Комментарии •

  • @somratirkey1671
    @somratirkey1671 8 месяцев назад +4

    बहुत अच्छा बताये आप ने,ऐसा खुल के कोई नहीं बताते हैं और हम सब ठगी के शिकार हो जाते हैं धन्यवाद।

  • @nanasahebpaul435
    @nanasahebpaul435 2 года назад +3

    Good information 😘

  • @mantukumar6252
    @mantukumar6252 3 года назад

    verry good jankari

  • @electricaltechnical5961
    @electricaltechnical5961 Год назад +2

    Very powerful sir

  • @vimalmakwana8494
    @vimalmakwana8494 3 года назад

    Thank you bhai jan

  • @narutofanclub2208
    @narutofanclub2208 Год назад +2

    Pew single phase 2hp pump ka empril kase lagay wo bateya

  • @ajayakela8323
    @ajayakela8323 3 года назад

    Thanks
    Aapne to sab kuch khol kar hi bata diya hai isme

  • @simbha_jatt_20aSHORTS
    @simbha_jatt_20aSHORTS 2 года назад +2

    Thanks

  • @hafizkhan8226
    @hafizkhan8226 2 года назад +1

    अच्छा है

  • @durgeshgaud2006
    @durgeshgaud2006 2 года назад

    Thinks bhai

  • @sdaamer5513
    @sdaamer5513 2 года назад +3

    Thanks Bhai 👍 Good job

  • @rupeshnaik1587
    @rupeshnaik1587 4 года назад +2

    Thanks Sirji....

  • @technialonlinepritam3292
    @technialonlinepritam3292 2 года назад +1

    good

  • @rahuljaat9763
    @rahuljaat9763 2 года назад

    Wow

  • @Rupesh-fv8po
    @Rupesh-fv8po 3 года назад

    Mst

  • @vikassardana9233
    @vikassardana9233 3 года назад +1

    Mere sath bhi Electrician ne fraud kiya tha motor bina rewind kiye paise le gya tha.....
    Thanks sir

  • @tusharmondal947
    @tusharmondal947 3 года назад +2

    Tulu.5 ki auto tharmoster ki Kai power hote hai

  • @siddappagosabal4140
    @siddappagosabal4140 3 года назад +2

    🤝👍👌🌹

  • @dharmprakashyoutube5158
    @dharmprakashyoutube5158 8 месяцев назад +1

    Usha company ka motor Kuchh der chalne ke bad garm Ho Jata Hai Pani Dena Band Ho Jata Hai To Kya Karen

  • @imranajad5841
    @imranajad5841 2 года назад +1

    Ghar voltages kam kayse kare

  • @LalanKumar-xh9ys
    @LalanKumar-xh9ys 4 дня назад

    Direct jorne se moter jal bhi sakta hai ki

  • @RameshSingh-wl7ir
    @RameshSingh-wl7ir 3 года назад

    Single phase 2hp motor flange mounted hidrolik paper plates machine per dai press hone pr jab motor slow hotel to full speed Ulta (back) chaker cal Katie hi Kay problem hi

  • @mrnimmasingh5205
    @mrnimmasingh5205 Год назад

    Sir

  • @iia4815
    @iia4815 2 года назад +1

    tulu pump me copastor koine merco fite ka lagta hai btao

  • @imranajad5841
    @imranajad5841 2 года назад

    Agar 250 voltages hai to chalye k nani

  • @secondaryeducations5369
    @secondaryeducations5369 Месяц назад

    टैक्समो की यही मोटर 1/2 प में मेरे पास भी है भाई और उसमें भी यही प्रॉब्लम है कि वह हीटिंग होकर बंद हो जाती है क्या हम इसे सॉल्यूशन के लिए एक और कैपेसिटर लगा सकते हैं क्या जबकि इसमें 12:30 का कैपेसिटर लगा हुआ है क्या हम इसमें
    2.5 एमएफ का कैपेसिटर और जोड़ सकते है क्योंकि हमारे यहां नल आने पर वोल्टेज 130 से 150 के करीब आते हैं

