ITI Pass out के लिए प्राइवेट नौकरी के 5 सबसे बड़े फायदे Private Sector ITI Job Benefits

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 янв 2025

Комментарии • 50

  • @thesyed5597
    @thesyed5597 Год назад +3

    Sir mere age 35 hai iti copa kar rahe hu kya karne ka koi fayda hai ya waste hai kya karu please guide me the best thanks

  • @VishalGupta-ww1tg
    @VishalGupta-ww1tg Год назад +1

    Sir me non iti electrician se 2 saal ka apprentice kar Raha hu kya eske baad me ALP ke liye eligible ho jaunga ki nhi please bata diye
    Kya sir 2 saal baad mujhe ITI ka certificate milega ki apprentice ka please reply

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  Год назад

      Nahi aap loco pilot post ke liye eligible nahi hai. Apprenticeship training khatam hone ke baad aapko apprenticeship ka he certificate milega.

  • @Ajaykumarshort143
    @Ajaykumarshort143 8 месяцев назад +3

    Sir, mera iti trade electrician hi session 22 to 24 hai kuchh din me finel exam ho jayga iske bad hamko private sector me kam karna hai please help me sir

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  8 месяцев назад +1

      Agar aap Job karna chahte hai to aap www.shramin.app par visit karke apni trade se related jobs/Apprenticeship search kar sakte hain.

    • @sarkartahrauli7459
      @sarkartahrauli7459 4 месяца назад

      Same as tq sir​@@ShramINShala

    • @SherSingh-i8v
      @SherSingh-i8v Месяц назад

      Bhai koi skill seekho tab jake permanent job karna

  • @gyanendrasingh6488
    @gyanendrasingh6488 9 месяцев назад +1

    Sir ji iti final year ka exam diya h abhi result nhi aya kya mai udyog me jop kar sakta h ye jop mere experience me caunt hoga

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  9 месяцев назад

      Mostly sabhi company ITI candidates ko course pass out hone ke baad he join karwati hain. Companies ki job eligibility par depend karta hai ke aapko experience provide karwaengi ya nahi

  • @ffgamingfire2005
    @ffgamingfire2005 2 месяца назад +1

    Sir company me join kaise karu?

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  2 месяца назад

      Diploma pass out candidates Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/? par login kare. Aap ko Fresher/Experienced dono Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.

  • @PavanParmar-j9r
    @PavanParmar-j9r Год назад

    Respected please guide ....jis bandhe ne scvt se fitter trade me iti Kiya he wo bandha kya....k isro... barc ...... locopilat..... ke liye apply kr skta he kya

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  Год назад

      ITI SCVT/NCVT dono me se pass out students ke certificate value equal rehti hai. Agar aap ITI Fitter se pass out ho chuke hai to aap ISRO, BARC, Loco Pilot me vacancy aane par apply kar sakte hai.

  • @Spidy7255
    @Spidy7255 3 месяца назад

    Sir iti Turner trade kar na ke baad private sector mein kon2 job hai

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  3 месяца назад

      ITI Turner trade karne ke baad private sector mein aapke liye kai job opportunities hain, jaise ki Turner Operator, CNC Operator, Machine Maintenance Technician, Quality Control Inspector, aur Production Supervisor. Aapko machine tools aur equipment operate karna, maintain karna aur production processes samajhne ka accha moka milta hai. Agar aap CNC programming seekh lete hain, toh aapko aur bhi acchi job opportunities mil sakti hain. Skills aur experience ke hisaab se salary aur growth kaafi achi ho sakti hai!

    • @Spidy7255
      @Spidy7255 3 месяца назад

      @@ShramINShala or yah kon2 se company mai job milega matlab private company jaha hum job ke liye apply kar saka? private company ka naam

    • @sumanmandal3466
      @sumanmandal3466 2 месяца назад

      Sir gum government college se iti electrician pass hua hu hamare liye best option kon sa hoga??

    • @AmanGupta-oh6xl
      @AmanGupta-oh6xl Месяц назад

      Bhai is trade me paisa nahi h
      Zindgi par ek jagah rah jouge experience ki koi value nahi h
      Yaha higher laval ki post b tech or diploma walo ko hi rakhte h

  • @VishuKumar-vb9jh
    @VishuKumar-vb9jh Год назад +1

    Humare college ki video kb tk aayegi ATMS group of institutions for engineering college
    Accheja Hapur
    Nijampur Bypass Hapur

  • @RajeshSharma-pg3zr
    @RajeshSharma-pg3zr 6 месяцев назад

    Sir mera bhi 24 last year hai aur meh electrician trade se hu humko government keh liye rukne ka time nhi hai so meh bangaluru side meh job kerna chahata hu toh achi company ka name bataye sir

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  6 месяцев назад

      ITI/Diploma pass Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/? par login kare. Aap ko Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.

    • @lover183
      @lover183 4 месяца назад

      Kaha se ho tum

  • @ManderDewasi-dy3od
    @ManderDewasi-dy3od 6 месяцев назад

    Sir meri 10th open se pass h or me iti krne ka socha h to me rajasthan se hu konsi subject lu or kon konsi hoti h plzz sir muje btaye plzzzzz... Meri life set ho skti h

    • @Akhaldkar
      @Akhaldkar 6 месяцев назад

      Electrician🎉

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  6 месяцев назад +1

      10th open ke baad ITI karna ek acha decision hai, khaskar agar aapko technical skills mein interest hai aur aap technical field mein career banana chahte hain.
      Rajasthan mein aap kai tarah ke ITI courses kar sakte hain. Kuch popular courses mein yeh shamil hain:
      Electrician
      Fitter
      Welder
      MMV
      Draughtsman Civil
      Aap apne interest aur skills ke hisab se koi bhi course choose kar sakte hain.
      ITI mein admission ke liye aapko 10th open mein minimum 35% marks honge chahiye.
      Aap online ya offline application form bhar sakte hain.

