Sir CCTS and CCTC me kya difference hai job ka and dono me konsi post TC ki hoti hai ? Jaise trains me ticket check krte ghumna n all ye sab job kiski hoti hai sir?
@@Railreview118 thank you reply karne ke liye mujhe railway mai ye post thodhi thik lagi lekin dikat ye ki mera ankho ka no -7 hai Lasik surgery toh correct ho jayega lekin allow hai ki nhi ye issue hai aap detail video layie
Sir train manager aur ccts ka cbta or typing test nahi hai, sirf dv, medical hai toh kya iss dono ka result age ageya or baki sb post k saath ek sath ayega??
Bhai hamko jaise 1 me hi rahna ha jaise CGS, CRS,, CBS to kya ham nahi kar sakte h or jisko running wala nahi pasand jaise Dy,. Cti nahi lena h to kya karenge
@@Railreview118 or bahut log jo job me h wo bolte h ki isme first time jisme posting hote h mostly usmi me hi work karte hai rare hote h change aise to agar har 2 saal me change hogi to job kaise kar paynge
@@jayeshsharma1156 agar kisi din unko jarurat hoti h to Kam karbate h baki aap ko jo post allot Hui h bo hi kam karna padta h Punishment ke time bhi change kar dete h Jarurat padne per change karte h Baki Jo aapko allot h bo hi karna padta hai
Sir ccts me english week hai tuti futi english aati hai to kya from bhar skte hai hai ya nahi aage dikhat to nahi hogi na english ke vajah se प्लीज, batao sir
@@diptiranisingh9437 transfer 5 year ki service ke bad on request ya spouse ground ya mutual tarike se le sakte ha Lekin better jha aapko job karni ha bahi se form apply kare
Sir mera ek question hai.. Previous year ki question dekh raha tha.. Tab dekha ki usme level 6, level 5 isi tarah ki mark hai question par.. Lekin mera sawal yeh hai ki form fill up karte time to level 5,level 6 sab ko preference par dalenge. To CBT 2 ki exam me konsa level dena hoga??? Plzzz reply..
Sir mere left eye se nhi dikhai deta hai right eye me retina ka laser hua hai uska vision 6 12 hai ya 6 9 hai kya mai railway me kis post ke liye eligible hai Mai divyang certificate banwaya lekin 30% ka bana hai please reply sir 🙏
@@Railreview118 sir Ahemdabad ka kitna cutoff hota h cbt 1 and cbt 2 me , kya cuff off badhega (EWS) category please bata digiye 🙏 safe score EWS ke liye
Yadi aapko delhi division Mila ha to administrative basis per aapka transfer only delhi division me hi hoga station change hoga only Agar aap request lagaoge to hi delhi division change hoga
@@Railreview118Sir g CCTS ke training exam ke paper ke bare mein bataiye kaisa paper hota hai training ka please sir training ke paper par ek video banaiye 🙏🙏🙏🙏
CMA mai fir HRA nahi milta hoga.. kyuki quarters allotment hota hai.. to selry kam hi milti hogi fir.... quarter rate 7000 hai or bhar 5000 room milta ho to bhar hi lena padega kya?
@@Railreview118 aap samje nahi. yadi 35800 basic hai uska 20% HRA mileta hai.. yani 7000 k aas paas... y conditions jab hoti hai jab quarters nahi liya ho... per jab quarters l liya to y 7000 nahi milege... to nuksaan hi hai.. or bhar room 5000 ka mile reha hai.. to wo 5000 wala hi room lega.. quarter ka benefit kya hua fir
Bahut Achhe se Clear Kar Diya Aapne Thank You Sir
Thanks 👍
@@Railreview118 sir ek video type 3 Quarter par Banaiye plzzzzzz
@kewaldm okk
Thanks bro, you have cleared my every doubt related to ccts.
