Whi to janna h ki obc ncl wale me other source ka optn nhy h to kase fill kre...income details income certificate mento other source wala optn h plzz tel me
Sir mera Income certificate me - कृषि से आय - 50000 और अन्य स्त्रोत से आय - 75000 hai, to jab mai Central vala NCL ka form fill up karta hu to , vahan keval कृषि से आय देने का ऑप्शन आ रहा है aur अन्य स्त्रोत से आय भरने का ऑप्शन nhi hai to , total वार्षिक आय कैसे भरे , please sir reply me bahut confusion me hun please reply me.
Pehle 7 din ka time diya jata tha praman patra banane ke liye aur 5 se 6 din me ban jata tha online. aur ab 20 se 21 din ... bihar ka system dikha rha hai ki ye bihar hai sudhrega nhi.
Sir please reply state ka certificate bhyaut kalwar se bna hai or Central me sirf kalwar , kalal , kalar ka option hai bhayut kalwar ka nhi toh kya kalwar choose karne se bnn jayga
OBC-NCL Banate time Govt of India and Govt of Bihar aa rha hai toh kaun sa banau?? Or residence, caste certificate, Income certificate me level puch rha hai toh usme kaun sa choose kru ? Or OBC NCL banate time bhi level puch rha hai toh kaun sa bharu?
Ham NCLCO banaye the 2023 me, ab apply kar rahe hai district ke liye to "no data found against the value provided, please provide another value and retry" bol raha hai, kaise kya kare please help kariye. 🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢 Kya hamko apna certificate sab fir se banana hoga kya, validity kab tak ka hota hai?
Bhaiya, mera Bihar se obc ncl central caste certificate DM Level bana hua h. Par usmein post office ke aage blank h baaki sare detail filled up, kya yeh SSC DV mein matter of concern h ya they will leave it. Please reply and love to this channel❤
Bhai please reply 🙏🏻🙏🏻🥺 delhi rheta hu delhi se state certificate bna hua hai but central ka nhi bann paa rha hai kyuki 1993 ka proof mangta hai delhi me wo hai nhi abb , papa bihar se aaye the ese bihar se banwa sakta hu kya central ka bihar me bhi ghar hai toh delhi ka state bna hai central bihar se kese bnn sakta hai please reply
other state ki female ki shaadi bihar me hua hai to nhi banega .. kisi me chiz me other state ka hi cast certficate dena hoga. aur ye baat mai apne man nhi bol rha hu... yahi system hai.... log bhramit karne ke liye kuch bhi reply de dete hai....
Sir maine do bar ncl ke liye onliye applications bhara hai .dono bar reject hogya dono bar adhar ke dono traf ka photo uploading ke liye kahr rha hai. Adhar ke dono or ka photo kaise apload kare.help me
@@shashanksaptarshi5322or other sources se income ka option nhi toh uska details kese dalenge income certificate jesa same income kese show karenge jab details dalne ka option nhi hai ? And jameen ka details dalna jaruri hai kya ya jameen ki rasid dalna ??
Bhaiya Mere pas anumandal ka hi obc certificate hai toh Central level wala kaise banega? Or mujhe NCL bhi banwana hai kitna time lagega main Chhapra se hu
Mera sb detail sahi tha but makan ka rasid na dalne ki wjh se reject krdiya mujhe smjh nhi araha h isme kahan pr makan ka rasid dalna h kahin option nhi deta h
Bhaiya hamne banaya to adhar verification se to sapath patra nahi manga 4 document show kar raha tha, income and. Nivas, jati or adhar card bas kya sahi hai ya galat please reply
Maine bhi aise hi apply kiya to unhone form reject kar diya...ye msg likhkar ki affidavit not uploaded...to is baar pan card select karke affidavit upload kiya hoon...dekhte hain is baar kya result ata hai
Bhai bhyaut kalwar caste Wale Central ka obc certificate kese bnaye central ki obc list me sirf kalwar aata hai bhayut kalwar mention hi nhi hai or bihar state ka obc certificate bhiyut kalwar se bnta hai , kese bnega firr central ka certificate koi toh batao
BHAI MUJHE BHI BATANA, I AM ALSO CONFUSE, I THINK BIAHUT KALWAR SHOULD COME UNDER KALWAR, KYONKI CENTRAK LIST 124A- KALWAR, 124-B KALAL/ERAQI; AGAR KALAL AUR ERAQUI 124 B HAIN TO SIRF SIMLE KALWAR TO KAHIN LIST MEIN HI NAHI HAIN BIHAR OBC LIST MEIN.
