Negative & positive connections Galat Laga diye Capacitor me jidhar Patti hai wo negative (-) hota hai aur jidhar Patti naheen hai wo positive (+) hota hai
Mcpcb nikalkar driver ka output voltage check karo 18 watt me 160v ke aaspas hona chahiye usse jyada naheen aur voltage ek Saman hona chahiye ghate badhe naheen to driver ok hai iske bad bhee fuse hota hai to mcpcb kharab hai athva ka watt Kee hai to aap use change Karen ya repair Karen repair kee video is channel par mil jayegi jakar dekh Lena fir bhee koi problem aatee hai to aap fir se comment kar sakte gain
Bahut atcha sikhate ho aap. thanks bhai. apka video dekhke bahut sikhne ko mila he.
बहुत अच्छा HIT AND TRIAL METHOD USE किया है आपने । इसमे PROFESSIONAL वाली कोई बात णक्षर नहीं आई। DO NOT MIND YOUNG MAN.
बहोत मस्त
Achha laga
Good sir
18 watt ki lED. me rsgistance kitne number ki lagegi
10 Ohms se 100 Ohms tak ki Laga sakte ho
Sir 9 watt ki led ka capacitor replace kiya tha ac input dete hi blast ho gaya kya problem ho sakti hai
Negative & positive connections Galat Laga diye Capacitor me jidhar Patti hai wo negative (-) hota hai aur jidhar Patti naheen hai wo positive (+) hota hai
Itna mehanat koun karega new driver laga denge.
Sirf seekhne tak hee mehnat lagti hai
18 watt led bulb me mcpcb lgaya tha 1 mint me hi fuse ho jata h bhut jyada garm ho rha h Condenser v chnage kr liya garm bhut ho rha h
Mcpcb nikalkar driver ka output voltage check karo 18 watt me 160v ke aaspas hona chahiye usse jyada naheen aur voltage ek Saman hona chahiye ghate badhe naheen to driver ok hai iske bad bhee fuse hota hai to mcpcb kharab hai athva ka watt Kee hai to aap use change Karen ya repair Karen repair kee video is channel par mil jayegi jakar dekh Lena fir bhee koi problem aatee hai to aap fir se comment kar sakte gain
इसके कण्डेसर खराब होतो मार्केट में नहीं मिलते या नहीं देते हैं कहते हैं इस नं का कण्डेसर नहीं है ,पूरा ड्राइबर सर्किट ही खरीद लो ,
Good sir