निलम्बन - म.प्र. / छ.ग. सरकार के दिशानिर्देश

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 дек 2024

Комментарии • 15

  • @savitatripathi6757
    @savitatripathi6757 8 месяцев назад

    Sir mulbhut Niyam ya suspend Karamchari yu ka c. G. NIYAM KA KOYE BOOK KA NAAM BATA SAKTI HAI

  • @reenachawariya808
    @reenachawariya808 8 месяцев назад +1

    सर मेरे ऊपर मेरे पड़ोसी ने आपसी विवाद था उसने मुझे केस कर दिया मुझे निलंबन किया गया है ,केस मेरे कर्तव्य से संबंधित नही है मुझे 13 महीने से निलंबित रखा गया है मैं नगर पालिका परिषद में कार्यरत हु पहले बोला की एक वर्ष के बाद बहाली किया जवेगा पीआर 13 मैने हो गए बहाली नही किया जा रहा है कृपया मार्गदर्शन कीजिए 🙏🙏

  • @mohdyunus88
    @mohdyunus88 Год назад

    Sir vibhag wale keh rahe he aisa koi order le aao jisme vasooli na ho plz sir kahi se m.p. gov ka aisa koi order mil jaye to gpf or samarpit avkash mil jaye koi site koi book kuch bhi sir plz help me

  • @oaiajdjchisisisjcbdhsisosoeo
    @oaiajdjchisisisjcbdhsisosoeo 3 года назад

    Fr 54 ke tehet duty me sumar kiya he or 3 year se pesa nhi diya to eska vyaj ka niyam he to bataye sir ji

  • @mohdyunus88
    @mohdyunus88 Год назад

    Sir aapki vidio dekhkar or aapke ans se kuch ummed jagi he sir

  • @mohdyunus88
    @mohdyunus88 2 года назад

    Sir plz ans anivarya sevanivritt karmchari jinka court me case chal raha tha mrityu ho jane ke karan sabhi aaropo ko samapt kar diya mrityu ke pashaat bhi kya vasooli hogi gpf rok diya he

    • @KnowledgeJunction29
      @KnowledgeJunction29  2 года назад +1

      No

    • @mohdyunus88
      @mohdyunus88 Год назад

      Sir mere papa par gaban ka aarop laga tha 1995 me unhe suspend kar diya tha or court case chal raha tha unke retirement ke time April 2009 me unhe anivarya sevanivritt kar diya tha or court case chalta raha phir 2013 me unke expire hone par unhe court ne ki apradhi ki mrityu ho jane ke karan un par lage sabhi aarop samapt kiye jate he phir aage chalkar vindya chal bhavan se no work no pay ka aadesh mila phir mammi ko 1995 ko base banakar pantion mil rahi he abhi gpf or samarpit avkaash rok diya he keh rahe he vasooli hogi ya phir mp gov ka koi aisa order le aao jisme ye likha ho ki nilambit anivarya sevanivrit court case wale ki mrityu ho jane ke baad vasooli nahi hogi to hum gpf de denge or vasooli nahi karege plz aisa koi aadesh ho jo aap jante ho jo mp gov ne diya ho ya koi or rasta ho meri help kare sir plz plz plz

  • @mohdyunus88
    @mohdyunus88 Год назад

    Sir mere papa ko gaban ke aarop me 1995 me suspend kara tha phir court case chala jab unka retirement ka time aaya to 2009 me unhe anivarya sevanivritt kar diya court case chalta raha phir wo 2013 me expire ho gaye to court se aaropi ki mrityu ho jane ke karan un par lage sabhi aarop samapt kiye jate he phir vindyachal se "no work no pay" ka order nikla phir mammi ki pantion 1995 ko base banakar abhi mil rahi he graduty bhi mili gpf or samarpit avkaas rok diya he vibhag wale keh rahe he vasooli hogi court ne sabhi aaropo ko samapt kara he ye nahi likha ki vasooli nahi hogi sir plz plz aap kuch help kare ya vibhaag wale keh rahe he ki m.p. gov ka koi aisa aadesh le aao jisme aise prakaran me vasooli ka mana ho to hum vasooli nahi karege gpf de denge sir aap mujhe knowledgeable parson lag rahe he plz mera marg darshan kare meri help kare

  • @mohdyunus88
    @mohdyunus88 Год назад

    Sir plz meri help kare plz plz plz sir

  • @jordanfrancis6186
    @jordanfrancis6186 3 года назад

    Sir dpc मतलब ?

  • @vikassinghrajput2490
    @vikassinghrajput2490 2 года назад

    Sir ,Notice ki tarikha se 6 mah me tyagpatra swikrit ho jata hai...
    Matlab...
    "Notice"
    Karlay se nilmban date se 6 mah..
    Ya
    Resign avedan dene ke date se...6 mah ,clear ni ho raha

  • @neelamdongre6636
    @neelamdongre6636 2 года назад

    45 din me bhi swatah hi bahal mana jata hai kya