@@sumitsaurabh7066haa yarr pta nhi Bihar government ne kese list bnwaya hai phle kalwar ka hi bnta tha abb biyahut kalwar ko alag se likh diya galat kiya hai ye , apne phle apply Kiya hai kya Central ka bann rha hai ya reject kar dete hai ??
Online apply krne ke baa mujhe digital copy mila hai, BPSC ke interview me original copy show karna hai, kya digital copy ka printout ko accept kiya jaega?
Mai govt.job me hu .mere papa income nhi karte h ab.to obc apply ya income certificate apply me mujhe apna salary ka income dalna hoga ya fir kaise apply kre .suggest me
Sir mera bhai 10th ka exam 2 bar diya h to kya aage koi problem hoga.... mother's name or DOB glt tha isliye 2 bar exam Dena pda to kya certificate cancel kr diya jayga....plz reply Sir 🙏
AGR ncl document attached me maine bus purana caste certificate daala , qki new caste, income, residential avi apply hi kiya h to kya mera ncl certificate reject ho jayega??
Bhai jameen ka details dalna jaruri hai kya or rasid bhi dalni hoti hai kya or other sources se income jo hai income certificate per option hai but yha other sources se income ka kuch details nhi likha hai toh total annual income kese dalenge same income certificate jesa ?
@@rahul52m okk jameen wegrah ka details dalna jaruri nhi hai na or ye batao income certificate ne jo other sources se income mention hai usko kese add Karu NCL form me toh option hi nhi aata other sources income ka bina wo Dale same income kese hoga annual
@@surajkumarsahni8537 mere paas sb he upto date he cast ,incom, residencl Kewal adhar card me address ka problm he Me diya tha banane ke liye NCL ,OBC DONO reject ho gaya he Ab kya kre Kewal mera hi adhar me adress other state ka he Baki ghar ka svi sdsyo ka bihar ka hiii he Me chahta hu avi adress change naa kru Aur mera docoment ban jaaye Koi raasta he aaap ke paas
@@surajkumarsahni8537Bhai me Delhi se hu mera Delhi ka obc certificate hai but abb Bihar shift ho gye hai address documents me yhi ka hai toh kya Delhi Wale state certificate ke basis per mera central ka obc certificate bann jayag kya Bihar ka
@@surajkumarsahni8537Bhai other sources se income ka details kese Dale income certificate me mention hai per yha koi option nhi hai or jameen ka details dalna jaruri hai kya Sara ya rasid dalna jo katta hai jameen ka rasid wo bhi dalna jaruri hoga kya ?
VERY HELPFULL, AND INFORMATIVE VIDEO ...THANK YOU BROTHER 😇😇
धन्यवाद भाई जी ❤❤❤ वीडियो बहुत ही अच्छी लगी 🎉🎉
सर इसमें अन्यश्रोत का option नहीं है अन्यस्रोत कहा पर डाला जायेगा please reply 🙏
Whi to janna h ki obc ncl wale me other source ka optn nhy h to kase fill kre...income details income certificate mento other source wala optn h plzz tel me
Sir mera Income certificate me - कृषि से आय - 50000 और अन्य स्त्रोत से आय - 75000 hai, to jab mai Central vala NCL ka form fill up karta hu to , vahan keval कृषि से आय देने का ऑप्शन आ रहा है aur अन्य स्त्रोत से आय भरने का ऑप्शन nhi hai to , total वार्षिक आय कैसे भरे , please sir reply me bahut confusion me hun please reply me.
Same problem
Bihar mein OBC hai lekin central main General main hai to central EWS kese banaye.....
Please Bataeye
Pehle 7 din ka time diya jata tha praman patra banane ke liye aur 5 se 6 din me ban jata tha online. aur ab 20 se 21 din ... bihar ka system dikha rha hai ki ye bihar hai sudhrega nhi.
Kitne din me bna tha aapka?
इसमें अन्य श्रोत से आय भरने आला आप्शन तो है नहीं तो केसे भरे
Thanks sir for this latest current news updates.
Pan (tanti)tatwa ko sc se bahar kar diya hai OBC (tanti) NCL (Central wala) kaise banaye but website update nahi Kiya hai sarkar ne
Sir please reply state ka certificate bhyaut kalwar se bna hai or Central me sirf kalwar , kalal , kalar ka option hai bhayut kalwar ka nhi toh kya kalwar choose karne se bnn jayga
OBC-NCL Banate time Govt of India and Govt of Bihar aa rha hai toh kaun sa banau?? Or residence, caste certificate, Income certificate me level puch rha hai toh usme kaun sa choose kru ? Or OBC NCL banate time bhi level puch rha hai toh kaun sa bharu?
