मेरी वर्कशॉप का ऐड्रेस यहाँ है Appointment no. +91 9810331066 Time 10 to 7 Pm Weak OFF Tuesday कृपया appointment लेकर ही आए अन्यथा काम नहीं हो पाएगा आपके वाहन का ना ही चेक हो पाएगी WORKSHOP LOCATION ARV SAGAR AUTO E-7C/611A, Opp.Bangali Sweets), Ratiya Marg, Sangam Vihar, New Delhi, Delhi 110080 g.co/kgs/B6V3NS
Rajveer bhaiya information jabardast makkhan ye Jo bike ka part aapne video me dikhaya ye charger hai magnet coil se current leta hai aur battery ko charge karne me madad karta hai agar ye charger bike me kharab ho jaye to battery backup nahi lega aur charge bhi nahi hoga baki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha 🎉🎉🎉🎉🎉
Bike ka charger bike ki battery ko charge karta hai, jisse bike ke electrical components, jaise ki headlights, horn, aur ignition system, sahi taur par kaam kar sake. Charger ko R.R Unit or Regulator rectifier unit bhi kahte hai Love ❤ from Odisha Kanha Automobiles
Rajveer bhai. Meri bike mein naya magnet coil dalwaya. Fir bhi roshni bahut bekar hai. Naa hi Hondawale naahi Electricians two wheeler ka kaam nahi karte. Unhone mechanic bhaiyon ke paas bhejte hai. Lekin mecanic bhayi log naahi aisi baaten jaan lete aap jaise logon se. Uske Badale mein wo roshni itni hi hogi karke humein wapas bhej dete. Dar asal, wo aise electrical kaam se darte hain. Kyonki unko aise electrical kaam nahi seekhliye hain. Customer aise kaam karwane liye paisa dene tayyar rahte hain. Lekin electricianwalon bhi 2 wheeler ka kaam nahi karte. Mecanic log haath uthaake hum ko bahut sataate. Aakhir sadakon par 2 wheelerwale kam roshni ke wajah se accident mein pair taange todawa lete ya dusaron ka tod lete. Kabhi kabhi bad kismatwale swarg pahunchana tay hai.😢❤
Ye sab aaj se 20 sal pehle ek mechanic ne bataya tha tab hamare yaha Bajaj Ka Scooter Classic SL tha aur ye hai sab problem tha. Pehle to mechanic magnetic coil ko repair bhi karte the lekin aajkal kewal replace.
Bhaiya mere pass ct 110 hai bs4 2019 model, usme 35/35 watt hai headlight. Usme kya Karu joo headlight ki roshni badhiya hojye ? Kya bulb mai 45/40 ya 40/45 ke dlwa du kya ?
Jay Passion Pro Vahi gadi hai na jismein aapane bataya ki dhone ke bad start Nahin Hui Iske tappet Jaam ho gaye the ungli se start kar rahe the gadi ka number vahi hai ji😂
Battery me capacitor connect karke bike ki light badha rahe hai log Kya sahi hai ya galat hai apni ray dijiye Meri v Hero Honda CD 100 deluxe 2001 model ki light bahut Kam hai kya kare hum Suggest me
Rajveer Bhaiya Nadeem Bhai Meter wale kuch discount nahi de rahe hai.... second hand pulsar 150 bike meter order karna tha Nadeem Bhai se... kuch help kijiye 🙏🙏🙏🙏🙏
Hello there, I have installed hjg Led fog lights on my Activa 110cc 2013 model, now after installing these fog lights my main led headlight brightness has been slightly reduced.... Is it possible? Plus my vendor have told me to use only 1 light at a time as it true, can we upgrade our battery from 4ah to 6ah? What needs to be done, plus halogen headlights are far better than these Chinese Led headlight ❤❤❤❤❤, thanks 😊😊😊😊😊
Bhai mere pass FZ16 gaadi h or iska registeretion 9 may ko khatam ho jaayga kya es gaadi ko restore karwana theek h ya nhi kyuki gaaadi theek h or choti moti problem h
