Aap logo ki problem samjhte huye maine ek telegram group bana diya jisme aap log ek dusre se interaction kr apni probs share kr skte hai ye temepary group hai jo sirf IIT k JA ki liye hai jb tk eska final process nhi ho jata Link t.me/IITKJA2023
Sir...First of all I would thank you for making such informative videos' for that exam...kyuki iske baare me kahi koi detailed information available hi nahi hai....and sir mujhe ye poocha hai k JOPT k liye waha MS-office ka kaun sa version use karte hain..excel and ppt k baare me clear kr dijiye
Total 2 galti ki h aapne..... TA me only 2 categories hi hoti h after 7th cpc, na ki 3, TPTA cities and normal. Aur nps 10%+14=24% na ki 26% hoga. But aapne explain bahut accha kiya hai especially pay protection. Mai b NIT me 8 years se regular me 3 level pe hu. Maine J technician ka fill kiya h. Kindly share your email
@@sushilkumar-qx5rm dootwakyam written by Sanskrit writer bharavi me Yudhishthar kahte Hai ki app galat Hai to usko swikariye aur usko Sudhar kariye aur app sahi hai to duniya Kuch bhi kahe app satay ke sath khade rhe Koi vykti sampoorn nahi Hai Sukarat bhi kahte Hai ki Mai gyani esliye hu ki Mai janata hu ki Mai Kuch nhi janata Sansar gyan se paripurn Hai hm gyan ka Kuch hi ansh le pate Hai Esme kaisa ego jb hme Kuch hi % gyan hai
Aap logo ki problem samjhte huye maine ek telegram group bana diya jisme aap log ek dusre se interaction kr apni probs share kr skte hai ye temepary group hai jo sirf IIT k JA ki liye hai jb tk eska final process nhi ho jata
Link
t.me/IITKJA2023
Thankyou sir sab kuch itna detail me batane ke liye..
Any information about JOPT junior engineer mechanical
Yes
Hi, what is the career growth in thi post? After 3-5 years what willm e the salary
Hello air
Part b
Me jo latter writing tha aur memo tha vo kis topic se pocha gya tha?
Pay protection k baare me details se bata dijiye Jo psu me working hai uske liye
PSU me 7 CPC ka rule chlta hoga to pay protection milega ye wali vidio Puri dekh lijiye sb kuch cover h
@@darkhorse-sm5rc psu me prc ka system chalta hai
Good information.
Hi sir jopt ka result kab tak ata hai or expected cutt off 01/2022 ka kya reh skta hai
Hm logo ka JOPT 26 march ko huaa tha aur result 6 april ko
Es hisab se aap idea le skte hai
Baki cut off ka koi andaja nhi
Kyoki ye jari n huaa hai
क्या 1/2022 का exam हो चुका है
@@RaviVerma-mv1wm han junior assistant ka ho chuka
Sir...First of all I would thank you for making such informative videos' for that exam...kyuki iske baare me kahi koi detailed information available hi nahi hai....and sir mujhe ye poocha hai k JOPT k liye waha MS-office ka kaun sa version use karte hain..excel and ppt k baare me clear kr dijiye
Aapse Excel me kaunsa formula poocha gaya tha ??
क्या 1/2022 का exam हो चुका है
Haan
Sir jopt kya result kitne din me aata hai
cut off kya thi junior assistent ki??????????
Sir online passsage typing hota hai kya, timer bhi hota hai kya ki , itne time duration mein passage typing complete kar dena hai.
No baki 3Rd vidio dekh lijiye usme sb detail me h
Sir please help me Mai apna result check nhi kar pa rhi hu
Sir hmlog ko quarter facility nahi milega kya
Milega Bhai after joining govt quarter avail krenge to HRA nhi milega
Test window s 10 ya window 7 pe hua tha apka
10 system ache milenge
Total 2 galti ki h aapne.....
TA me only 2 categories hi hoti h after 7th cpc, na ki 3, TPTA cities and normal.
Aur nps 10%+14=24% na ki 26% hoga.
But aapne explain bahut accha kiya hai especially pay protection.
Mai b NIT me 8 years se regular me 3 level pe hu.
Maine J technician ka fill kiya h. Kindly share your email
Thank u dost vykti se galtiya hona swabhavik h
@@darkhorse-sm5rc Wow,, aapme bahut shalinata hai..accha lga mujhe, galti krna galat nhi manna bdi baat h...aap bahut grow karoge mujhe yakee hai..
@@sushilkumar-qx5rm dootwakyam written by Sanskrit writer bharavi me
Yudhishthar kahte Hai ki app galat Hai to usko swikariye aur usko Sudhar kariye aur app sahi hai to duniya Kuch bhi kahe app satay ke sath khade rhe
Koi vykti sampoorn nahi Hai
Sukarat bhi kahte Hai ki Mai gyani esliye hu ki Mai janata hu ki Mai Kuch nhi janata
Sansar gyan se paripurn Hai hm gyan ka Kuch hi ansh le pate Hai
Esme kaisa ego jb hme Kuch hi % gyan hai
@@darkhorse-sm5rc 🙏🙏🙏🙏
@@sushilkumar-qx5rm junior technician ke JOPT me kya pucha Jata hai any idea?