फॉर्म VIII मे विवाहित महिला के मायके वाला एड्रेस पड़ेगा या ससुराल वाला
Sir iske baad bataye ki sdm level aur dm level ka kaise banwaye
Ham NCLCO banaye the 2023 me, ab apply kar rahe hai district ke liye to "no data found against the value provided, please provide another value and retry" bol raha hai, kaise kya kare please help kariye. 🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢🙏🏽😢
Kya hamko apna certificate sab fir se banana hoga kya, validity kab tak ka hota hai?
Certificate m bihar sarkar likha h .
But central ka h koi problm
अन्य स्रोत आय ka option nahi hai kya karu bahut confused hu me baata do kya karu please
income certifcate m konsa level ka add kregai bhaiya aur income m kya add kregai
Mera income certificate me income from other sources hain but from me aisa option hain hi nahi to kya kare
Document upload karte samay Income,caste,residence kis level ka hona chaiye ( Ro , SDO , DM )
Pehale ro banta hai
अन्य स्रोत आय ka option nahi kya karu bahut confused me baata do kya karu please
Bhaiya, mera Bihar se obc ncl central caste certificate DM Level bana hua h. Par usmein post office ke aage blank h baaki sare detail filled up, kya yeh SSC DV mein matter of concern h ya they will leave it. Please reply and love to this channel❤
इसमें अन्य श्रोत से भरने वाला ऑप्शन तो है नहीं तो कैसे भरें।
Hm bhya
Sirji hindi format wala co level banane k baad sdo level k liye online nhi ho raha h..... 😭😭
Central obc ncl DM level pr digitally sing ADDITIONAL COLLECTOR ka hai, seal DM ka lga hua, issuing authority me kya name daale plz reply 🙏
Mere pas hindi language me printed sdo and cco level ka obc certificate hai kya wo chalega jee me? Please reply
First like ❤❤🎉🎉
Bhai please reply 🙏🏻🙏🏻🥺 delhi rheta hu delhi se state certificate bna hua hai but central ka nhi bann paa rha hai kyuki 1993 ka proof mangta hai delhi me wo hai nhi abb , papa bihar se aaye the ese bihar se banwa sakta hu kya central ka bihar me bhi ghar hai toh delhi ka state bna hai central bihar se kese bnn sakta hai please reply
Photo mera nhi le raha hai 25 kb se upar hai fir v nhi
Document upload me. Sapat patr ka option. Hii nahi ata
Sir different institution dwara unke bataya gaya format mai mangte hai. Unke dwara bataya Gaye format mai NCL kaise banwaye?
Other state ki female jinki shadi bihar me hui h kya wo banwa skti h...???
other state ki female ki shaadi bihar me hua hai to nhi banega .. kisi me chiz me other state ka hi cast certficate dena hoga. aur ye baat mai apne man nhi bol rha hu... yahi system hai.... log bhramit karne ke liye kuch bhi reply de dete hai....
Obc ncl father ya husband k income k basis par banegi?@@aryansen3143
Hllo bhaiya koi ladaka Mumbai rah raha hai or usako central level ka kasht sartiphitek tatkal chahiye to kya online nahi ho payega
Are yaar,, old ko renew kaise kre??? Koi option hi nhi h rtps me,,,, dubara new apply nhi ho rha h,,,
Income certificate me other source me income hai jabki ncl me other source ka option nhi diya hai to kya kre
Sir maine do bar ncl ke liye onliye applications bhara hai .dono bar reject hogya dono bar adhar ke dono traf ka photo uploading ke liye kahr rha hai.
Adhar ke dono or ka photo kaise apload kare.help me
उद्यमी योजना ट्रेनिंग 2024-25 के बारे में बताया जाए 3 तारीख से 9 तारीख के बीच में ट्रेनिंग है सर
1 saal se jyada purna cast certificate or nivas prman ptr upload kr skte hai kyaa central level obc ncl me please btaiye????
Rtps wale ne btaya tha ki caste aur nivaas purana chlega pr income Naya hona chahiye
@@shashanksaptarshi5322or other sources se income ka option nhi toh uska details kese dalenge income certificate jesa same income kese show karenge jab details dalne ka option nhi hai ? And jameen ka details dalna jaruri hai kya ya jameen ki rasid dalna ??
Bhaiya Mere pas anumandal ka hi obc certificate hai toh Central level wala kaise banega? Or mujhe NCL bhi banwana hai kitna time lagega main Chhapra se hu
#Umeshtalk center ka cast certificate or Obc ncl dono ek hai ???
