Hello sister,, आज बहुत ही अच्छे से पूरी पूजा विधि जान ली है,, इतने proper ढंग से समझाने के लिए आप का बहुत धन्यवाद,,, आप का video बहुत प्रेरित करता है,,,🙏🏻🙏🏻🙏🏻👏👏👏
😊🙏🏻🌺Jai maata di.🌺Maa aap jitni bhi puja karti ho pure vidhi vidhaan se aur purnna bhakttibhav se karti ho.maa aapko koti koti pranam he mera.aap nirantar dharm ki karya me judi rehti ho.aur dusre logo ko bhi sabhi chijo ka jaankari deti ho. me to gadgad hua aapki dharm ke prrati eknishthata dekhkar.ishwar aapko aapke parivaar sahit humeshya sukhsrruddhipurnna ,maansammanpurnna ,sukhmaya evam shalin jivan prradaan kare.
Give me and the world kathas always o lord. Make me a charitable soul baba give me and the world path puja always bhakti too always baba may you reside in my heart always lo rd krishna
Give me pocket books always baba kridhna make me sit more than lie down stand more than sit walk more than stand and run more than walk satyanarayamn o lord to the world too shivbaba
🚩✅Beautiful video💕Very nicely explained, very knowledgeable♥️We do watch your videos ♥️♥️Thank you for providing us so good information & Vidhi of Shri Satya Narayan's Puja♥️💕Jai Shri Hari Vishnu 💚♥️Pranam🙏🚩
Anti ji may 32 purnima ka brt krti hu siv bhagwan mata gnri ki puja krti hu 2 purnima kr chuki hu kartik purnima se uthai hu please 🙏 anti ji krne ka widhi btaye aur samagri btaiye
Aap ye video dekhe, Purnima ke din Satyanarayan ki katha hoti hai, Maa laxami aur shri hari ki pooja hoti hai aur chandrama ki pooja hoti hai ruclips.net/video/_dGXUZCamWc/видео.html
Kuch log, jaise main, Vishnu Sahasranamam paath karte hain Satyanarayan Puja me, aur 1000 tulsi dal arpit karte hain… jaise Om vishvasmai namah Om vishnave namah Om vashatkaraya namah Om bhutabhavyabhavatprabhave namah Om bhutakrite namah … Iske baad katha sravan karte hain
Mata ji ko pranaam Mata ji mujhe bada confusion hai ki surya dev ko jo subah jal dete hai wo kya hum suhagan stri log tambe ke laute me de sakte hai nahi, aur tulsi mata ko jal kis part ke laute me dena chahiye bahut log bahut kuchh bolte h aap please confusion door kariye
Aap sham ko gaay ke kacche doodh aur jal se argha de aur palaash ke patti par ek chandi ka sikka rakh kar Akshat, fool, chandan se pooja kare aur peda ka prasad chadhaye
Aunty ji please batiye 🙏 kal purnima h to kya kal satynarayan vrat Katha khud se kar skte h mtlb ki hum khud katha padh skte h kya aunty ji or kal kitne baje katha kare please 🙏 batiye aunty ji
Aap agar koi aayojan nahi kar rahe hai to swayam se ghar par paath kar sakte hai, vrat karte huye paath kare aur aap ye paath din me kabhi bhi kar sakti hai, Paath ke baad aap bhojan kar sakte hai
Mata ye bhi bataiye jab surya bhagwaan ko jal dete time prikrama jo karte hai hum log wo baye haath ke taraf se ghumana chahiye ya dhahine haath ke side se ghumaye hai. Matalab agar mera muh east ke side hai to mai east se North se west se South fir east pe khatam aisa karti hun. Kya ye sahi aur arti karte time mera haath aise ghumaya hai east se South se west se North se east. Mata mera confusion dur kare
Namaskar 🙏 hume aapse yeh puchna tha ki humara naya ghar bnene ja raha hai toh usne neu khudti hai toh aap hum btaiye ki usme kya dalte hai hume jankari nhi h
Neev me chandi ke naag nagin ka joda daalate hai, chandi ke dibbe me shahad bhar kar daalate hai, Tabme ke lote me gangajal bhakar daalate hai, ek chandi ka chaukor daalate hai, Haldi, Supari, Akshat, fool ye sab daalate hai, Ye pooja pandit ji vidhi purvak karate hai
Agar koi kuare ladki ya ladka pujan karna chahta hai to wo apne maa ke sath katha Sun sakta hai or puja karne ke lie brat karna aniwarya hai apn e sakti anusar nirjala ya nirahar bart kare.