Welcome 🤗
Bahut acchi video thi 👌👌
Thanks 👍
Super explain bro. .... From TELANGANA 🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks bro👍
Bhaiya salary differentiate hoti hai kya ccctc k Sara post mei ....yh same rehti hai
ruclips.net/video/qFg90kW7cM4/видео.htmlsi=f7abn_R2h3di_MVs
Brother aap complete journey btao aapki CMA ki tyari se selection Tak
Thanks for the information ❤
Good gaurds and station master pr bhi bnaye sir
All ready bana diya ha aap dekh sakte ho description me link h
बहुत अच्छे से समझाया आपने पर इसमें typing भी होगा क्या
Nahi
Bhai mne form bhrte time 10th or graduation ki detail dal di ,12th ki detail nhi dali to koi dikkat hogi kya
Modification ke time modify kar dena
Sir jese me ajmer zone se form bhara aur mera selection ajmer zone se ho bhi gya to kya meri life time post ajmer zone me hi rahegi ya change hogi
Agar aap chahoge to hi change hoga barna nahi hoga
Share and subscribe ❤
@@Railreview118 kiya hai sir ab to bata do
Bata diya dost
@@Railreview118 sorry sir dekh liye bus jo kab comment ki uska javab dedo plz
HOW DY CTI IS DIFFERENT FROM SIMPLE TTE?
Promotion ka baki Kam same h
@@Railreview118 CTI ka next promotion kis post pe hota hai?
@@divyamchoudhary9242 CCS chief Commercial superintendent
@@Railreview118 CTI ka next promotion kis rank pe hota hai and normally kitna time baad?
@@divyamchoudhary9242 4800 gp level 8 depends on post in that division
Sir is post par duty ke bad study ka time milta hai kya? Mental pressure kaisa rahta hai
Yes
Gondia junction secr me ye post hai kya ?
Perticular station ke bare me abhi PAta nahi chalta ha dv ke time pata chalega
@@Railreview118 thanku
Sir exam clear hone baad zone change krwa skte hain ?
Nahi
Sir iske through hum sports me jaa sakte hain.isme job lgne ke baad....jse athletics me... running me carrier bnana chahe to.
Bro bahut km chance hote h
Bha pahle sports quota ko preference dete h
@@Railreview118 ohk
Thanks❤🌹🙏
Kya zone change hoga hai selection k baad ?
Nahi
Transfer le sakte ho on request, mutual, spouse ground
Sir drm office main kitna chance hain ki posting mil sakti hain?
Ye bha ki vacancy per depend Karta ha ki kitna vacancy vacant h
Thanks bhaiya
Bhai main PWD candidate hoon kya mujhe mil sakti hain DRM office main ?
@anishsarkar1055 chance h
Iske liye final cut off kya ja sakta h bhaiya please bata dijiye??
Is post ki cut off sabse jayada rahega gen. 80+
Sir CCTS and CCTC me kya difference hai job ka and dono me konsi post TC ki hoti hai ? Jaise trains me ticket check krte ghumna n all ye sab job kiski hoti hai sir?
Means ticket checking and ticket making me dono post ka kaam same hi hota hai?
Yes, kam lagbhag same ha, thoda defference ha CCTS supervisor hota ha
@@Railreview118 and sir ji jo TC log upar se paisa kamate hai agar hume us corruption se dur rehna hai to hume kaise Kam krna hai please guide?
@@ArbaazKhan-ue6hy aap proper receipt dijiye
@@Railreview118 to saath wale TC ki side se koi pressure to nahi aata hai? Ya senior TC ki side se koi pressure?
Ladies post keliye apply kr sakati he ky
Yes
Sir isme jja ki trhe job k baad exam to ni hota
Nahi
Hello sir CMA CBT 1 and CBT 2 cut off kitna jata h kitna ja
Isse related video dal diya h
Agr hum quarter nhi le toh uske badle paise milte hai ? Or agr maine lasik surgery karayi toh ismai koi dikkat nhi hogi na ?
Pesa milta ha
CCTS me koi problem nahi h lekin aapke kuch test extra honge unse related video 1/2 din me aa jayegi
@@Railreview118 thank you reply karne ke liye mujhe railway mai ye post thodhi thik lagi lekin dikat ye ki mera ankho ka no -7 hai Lasik surgery toh correct ho jayega lekin allow hai ki nhi ye issue hai aap detail video layie
Sir train manager aur ccts ka cbta or typing test nahi hai, sirf dv, medical hai toh kya iss dono ka result age ageya or baki sb post k saath ek sath ayega??
