sab switch board ka separate wala hai to ek hi wire se chalana hai aapko use hisab se main aapko empier bata dunga Har अलग-अलग appliance mein अलग-अलग MPR lagta hai aur men circuit mein ham log load dekh kar dete Hain
Hard working hi kaam kahlata hai easy kaam to baccha log karta hai aap bachche electrician ho isiliye wire ko colour se negative aur positive pahchante ho . Hamare work me wire ka koi anek colour nahi hota jo colour ka wire hai usi ka fault search Karo aur repair Karo wire colour se kya lena dena
isse kahte hai perfect review...👍
Nice sir 👍🙏
tagda hai sir ji
Kon drill best rahata haii sir electric wala ya battery wala
Abhy kesi chal rhi ye drill
Sir ham bihar se hai
Nice sir 👌👌👍 26mm ki hammar dril aachi hi kya
main to use nahin ki
Thanks for visit our shop
Carpenter work k liye ye leni chahiye ya nahi pls btana jrur 🙏🙏🙏🙏
Nhi
Tesk thak chlti he
Thanks you sir jii
Dipcreption link dalo bro
Ok wait
*Agar Ghare Me Freez,Water heater,aata maker,tv,led blub,fan sab kuch chal raha he to 20A ki mcb lage gi ya kam jyada*
sab switch board ka separate wala hai to ek hi wire se chalana hai aapko use hisab se main aapko empier bata dunga Har अलग-अलग appliance mein अलग-अलग MPR lagta hai aur men circuit mein ham log load dekh kar dete Hain
@@kamleshelectrician separate cerkite nhi dali sara load ek gi mcb pe dena hai
25A ki laga lo
32 ki lga dal chl jaayega agr srif yehi sb chlana h
Sir 3phase ke 4 ac ki MCB ki wiring kase kare with Mcb
mere channel mein bahut sare tarike iska MCB wirng ke bare mein bataya jaaye
Sar ek battery ek charge me Kitna der tak se Laga
Aur mujhe kon company ka drill Lana chahiya sir
maina ajj he liya ha Rs 2000 ka from market
Aaj tk chalaane k baad btao Bhai ki ab ye leni chahiye ya thode or paise daal k koi or leni chahiye
ab kya bol rahe ho main samajh nahin Paya
@@kamleshelectrician mtlb bhai aap btado ki ye leni chahiye ya nahi
Nice n price
2500
ढलाइ को छेद सकता है क्या
Maine TRAI nahin kiya
Hoga
Kitnay ki hai machine
2500
Hii
Aap aise electrician ho jo sirf easy kaam karna janta hai sara easy wala kaam batate ho koi fayda nahi hai
kya aapko hard working karna hai kya