Aunty jee pranam, 23april ko hamari dadi saas shant ho gai thi gaw mai.... Hum sahar mai rahte hai abhi sawa mahine tak hamare ghar par koi v dharmik anusthan nahi ho raha tha.....par ab jo ki sawa mahine gujar gaye hai to hum log 10june ko Varanasi ganga nahane aare hai to iske baad kya sahar wale mere ghar par mai satyanarayan bhagwan ki khatha puja karwa sakti hu... Please aunty jee reply kijiyega
Jis tulsi ki pooja kerte hai. Usi mai se tulsi dal tod sakte hai shri Hari ki pooja ke lia? Mere pass only one tulsi plant hai ya one more buy karu? Please advise 🙏
Mam agar Poornima k din sham ko kheer banate hain to kya sirf Lakshmi ji ko bhog lagaye ? Ya fir Vishnu bhagwan ya fir Satyanarayan bhagwan k samne bi laga sakte hain kheer ka bhog ?
@@AsanZindagi thanks 🙏 reply k liye main puja or sirf Lakshmi ji k samne hi fir kheer ka prasad rakh dungi ..chandra ka dhyan kar k ..kyunki main videsh me hun and yahan bahar le ja kar chandra dev ko arpit karna posible nai hoga ..ye thik hai na
@@AsanZindagi thanks Mam reply k liye ..maine sirf ek baar yahan Satyanarayan ki katha khalaayi ..yahan USA me hamesha posible nai ho pata ..ab pandit ji wo Satyanarayan ki foto hamare paas hi rakh gaye..isiliye samajh nai aata ki kaise kya karun
बहुत सुंदर प्रस्तुति 💕
सतयुग के मालिक श्री सत्यनारायण भगवान जी की जय 💕
Hello sister,, आज बहुत ही अच्छे से पूरी पूजा विधि जान ली है,, इतने proper ढंग से समझाने के लिए आप का बहुत धन्यवाद,,, आप का video बहुत प्रेरित करता है,,,🙏🏻🙏🏻🙏🏻👏👏👏
Jai satynarayan bhagwan ki jai ho
Satynarayan ji ki katha mobail me sun sakte hai ki nhi❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
😊🙏🏻🌺Jai maata di.🌺Maa aap jitni bhi puja karti ho pure vidhi vidhaan se aur purnna bhakttibhav se karti ho.maa aapko koti koti pranam he mera.aap nirantar dharm ki karya me judi rehti ho.aur dusre logo ko bhi sabhi chijo ka jaankari deti ho. me to gadgad hua aapki dharm ke prrati eknishthata dekhkar.ishwar aapko aapke parivaar sahit humeshya sukhsrruddhipurnna ,maansammanpurnna ,sukhmaya evam shalin jivan prradaan kare.
Radhe Radhe
जय हो सत्यनारायण भगवान की❤🙏👍
Didi ko charn sparsh ❤
Sri satyanarayan swami ki jai 💮💮🌸💮💮🏵️🌹🌺🌺🌺💐💐💐🍃🍃🥀🥀🌱🌱🍃🍃💐💐🌷🌿🌿🌿🌿
Radhey radhey ji
Give me and the world kathas always o lord. Make me a charitable soul baba give me and the world path puja always bhakti too always baba may you reside in my heart always lo rd krishna
Bhut aasan vidhi se apne satynarayan Katha ki puri jankari di iske liye apka bhut bhut dhanyawad
बहुत सुंदर विडियो,जय श्री हरि
Give me pocket books always baba kridhna make me sit more than lie down stand more than sit walk more than stand and run more than walk satyanarayamn o lord to the world too shivbaba
Give us and the world pure good laughter baba krishna
Make me buy things for myself and my home and sisters family after earning a good living baba krishna
Take away my illisions delusions and doubts shivbaba
May i give dakshina always o lord krishna may i make chappan bhog always and forever o lord
Bahut sundar vadiya jankari di aapne thankuji
Jay Ho Satyanarayan Bhagwan Ki❤❤
May i distribute prasad always wash me cleanse me make me pure always o lird krishna forevrr too baba
Bahut sundar ache tarike se samjha ya thankuji mem thankuji nice
🚩✅Beautiful video💕Very nicely explained, very knowledgeable♥️We do watch your videos ♥️♥️Thank you for providing us so good information & Vidhi of Shri Satya Narayan's Puja♥️💕Jai Shri Hari Vishnu 💚♥️Pranam🙏🚩
.
हर हर महादेव 🙏 दीदी
Thank you didi parnam 🙏🙏
May i cut fruits always for you always o lord krishna
Sita Ram ji ❤❤❤
Kya ek Akeli ladki Pooja kar sakti hai ?