Bhai mere pas shine he headlight focus bahut kam he agar passing switch press karoge toh headlight focus achha he,par hum har samay passing switch pakadke nahi chala sakte na bhai😂,problem kya he batao
Hello bhaiyaa meri xpulse 200 rally edition 4v bike hai meri gadi main ek problem aa rahi hai jab main apni bike cold start karta hoon subh tab meri gadi chalu hojati phir 4 5 sex baad rpm fluctuate hota hai aur gadi apne aap band pad jati hai phir mujhe wapis self start marna padta hai aise mujhe 4 5 baar karna padta hai phir kahi 6 baar gadi idle par chalu hoti hai mere bike ko kal hi 1 years complete hua aur service center walo ne sabh kuch change karke dekh kiya throttle body, fuel pump, temperature sensor, back angle sensor, o2 sensor, ecu unit, aur to aur pura ka pura head valves and lifters bhi change kar diye phir bhi meri problem solve nahi hui hai abhi bhi meri bhi cold start main RPM fluctuate hokar band pad jaa rahi hai aur specially ye problem mujhe winters se chalu hui hai in ending of nov se please bhaiyaa aap kuch help kardo agar aap ko kuch malun pad jaye toh please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Charger khrabh hoone per gaadi start toh ho jayegi per tabh tak chalegi jabh tak battery may power hai aur zaise hi battery khatm gaadi start hoina bandh
सर जी मेरी गाड़ी है ईसपेडर पोरो 2011-12 मोंडल उसमें ऐसी प्रोबलम थी बैटरी का चार्जर खराब हो गया था फिर मेने न्यू शोरूम से डलवा सका हु कुछ टाइम बाद मेरी गाड़ी अछे से चार्ज होती थी और अब अछे से चार्ज क्यू नही होती अब ऊआऐ बाऐ (ऐलओजन बंलप कम ग्लो हो रहा है 🖕🖕🙏
Plzzzzzzzz sir plzzzz Rajveer bhai 🙏plzzzzz Bhai meri Bike service kardo bhai plzzzz🙏bhai meri Bike ns200 he so plzzzzz bhai kardo bhai me apkaa bht puranaaa subscriber hu har jghaa follow like share comment krta hu har ek video dekhta hu so plzzzzz bhai bike dekhlo sir plzzzz, 🙏 apse humble request he sir plzz manaa mat krna plzzz sir
मेरी वर्कशॉप का ऐड्रेस यहाँ है
Appointment no. +91 9810331066
Time 10 to 7 Pm
Weak OFF Tuesday
कृपया appointment लेकर ही आए अन्यथा काम नहीं हो पाएगा आपके वाहन का ना ही चेक हो पाएगी
WORKSHOP LOCATION
ARV SAGAR AUTO
E-7C/611A, Opp.Bangali Sweets), Ratiya Marg, Sangam Vihar, New Delhi, Delhi 110080
g.co/kgs/B6V3NS
Punjab me bi khol da work shop😂 bohat Kam ki video hoti hay ap ki
Video kam ki hoti h par apoyement lene ke liye 25 rupaye Dene padte h
Foolish and Rubbish video just making on silly topics
Apni wark shop me customer ko lut ta bhut hai
Hello bhaiya mere hf deluxe me High beem karte hi light left side me jadya hoti hai solution batao bhai
Nice video ARV bro..Delhi jauga to aapka Workshoap jarur jaunga😢😮
Rajveer bhaiya information jabardast makkhan ye Jo bike ka part aapne video me dikhaya ye charger hai magnet coil se current leta hai aur battery ko charge karne me madad karta hai agar ye charger bike me kharab ho jaye to battery backup nahi lega aur charge bhi nahi hoga baki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha 🎉🎉🎉🎉🎉
Bike ka charger bike ki battery ko charge karta hai, jisse bike ke electrical components, jaise ki headlights, horn, aur ignition system, sahi taur par kaam kar sake.
