’s world through internet a lot of non Muslims have received the messege of Allah n didn’t have accepted Islam so they’ll be answerable to Allah at the day of judgement I guess so
Bilkul sahi kaha aapne , lekin aap tak khuda ka paigam pahuche ke baad uska inkaar karna hi arrogance and ignorance ka symbol hai jiski sajah hoti hai , baki apne bilkul sahi kaha
Ghamndi Sahab u r the best scholar in the world.Jo aapko galat kahe wo chote dimaag ka hai aur uski sooghboogh aur samagh kam hai.Whoever thinks that he does not hold correct opinion,I am asking them why dont they invite the humans on the right path
Ghamdi sahab ma musalman paida hua pr ma islam sa dur hota ja rha hun is had tk k ma ab islam ko nahi manta chaha jitna lectures dekh lun muja islam ka sab pta ha pr mera dil ar dimagh honestly nahi manta khuda ko pr ma ek achha insan hun jo ka puri koshish krta ha ka kisi ko dukh na da kya agr allah sachha ha to mera jannat ma jana mumkin ha?
Ibitebats .... Listen bhai muhammad saw akhiri rasool h or adams as ka or ham sabka ka rab ek ALLAH hi h so bhai jb tumhe ye khyal bhi aye to asmaan dekh lo jitne sach ye h utna hi jannat or hell ka faisla hoga kyuki tum jaan chuke ho haqq ko isliye bhatak ni jana ni to jindgi to 70 , 90 saal k baad khatm ho jayegi jahannum ni so plz jisne tumhe peda kiya usi k raaste p chalo .... May ALLAH bless u and ur family good knowledge, nd success in hereafter 😁 ..
Jo uljhane aur question mind me aty hain iman k against un topics pr ghamdi sahib aur dr zakir naik jese scholars k lectures ghoor se suny aur quran ki translations parrhen . iA iman mazboot ho ga logics se smjho gy tw
agar aap Allah ko aur uske rasool ka inkar karte ho to aap achhe insaan hi nahi skte ....iski misaal aisi hai ki mai bahot nek kaam karta hu ...logo ki madat krta hu bas ek murder krne ki buri aadat hai...kya mai nek insaan nahi hua??
اللہ نے ہی قرآن اتارا ہے اور اس میں اس نے کہا کہ وہ جنت میں کافر کو داخل نہیں کرے گا مگر آج کے دور کے جدید دین کو متعارف کروانے والے لوگوں کو لگتا ہے کہ وہ جیسے مرضی دین کو توڑ مروڑ دیں گے اور بے وقوف تو وہ ہیں جو قرآن پڑھنے اور اسے سمجھنے کی بجائے ایسے لوگوں کی باتیں سن کر اپنے اعتقاد بناتے ہیں آج کے دور میں کوئی انسان یہ نہیں کہہ سکتا کہ اسے پتہ نہیں تھا کہ کبھی کوئی سچا دین آیا تھا یا اسلام بھی کسی چیز کا نام ہے اور مسلمان تو خیر کہہ ہی نہیں سکتا یہ بات کہ اسے معلوم نہیں تھا کہ اسلام کیا تھا سو بے تکا نظریہ اور لوگوں کو گمراہ کرنے والا نظریہ بیان کیا گیا ہے اس ویڈیو میں
@Adnan Amin Meri samajh m ak baat nahi aa rhi hai. Question.1 agar koi aadmi Allah ke aik hone ko aur akharat ko aur bure kaam na karto ho. Chahay wo Hindu Ho ya musalman ya Koi aur ho. To kya wo jannat jayega. Question.2 kya wo upper ki teen baato ko hii mana aur islam ko na mana. To kya wo phir bhi jannat m jayega.. Question 3. Aaz Kal ke non Muslim Jo apna dharam ko sahi samjhaty .aur ulta Islam galat batata hai jaisa unha lagta hai to kya wo bhi jannat m jayega. Question 4. Kya aaz Kal ka koi non Muslim bagair Quran par iman laye . aur sirf three baato par Amal kare . Allah ka aik hona. Akharat ka. Aur bura kaam na kare. To kya wo jannat m jayega. Question 5. Aur agar aisa h to namaz .rozaa .zakkat ka kya fayda.