Mein bhi akela ladka hun kya humlog sath milkar karenge ❤❤❤
Radhe Radhe ji very nice
Bhut khub sundar ati sundar
Jai shree krishna 🙏🙏
Give me prasadi always om radhe
Anti ji may 32 purnima ka brt krti hu siv bhagwan mata gnri ki puja krti hu 2 purnima kr chuki hu kartik purnima se uthai hu please 🙏 anti ji krne ka widhi btaye aur samagri btaiye
Aap ye video dekhe, Purnima ke din Satyanarayan ki katha hoti hai, Maa laxami aur shri hari ki pooja hoti hai aur chandrama ki pooja hoti hai
ruclips.net/video/_dGXUZCamWc/видео.html
Kuch log, jaise main, Vishnu Sahasranamam paath karte hain Satyanarayan Puja me, aur 1000 tulsi dal arpit karte hain… jaise
Om vishvasmai namah
Om vishnave namah
Om vashatkaraya namah
Om bhutabhavyabhavatprabhave namah
Om bhutakrite namah
…
Iske baad katha sravan karte hain
Pranaam maa
Bahut hi badhiyaan.....❤❤❤
😢🎉😂❤😂🎉😢😮😅😮o lord beloved krishna help us always may i help and help o lord
👏🏿👏🏿👏🏿👏🏿👏🏿👏🏿didi
Give me a lot of charging and recharging o lord krishna
god bless you mem ❤️❤️ thanku very nice
Jinke puja m na baithna chye to kya kre maa bata dijiye
Jai Vishnu bhagwan ji
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🙏🙏🙏🙏🍉🙏✍️✍️🍉🍅🥕🍒🍎🌻 आभार अभिनंदन आपका मां। सादर प्रणाम
Ma'am bina pondit ji ki v puja kar sakte haii kyaa satya narayan puja
Ma'am चौकी में विष्णु जी की फोटो के जगह राम जी की फोटो रख सकते है क्या
Aap Bhgwaan Satya Narayan ji ki Photo Rakhkar pooja kare
Namaste mata ji🙏🙏
Kya adhik mas ka purima ka dine ghar par satynarayan ji ke puja kar suckta hai
ji haa, aap pooja kar sakate hai
Parnam aunty ji
Mata ji ko pranaam
Mata ji mujhe bada confusion hai ki surya dev ko jo subah jal dete hai wo kya hum suhagan stri log tambe ke laute me de sakte hai nahi, aur tulsi mata ko jal kis part ke laute me dena chahiye bahut log bahut kuchh bolte h aap please confusion door kariye
Aap peetal ke lote se jal de
Thanks
Thank you 😊
Give me teach me to make paataals baba krishna
Satyanarayan Bhagwan ki Jay
Aunty ji hamre vaha to kathsa me panjari ki jagah halwa ka bhog chadta h kya kare plz bataye
Aunty ji plz hamare prash ka uttar de ham appko h follow karte h plz
Satyanarayan ji ki pooja me Panjiri ka Prasad banata hai
May i do hawan always o lord krishna
👏👏👏👏👏
Aunty ji🙏
Didi kya 28 October ko ghar me Katha Kara sakte hai?.. grahan ka asar to nahi rahega
28 ko 4PM se sutak kaal lag jaayega isliye Aap 28 ko katha Dophar me 2 baje ke pahale tak sampann kare
Make me work and work may i not want anthing in free baba krishna
Mata ji purnima me saam ko chndrdev ko argh de ke pani piye fruits khaye please help aunty ji 🙏🙏🙏💕💕
ji haa, aap aisa kare
@@AsanZindagi aunty ji subh me pi skte hai kya please😫🙏🙏💓
Hello madam, kya aapn mujhe is puja me kitna Paisa lagega ye bata sakti hai
🙏🙏🙏🚩🚩
MTa ji Pranaam 🙏🙏Purnima vrat me Chandrama ki pooja kaise krte hai sham ko uske baare me bhi plz bataiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aap sham ko gaay ke kacche doodh aur jal se argha de aur palaash ke patti par ek chandi ka sikka rakh kar Akshat, fool, chandan se pooja kare aur peda ka prasad chadhaye
@@AsanZindagi बहुत बहुत धन्यवाद🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
Maa ji, apne ghar ka home tour krayiye please
Mere ghar Chhota hai or chhote bachhe hai.....kaam se kaam kitani me Pooja utha sakte hai please reply 😊