Charger ko R.R Unit or Regulator rectifier unit bhi kahte hai
Love ❤ from Odisha
Kanha Automobiles
Rajveer bhai. Meri bike mein naya magnet coil dalwaya. Fir bhi roshni bahut bekar hai. Naa hi Hondawale naahi Electricians two wheeler ka kaam nahi karte. Unhone mechanic bhaiyon ke paas bhejte hai.
Lekin mecanic bhayi log naahi aisi baaten jaan lete aap jaise logon se. Uske Badale mein wo roshni itni hi hogi karke humein wapas bhej dete. Dar asal, wo aise electrical kaam se darte hain. Kyonki unko aise electrical kaam nahi seekhliye hain.
Customer aise kaam karwane liye paisa dene tayyar rahte hain. Lekin electricianwalon bhi 2 wheeler ka kaam nahi karte. Mecanic log haath uthaake hum ko bahut sataate. Aakhir sadakon par 2 wheelerwale kam roshni ke wajah se accident mein pair taange todawa lete ya dusaron ka tod lete. Kabhi kabhi bad kismatwale swarg pahunchana tay hai.😢❤
Pehele me coil check karaya uske bad,Mera gadi me hs1 45/40 watt dal diya . Ab mast light he.
Sir ji namaskar
Megnet coil ke jo dhakan laga hota hai --coli tipe jo
Megnet laga hota hai uska kya role hai ❤❤❤❤❤
बहुत ही बेस्ट जानकारी दी आपने 👌
Ye sab aaj se 20 sal pehle ek mechanic ne bataya tha tab hamare yaha Bajaj Ka Scooter Classic SL tha aur ye hai sab problem tha. Pehle to mechanic magnetic coil ko repair bhi karte the lekin aajkal kewal replace.
Are sir muze 125 cc bike Leni hai konsi lu
Bhaiya mere pass ct 110 hai bs4 2019 model, usme 35/35 watt hai headlight. Usme kya Karu joo headlight ki roshni badhiya hojye ?
Kya bulb mai 45/40 ya 40/45 ke dlwa du kya ?
Haa kr skte ho bhai badhegi jarur
Nice sir 🎉🎉😮
Sir make video on headlight yellow problem 😔 cleaning tips
Alredy bana rakhi h bhai
@@ARVBrothersLink dijiye
Link sir@@ARVBrothers
Thank you so much ❤❤🎉🎉❤
Nice bro
Bhai aap ka work shop khan par haa
Sir kom budget may vibration kom bala long turn use 100/125cc kon aacha hoga. Sujjest me plz. 🙏
Jay Passion Pro Vahi gadi hai na jismein aapane bataya ki dhone ke bad start Nahin Hui Iske tappet Jaam ho gaye the ungli se start kar rahe the gadi ka number vahi hai ji😂
Hero honda passion pro 2007 model my dream bike 🎉🎉🎉❤❤❤
LED Bulb Konsa Beast He is Topic Pe 1 Video Banow Bhai or Lagane Ka Tarika konsa bike pe led bulb fit batta he
Bahu achha he guru ji
Rajveer sir scooty ki servicing me major work kya kya hota hai
Mujhe Thora gear oil ka knowledge chahiye aap ak video me bta sakte ho ???🥲🥲
Battery me capacitor connect karke bike ki light badha rahe hai log
Kya sahi hai ya galat hai apni ray dijiye
Meri v Hero Honda CD 100 deluxe 2001 model ki light bahut Kam hai kya kare hum
Suggest me
Bhai wo log fake videos banate hai
Hello
Sir,
🙏🙏🙏🙏
Mere pass passion pro bs6 bike hai to kya mai isme 55/60 watt ka bulb lagwa sakta hun ye bulb alto 800 car ka hai iske kya nuksaan hai
Bhai meri splender bike Mai resh lene par bi roshni nahi badhti kya Karn ho sakta hai pls batana
Platina main pulsar ki qile lag Sakti hai race slow kartay bulab LIGHT slow ho jati hai kaya karu