  • @JagatbahadurSingh-yj1yt
    @JagatbahadurSingh-yj1yt 4 месяца назад

    Sir kya iti karne ke baad private job lag sakti hai??

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  4 месяца назад

      ITI pass out candidates Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/? par login kare. Aap ko Fresher/Experienced dono Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.

  • @VishalKumar-hs2ls
    @VishalKumar-hs2ls 9 месяцев назад

    Sir ji ICTSM TRADE success video bano

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  9 месяцев назад

      Currently hum sirf ITI ki technical trades ke liye he work kar rahe hain. Hum puri koshish karenge ki aapko es trade se related zyada se zyada information provide kara sake.

  • @shubhamsrivastava2329
    @shubhamsrivastava2329 Год назад

    sir railway me non iti nahi hai

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  Год назад

      Agar aap ITI pass out nahi hai to Railway ke non technical department me ja sakte hai.

  • @avisekhchattaraj4861
    @avisekhchattaraj4861 Год назад

    ITI fresher ke liye koi job h kya sir

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  Год назад

      Job search karne ke liye aap shramIn app download kar len, isake liye google play store pe jae. Aap ko Job se sambandhit sabhee jankari milegi aur aap bhee aavedan kar sakate hain aur aap hamse sampark kar sakte hain, hamari team pooree tarah se prayaas kar rahee hai ki aapako aapki Job se sambandhit jankari milegi.
      play.google.com/store/apps/details?id=com.shramin.user

    • @abirkarmakar8693
      @abirkarmakar8693 7 месяцев назад

      Mai 12th pass and iti electronic mechanic trade se pass Kia job search kar Raha hu sir

  • @SandeshTiwari-rs5lg
    @SandeshTiwari-rs5lg Год назад

    Sir mere college me SCBT bord hai or mujhe doosre State Jana hai me Madhya Pradesh se hu

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  11 месяцев назад

      Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/ par login kare. Aap ko Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap bhi aavedan kar sakte hain aur aap hum se sampark kar sakte hain, hamari team pooree tarah se prayaas kar rahee hai ki aapko aapki Job se sambandhit jankari milegi.

  • @AkashChoudhary-lp7oj
    @AkashChoudhary-lp7oj 7 месяцев назад

    Sir mmv tred kesi h

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  7 месяцев назад

      ITI mein MMV Mechanic Motor Vehicle trade achha hai! Gaadiyon ke engines aur parts ko repair karna, maintain karna aur samajhna seekhte ho. Government aur private workshops dono mein job opportunities hain! Achhi salary aur career growth bhi hai.

    • @AkashChoudhary-lp7oj
      @AkashChoudhary-lp7oj 7 месяцев назад

      @@ShramINShala sir ji mmv krne ke baad comepany me maintenance ki job mil sakti ha kya aur sellery 20 25k mil sakti ha kya

  • @शिवमकुशवाहाबिहार

    Sir mera ITI GOVT ट्रेड वायरमैन sir जोप चाहिए plz 🙏

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  6 месяцев назад

      ITI/Diploma pass Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/? par login kare. Aap ko Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.

  • @PemaramgunjalPema
    @PemaramgunjalPema Год назад

    Ambuja cement me apprenticeship kar rakhi

  • @amangamer0302
    @amangamer0302 10 месяцев назад

    Sir aap mujhe support kariye please 🥺🙏 mujhe aapna carrior banana hai please 🥺🙏 sir

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  10 месяцев назад

      ITI/Dilpoma pass Job/Apprenticeship search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app? par login kare. Aap ko Job/Apprenticeship vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.

  • @karanmonga2564
    @karanmonga2564 3 месяца назад +1

    Iti life brbad ho jati hann

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  3 месяца назад

      Aisa sochna galat hai. ITI ek valuable skill-based education hai, jo aapko practical knowledge deti hai aur industry-ready banati hai. Haan, kabhi-kabhi job milne mein time lag sakta hai ya expected salary nahi milti, lekin agar aap apni skills ko regularly update karte ho aur naye opportunities ke liye open rehte ho, toh growth zaroor milegi. ITI ke baad apprenticeship, diploma courses, aur further specialization jaise options se aap apni career growth ko aur improve kar sakte ho. Sabr aur hard work ke saath aapko achhe results zaroor milenge.

  • @Cricketfans-ql6cj
    @Cricketfans-ql6cj 6 месяцев назад

    𝚂𝚒𝚛 𝚖𝚊𝚗𝚎 𝚒𝚝𝚒 𝚎𝚕𝚎𝚌𝚝𝚒𝚌𝚒𝚊𝚗 𝚜𝚎 𝚔𝚒𝚢𝚊 𝚑𝚞 𝚊𝚋 𝚔𝚊𝚖 𝚔𝚊𝚛𝚗𝚊 𝚔𝚊𝚑𝚊 jaye🙏🙏

    • @ShramINShala
      @ShramINShala  6 месяцев назад

      ITI pass Job search karne ke liye aap hamari shramIn ke app www.shramin.app/? par login kare. Aap ko Job vacancy se sambandhit sabhi jankari milegi aur aap aavedan bhi kar sakte hain.