हमारे यहां ब्राह्मण लोग बहुत ज्यादा है लेकिन कोई अपने यहां सत्यनारायण की कथा कभी नहीं करते हैं क्या बात है क्या यह पूजा केवल शुद्ध के लिए है
दीदी प्रतिदिन की पूजा में भी आरती का दिया ,तश्तरी में रख कर करना चाहिए plz reply
Pratidin ka aarati aap kewal deep se hi kar sakate hai
Aunty ji please batiye 🙏 kal purnima h to kya kal satynarayan vrat Katha khud se kar skte h mtlb ki hum khud katha padh skte h kya aunty ji or kal kitne baje katha kare please 🙏 batiye aunty ji
Aap agar koi aayojan nahi kar rahe hai to swayam se ghar par paath kar sakte hai, vrat karte huye paath kare aur aap ye paath din me kabhi bhi kar sakti hai, Paath ke baad aap bhojan kar sakte hai
hume purnima vrat kal krna hai to puja isi k anushar kr samte h na khud hi
Bilkul bas apni sradha banae rakhna 😊
ji haa, aap kar sakate hai
🙏🙏
🙏🙏🙏🎉🎉🎊
Thank you so much
Naw grah kaise banaya jata hai
Mata ye bhi bataiye jab surya bhagwaan ko jal dete time prikrama jo karte hai hum log wo baye haath ke taraf se ghumana chahiye ya dhahine haath ke side se ghumaye hai.
Matalab agar mera muh east ke side hai to mai east se North se west se South fir east pe khatam aisa karti hun. Kya ye sahi aur arti karte time mera haath aise ghumaya hai east se South se west se North se east.
Mata mera confusion dur kare
Aap baaye haath ki taraf se parikrama kare
Dhanyavaad aur arti karte time pooja ki thali dhahine side se ghumana chahiye na
Aap thaali ko baaye se daahine ki taraf ghumaaye
Adhik maas me satyanarayan vrat ktha krte h ky
ji haa, aap kar sakate hai
Namaskar 🙏 hume aapse yeh puchna tha ki humara naya ghar bnene ja raha hai toh usne neu khudti hai toh aap hum btaiye ki usme kya dalte hai hume jankari nhi h
Neev me chandi ke naag nagin ka joda daalate hai, chandi ke dibbe me shahad bhar kar daalate hai, Tabme ke lote me gangajal bhakar daalate hai, ek chandi ka chaukor daalate hai, Haldi, Supari, Akshat, fool ye sab daalate hai, Ye pooja pandit ji vidhi purvak karate hai
Aunty jee satynarayan bhagwan ki puja saam ke samay karne ka vishesh mahatva hai na... aisa is katha me likha h sayad?
Unmarried women Puja kar sakth ha
जरूर ❤❤❤
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻kush grass kaise hoto hai Mata ji🙏🏻
Aap ye video dekhe
ruclips.net/video/PotCA_QEB0k/видео.html
May i be a giver and not want anything in return baba
Hamare yaha kalash per deep jagah ladu gopal ji rakh k aur side mein deep jalte hey aisa chalega
Aap aisa kar sakate hai
Aunty kya satyanarayan puja ke bad chawal kha sakte hai?
Nahi agar aapne brat kiya hai to puja wale din namak or chawal ka sewan na kare.
@Debangshu Chanda Agar vrat nahi hai to aap khaa sakate hai
Aap sabhi ka uttar dene ke liye dhanyawad 🙏
Mere bete ka janam
mulo me hua hai asking pooja nahi ho Pai uska janam tithi 10 oct 1985 hai wah bimar rahta hai kya kare
bachhe ke janam din par mul shanti kraye
Agar jiski shadi ni hui h toh wo Satyanarayan ki katha kese kare katha toh jodi se bethkar karte h plzz replay dijiyega 🙏🙏
Or sath m katha karne ke liye vrat bhi rakhna padta h kya
Agar koi kuare ladki ya ladka pujan karna chahta hai to wo apne maa ke sath katha Sun sakta hai or puja karne ke lie brat karna aniwarya hai apn
e sakti anusar nirjala ya nirahar bart kare.
@Pinky Tamiya Agar aap pooja karana chahate hai to vrat katha kar sakate hai aur prasad bhi chadha sakate hai par aap Hawan naa kare
Kalash hr mehena rakhna hoga
Agar vrat na rakh paye to kya karein?