Rajveer Bhaiya Nadeem Bhai Meter wale kuch discount nahi de rahe hai.... second hand pulsar 150 bike meter order karna tha Nadeem Bhai se... kuch help kijiye 🙏🙏🙏🙏🙏
Hello there, I have installed hjg Led fog lights on my Activa 110cc 2013 model, now after installing these fog lights my main led headlight brightness has been slightly reduced.... Is it possible? Plus my vendor have told me to use only 1 light at a time as it true, can we upgrade our battery from 4ah to 6ah? What needs to be done, plus halogen headlights are far better than these Chinese Led headlight ❤❤❤❤❤, thanks 😊😊😊😊😊
Brather acg start kayse Kam karta hai
Bhai ispr video ayegi
Agar chargar kharab hoga to
1fst battery charge nahi hogi
2nd bulbs fuk jayenge
Sahi h na rajiv bhai😊
Fiting qwal ki bhar se keshe cheek kare.
Bhot ache bhaiya
Sir scooter me bhi magnet coil hota hai
Bhai mere pass FZ16 gaadi h or iska registeretion 9 may ko khatam ho jaayga kya es gaadi ko restore karwana theek h ya nhi kyuki gaaadi theek h or choti moti problem h
Hello bhai my bike didn't hitting limiter did you have any idea that what should i change
Bhai koi acchi compny ka ld blub ho to batana platina h gear ke liye
Bhai platina ki light se me bhi pareshan hu h gear abs he mere pass
Bajaj discover 125M me LED headlight conection bata e a
Rajveer bhai bs6 mai best engine quality wali bike ki list bnaa do 100cc to 150cc tal please 🙏
Hero passion plus 💯 cc 2023 sabse better bike hain 💯 cc me aap passion plus lelijiye Bhai 🎉🎉🎉❤❤
, magnet se jo current Aata Hai usko 12 volt banane ka kam karti hai
❤❤❤❤
Very nice👍
Sirr apka shop Delhi me he.......app aa jao jamshedpur.....
Jarur
Sir, agar R.R UNIT kharab ho jayega to apne bike ka bulb baar baar fuse hota rahega & battery proper tarike se charge nahi hogi😊
Bajaj discover 100cc ki coile kitne ki h btaiye aur discover 100cc ki video bnaye
Good ❤❤❤
Charger yani regulator ka kam AC current ko DC current mein badalna
Bhai mere pas shine he headlight focus bahut kam he agar passing switch press karoge toh headlight focus achha he,par hum har samay passing switch pakadke nahi chala sakte na bhai😂,problem kya he batao
Starting problem hota hai aur battery charge nahi ho pata hai achha se
Headlight glass kaise clean karneka desi jugad se ?
Nice
आपकी बाइक के सर्विस रैंप हवा से उड़ती है या लाइट से
I hv changed Light coil. But no change in light. Very tough to ride in night time. Splendor plus bs iv
Bhai fzv3 ki light badhane ka tarika bataiye plz
Pura Jo magnet ka current hai vah charging coil mein jakar sabko supply deta hai jisko jitna current chahie
Bhai maine bike engine ki service bhi karvai hai to bahut Dhuan deri hai😢😮❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Issee R.R.Unit kehete hai yeah battery ko stable amount electricity provide karta hai and yeah ac to dc convert electricity
क्या Pulsar 125 में 40/45 Watt का बल्ब लगाया जा सकता है ? इससे किसी प्रकार का नुकसान तो नहीं होगा ?
