Zain Jaffari | Jashn e Imam Sajjad as | Malir 2022

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 фев 2025

Комментарии • 11

  • @ChatGPT-xu9ez
    @ChatGPT-xu9ez 2 дня назад

    ❤❤❤❤

  • @nusratsibtain8362
    @nusratsibtain8362 2 года назад +3

    Mashaallah Zain jeo jeo Kush raho abad raho Ameen

  • @zareenfatma6419
    @zareenfatma6419 2 месяца назад

    Mashallah bhaiya ❤️🤗

  • @TheSamNaqvi
    @TheSamNaqvi 5 месяцев назад

    Wah wah kiya kehney, jeetey rahain ap. Bibi Fatima dhairon jaza ata karain Ameen🤲🏼🤲🏼🤲🏼🤲🏼

  • @MuslimRaza-n2z
    @MuslimRaza-n2z 2 месяца назад

    Masha Allah

  • @ZiyaNaqvi-h5q
    @ZiyaNaqvi-h5q 2 месяца назад

    Mashallah

  • @firdausnaqvi9783
    @firdausnaqvi9783 11 месяцев назад +5

    Dil ko hai ye sukoon ke raazi khuda hua
    Ab bediyon me bhi hu agar mai to kya hua
    Phir yu hua yazeed ne bhi haar maan li
    Aur shan se wo sham la qaidi reha hua
    Kiski duayen hain Jo mukammal likhi gayin
    Duniya ki har zaban me phir tarjuma hua
    Jalte hue khayam bhi hairan reh gaye
    Sajde me kon hai ye musalsal jhuka hua
    Har bar mil rhe hain matalib naye naye
    Wrna to kon padhta hai khutba padha hua
    Ankhon me shamiyo ki nidamat ke ashq the
    Beemar ja rha tha shifa baat ta hua
    Ek baadshah kho gaya logo ki bheed me
    Sajjad ke kadam Jo badhe rasta hua
    Darbaar ke khateeb ne logo ko khush kia
    Razi hue imam razi khuda hua
    Dunia parast log kahan jaan paynge
    Hur ko agar hua hai to kya fayda hua
    Dil ko hai ye sukoon ke raazi khuda hua
    Ab bediyon me bhi hu agar mai to kya hua
    Phir yu hua yazeed ne bhi haar maan li
    Aur shan se wo sham la qaidi reha hua
    Kiski duayen hain Jo mukammal likhi gayin
    Duniya ki har zaban me phir tarjuma hua
    Jalte hue khayam bhi hairan reh gaye
    Sajde me kon hai ye musalsal jhuka hua
    Har bar mil rhe hain matalib naye naye
    Wrna to kon padhta hai khutba padha hua
    Ankhon me shamiyo ki nidamat ke ashq the
    Beemar ja rha tha shifa baat ta hua
    Ek baadshah kho gaya logo ki bheed me
    Sajjad ke kadam Jo badhe rasta hua
    Darbaar ke khateeb ne logo ko khush kia
    Razi hue imam razi khuda hua
    Dunia parast log kahan jaan paynge
    Hur ko agar hua hai to kya fayda hua
    Labbayk keh rhe hain Jo lashe pare hain zain
    Mai unke darmiya hu magar chup khara hua

    • @najafzehra3422
      @najafzehra3422 6 месяцев назад

      Ik badshah kho gya logon ki bheer main, Sajjad k qadam Jo barhy raasta hua.......can Anyone explain please

    • @gumnamgaming7197
      @gumnamgaming7197 2 месяца назад

      Ek badshah mtlb jo Darbar me zaalim bashad tha yazid
      Bheed me kho gaya kyu ki jab imam sajjad qadam aage badayen to logo ki nazar ab imam pe gaei badshah ko koi nhi dekha.
      Imam ki azemat ka bayan horha h 🙂🙂 I hope ye apke liye complete hai ❤

  • @erumzaffar7931
    @erumzaffar7931 2 месяца назад +1

    دل کو ہئے یہ سکون کہ راضی خد ہوا
    اب بیڑیوں میں بھی ہوں اگر میں تو کیا ہوا
    پھر یوں ہوا یزید نے بھی ہار مان لی
    اور شان سے وہ شام کا قیدی رہا ہوا
    کس کی دعائیں ہیں جو مکمل لکھی گئیں
    دنیا کی ہر زبان میں پھر ترجمہ ہوا
    جلتے ہوے خیام بھی حیران رہ گئے
    سجدے میں کون ہئے یہ مسلسل جھکا ہوا
    ہر بار مل رہے ہیں مطالب نئے نئے
    ورنہ تو کون پڑھتا ہئے خطبہ پڑھا ہوا
    آنکھوں میں شامیوں کی ندامت کے اشک تھے
    بیمار جا رہا تھا شفا بانٹتا ہوا
    اک بادشاہ کھو گیا لوگوں کی بھیڑ میں
    سجاد کے قدم جو بڑھے ، راستہ ہوا
    دربار کے خطیب نے لوگوں کو خوش کیا
    راضی ہوے امام ، نہ راضی خدا ہوا
    دنیا پرست لوگ کہاں جان پائینگے
    حر کو اگر ہوا ہئے تو کیا فایدہ ہوا
    لبیک کہہ رہے ہیں جو و لاش پڑے ہیں زین
    میں ان کے درمیاں ہو ، مگر چپ کھڑا ہوا
    شاعر : سید زین جعفری
    تحریر کاپی: ظفر عباس مرزا (کراچی)