Jb tak typing ka exam nahi hota TM or CCTS ka CBT 2 ka result nahi aayega
March-April me cbt1 exm ho sakta hai toh final result kab tak aa sakta hai? Iss bar 2025 ka calendar v de diya
@@Shibaji_Kundu CBT 1 ke lagbhag 2 month baad
@@Railreview118 aur cbt2, cbat/typing test milake final result aane me Kitna time approximately???
@Shibaji_Kundu 2025 me aapko joining mil jayegi
Hume profiles mein preference rkhna ka mauka milta h kya mujhe travelling se pareshani hoti h...jo tte mein krni pdti h...
Nahi esa to nahi milta
Lekin aap request kar sakte ho
Spouse ground mein or mutual transfer karke Ek zone se dusre zone mein aa sakte hain kya ? Like Guwahati zone to Siliguri zone
Yes
@@Railreview118 sir spouse ground mein kitna time lagta hain transfer hone mein? 2 sal mein ho jayega?
@ashimray4168 6 months
@@Railreview118 thanku soo much for your information.
Sir ishme hight b leti hai kya
Nahi
@@Railreview118 hight thoda kam hai sir me ISHME Apply kar paunga naa sir
@@Khanbhaimatka yes, no problem
@@Railreview118 thank you so much sir🙏
@Khanbhaimatka welcome 🤗
Sir CMA post ke liye bataiye
Sir is post mein humri P.L.w (patiala locomotive works) patiala mein posting ho sakti hai
Patiyala me ho sakti ha lekin plw me nahi
@@Railreview118 for life time ho sakti hai sir patiala mein
@aayush5634 Life time ek division me hoti h station to change hote rahte h
Sir colour vision hai. To kya mai post ke liye eligible hu plz bta dijiye
No problem for CCTS, aap eligible ho
Medical se related ek video dal dunga aap bo dekh sakte ho
@@Railreview118 ok thanks sir
Medical standard test
ruclips.net/video/Zb02FrMGCIY/видео.htmlsi=aOZ84Ti-PfQvXetF
@@Railreview118 thanks sir abhi just pura vdo dekh lia
Ccts ka job DRM office me kaise ho sakta hai, ye bta dijiye.
Bo randomly dete ha
Same zone main,, different stations main transfer ho sakta hai ya nehi
Administrative basis per nahi
Administrative basis per only division me hi hota
@@Railreview118 tho on request or mutual ho sakta hai ...?
@PrakashPadhan-lk2yg yes
Bhai hamko jaise 1 me hi rahna ha jaise CGS, CRS,, CBS to kya ham nahi kar sakte h or jisko running wala nahi pasand jaise Dy,. Cti nahi lena h to kya karenge
Unke liye valid reason hona chahiye
@@Railreview118 bhai aise to bolte h running me jagah hi khali nahi hote h
@@jayeshsharma1156 salary ki bajah se
@@Railreview118 or bahut log jo job me h wo bolte h ki isme first time jisme posting hote h mostly usmi me hi work karte hai rare hote h change aise to agar har 2 saal me change hogi to job kaise kar paynge
@@jayeshsharma1156 agar kisi din unko jarurat hoti h to Kam karbate h baki aap ko jo post allot Hui h bo hi kam karna padta h
Punishment ke time bhi change kar dete h
Jarurat padne per change karte h
Baki Jo aapko allot h bo hi karna padta hai
Ap JAA ki post ki full information dijiye plzz
Link discription me ha JAA job profile ka
Training me exm hoti che
He to compulsory pass krni hoti che ...?