Sir Bike Pe Led Lagana Sahi Hai Kaya
बाइक की सर्विस रैम हवा से उठती है या बिजली से
Hello ji my bike 2008 mode hay Bajaj ki light bohat kum hay
Passing light toh bena bike start Keya hei jalti hain
Alternative Current Jaisa Bike Chalti Ysa Current Banta Hi
Or sir ji kal ki video ka thumbnail change ku kar diya
Hello sir meri bike mein light ki problem ho rahi hai
Try changing reflector
Hello bhaiyaa meri xpulse 200 rally edition 4v bike hai meri gadi main ek problem aa rahi hai jab main apni bike cold start karta hoon subh tab meri gadi chalu hojati phir 4 5 sex baad rpm fluctuate hota hai aur gadi apne aap band pad jati hai phir mujhe wapis self start marna padta hai aise mujhe 4 5 baar karna padta hai phir kahi 6 baar gadi idle par chalu hoti hai mere bike ko kal hi 1 years complete hua aur service center walo ne sabh kuch change karke dekh kiya throttle body, fuel pump, temperature sensor, back angle sensor, o2 sensor, ecu unit, aur to aur pura ka pura head valves and lifters bhi change kar diye phir bhi meri problem solve nahi hui hai abhi bhi meri bhi cold start main RPM fluctuate hokar band pad jaa rahi hai aur specially ye problem mujhe winters se chalu hui hai in ending of nov se please bhaiyaa aap kuch help kardo agar aap ko kuch malun pad jaye toh please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Inki shop per he la aao
Charger kharap hojaye to baterry charge kam hoga
Good😅😊
SAGAR. ID. ARB👌👌👌❤️❤️❤️🤔🤔🤔👍👍👍😄😄🤭🤭🤭👆👆👆
Magnrt bhi check kro
Charger khrabh hoone per gaadi start toh ho jayegi per tabh tak chalegi jabh tak battery may power hai aur zaise hi battery khatm gaadi start hoina bandh
Ye kharab hone par battery 🔋 charge nahi hogi
Bhai coil bhi change kar diya fir bhi problem hai
Maine amraon ki battery girwayi thi or bo 4 saal se as a new kam krre hai ab bhi
Battery charge nahi hogi
Bhaiya ak branch Bihar m khulo
Battery bar bar khrab hoti hai charging na hone k wajah se bulb fuse hone lagta hai
पर मेंतो राजस्थान से हू 😢
Rajveer bro hame pata he
C6 led light hai
सर जी मेरी गाड़ी है ईसपेडर पोरो 2011-12 मोंडल उसमें ऐसी प्रोबलम थी बैटरी का चार्जर खराब हो गया था फिर मेने न्यू शोरूम से डलवा सका हु कुछ टाइम बाद मेरी गाड़ी अछे से चार्ज होती थी और अब अछे से चार्ज क्यू नही होती अब ऊआऐ बाऐ (ऐलओजन बंलप कम ग्लो हो रहा है 🖕🖕🙏
Bhai mene to charger,battery ,megnet coil sb dlvadi ab new batry m dikt h or back blb jldi khrab hojata h starting m starting problem thi
Gadi chalu nahi hoti
Plzzzzzzzz sir plzzzz Rajveer bhai 🙏plzzzzz Bhai meri Bike service kardo bhai plzzzz🙏bhai meri Bike ns200 he so plzzzzz bhai kardo bhai me apkaa bht puranaaa subscriber hu har jghaa follow like share comment krta hu har ek video dekhta hu so plzzzzz bhai bike dekhlo sir plzzzz, 🙏 apse humble request he sir plzz manaa mat krna plzzz sir
Sir passion bike hero ki hai or hero or Honda 16 sal pahle alag nahi hue the 😂😂😂
Bhai pahle bhi hero honda passion pro ate the passion plus Hero Honda bhi
@@SanjayKumar-e6w4yabe wo bol rha ha bike only hero ki hai na ki hero honda wali matlb old wali
Yaar tumne passion ko badho
❤❤❤
❤❤❤❤