Haa
भाई OBC NCL RO level का बनवाना है या CO/SDO level का reply pls
Kya hmlog state level se apply kr sakte h..kya baad mai central banwa sakte h...toh koi issue aayega ??
Form 8 ka option hi nahi show raha hai
Sir photo me signature kare kiya please sir Ripley 😢
Central ka banane ke lie state ka jati parman patra hona chayye ya nahi
Anchal se 21 ke aas paas milega to pir anumandal se aur pramandal se hoga to Central level ka OBC ho jayega na
Sir, Haryana walo ke liye kaha se apply hoga
NTPC me kaam chal jyega naa
Bihar sarkar ka NCL ka validity Kitna din ka hota hai sar please reply
Bhiya ham aply center level ka kiye the per o bihar sarkal likha hi
Mera sb detail sahi tha but makan ka rasid na dalne ki wjh se reject krdiya mujhe smjh nhi araha h isme kahan pr makan ka rasid dalna h kahin option nhi deta h
Makan ka rasid kha dalne ka option hai ??
Cast certificate centre val kaise banega bihar se
OBC NCL banbane ke liye income kinke name se banbana hoga , father's ke name se ya phir condidate ke name se, please sir ,ye clear kar dijiye.
Guardian ke name se
Very very thanks sir g.mera problem solve kar diye.
Sir maine RO level ki bana liya hai lekin SDO level ka ban nahi raha
Certificate number dale par no data found likh raha hai please reply
Block pr banega
@@bgmi_play07
Bhai online nahi banega kya
@@hrithikroushan547 banega problem hai n certificate no. Me problem hai n block me pata krlo ek bar
Sdo level ke liye block pr pata krlo
Kuchh galat dalte hoge jaise name spelling mistake hota hoga
Bhaiya hamne banaya to adhar verification se to sapath patra nahi manga 4 document show kar raha tha, income and. Nivas, jati or adhar card bas kya sahi hai ya galat please reply
Haan bhai exactly mera bhi yahi doubt hai...
Maine bhi aise hi apply kiya to unhone form reject kar diya...ye msg likhkar ki affidavit not uploaded...to is baar pan card select karke affidavit upload kiya hoon...dekhte hain is baar kya result ata hai
Affidavit kya lagta hai alag se bnwana hota hai kya
Form XI ka use Kahan hota hai...?
Railway ntpc mei block level ka chale ga na ... Bhaiya
Haa bro
Bhai bhyaut kalwar caste Wale Central ka obc certificate kese bnaye central ki obc list me sirf kalwar aata hai bhayut kalwar mention hi nhi hai or bihar state ka obc certificate bhiyut kalwar se bnta hai , kese bnega firr central ka certificate koi toh batao
BHAI MUJHE BHI BATANA, I AM ALSO CONFUSE, I THINK BIAHUT KALWAR SHOULD COME UNDER KALWAR, KYONKI CENTRAK LIST 124A- KALWAR, 124-B KALAL/ERAQI; AGAR KALAL AUR ERAQUI 124 B HAIN TO SIRF SIMLE KALWAR TO KAHIN LIST MEIN HI NAHI HAIN BIHAR OBC LIST MEIN.
@@sumitsaurabh7066haa yarr pta nhi Bihar government ne kese list bnwaya hai phle kalwar ka hi bnta tha abb biyahut kalwar ko alag se likh diya galat kiya hai ye , apne phle apply Kiya hai kya Central ka bann rha hai ya reject kar dete hai ??
sir ssc gd me avi se bnayenge to accept krega n plzz rplyy ❤
सर क्या 1 साल पहले का जाति आवासी आय लगा सकते हैं
Online apply krne ke baa mujhe digital copy mila hai, BPSC ke interview me original copy show karna hai, kya digital copy ka printout ko accept kiya jaega?
Haa
Ntpc me ncl unchal level ka dena h
Sir mera real annual income 8 lakh plus hai.. ncl bna sakte hai km amount likh kr😢😢
Mai govt.job me hu .mere papa income nhi karte h ab.to obc apply ya income certificate apply me mujhe apna salary ka income dalna hoga ya fir kaise apply kre .suggest me
kuch pata chala?
Sir mera bhai 10th ka exam 2 bar diya h to kya aage koi problem hoga.... mother's name or DOB glt tha isliye 2 bar exam Dena pda to kya certificate cancel kr diya jayga....plz reply Sir 🙏
Sir jee ke liye anchal star chalega
No atleast sdo level in bihar
@Rohit_2520 matlab ki anumandal wala banwana parega sir
@@Rohit_Sachdev aisa kutch nii hai bhai
@@Daksh82destruction thik hai jesa dekho...wha pe to yhi likha tha tahsildar post tk ka...baki dekh lo apna👍
@@Rohit_Sachdev mera to RO level se bhi ban gaya
Although, you can do by SDO level as well 👍
Jyada confusion me mat rehna 👍
Mera caste certificate me jati bc 2 h or 10th 12th admit card me general h to kya karna hoga
Domicile certificate or caste certificate ye sab central level ka hona chahiye plz reply
Sc ka bhi certificate banao wo bhi central government ka online karo
General bhi bana sakta h kya?