Is pooja me niyam hai ki aap katha karne tak vrat kare fir katha ke baad aap bhojan kar sakte hai
Didi satynarayan ki puja Katha kya ladki padh sakti h please reply kijiyega
ji haa, aap padh sakte hai
@@AsanZindagi thankyou didi
Mata ji aap se kuchh bat karni h presnoly please bahut pareshan hu mai
AAP se kaise contact ho skta h please reply kijiye ga
Aunty ji lopstick bhi apne shringar me liya h kya
ji haa
16 January ko mere husband ka birthday h.. 2024 me 16 January ko satynarayan ji ka pooja rakh sakte hai
😍😍😍😍
Aunty jee pranam,
23april ko hamari dadi saas shant ho gai thi gaw mai....
Hum sahar mai rahte hai abhi sawa mahine tak hamare ghar par koi v dharmik anusthan nahi ho raha tha.....par ab jo ki sawa mahine gujar gaye hai to hum log 10june ko Varanasi ganga nahane aare hai to iske baad kya sahar wale mere ghar par mai satyanarayan bhagwan ki khatha puja karwa sakti hu...
Please aunty jee reply kijiyega
ji haa, aap karawa sakate hai
Mataji ka lottery ka Tarika hai yah Steel ka 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aapka prashna spasta nahi hai
Jis tulsi ki pooja kerte hai. Usi mai se tulsi dal tod sakte hai shri Hari ki pooja ke lia? Mere pass only one tulsi plant hai ya one more buy karu? Please advise 🙏
Ha usi se pranam karke torna magar purnima ke ek din pahale torna.
@Meher ji haa, aap maa ko pranam karake tode
@@Anita-hp7sb thanks 😊 🙏
@@AsanZindagi thanks 😊 🙏
Mata ji mera dukan nhi chal rha h bilkul bahut parsan h hum koi upaye bataiye plz
7 sukrwar mata Lakshmi ke naam ka sudh ghee ka dipak jalae dukan par or sham ko 5 fal, 1 lota dudh, or kuchh dakchhina garibo ko de 7lukewar lagatar.
@aakriti Aap is video ke upaay kare
ruclips.net/video/Mb2lpDu3C9A/видео.html
Thanku mata ji kar ke bataungi kaisa chal rha h
Mam agar Poornima k din sham ko kheer banate hain to kya sirf Lakshmi ji ko bhog lagaye ? Ya fir Vishnu bhagwan ya fir Satyanarayan bhagwan k samne bi laga sakte hain kheer ka bhog ?
Aap Satyanarayan ji ko panjiri ka bhog lagaye, Kheer ka bhog chandrama ko aur laxami ji ko chadhaye
@@AsanZindagi thanks 🙏 reply k liye main puja or sirf Lakshmi ji k samne hi fir kheer ka prasad rakh dungi ..chandra ka dhyan kar k ..kyunki main videsh me hun and yahan bahar le ja kar chandra dev ko arpit karna posible nai hoga ..ye thik hai na
ji haa, aap aisa kar sakate hai
@@AsanZindagi ❤️❤️thanks reply k liye
Kya akele hr mahine ki purnima ko hm Katha aur Puja kr sakte hai. Bina brat kiye
ji haa, aap kar sakate hai, Aise me pooja tak vrat rakhe
@@AsanZindagi thankyou
Anty ji hamre vaha to pandit ji ne katha 2 baje kar di ab kya kare
Aunty ji plz hamare prashan ka uttar do
Koi baat nahi, Par katha 11 ke pahale yaa sandhya kaal me kare
दीदी प्रणाम धन्यवाद
दीदी हाथ के अंगूठे में किस धातु का छल्ला हो जिसको सभी लोग पहन सकते हैं plz दीदी reply
Janmpatrika ke anusaar alag alag dhaatu ke challe pahane jaate hai
Kya ap mujhe ye bata skti ho aunty ji ladkiya satyanarayan ki Katha padh sakti hai kya
ji haa, aap padh sakati hai
सत्यनारायण भगवान के कथा में पति पत्नी को पर रंगना चाहिए कि नहीं इस पर आप वीडियो बनाकर डालें
Mam Satyanarayan ki puja ghar pe khud se kar sakte hain ? Ya fir pandit ji se sunna hi btr hota hai
Aap swayam se bhi ghar par kar sakate hai
@@AsanZindagi thanks Mam reply k liye ..maine sirf ek baar yahan Satyanarayan ki katha khalaayi ..yahan USA me hamesha posible nai ho pata ..ab pandit ji wo Satyanarayan ki foto hamare paas hi rakh gaye..isiliye samajh nai aata ki kaise kya karun
Aap bhagwaan ki ghar par normal pooja kar sakate hai
Satyanarayan katha Bina pandit ji ke khud kar sakte he ya nahi
ji haa, aap kar sakate hai