Jannat ka faisla sirf ik cheez pe hai. Ik insaan ke pass kitna ilm tha or usne uspe kitna amal kia. Sirf yahi baat hai. Agar kisi ke ilm ma sach wazay ho jata hai lekin wo insaan phir bhi usko reject karde to wo dozakh ma jaye ga. Agar ap ko pata hai keh islam sach hai to apko yahi follow karna hai marte dam tak
@Strug Ali insaan ko genetically hii aisa banaya gaya hai. Kii wo jaaroor iss baat ko sochega ki wo kisi ki creation hai. Aur har insaan achaay bura kaam ko bakhubi jaanta hai. agar vakai koi insaan kuran se nawaqif hai to usay chahiye kii wo 1 khuda ko maanay Aur iss ahsas ke saath jindagi guzare kii uska khalik ussay uskay achay buray kaam ki zaza aur saza dega . Aur wo Allah ki rah nek kaam karta rha to Allah usay jaaroor jannat m dhakil kraega. Baaki uski maslehat rhi. Maine to abhi tak itni hii information collect kii hai iss baaray m. Aur yahi mujha better explanation lagi. M bhi pahla thoda nervous tha inn question ko lekar
@Strug Ali , all knowledge in this world can be divided into two groups: (1) acquired knowledge and (2) intuitive knowledge. Moral conscience is endowed by God to ALL human beings as a built-in feature of man (and woman). Therefore, knowledge of what is morally right and morally wrong belongs to the second category i.e. intuitive knowledge. You don't need any schooling or formal education to get this intuitive ilm or knowledge. However, if you also have formal education you can use your acquired knowledge to amplify your moral or immoral acts.
Mujhe ye confusion h ki aaj ke time pe sab janta h ki Islam kaisa h pr wo firbhi inkar krta h like a other religions bolte h allah exist hi nhi krta h tu uska kya? Kya wo bhi jannat m dakhil honge aur kuch tu aise aise log h ho Islam ko gali dete h kya wo bhi jannat m jayenge bus ye confusion h mujhe
Iss ka matlab hay Jannat jany k liye Islam ki nahi atchy kamo ki zarorat hay ?? Or Phir Quran Ya Hadith mi Kaha hay Ki Allah Kafiro ko bhi Jannat bhyjyga ?? Kia Quran nay Yahood o Nasara ko Kafir nahi Kaha ????? Agar wo kafir hay to ye hukam ki WO Hamesha Hamesha jahannm mi jayngy us k liye hay ? Udhar Mout bhi Nahi or Quran nay ye Kaha bhi Nahi ki WO Jannat mi jayngy
@@A.--. jo 150 verse ka akhir ma ha "کے بیچ میں کوئی راہ نکال لیں" Is sa murd ya ha ka wo aik ko bi nahi manta yani ka bich ma ha na aidar ka na udar ka.. Verse 4:143 phro us ka shuru ma bi yahi alfaz ata ha بیچ میں ڈگمگا رہے ہیں (ف۳۶۷) نہ اِدھر کے نہ اُدھر کے (ف۳۶۸) اور جسے اللہ گمراہ کرے تو اس کے لئے کوئی راہ نہ پائے گا، ﴿۱۴۳﴾
@@A.--. btw yaa aiyat tum pa bi apply hoti ha kyu ka is ma "or jo khuda or us ka pagimbar ma farq karta chahta ha" Tum tunnis khata khuda quran ha or hadith muhammad ha..hakiqat ma muhammad na sirf quran hi preach kiya
Acha to phir deen ki dawat Dena n all kiya faltu hai ??? Agr baqi loog jinka Allah or rasoolon pr Eman nhi hai Woh bhi jannat mein hi jayengay . Q k phir to dawat ki zarurat hi nhi, q k meinnay to suna tha dawat isliye detay hain takay non Muslims Islam ko smjhain or qabool karain takay Woh jannat mein jayen Laikin agr non Muslims Islam ko smjhay or Allah pr or uskay rasoolon pr Eman laye baghair hi jannat jaa sktay hain to deen ki dawat ki phir kiya zarurat ?? Or Quran ki un ayat ka kiya matlb hai jismein Allah tala kehtay hain k Jo shakhs Allah or uskay rasoolon mein kuch farq lagega (jesay k kissi rasool ko manay ga or kissi ko nhi manay ga{ Jews and Christians }to Woh shakhs jahannumi hai )to woh shakhs jahannumi hai , is ayat ka kiya matlb hai ?
