Sir, Pranam ...! Jaise ap video mai bole ki ECR zone mai Dhanbad, Danapur, ranchi , dindayal upadhyay division hai....Account clerk ki vacancy kewal patna hai hai..phir apne bola ki pure ECR ki account department ki job ki recruitment rrb patna kregi ...agar koe RRB patna se form fill krega aur usko account clerk mai job milega to kya uski posting Dhanbad(ECR, rrb ranchi , ) mai posting mil sakta hai ( Dhanbad home town)
Mujhe mera home town dhanbad chahiye jo ki ECR zone mein padta hai but RRB Ranchi mein ek hi post ECR zone mein h baki saare post SER zone mein h and agar mujhe ECR nahi mila to SER mil jayega to kya mein Selection ke baad bhi zone change kar sakta hu? ya mujhe RRB patna choose karna chahiye jaha saare post ECR zone ke under h (agar zone change nahi kar sakta to?) Plz reply?
sir dhanbad division me job chahie bt is bar ntpc me rrb ranchi se sirf cctc ke post pe hi ECR dikha raha h to kya sirf ek hi post ki allotment hogi dhanbad division me...and agar jaa post chahie dhanbad division me to rrb patna se bhar sakte hai??
Bhaiya jo abhi alp departmental ka exam hua hai to usme jese questions dekhne ko mile kya usi type ke questions hamare alp ke exam me bhi aayenge kya .... because ye exam rrb ne hi conduct karvaya hai .....
@@ajitkumarv615 bhai departmental exam level thoda kaam rehta hai compared to normal exam kyunki woh Railways k liye pehele se kariyarat hote hain... toh fresh candidates lene k liye rrb thoda question level easy to moderate karta hai
Agar rrb Patna ecr zone ke je diesel mechanical post ki vacancy nikalti, to same post jab rrb ranchi se apply karenge tab post preference me show hoga ecr ke liye?
Sir unnao rrb prayagraj me aata hai jo ki mera home district hai aur hme lukhnow me posting chahiye uske liye rrb prayagraj choose kre ya fir rrb gorakhpur qki dono me lukhnow division aata hai
रांची जोन एक स्पेशल वीडियो बनाए
Sir me apna post reference ko change kr skti hu kya
Mujhe RRB PATNA lavel 6 me selection lene ke liye CBT1 AND CBT2 me kitne marks ka target rakhna chahiye..❤❤❤❤
85+
Sir, Pranam ...! Jaise ap video mai bole ki ECR zone mai Dhanbad, Danapur, ranchi , dindayal upadhyay division hai....Account clerk ki vacancy kewal patna hai hai..phir apne bola ki pure ECR ki account department ki job ki recruitment rrb patna kregi ...agar koe RRB patna se form fill krega aur usko account clerk mai job milega to kya uski posting Dhanbad(ECR, rrb ranchi , ) mai posting mil sakta hai ( Dhanbad home town)
ye mujhe bhi janna hai...apko kuch pata chala?
Mujhe mera home town dhanbad chahiye jo ki ECR zone mein padta hai but RRB Ranchi mein ek hi post ECR zone mein h baki saare post SER zone mein h and agar mujhe ECR nahi mila to SER mil jayega to kya mein Selection ke baad bhi zone change kar sakta hu? ya mujhe RRB patna choose karna chahiye jaha saare post ECR zone ke under h (agar zone change nahi kar sakta to?) Plz reply?
sabsey jayada merit patna or prayagraj ka jata hai last 2021 ka dekhe to ye bihar up ka hot rrb hai
Bhaiya home posting milne ke liye kya jyada marks score krna pdta h aur kis post pr home posting milna ka jyada chances rhta h
Please do watch video
sir dhanbad division me job chahie bt is bar ntpc me rrb ranchi se sirf cctc ke post pe hi ECR dikha raha h to kya sirf ek hi post ki allotment hogi dhanbad division me...and agar jaa post chahie dhanbad division me to rrb patna se bhar sakte hai??
@@shreyadas964 mai v yhi search kr rha hun ...kya apne apply kr diya?
Sir agar muje mumbai ke aspas job cahiye central me to Mumbai se form fill karu na ??????🤔🤔🤔🤔
Sir mai ranchi se hu mujhe kon si zone barni chahiye ?
Sir 10 saal bad chahe to ham apne home district me transfer karwa sakte hai
Agar zone alag hai to 10 sal, division change to thoda jaldi hota hai,
@@adarshachoudhary mtlb transfer karwana padega ya apne se ho gayega
RRB kolkata par bhi banaiye
Bhaiya jo abhi alp departmental ka exam hua hai to usme jese questions dekhne ko mile kya usi type ke questions hamare alp ke exam me bhi aayenge kya .... because ye exam rrb ne hi conduct karvaya hai .....
@@ajitkumarv615 bhai departmental exam level thoda kaam rehta hai compared to normal exam kyunki woh Railways k liye pehele se kariyarat hote hain... toh fresh candidates lene k liye rrb thoda question level easy to moderate karta hai
@@shreyansh7046 dono la level easy to moderate
Kolkata ❤ pe banao sir
Agar rrb Patna ecr zone ke je diesel mechanical post ki vacancy nikalti, to same post jab rrb ranchi se apply karenge tab post preference me show hoga ecr ke liye?
Sir 2025 me railway ntpc ka vacancy aayega
Sir unnao rrb prayagraj me aata hai jo ki mera home district hai aur hme lukhnow me posting chahiye uske liye rrb prayagraj choose kre ya fir rrb gorakhpur qki dono me lukhnow division aata hai
@@sachinpal6795 unnao me Kahan se
Bhai malda ko bhi bana do
Yahi rrb ka intezar thaa
RRB Siliguri❤❤❤❤
Malda
Rrb guhwati btaiye
Bhaiya plzzzzz reply.... mera Ghar ECR sonpur division mai hai kaha se form bhare Ghar ke pass posting ke liye plzzz reply
Thank you so much 🙏 bhaiya ji 😊
Kuchh samjh nhi aaya
Sorry
But i tried my best
Bhaiya mujhe aapse kuch puchna tha ki cctc ka exam conducted karane me railway kitna saal laga dete hai please reply me ❤️
Bhaiya ji CCTC post ke liye typing test hota hai kya
Thank you bhaiya Ranchi zone ki video banane ke liye
Bhai 15 July bola tha aapne ki NTPC notification aajaye lekin abhi tak kuch nhi aaya🙏
Thnk you Sir
Transfer nahi hai kya?
Hai na, 10 sal baad
HAPUR MEERUT OR LONI DELHI KON SE JON M ATE H PLEASE
RRB ghy
ECR kya hota hai
East Central Railway = ECR
Hajipur
Guwahati ka video banao bhai
Kab tak aa sakta hai ntpc ka vacancy
Bhaiya plz rrb siliguri k liye v
Bhaiya rrb kolkata ka bana dijiye aik
Kolkata
RRB Kolkata pe banao