Obc certificate ki validity kitne din tak rahta h
Central job ke liye Central NCL bnwane se bahle state wala banwan jaruri hota hai kya sir please reply
Nahi
Sapath patr ma date 30/10/2024 ho gaya hai to koi dikkat to nahi hai
Kya central obc 4,5 din m bn jayega aaply kr diye h
Vaisay baniya or vaisay poddar ka central OBC bnega
AGR ncl document attached me maine bus purana caste certificate daala , qki new caste, income, residential avi apply hi kiya h to kya mera ncl certificate reject ho jayega??
Please reply soon
Cast certificate kitna old hai?
Domicile certificate kitne Purana de sakte h
Kitna din me Obc certificate aa jata h??
First view ❤
Format kaisa rahata hai bhai ham ne bana liaa lekin format me BOBCCO/2023/***** aisa hai ky ye sahi hai
Ha sahi hai
Bhai jameen ka details dalna jaruri hai kya or rasid bhi dalni hoti hai kya or other sources se income jo hai income certificate per option hai but yha other sources se income ka kuch details nhi likha hai toh total annual income kese dalenge same income certificate jesa ?
@@aryankumar4663bhai pahle Jo income certificate banae Ho same dal do jameen ka rasid nahin dalna
@@rahul52m okk jameen wegrah ka details dalna jaruri nhi hai na or ye batao income certificate ne jo other sources se income mention hai usko kese add Karu NCL form me toh option hi nhi aata other sources income ka bina wo Dale same income kese hoga annual
Sc ka v centerl level ka cast Certificate lagega
Sir BOBC se start hoga kya certificate
Yes
Ntpc me obc ke liye NCL jaruari hai bhaiya
Yes
NCL hai to reservation milega nahi hai to bhi bhar sakte ho par OBC ka reservation nahi milega
Central level ka EWS kaise banega Bihar me
Jharkhand ka obc kaise bnaga???
aaj online kiye hai lekin 21 day ka time lega jaldi nahi ban sakta hai NTPC ke liye time nahi hai please reply me
Kitna din me bna tha aapka??
@@rahulprakash80017 day
Me bihar se hu par mera adhar card me other state ka addres he
Par NCL AUR OBC BANANA HE
KYA BAN PAYEGA
Yes ban jaiyega jab aapke pass residence cast income certificate hoga tab nahi to address change' krwa lijiye Hm bhi aapko kr denge
@@surajkumarsahni8537 mere paas sb he upto date he cast ,incom, residencl
Kewal adhar card me address ka problm he
Me diya tha banane ke liye
NCL ,OBC DONO reject ho gaya he
Ab kya kre
Kewal mera hi adhar me adress other state ka he
Baki ghar ka svi sdsyo ka bihar ka hiii he
Me chahta hu avi adress change naa kru
Aur mera docoment ban jaaye
Koi raasta he aaap ke paas
@@surajkumarsahni8537Bhai me Delhi se hu mera Delhi ka obc certificate hai but abb Bihar shift ho gye hai address documents me yhi ka hai toh kya Delhi Wale state certificate ke basis per mera central ka obc certificate bann jayag kya Bihar ka
@@surajkumarsahni8537Bhai other sources se income ka details kese Dale income certificate me mention hai per yha koi option nhi hai or jameen ka details dalna jaruri hai kya Sara ya rasid dalna jo katta hai jameen ka rasid wo bhi dalna jaruri hoga kya ?
NCL Hindi /English me apply kare Railway ke liye bolo bhaiya
English / hindi koi bhi chalega
Renewal kaise kre ❤
EWS central level ka kesse bnwaye
Sir ntpc ke liye central level ka sc certificate kaise banaye sir 2024
Ssc gd ke liye अनुमंडल से बनाना prega
Income certificate me 95000 krishi se bana hai jabki mera Maa gov.teacher hai to central NCL banane me income kiska bharenge
Mata ka ya pita ka
Kitne dino tak valid rahega
Sc st ka link bhejna hai
Kitne din me aayega
Jati chunne ke liye Yadav ka nahi aata hai
👏🏽👏🏽👏🏽
Hmm
Good