  • @DjAlexkocha
    @DjAlexkocha 3 года назад +1

    Thank you so much sir

  • @yamunaraz1805
    @yamunaraz1805 3 года назад

    Is tarah se coil jalega nhi

  • @mukeshdubey6168
    @mukeshdubey6168 2 года назад

    इस मोटर में कौन सा इंपैलर है ओपन इंपैलर का वीडियो दिखाएं

  • @pramodyadav1312
    @pramodyadav1312 3 года назад

    २ hp २phes me hai

  • @jitutikania6117
    @jitutikania6117 3 года назад +1

    Chot kis side marna hota h ?
    Jis side #saftt jam tight ya touch sa feel hota ushi side
    #Ya fir tight k opposite side

  • @braja4308
    @braja4308 Год назад

    Gara kya hota bai

  • @lokeshtiwari3022
    @lokeshtiwari3022 3 года назад

    Sir texmo ka aadha hp ka new pamp hai Pani Kam aa Raha hai kya Karu please batain

  • @shivanshusinghrajput4521
    @shivanshusinghrajput4521 3 года назад

    Mujhe aapki video achhi lagi pr ek doubt hai autocut nikalne ke bad motar jal jayegi heat hokar ki nhi

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Agar motor ki winding mein koi problem Hogi aur use condition Mein Ham overheat auto cut ko nikal Dete Hain Tu Mota Jal sakti hai

  • @sushma8490
    @sushma8490 Год назад

    Agar bahut jyada heating ho rakhi ho motor me to kse thik ho

  • @arjunsinghshori5229
    @arjunsinghshori5229 3 года назад

    Sir.texmo.1.5.hp.tullu.motr.me.ketne.no.ka.sel.lgta.hii

  • @shivkumarsingh6064
    @shivkumarsingh6064 3 года назад

    Mera motar cri company ka 1/2hp ka he chalte chalte slow ho jata he. Plz reply

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Iski wearing seat vagaira check Karen inke cut Jane Se Diya problem aapko a sakti hai

  • @yaduvlogger8843
    @yaduvlogger8843 2 года назад

    Direct karenge ke to wandig jalega ka to nahi

  • @sachingautam1938
    @sachingautam1938 10 дней назад +1

    Main motor chala kar bhul gya 10 ghanta chalta rha bina pani ke ..or heat ho gya bahot chal nhi rha ab motor 😅😅 L Lag gye ... Kya 1 ghante ke baad thanda hone ke baad motor chalne lagega fir se ? Ya kharab ho jati h

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 10 дней назад

      Ek bar Thanda hone de FIR chala kar dekhna agar chal jaega to theek hai nahin to winding mein problem ho sakti hai

  • @Rajesh-pd2ys
    @Rajesh-pd2ys 2 года назад

    Mera motar thik karne ka 1200 liya aur thik bhi nahi kiya, vaise ho gaya

  • @SurajMaurya-kh2dt
    @SurajMaurya-kh2dt 2 года назад

    Ser ji cancsan thoda dheere karea samagh nahi pa rahe h

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 2 года назад

      Video ko thoda slow karke dekh sakte hain Agali video Mein Jab Mein Is Tarah Ke connection Karunga thoda acche se Samjhane ki koshish karunga

  • @AnkitSharma-yy8ci
    @AnkitSharma-yy8ci 4 года назад

    Sir please ek help kijiye kya havells jse1 ko me 2nd floor (height approx 30 ft)me install kr sakta hu groun floor se supply ka pani khinch legi kya q ki hamare yaha bahut log 1st floor me pump lagake aram se pani bhar lete hai lekin mera ghar 2nd floor me hai isiliye ya fir konsi pump leni chahiye sir please help

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 4 года назад +1

      amzn.to/39mq7dK
      Link par click kare
      cri ke is pump ko aap Laga sakte hain

    • @AnkitSharma-yy8ci
      @AnkitSharma-yy8ci 4 года назад

      @@Technicalsamayofficial thank u sir
      Pipe1/2 inch ya fir 1inch ki use karni hai
      Sir mere ko 2nd floor me install karni hai

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 4 года назад +1

      Hume pipe 1 inch hi lagaen

    • @AnkitSharma-yy8ci
      @AnkitSharma-yy8ci 4 года назад

      @@Technicalsamayofficial sir havells D1 kaam karegi kya ??? Or niche NRV VALVE bhi lagana padega???