First of all time has changed back then in prophets times people were doing bad things that's the reason Allah sent prophet to guide the nation Infact it is Allah who will judge people based on their deeds not us just because a person is a Muslim does not mean he will definitely go to Heaven Allah will judge people individually.
Agar tum kisi cheez ko esa paya ki jo cheez pehli ki generations pe haram ko halal or halal ko haram toh samajh janaa tum fitnah ka daur me ho. May Allah save me and people from fitnah of this person Ghamdi
Khud bi gumrah ho rahy ho r logon ko bi kr rahy ho baghir Emman k Jannat NAHI Mily gee r khamdi kabi hadees k hiwla NAHI deta apni ray qaim kr deta ha log Bhi khus Hain k UN ki basnd ka Deen batata ha
Acha ek baat bta phr ajj se jo 3000 saal pehle jungle main paida hua hona... Jis ne kabhi Allah tala k baray main suna na ho aur na pata ho us ka kya hoga... Jis ko kalmay ka pata hi na chala ho??? Mere bhai kalma muslim ki pehchan hai but ye na samjho k sirf kalma parh k app ko jannat ka ticket mill gaya aisa ni hai
@@faizankhanday8744 If u follow him, then obviously you are not going to like anyone who opposes him. Believe what you want to and let me believe what I want to. When someone comments that Mr Ghamadi is wrong, he has all the right to say so. That's why the comment section is here for. If I start giving u the reference that he is wrong, you will give counter reference, and this will go on and on. I don't wanna waste my time arguing with a stranger. lol
Jazak Allah Ghamdi Sb ❤
Surah Al Nusa 150-152
Surely those who deny Allah and His messengers and wish to make a distinction between Allah and His messengers, saying, “We believe in some and disbelieve in others,” desiring to forge a compromise,they are indeed the true disbelievers. And We have prepared for the disbelievers a humiliating punishment. As for those who believe in Allah and His messengers-accepting all; rejecting none-He will surely give them their rewards. And Allah is All-Forgiving, Most Merciful.
This is probably the Best answer, knowledgefull, logic and dawah
Mr hamza do you belive only in quran or hadees saying of nabi pak as well pls answer this guy is a munkar of hadees listen carefully what he say Allah nay kahee apni kitaab mai nahi kaha hadees ko bhool giya hadees mai nabi pak swsm nay farmaya hai only muslim will go to jannat
We Muslims have to spread this clip as much as possible because there are many Muslims who think otherwise. May Allah s.w.t guide us all. Ameen ❤
بے شک، خدا انصاف کرنے والا ہے
Allah bless us in the shape of your wisdom
There are so many non Muslim friends of mine who have been supportive towards me I wish we meet in Jannah too
Where are you from ?
Excellent explanation
Agreed...
Allah ghamidi sahab ko salamat rakhy
Amin, ya Rabbul Alamin. 💖
U r right kyunky hm log Aram sy khy dty hn Sb non Muslim's jahunum m jayngy kyunky jn bicharo ku mahol he esa na mila ya aqal fasla na krski unpy zrorat Allah ki rehman zaat rehm krygy
Love you ghamdi saab ..i really want to meet you
Awesome answer such gentlemen r too valuable to society🙏
Great gentleman what a privilege to hear u❤
"مَا كَانَ مُعَذِّبِينَ حَتَّىٰ نَبْعَثَ رَسُولًا"
This verse is from Surah Al-Isra (Chapter 17), verse 15.
