Namste pandit ji mera abhi abhi baby hua hai par usko health problem hai opration hua hai to wo kab tak thik hoga uske jaan ko koi khatra to nahi hai na please upaay batayie pandit ji Baby ka janam- Monday Janam ka samay - 10: 50 min. Morning
Main Shikha Singh main bahot paresaan hu jb s meri shadi hui hai main aur mere pati ka koi kaam nhi ban rha hai mujhe mante sb hai lekin mere kaam koi nhi aata hm ghar le a chahte hai lekin kuch rukawat aa jati hai iska upay btaye
Plze meri madad kara ham bahut pareshan hai apne jivan mein chah ke bhi kuchh Nahin kar pa rahe Hain ham ham ek bholi bol ka Khiladi Hai per usmein bhi carier najar Nahin a raha haiaur ham singing bhi kar lete hain per usmein bhi kuchh Nahin safalta pa raha h arthik sthiti ke Karan padhaai pura Nahin Ho Paya sab kuchh hamare Jeevan Mein ulta pulta hota Hai mera naam Prashant Kumar karna hai ham Bihar ke Rahane Wale Hain August ka Mahina Somwar ke din janm Hai hamara plze meri madad kare aap kyunki mujhe laga ki aap hi ho ek Jo Mera madad kar sakte ho so please
Sir mere pati hai Monday ko janme hue duniya k sabse jhuthey aur makkar hai Vo bhut aurato se sambandh hai unka wife ko Kuch nhi samjhte Vo ghamandi hote hai somvaar ko janam lene wale dusro ki bhavnao se khelna inka shok hota hai.
Right
🙏🙏🙏
Nice
Ek dam sahi kahe pandit jii
Bilkul sahi btaya aapne guruji☺pranam aapko.👏
Meri sister me sbb gl h
Right sir
Hi
Guru ji namaste
Mere naam dilap hai or mera janm subah 5,35, mint par huaa tha or san 13,7,2020,ko huaa tha
Somwar ko January hai mere bacche ka naam Aayush Kaisa Rahega sar
Billul right maharaj
Sai bat sir ji📚🐦🤘
Ek ek baat aapka sahi hay guru ji..tq
Om namaha shivaay har har mahadev Jay mahakaal🙏🙏☠️💀🔱🔱💀☠️🐯🐯🐯🐯🐯
Y ok right finally right video hearing very thanku so much sir🙏🏻.....m mondae
Prefect sir
S u r right guru gi tmx..tack care😍😊😄
Good morning sir
Mera bhi somwar ka janm hai i
Sir please koi upay bataye ❤
Kya nam rakhna chaye
3 4 2001 Hanna Nana Kay hogs aye rase
Sar mera gonm chom bar jnm.hrtaim bipo d hti he kece bechna he baiya car
Namste pandit ji mera abhi abhi baby hua hai par usko health problem hai opration hua hai to wo kab tak thik hoga uske jaan ko koi khatra to nahi hai na please upaay batayie pandit ji
Baby ka janam- Monday
Janam ka samay - 10: 50 min. Morning
Mein toh ekka deshi Wale din peda hua tha aur day Sombaar
Padhai me man nahi lagta hai 3sal se me padhai me archane aati hai samasya ka samadhan bataye
Aapko pranam
🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sach h ye
Ok very true ur information thanku so much sir..... 🙏🏻
Guruji Mera dob12 Oct 1981 h somvar janam but Mera acha samay kabhi nahi aaya plz suggest what to do
हमारा जन्म सोमवार को हुआ है कफ की समस्या से परेशान हैं जुकाम हो जाता कृपया समाधान बताएं गुरु जी
Somwar Ko ladka hua uska naam rakhna kya rakhna chahie
Sudhanshu ...mtlb chandrma ka aansh
Sirji meri prob gai...Email id ya whatsapp numberdo
Main Shikha Singh main bahot paresaan hu jb s meri shadi hui hai main aur mere pati ka koi kaam nhi ban rha hai mujhe mante sb hai lekin mere kaam koi nhi aata hm ghar le a chahte hai lekin kuch rukawat aa jati hai iska upay btaye
Hame dhokha kiyo milta hai
Plze meri madad kara ham bahut pareshan hai apne jivan mein chah ke bhi kuchh Nahin kar pa rahe Hain ham ham ek bholi bol ka Khiladi Hai per usmein bhi carier najar Nahin a raha haiaur ham singing bhi kar lete hain per usmein bhi kuchh Nahin safalta pa raha h arthik sthiti ke Karan padhaai pura Nahin Ho Paya sab kuchh hamare Jeevan Mein ulta pulta hota Hai mera naam Prashant Kumar karna hai ham Bihar ke Rahane Wale Hain August ka Mahina Somwar ke din janm Hai hamara plze meri madad kare aap kyunki mujhe laga ki aap hi ho ek Jo Mera madad kar sakte ho so please
7869851850 pandit Ji iska naam bataiyega ki kya rakhna chahie Somwar ke din
Sir mere pati hai Monday ko janme hue duniya k sabse jhuthey aur makkar hai Vo bhut aurato se sambandh hai unka wife ko Kuch nhi samjhte Vo ghamandi hote hai somvaar ko janam lene wale dusro ki bhavnao se khelna inka shok hota hai.
Chutiya😂
Aapko galatfami hogi unka day Monday nhi hoga
Jhuth h pura
Mayank Sharma ji meri comments par dhayan de aap ka abhari rahuanga mera naam raushan kumar date of birth 22/1/2001
🙏🙏🙏
Nice
Right
🙏🙏🙏