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 4 года назад +1

      Bilkul kam kar Jayegi koi problem Nahin Hai

  • @asiyakhatun8778
    @asiyakhatun8778 3 года назад +1

    Bahut Jada garm hota motor aur band ho jata hai 2mint me hi kya karu

    • @pin2vlogs123
      @pin2vlogs123 Год назад

      Same problem Bhai apane repair karaya to kitna Paisa laga

  • @ElectricBooster
    @ElectricBooster 2 года назад

    Sar thermostat direct karne se koi dikkat to nahin Ho gayi motor mein

  • @Sunil-gd7zx
    @Sunil-gd7zx 3 года назад

    समिर भाई प्लग गरम कयु होता है वन एच् पि का मोटर है

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Jab Bhi Koi wire ya plug Garam hota hai to vah losing ki vajah se garm hota hai usmein aap dusra plag Badle aur tight yani fix Aana chahie uske andar

  • @novoicetagdjsong8827
    @novoicetagdjsong8827 11 месяцев назад

    Auto nikalne par overheat ki wajah se moter jal jayegi

  • @PAWANKUMAR-sg3xr
    @PAWANKUMAR-sg3xr 3 года назад

    Jyada dur per kaise motar chlega

  • @user-vz9ik5gj3w
    @user-vz9ik5gj3w 3 года назад

    Hello sir motor achanak se ruk gayi hai or bahot heat ho gyi...or thodi smell bhi aa rahi hai...toh kya problem hogi sir...or kitna kharcha aa sakta hai

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Pahle check Karen motor Jaam To Nahin Hai agar Jaam Nahin Hai To fir Uske bad mein problem hai Aur vah Din Ka kharcha lagbhag 700 rupaye ka aaega

  • @fakhrubhai07
    @fakhrubhai07 3 года назад

    Motar agr jam chal raha hai to keya kare

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Motor Agar Jaam chal raha hai to check Karen Uske bering mein koi problem hai ya FIR iski seat cut gai hai ya FIR Uske alava yah bhi ho sakta hai ki aapke hade mein kuch Phas Gaya Hai Jiski vajah se motor bahut jyada Jaam chal raha hai

  • @mubarakmir4274
    @mubarakmir4274 2 года назад

    Sir is sa koi problem to nhi aayi ge moter ma

  • @dityamathsclassfor10thonly7
    @dityamathsclassfor10thonly7 2 года назад

    1min chal ke band ho jata h phir thanda hone pr chalta h

  • @dityamathsclassfor10thonly7
    @dityamathsclassfor10thonly7 2 года назад

    Motor jada hit ho ka band ho jata isko kyase thik kare

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 2 года назад +1

      Yah video pura Dekhen ismein Maine Yahi bataya hai kaise Sahi Karen

  • @mrnimmasingh5205
    @mrnimmasingh5205 Год назад

    Sir agr motor garm hokar kat kre aur kabhi kabhi motor ko hath se gumana pade to kya kaaran hoga...

  • @gauravbatra8707
    @gauravbatra8707 3 года назад

    मैंने machenic से मोटर garm होने और पानी पुरे प्रेसर से न uthaane की शिकायत baatayi थी उसने baring change kar pehli baar to 400/-le liye jisse meri samasya to door huyi nahi dusri baar usne auto heat pluge utaar kar thodi varnish kar di tab 200/-le liye ab bhi motor 10 minute ke baad heat ho rahi aur usme se jalne jaisi mahak aa rahi hai paani pira nahi utha rahi kya problem lagti hai

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Pressure ki jo problem Hoti Hai vah head Se Hoti Hai Na ki motor se aur motor Jyada heat ho rahi hai to iska matlab hai ki motor ki winding cross Hai Jise ya garam ho rahi hai

  • @rajendrawaghmode7970
    @rajendrawaghmode7970 3 года назад

    ठेर्मोस्टेट ना लागणे से मोटार की winding जल शकती हैं क्या?