"They are not to be questioned about their sins, until We have sent a Messenger to make things clear." Therefore, how the people who did not receive any religious call from any of the messenger of God will be answerable in front of God
But in today’s world through internet a lot of non Muslims have received the messege of Allah n didn’t have accepted Islam so they’ll be answerable to Allah at the day of judgement I guess so
MashaAllah He is a Blessing Alhamdolilah
Can any one please quote the ayah of surah Araf that Ghamdi sab is talking about
Ye ayat number 173 ki tafseer ker rahy hein ,.
@@shumaila7992 bhai 173 kaunse chapter mein???
@@fitengineer1716 surah Al ahraaf,,chapter 7
This is the ayat
پھر پیغمبروں کی کیا ضرورت تھی جب فیصلے اپنی علم اور شعور پر ہونے ہے
the best of best explanation
Can any one please share the verse
Alhamdulillah
Great 👍 Words ❤. Ghamdi Sb
Masha Allah
Bilkul sahi kaha aapne , lekin aap tak khuda ka paigam pahuche ke baad uska inkaar karna hi arrogance and ignorance ka symbol hai jiski sajah hoti hai , baki apne bilkul sahi kaha
Ghamndi Sahab u r the best scholar in the world.Jo aapko galat kahe wo chote dimaag ka hai aur uski sooghboogh aur samagh kam hai.Whoever thinks that he does not hold correct opinion,I am asking them why dont they invite the humans on the right path
Right
Good Gamdi sahb
Surah araf ma ye ayat nai mil rahi
غامدی اور غامدی کے مقلدین کو وہی جواب ہے جو رسول پاک نے قران کے ذریعے دیا
لکم دینکم ولی دین
Thanks sir ghamidy ❤
Ghamdi sahab ma musalman paida hua pr ma islam sa dur hota ja rha hun is had tk k ma ab islam ko nahi manta chaha jitna lectures dekh lun muja islam ka sab pta ha pr mera dil ar dimagh honestly nahi manta khuda ko pr ma ek achha insan hun jo ka puri koshish krta ha ka kisi ko dukh na da kya agr allah sachha ha to mera jannat ma jana mumkin ha?
Believe nothing , study dnaism besides that everything is man made
Ibitebats .... Listen bhai muhammad saw akhiri rasool h or adams as ka or ham sabka ka rab ek ALLAH hi h so bhai jb tumhe ye khyal bhi aye to asmaan dekh lo jitne sach ye h utna hi jannat or hell ka faisla hoga kyuki tum jaan chuke ho haqq ko isliye bhatak ni jana ni to jindgi to 70 , 90 saal k baad khatm ho jayegi jahannum ni so plz jisne tumhe peda kiya usi k raaste p chalo .... May ALLAH bless u and ur family good knowledge, nd success in hereafter 😁 ..
In Islam,the decision of who goes to hell or heaven is left entirely to Allah.
Jo uljhane aur question mind me aty hain iman k against un topics pr ghamdi sahib aur dr zakir naik jese scholars k lectures ghoor se suny aur quran ki translations parrhen . iA iman mazboot ho ga logics se smjho gy tw
agar aap Allah ko aur uske rasool ka inkar karte ho to aap achhe insaan hi nahi skte ....iski misaal aisi hai ki mai bahot nek kaam karta hu ...logo ki madat krta hu bas ek murder krne ki buri aadat hai...kya mai nek insaan nahi hua??
the best answer ever i hear it
Can someone quote the aayah?
100% agreed
Kml sir jazak Allah khair
❤❤❤🎉
The Quran says There was no nation to whom a prophet was not sent.......
Which verse of surah al-araf was he referring to?
Great
“ہم جانتے ہیں جنت کی حقیقت غالب
دل کو بہلانے کے لئے خیال اچھا ہے”
وفاداری بشرطء استواری اصل ایمان ہے مرے بت خانے میں تو کعبے میں گاڑو برہمن کو ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ غالب
kya matlb ap internet se download hugay hu kya?
@@bilalshahzad339 جو لکھا ہے وہی سمجھو جائل۔
can someone translate the main idea he said?