Exm kis language me hoti he
Yes compulsory pass karni hoti h
Hindi/english jo aapko pasand ho
Kl evening Tak isse related video aa jayegi
Bro after cracking the job it's easy to pass the exam after training compared to the selection process
Sir ccts me english week hai tuti futi english aati hai to kya from bhar skte hai hai ya nahi aage dikhat to nahi hogi na english ke vajah se प्लीज, batao sir
No problem, English ki jarurat nahi ha
No problem, English ki jarurat nahi ha
@@Railreview118 thanku sir
Sir ccts ke liye best book ka video bhi bana do mere jaise first time exam dene wale student hoge cbt1 cbt2 ke liye come samay hai to
@gauravgawande2195 ok
Sir ye job female ke liye thik h ya kuchh aur post preference de
Best h
Hello sir...mein odisha se hun..kya mein Mumbai zone se bhar saktii hun..
Ha
@@Railreview118 transfer le saktii hun mumbai
@@diptiranisingh9437 transfer 5 year ki service ke bad on request ya spouse ground ya mutual tarike se le sakte ha
Lekin better jha aapko job karni ha bahi se form apply kare
Which one is best zone Kolkata or secendrabad
Secundrabad
@@Railreview118 MY CASTE EWS BUT SECENDRABAD VERY LESE COMPARE TO KOLKATA
Ear (Kaan) check bhi hota h Kya mere ek ear se sunai nhi deta to Kya mai form bharu ya nhi
Hear test hota ha
Medical se related videos dal diya hu use dekhne ke bad aapke sabhi doubt clear ho jayenge
Sir CMA post ke liye kuch bataiye?
All ready video bana diya h aap Jake dekh sakte ho
Handicapped ki night duty lgti h kya bhaiya?...aur kya unko ek hi station pe zindagi bhr tainaat kia jaa skta h?
Night duty lg sakti h, train me duty Dene ke km chance h, transfer hota h agar aap request kare to ek hi station per bhi rah sakte h
Sir mujhe bhopal zone se form fill up karna h bt bha JAA ki vacansi ni h toh dusre zone se form fill up kare kya.. Transfer ho jaate h ki nhi
Bhopal ke aas pas zone ya northern zones se apply Karo to mutual aasani se mil jata ha South se nahi milta
Sir mutual transfer hone m kitna time lagta h
@raginibais1913 rule ke hisab se 2 months
Lekin with in 6 months ho jata ha
Sir mera ek question hai..
Previous year ki question dekh raha tha.. Tab dekha ki usme level 6, level 5 isi tarah ki mark hai question par..
Lekin mera sawal yeh hai ki form fill up karte time to level 5,level 6 sab ko preference par dalenge.
To CBT 2 ki exam me konsa level dena hoga???
Plzzz reply..
Last time CBT 2 alag alag hua is time ek hi hoga
@@Railreview118 Thank you Sir..Bahut bara confusion clear kar diya..😇😇😊😊
Drm office mai initial posting milti h kya?
Yes mil sakti ha
Sir isme ek jagah life time duty ho sakti hai ?
Esa jaruri nahi h
Periodical transfer hote ha ek station se dusre station
Sir girls apply kar sakte hai kya
Yes
Bhai ji oh category se 50% disabled h one leg se kis post k liye form fill kar sakte h 12th pass
Every post
@@Railreview118 aapk according best post kon si rahegi
@@AkashAkash-se1yj Post Preference se related video kl aa jayega aap channel se jude rahe
Is post m side source bhi hote h kya
Kya bhai lagne se pahle hi😃
😂😂😂hota hai bhai par kosish kro imandari से काम करने की यार 😂
Job ka time kese rehta he joining baad kya hota he department me pls reply..
Agar HQ me lage to 9 to 5
Barna shift duty lagti ha
@@Railreview118 ok sir thanks 👍
Sir isme typing nehi hain is post main?
