Ayyam E Fatima Noha 2024 | Aao Chehre Pe Kafan Maa Ke Urhado Baba | Noha Shahadat Bibi Fatima Zahra
HTML-код
- Опубликовано: 25 ноя 2024
- Bibi Fatima Noha 2024 | Aao Chehre Pe Kafan Maa Ke Urhado Baba | Waheed Rizvi | Ayyam E Fatima Noha 2025 | New Noha Bibi Fatima | Nohay 2024 | Waheed Rizvi Nohay 2024| Ayyam E Fatmiyah Noha 2024
#WaheedRizvi #Nohay2024 #AyyamEFatima
© 2024 Waheed Rizvi - All rights reserved.
➽ Subscribe ➽ / @waheedrizviofficial Stay updated!
Bismillah | Salam Ya Ali Madad
Credits !
►Title | Aao Chehre Pe Kafan Maa Ke Urhado Baba
►Composed By | Syed Waheed Abbas Rizvi
►Poet | Janab Yasir Abbas Shah
►Chorus | Shabih Raza & Team
►Subtitles | Qamarain Haider
►Audio Recording | 92 Studio
►Audio Mixing | 92 Studio - Shabih Raza
►Video | RIZ Records - Qamarain Haider
►Creatives | Ali Hasnain - AH Creation
►Optimization | Syed Zaki Raza - India
►Digital Partner | RhythmReach
►Related - New Noha Ayyam E Fatima 2024
-----------------------------------------------
#AyyameFatima #nadeemsarwar #ayyamefatmiyah #ayyamefatima
#newnohay2025 #BibiFatimaZahra #AyameFatimiyah #Noha2025 #NohaBibiFatima #TheLadyOfHeaven #13JamadiUlAwwal #BibiFatima #BibiFatimaNoha #AyameFatimiyah2025 #NewNoha2025 #ImamHussain #ImamAli #Nohay2025 #NewNoha #Noha
Imam Hussain Noha -
► • Nohay 2024 | Mere Sard...
Mola Abbas Noha -
► • Nohay 2024 | Hazrat E ...
Noha Shahadat Mola Abbas -
► • Nohay 2024 | Bhai Ke H...
Bibi Sakina Noha -
► • Nohay 2024 | Rawan Kho...
Mola Ali Akbar Noha -
► • Nohay 2024 | Akber Ter...
►Noha Lyrics
Aao chehre pay kafan maa kay urhado baba
Ungliyon kay hain nishan rukh pay chupa do baba
Aisa lagta hay kay ankhon main abhi bhi dum hay
Mujh ko maloom hay amma ko meri kia ghum hay
Srif shabeer ko tum paas bulado baba
Chahti hoon kay wahan par na sitamgaari ho
Zair e turbat meri amma ko na dushwaari ho
Pasliyaan toot chuki hain jo milado baba
Baad marnay kay bhi duniya wo nahi choray gi
Is say phelay wo kafan ser pay nahi orhaye gi
Mere sar par hay rida maa ko bata do baba
Band kar kar kay kafan kholtay jatay hain ali
Barhaa bol rahi hay ye ali ki beti
Aik jhalak or mujhay maa ki dikhado baba
Maa ki ankhon main naami ka hay taqaza baba
Hay buhat dair say bhai mera piyasa baba
Jao shabeer ki tum piyas bujhado baba
Or takleef na ho or na bhe jaaye khun
Chahati ho bhi magar keh bhi nahi sakti hoon
Hath pehlu say meri maa ka hata do baba
Kaisay zainab (sa) ne kaha hoga waheed o yasir
Is say phelay kay yahan ayain musalmaa shaatir
Maa ko tun arz e baqiya main chupado baba
Don't forget to like, share, and subscribe to our channel for more inspiring nohays. Stay tuned and stay connected with the spirit of Muharram!
@WaheedRizviOfficial