❤
AHLE FATRAT"
Amazing
Jannat ka taliqe eman say h
I thought it would be in English
اللہ نے ہی قرآن اتارا ہے اور اس میں اس نے کہا کہ وہ جنت میں کافر کو داخل نہیں کرے گا مگر آج کے دور کے جدید دین کو متعارف کروانے والے لوگوں کو لگتا ہے کہ وہ جیسے مرضی دین کو توڑ مروڑ دیں گے اور بے وقوف تو وہ ہیں جو قرآن پڑھنے اور اسے سمجھنے کی بجائے ایسے لوگوں کی باتیں سن کر اپنے اعتقاد بناتے ہیں
آج کے دور میں کوئی انسان یہ نہیں کہہ سکتا کہ اسے پتہ نہیں تھا کہ کبھی کوئی سچا دین آیا تھا یا اسلام بھی کسی چیز کا نام ہے
اور مسلمان تو خیر کہہ ہی نہیں سکتا یہ بات کہ اسے معلوم نہیں تھا کہ اسلام کیا تھا
سو بے تکا نظریہ اور لوگوں کو گمراہ کرنے والا نظریہ بیان کیا گیا ہے اس ویڈیو میں
Agree
@Adnan Amin Meri samajh m ak baat nahi aa rhi hai.
Question.1 agar koi aadmi Allah ke aik hone ko aur akharat ko aur bure kaam na karto ho. Chahay wo Hindu Ho ya musalman ya Koi aur ho. To kya wo jannat jayega.
Question.2 kya wo upper ki teen baato ko hii mana aur islam ko na mana. To kya wo phir bhi jannat m jayega..
Question 3. Aaz Kal ke non Muslim Jo apna dharam ko sahi samjhaty .aur ulta Islam galat batata hai jaisa unha lagta hai to kya wo bhi jannat m jayega.
Question 4. Kya aaz Kal ka koi non Muslim bagair Quran par iman laye . aur sirf three baato par Amal kare . Allah ka aik hona. Akharat ka. Aur bura kaam na kare. To kya wo jannat m jayega.
Question 5. Aur agar aisa h to namaz .rozaa .zakkat ka kya fayda.
Jannat ka faisla sirf ik cheez pe hai.
Ik insaan ke pass kitna ilm tha or usne uspe kitna amal kia. Sirf yahi baat hai. Agar kisi ke ilm ma sach wazay ho jata hai lekin wo insaan phir bhi usko reject karde to wo dozakh ma jaye ga. Agar ap ko pata hai keh islam sach hai to apko yahi follow karna hai marte dam tak
@Strug Ali insaan ko genetically hii aisa banaya gaya hai. Kii wo jaaroor iss baat ko sochega ki wo kisi ki creation hai. Aur har insaan achaay bura kaam ko bakhubi jaanta hai. agar vakai koi insaan kuran se nawaqif hai to usay chahiye kii wo 1 khuda ko maanay
Aur iss ahsas ke saath jindagi guzare kii uska khalik ussay uskay achay buray kaam ki zaza aur saza dega . Aur wo Allah ki rah nek kaam karta rha to Allah usay jaaroor jannat m dhakil kraega.
Baaki uski maslehat rhi.
Maine to abhi tak itni hii information collect kii hai iss baaray m. Aur yahi mujha better explanation lagi.
M bhi pahla thoda nervous tha inn question ko lekar
@Strug Ali , all knowledge in this world can be divided into two groups: (1) acquired knowledge and (2) intuitive knowledge. Moral conscience is endowed by God to ALL human beings as a built-in feature of man (and woman). Therefore, knowledge of what is morally right and morally wrong belongs to the second category i.e. intuitive knowledge. You don't need any schooling or formal education to get this intuitive ilm or knowledge. However, if you also have formal education you can use your acquired knowledge to amplify your moral or immoral acts.