Nahi
@@Railreview118Sir g CCTS training exam ke paper ke bare mein bataiye kaisa paper hota hai training mein 🙏🙏
@@dpdcorpwindow6320 agar aap thoda bhi padte ho to pass ho jaoge
@@Railreview118sir g paper kaisa hota hai CCTS training exam ke paper ka uspe video bana dijiye
Sir i.t.i certificate iss may leni ky
iti kya
@@Railreview118 railway may i.t.i certificate lete he aisa may sunano
@@jagadishmangaraj1409 i.t.i. certificate kya hota h ye to batao
@@jagadishmangaraj1409 agar aap ITI course ki bat kar rahe ho to NTPC ki kisi post me jarurat nahi h
Appoinment tak kitna time lagta hai
Agar railway fast kam karega to 2025 last me joining ho jayegi
cma ke bare me sir
CMA se related videos dal diye h 2-3
Sir 2.50 ka casma lga hua h ccts m allowed h kya
Yes
Medical standard test
ruclips.net/video/Zb02FrMGCIY/видео.htmlsi=aOZ84Ti-PfQvXetF
Sir mere left eye se nhi dikhai deta hai right eye me retina ka laser hua hai uska vision 6 12 hai ya 6 9 hai kya mai railway me kis post ke liye eligible hai Mai divyang certificate banwaya lekin 30% ka bana hai please reply sir 🙏
Chasama allow hai kitane D tak
4D
RRB medical Test
ruclips.net/video/Zb02FrMGCIY/видео.htmlsi=dQIRFd0GrUN1afzC
Sir CCCTS me typing test nhi hoga n??
Nahi
-5 ka चस्मा है ccts का form bhar सकता hu no lasik surgery
Max. 4D eligible for CCTS
For more information this video give you solution
ruclips.net/video/cXP0yeuGQJM/видео.htmlsi=Pl4OV1jYCzHnE60s
@@Railreview118 jugad ho जाता है क्या medical mai kolkata mai
@@Ankitkumar-ko4zi thoda muskil h
Aap laser karva sakte ho B2 medical ke liye
Bs medical me aapke kuch test honge jinko discuss mene video me Kiya ha
Sir CTI train me inspection karta hai
Tt jesa hi Kam hota ha
@@Railreview118 traveling allowance nahi milta hai isme
Hello sir Delhi ke nearest kon sa zone or post fill krni chaiye
Northern railway, any post but for Delhi JAA
@@Railreview118 jaa ki Delhi me posting MIL jati hai
@@vikasgahlot3775 yes
@@Railreview118 thnk u sir
Sir exam center jis zone se form fill up kiya h bhi aata h kya
Eski cutt off kitni jati hai plz obc
Ye kahana abhi thoda muskil h lekin NTPC me sabse jayada isi ki cut off jayegi
Aap man ke chaliye OBC ke liye 95+/120
Ccts better hai ya station master?
CCTS no doubt
Isme public dealing hoti hai???
Ha, agar aapko CI( commercial inspector) mila to nahi hogi baki mila to hogi
CTI train k andr akele duty krte h y flying k sath
Ek sath 2 hote h or every train me RPF staff hota h
@@Railreview118 TTE or CTI m difference bta skte ho sallary k alava
@Shyamdeewana8239 work dono ka ek hi hota h ticket check karna
Saal me kitne chhutti hai esme sir please
10CL, 30LAP, 20LHAP, ISKE BAD OR BHI HA
@@Railreview118 sir kisi ne kaha ,60, chhutti hai lekin pura chhutti nhi milti hai eska
Reply please sir 🙏🙏
Reply please sir
@@raviYadav-ht7wc kon bola bs station Master, train manager me leave ka issue h lekin esa nahi ha ki nahi dete aap chaho to le sakte ho
HQ ,DRM m duty kese lagti h
Rendom hi dete ha lekin aap bad me request bhi kar sakte ho
Drm m duty aise nhi lgti h
Ccts ki preparation kaise kare
ruclips.net/video/Bcwd7x7rgew/видео.htmlsi=x3Zt_izeaQvbTqqH
Sir isme typing nhi h n
Nahi only CBT 1, CBT 2
@@Railreview118 sir Ahemdabad ka kitna cutoff hota h cbt 1 and cbt 2 me , kya cuff off badhega (EWS) category please bata digiye 🙏 safe score EWS ke liye
@@Prashantedits33 bhai abhi khana thoda muskil h lekin aap 75+ safe ho
3rd year graduation me hu to exam de skta hu kya
Nahi, aap 12 th level vala bhar sakte ho
4 years ke baad transfer same hi Division ke stations me hoga ya Division bhi change ho skta hai??