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Jab motor jaam hoti hai or on rah jati tab motor ko jalne se bachata hai

    • @janardanshinde3580
      @janardanshinde3580 2 года назад

      Lubi company ki motor single phase 4 wire wire nikala hai running kaise samjhaie

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 2 года назад

      Ek halka hoga or dusre ki motai jayada hogi moto raning hota hai

  • @amanmahto7941
    @amanmahto7941 2 года назад

    भाई अटो कटो भी लगा दिए हैं फिर भि नहीं चल रहा है गर्म होने पर बन्द हो जा रहा है

  • @nitinsalve330
    @nitinsalve330 2 года назад

    Pahale din niwmotar garam hokar band padgai

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 2 года назад

      Filhal kya problem ho rahi hai motor mein Thandi hokar chal rahi hai ya nahin

  • @ShivKumar-uo6jj
    @ShivKumar-uo6jj 3 года назад

    Mere pas NEW Crompton Mini Sapphire I motor 0.75kv hai isko kholne par iski warranty spoil ho jaegi, complaint ke bad company ka electrician bata raha hai ghar me 245-255v ke bich bijli aa rahi hai aur isme wo kuch nhi kr skta hai, PLS AAP BATAYE KYA KARU, kya mai stabilizer purchase karu iske lie aur kaun si kitne ki milegi ya kuch aur upay hai jisse warranty spoil na ho

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Iske liye aap stabilizer khareed sakte hain iska link main aapko bhej dunga agar aap Kahenge to

    • @ShivKumar-uo6jj
      @ShivKumar-uo6jj 3 года назад

      @@Technicalsamayofficial ha please bataye

    • @ShivKumar-uo6jj
      @ShivKumar-uo6jj 3 года назад

      @@Technicalsamayofficial koi device nhi aata jo bijli kam kar sake steblizer to mahange aate hai 3800 ki motor aur itne ka stabilizer lena padega
      Koi aur upay jisse wo apne aap band na ho to bataye. New motor hai pichli wali local company ki thi wo kabhi band nhi hoti thi aur aas pass dushre gharon me bhi kisi ki motor band nhi hoti sabka bijli ka connection bhi ek hi jagah se hai. Jyadatar ke pass local motor hi hai.

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Iske liye aap ek earthing banvaen aur usko pakka mat Karen aur ek face Lekar earthing se chalayen voltage down ho jaenge

  • @fakhrubhai07
    @fakhrubhai07 3 года назад

    Bhai apna number do to bhai

  • @ashishkumarbhangiya670
    @ashishkumarbhangiya670 3 года назад

    Sir 2hp water pump jarm họ ker bans họ jata hai or thanda hone kế bad chane lagata hai kya kare sir shahi sẽ bataye

  • @khagaprasadsubedi4000
    @khagaprasadsubedi4000 3 года назад

    बहुत गरम हो के कट होता और नर्मल गरम मे भी बंद होगा अटो कट

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      Bahut jyada Garam hone per autocut kam Karta Hai normal Garam hone per Kam Nahin karta hai Kai bar aisa hota hai ki normal cut per bhi cut ho jata hai use condition Mein kharab ho jata hai

  • @BCSMohdAdil
    @BCSMohdAdil 3 года назад

    Bhai meri motor bhi apne aap bnd ho rhi hai or bnd hone pr chu kr dekhta hun to motor waqai me garm hoti hai
    Aesi condition me kya krna chahiye?

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад

      जो वीडियो में बताया है उसी प्रकार सही कर सकते हैं या किसी इलेक्ट्रिक शोप पर करवा सकते है

    • @BCSMohdAdil
      @BCSMohdAdil 3 года назад

      @@Technicalsamayofficial aap smjhe ni shayad
      Motor garm kyu pd rhi yeh smjh ni aa rha
      Mere khyal me to autocut shi kaam kr rha hai agr wo bhi hata dun to motor khrab hone ke jyada chances hai

    • @Technicalsamayofficial
      @Technicalsamayofficial 3 года назад +1

      Normal Garam to motor hoti hai lekin usse Jyada Agar motor Garam Ho Rahi Hai To fir uski winding ki problem hai ya FIR motor per bahut jyada load Hai Jiski vajah se vah garm ho rahi hai

  • @shafaatansari4419
    @shafaatansari4419 2 года назад

    Sir mera motor 1didh ghante baad band padta hai phir 5 minute baad chalu hota hai kya mera bhi problem hai kya mera bhi Chang karna hoga sir please reply

  • @SantoshYadav-cf2kr
    @SantoshYadav-cf2kr 2 года назад

    Thanks sir ji apna mobile no digiyega sir