@@gousayazamofficial7819 mujhe bhi confusion hai
Mujhe ye confusion h ki aaj ke time pe sab janta h ki Islam kaisa h pr wo firbhi inkar krta h like a other religions bolte h allah exist hi nhi krta h tu uska kya? Kya wo bhi jannat m dakhil honge aur kuch tu aise aise log h ho Islam ko gali dete h kya wo bhi jannat m jayenge bus ye confusion h mujhe
Toh is ayat ka b biyan ferma dain k , kiyamat k din Islam k ulwa koe Deen kabool nh Kiya Jai ga
Quran mein likha hy ky.
allah ky nazdeeq deen sirf Islam hy.
duniya mein bhi sirf Islam hi acceptable hy
Iss ka matlab hay Jannat jany k liye Islam ki nahi atchy kamo ki zarorat hay ??
Or Phir Quran Ya Hadith mi Kaha hay Ki Allah Kafiro ko bhi Jannat bhyjyga ??
Kia Quran nay Yahood o Nasara ko Kafir nahi Kaha ?????
Agar wo kafir hay to ye hukam ki WO Hamesha Hamesha jahannm mi jayngy us k liye hay ?
Udhar Mout bhi Nahi or Quran nay ye Kaha bhi Nahi ki WO Jannat mi jayngy
Better answer than Dr zakir naik
JO PREVIOUS NATIONS HEIN UNN MEIN ONLY FOLLOWERS OF ONE God
TOHEEDYE JO SERF 1 KHUDAA KAA TASAWWAR JAANTE HEIN KISSY SHAREEAT KO FOLLOW NAHEE KERTE KEH NABUWWAT KAA MESSEGE NAHEE PONCHAA.
SHAFAAT E UMMAT KE BAAD,RUBB TOHEEDYU JO AHLE FATRAT HEIN UNN KO MUAAF FARMAAIE GAA.
"GRANTH SBA IS THE LAST GURU"
quran 2:62 ma answer ha
You should review Surah Nisa verse 149-151 brother. Don't take verses out of context please. May God bless you.
@@A.--. jani ya munakif logo ka bara ma bat ho rahi ha jo kisi ko nahi manta..verse 142 sa phro
@@A.--. and denying the messanger means denying the message with which they came
@@A.--. jo 150 verse ka akhir ma ha "کے بیچ میں کوئی راہ نکال لیں"
Is sa murd ya ha ka wo aik ko bi nahi manta yani ka bich ma ha na aidar ka na udar ka..
Verse 4:143 phro us ka shuru ma bi yahi alfaz ata ha
بیچ میں ڈگمگا رہے ہیں (ف۳۶۷) نہ اِدھر کے نہ اُدھر کے (ف۳۶۸) اور جسے اللہ گمراہ کرے تو اس کے لئے کوئی راہ نہ پائے گا، ﴿۱۴۳﴾
@@A.--. btw yaa aiyat tum pa bi apply hoti ha kyu ka is ma "or jo khuda or us ka pagimbar ma farq karta chahta ha"
Tum tunnis khata khuda quran ha or hadith muhammad ha..hakiqat ma muhammad na sirf quran hi preach kiya
Acha to phir deen ki dawat Dena n all kiya faltu hai ??? Agr baqi loog jinka Allah or rasoolon pr Eman nhi hai Woh bhi jannat mein hi jayengay . Q k phir to dawat ki zarurat hi nhi, q k meinnay to suna tha dawat isliye detay hain takay non Muslims Islam ko smjhain or qabool karain takay Woh jannat mein jayen
Laikin agr non Muslims Islam ko smjhay or Allah pr or uskay rasoolon pr Eman laye baghair hi jannat jaa sktay hain to deen ki dawat ki phir kiya zarurat ??
Or Quran ki un ayat ka kiya matlb hai jismein Allah tala kehtay hain k Jo shakhs Allah or uskay rasoolon mein kuch farq lagega (jesay k kissi rasool ko manay ga or kissi ko nhi manay ga{ Jews and Christians }to Woh shakhs jahannumi hai )to woh shakhs jahannumi hai , is ayat ka kiya matlb hai ?
SIKH ABH RUBB KO MAANTE HEIN,JABH TAKK ELAAH KAA CONCEPT HAE,UNDER COUNTING OF ALLAH HEIN,DEFINITELY.