For example Delhi Division ko lekr samjhaiye
Yadi aapko delhi division Mila ha to administrative basis per aapka transfer only delhi division me hi hoga station change hoga only
Agar aap request lagaoge to hi delhi division change hoga
Dy cti station pr rehta he kya
@@Kakka-tredar station per bhi or train me bhi
Bhaiya agar mai south ka koi Zone Mai apply karunga to phase 1 & 2ka exm south Mai hai Dene Jana padega? Please thoda clear kar dijiyega confusion ko
Nahi
@@Railreview118 please thoda brief Mai samjha dijiye bhiya 🙏
@@AM_travel aapka exam centre aapse max. 200/300 km dur ho sakta ha
Baki railway kuch bhi kar sakti ha, lekin max. Chance 200/300 km ha
Kya Isme English pareshan karegi
Nahi isme English ki jarurat nhi hai
Form kaise bhare ??
Kisi emitra se ya aap apne phone se bhi bhar sakte h
cccts ci ka cut off kitna jata hai ?
Approx CBT 1 ke liye aapko Gen. 75+ lane honge
@@Railreview118
CBT 2 ke liye and final merit ke liye sir 🙏
CBT1 85/100
CBT 2 me100120
@@Railreview118Sir g CCTS ke training exam ke paper ke bare mein bataiye kaisa paper hota hai training ka please sir training ke paper par ek video banaiye 🙏🙏🙏🙏
ACM UPSC SS SELECTION HOTA H WRONG INFORMATION
Ye UPSC level ki post h
Is post ki cut off kitni jati hai, Sir?
80%+
Iska exam fisrt time ho rha h to kaise pta hoga cuttoff
@jyotishkapoor5420 NTPC ka hamesa hota ha ye post pahli bar aai ha
Females ki night duty lgti h kya
Ha lg sakti, Train me bhi lg sakti h but generally dete nahi ha, lekin esa nahi ha nahi lagti
Thank you
Railway station par jo ticket booking karta hai kon sa post par hota hai
CBS(unreserved) , CRS( RESERVED)
Cctc
ntpc vs CMA konsi best hai...
CMA me promotion nahi ha ya bahut km ha other wise post acchi h, lekin JAA ME promotion accha ha,
Paas kitne bar aane jane ki hogi
1 set paas ka matlab station A se B tak jana or B se A tak aana
Mutual transfer hota ha?
Yes
Checking tte bhi kam krna hota h kya is post me
Ha as a dy. CTI
CBT 2me100/120
CMA mai fir HRA nahi milta hoga.. kyuki quarters allotment hota hai.. to selry kam hi milti hogi fir....
quarter rate 7000 hai or bhar 5000 room milta ho to bhar hi lena padega kya?
Quarter aap per depend karta ha ki aap lete ho ya nahi, or HRA basic ka 10,20,30% miltaha jo sab ko milta ha
CMA ki duty batayege sir kya है
@@RAHULKUMARYADAV-xj5ui CMA job profile
ruclips.net/video/RtdWb0PNySM/видео.htmlsi=nphveztBIaqmhxu2
@@Railreview118 aap samje nahi.
yadi 35800 basic hai uska 20% HRA mileta hai.. yani 7000 k aas paas... y conditions jab hoti hai jab quarters nahi liya ho... per jab quarters l liya to y 7000 nahi milege... to nuksaan hi hai.. or bhar room 5000 ka mile reha hai.. to wo 5000 wala hi room lega.. quarter ka benefit kya hua fir
@@atulsharma-wt9zh quarter aapko 3 room , kitchen , bathroom, hall ka milega level 6 me uske bad electricity bill bhi na ke barabar aata h ye profit h
sir isme study leave ka provision h kya ?
Yes
85/100
Goods guard vs ccts which is better??
CCTS
@@Railreview118 tnx
Sir work load kitna he is post par?
Jayada nahi hota
Public dealing karni pd sakti h
CBAT Psycho Test nahi hoga?
Bo station master me hota h
Sir mere chasma lagta hai power 1 ky mai apply kar skta hun ? Plz reply bhaiya
Yes
Full details
ruclips.net/video/cXP0yeuGQJM/видео.htmlsi=PxrUtfYSYOBadZGH