Normally, extinguisher, riser, fire alarm system, broadcast media, gas suppression system, Pump house etc, implement to site ko dekhne ke baad hi pata chalta hai bro
Jai Hind Sir..... Sir Apse ek Request hai Aap koi bhi Topic per agar video banate ho toh pls use samjhate samay Us Topic ka pics yane photos side by side dikhate rahiye taki video me samjhane wale Topics jaldi samjh aaye Sir ....👍
Sir apne ek vedio me fir tender pump ke test ke parkar ke bare me btaya h lekin abhi tak apne unki full details k bare me nhe btaya.sir apse request hai ap tino ki detail me ek ek video bnaye 1.. performance test 2..Dip/suction test 3..leakage test. Sir apne kaha tha me age vedio me btaunga but abhi tak btaya nhe.sir in par bhi ek video bnaiye🙏
Hello sir maine class 12 commerce se kar liya hai ab mere paas 2 option hai pahla option se hai ki diploma engineering karke direct second year bsc fire safety karlu jisme 5 saal lag jaaega dusra option ye hai ki kuch university commerce walo ko bhi admission de rahi hai bsc fire safety me to Mai bsc fire safety karke mba fire safety karlu isme bhi 5 saal lag jaaega sir aap hi bataiye kaunsa best rahega diploma engineering aur bsc karlu ya bsc fire safety aur mba fire safety karlu mere ek bhaiya ne bataya tha technical qualification ka jyada demand rata hai aur salary bhi technical waalo ko bsc walo se jyada milti hai sir aap hi bataiye kaunsa karu dono me se aur kya mba fire safety ka demand hai company me kya mba fire safety karne ke baad manager level tak Jaa sakte haai
Ek video me Fire Tender types & uses🙏🙏
Sir koi book btao pla firmen ke lia basick noliz ho jisme pls reply jarur dena
Bhai book ko padne se achha hai, video dekh lo kyon ki book mai bhut sari sudh Hindi use hoti hai, jisse apko samjhne mai confusion hoga
👍👍👍
Thanks bro
Sir Please Hospital Me Fire safety equipments kya kya hone chahiye aur kya kya implementation kar sakte hain uspe video banaye
Normally, extinguisher, riser, fire alarm system, broadcast media, gas suppression system, Pump house etc, implement to site ko dekhne ke baad hi pata chalta hai bro
Jai Hind Sir.....
Sir Apse ek Request hai Aap koi bhi Topic per agar video banate ho toh pls use samjhate samay Us Topic ka pics yane photos side by side dikhate rahiye taki video me samjhane wale Topics jaldi samjh aaye Sir ....👍
Matlab Sir Dampers ke pics ya uska Systems se Jude koi Photos Aise sir its request to u sir aap padhte bohot accha ho sir.....I M From Maharashtra
Ok bro
Sir, Fire Tender Types bhi bta do please 🙏🙏
Sure, I'll make a video about it.
Sir apne ek vedio me fir tender pump ke test ke parkar ke bare me btaya h lekin abhi tak apne unki full details k bare me nhe btaya.sir apse request hai ap tino ki detail me ek ek video bnaye 1.. performance test
2..Dip/suction test
3..leakage test.
Sir apne kaha tha me age vedio me btaunga but abhi tak btaya nhe.sir in par bhi ek video bnaiye🙏
Ok dear
Please make a video on CNG leak and it’s fire fighting .
Ok bro
Gas leakage and fire ka video banaya ja chuka hai, pls watch
I discovered that vdo later
Thank you 🙏🏻
Sir mai graduation pass hu PCM se to safety ka kon sa course Kare please sir bataiye 🙏
Maine apko serials wise 3 diploma course bataya hai koi bhi ker lo
Hello sir maine class 12 commerce se kar liya hai ab mere paas 2 option hai pahla option se hai ki diploma engineering karke direct second year bsc fire safety karlu jisme 5 saal lag jaaega dusra option ye hai ki kuch university commerce walo ko bhi admission de rahi hai bsc fire safety me to Mai bsc fire safety karke mba fire safety karlu isme bhi 5 saal lag jaaega sir aap hi bataiye kaunsa best rahega diploma engineering aur bsc karlu ya bsc fire safety aur mba fire safety karlu mere ek bhaiya ne bataya tha technical qualification ka jyada demand rata hai aur salary bhi technical waalo ko bsc walo se jyada milti hai sir aap hi bataiye kaunsa karu dono me se aur kya mba fire safety ka demand hai company me kya mba fire safety karne ke baad manager level tak Jaa sakte haai
B.tech mai officer and manager dono post mil Sakti hai, knowledge ke upper depend karta hai
Usko kahete he fresh air system