To bai Woh shakhs hi to asal musalman hai jismein takabbur na ho
ghamdi ye aap kia keh rahay hein ? agar kisi insan ki apni samaj bojh par nijat ka mayar hy tu phir peghambaron k aane kia zarorat thi?
First of all time has changed back then in prophets times people were doing bad things that's the reason Allah sent prophet to guide the nation
Infact it is Allah who will judge people based on their deeds not us just because a person is a Muslim does not mean he will definitely go to Heaven Allah will judge people individually.
Very beautiful explanation, although I do not follow Gamdi Sahab
May Allah swt protect the ummah from Ghamidi's fitna.
Tum bahut chote dimaag ke ho
@@mudassiransari7494 Alhamdulillah... Mera dimaag itna bda nhi hai ki Allah SWT k shariat ko thod madod kr pesh krne walo ko support Kru.
@@mudassiransari7494 thik kaha
Agar tum kisi cheez ko esa paya ki jo cheez pehli ki generations pe haram ko halal or halal ko haram toh samajh janaa tum fitnah ka daur me ho.
May Allah save me and people from fitnah of this person Ghamdi
Aby bhai allah ne takkabur ka tu kaha hai...mgr Allah ne saaf saf kai jaga kuffar ko bh kaha hai
Ghamidi sb a great scholar but born in a wrong country.
TU KHABEEZ MUNKARE HADEES HAI HADEES MAI RASOOL ALLAH SWSM NE NAHI FARMAYA SEERAF MUSLMAN JANNAT JAHE GA😊
Yah pta nhi kaha ka deen bol raha ...log gumrah horahy hai
Ramjan m Marne s jannat me jayega
Once again this guy is talking crap.
لا تدخلوا الجنة حتى تؤمنوا
No one will enter in the paradise untill he believes
ye shaitaan hai aur quran o hadeees ka munkir hai...
Tum shaitan hoge
Touba karo ALLAH sy
Pitty on those who hold this person as fitna
Khud bi gumrah ho rahy ho r logon ko bi kr rahy ho baghir Emman k Jannat NAHI Mily gee r khamdi kabi hadees k hiwla NAHI deta apni ray qaim kr deta ha log Bhi khus Hain k UN ki basnd ka Deen batata ha
Dont listen to this yeh ek dum khulla khulla gumrah karne waalo mai se hai
He problem is that he is going against indian fiqh. AND his beard is not long enough
What is indian fiqh??
ruclips.net/video/ScOHphsHUEg/видео.html
Exmuslim orlagia eta
Satan 👿
haha - sugar coated -
Kuran mein to kuch aur lekha hai .
Wrong and nonsense answer.
Give clear answer according to lslam .
Gumrah
Copy cats
Kya blali mar rha hy gdhy ko pta nhi ky kalma zrori hy
Acha ek baat bta phr ajj se jo 3000 saal pehle jungle main paida hua hona... Jis ne kabhi Allah tala k baray main suna na ho aur na pata ho us ka kya hoga... Jis ko kalmay ka pata hi na chala ho??? Mere bhai kalma muslim ki pehchan hai but ye na samjho k sirf kalma parh k app ko jannat ka ticket mill gaya aisa ni hai
Acha ab khud hi daikh loo kalma go musalmanoo ko
Ohhh bahi ghamdi sb ki baat ko ghoor say sono samjooo
Wrong explanation.
can u prove this?
@@faizankhanday8744 If u follow him, then obviously you are not going to like anyone who opposes him. Believe what you want to and let me believe what I want to. When someone comments that Mr Ghamadi is wrong, he has all the right to say so. That's why the comment section is here for. If I start giving u the reference that he is wrong, you will give counter reference, and this will go on and on. I don't wanna waste my time arguing with a stranger. lol
Fahim Yasir what is the correct explanation
@@zahirshahbacha5700 U wanna argue don't u?
@@fahimullah8490 hahaha daleel b tw den muhtram k wrong explaination kiun hai ? Aise tw baccho wali bat ki naw ap ne