Hii Ritu Mam...please tell how to make border of this type square neck blouse...kindly tell ...kitne fande back n front gale k liye uthane honge...plez reply🙏💐
धन्यबाद रितुज़ी आपकी डिजाईन बहुत हीसुन्दर हे क्या आप हमे सिखायेगेमे बुनाई करती हू लेकिन एक इन्च का कितना फंदे लेना होगा मालुम नही हेकृपया बताये मिनती दास ओडिसा से
yeh aapko khud hi dekhna padega kyuki har wool ki thickness alag hoti hai. aap 10 fando ka kuch lines banaye aur unhe naap le ki cms mai kitne fande aate hai.
blouse dekha. me pahele ek banai thi. body me se to thik bana pr bagal me bahut deep ban gya tha. To ye video dekhkr a66a guidance mila. blouse me front open band round neck banana hai to kya kre. Mera size 38 B hai to 84 funde thik rhenge ki 90 dalu. pahele wala mera yaad nhi. Old sweater me funde count krna nhi samaj aata
90 fande dale thik rahega, aur aagar aap front open bana chahti hai to 90 ke aadhe karke saath me patti ke 8 fande rakhe yani ki 53-54 fande ek side ke front side se. aur gale ki cutting 10-5-3-2-2-1-1 kare gala best rehega . ya phir aagar square shape chahiye to eksaath 24 fande ghatake phir upper kandhe tak banaye.
Ritu ji ... namastey....Radhe Radhe...AAP red,white,nd black colour ka Jo blouse dikhaye hae wo kitne size ke hogi? I mean main cotton ki 40 size ki pahanti hu ...mujhe kitna fanda Lena hae starting may...aur kitna barana hae wo v bataye.... plz...
2/3 baat pu6ni hai. 1) jyada healthy lady(110 weight) k liye shoulder me 20-20 funde rakhna hoga ya 25-25? 2) sleeveless banana ho to bhi 5-3 cutting hogi baju ki? 3) Front open banana hai to Gala 5-3-2-1 hi ghatayenge?
Hi Jnanada Ji, inke liye to shoulder pe aapko 35 fande ke aas paas rakhne hai normal bande ke hum 28 se 30 rakhte hai aagar inka shoulder broad hai to phir 35 rakheyga. cutting to sleeves ki bhi wahi hoti hai jo hum aage ke parts ke karte hai armhole ki. gale ka round hai to 6-3-2-2-2-1-1-1 karege aur aagar v neck hai to aapko pata hi hai ki ussme eke ke ghatta hai.
Hi Jnanada ji, mam nap lijiye 1cm mai 3 fande hote hai normal un mai aur aagar moti wool hai to 2 fande us tarah aap calculate care jaise aagar (10cm hai to 10 ko 3 se multiply kare =30 fande ) thode se fande apne hisab se kam kar le. is tarah se aap fando ko size ke saath calculate kar sakte hai.
Vary nice mam.... Bahuat aacha bataty Ho Aap....
Thanks for tutorial..pls batayen 3/4 sleeves k liye bhi 5-3 fande ghata kr sabhi fande ek saath band karne honge kya.
Wow! Nice
Hii Ritu Mam...please tell how to make border of this type square neck blouse...kindly tell ...kitne fande back n front gale k liye uthane honge...plez reply🙏💐
bahut helpful hoga aap ka reply. nhi to jane Kaisa Banta and kholna padta. waise Abhi nxt 10 din Baad start krungi
Jnanada Bhavsar
Jnanada Bhavsar wwwxxx wait. b
Hii Mam beautiful pattern please tell how to make square neck border for this type blouse🙏💐
Will upload soon
Mam, plz designer fandy k sath arnm hole ki cutting bata dain. Ur teaching z superb.
Hii
nice
it's beauty full. and very nice. ye jo topi aap ne bnai hai is me kebal kaise daley.
ruclips.net/video/-n2Cgo49t1s/видео.html
धन्यबाद रितुज़ी आपकी डिजाईन बहुत हीसुन्दर हे क्या आप हमे सिखायेगेमे बुनाई करती हू लेकिन एक इन्च का कितना फंदे लेना होगा मालुम नही हेकृपया बताये मिनती दास ओडिसा से
yeh aapko khud hi dekhna padega kyuki har wool ki thickness alag hoti hai.
aap 10 fando ka kuch lines banaye aur unhe naap le ki cms mai kitne fande aate hai.
Ritu hi plz make a video of how to make this design. U have given details of borders.
ruclips.net/video/ju0Fu7eOafE/видео.html
wow very nice
blouse dekha. me pahele ek banai thi. body me se to thik bana pr bagal me bahut deep ban gya tha.
To ye video dekhkr a66a guidance mila. blouse me front open band round neck banana hai to kya kre.
Mera size 38 B hai to 84 funde thik rhenge ki 90 dalu. pahele wala mera yaad nhi. Old sweater me funde count krna nhi samaj aata
90 fande dale thik rahega, aur aagar aap front open bana chahti hai to 90 ke aadhe karke saath me patti ke 8 fande rakhe yani ki 53-54 fande ek side ke front side se. aur gale ki cutting 10-5-3-2-2-1-1 kare gala best rehega . ya phir aagar square shape chahiye to eksaath 24 fande ghatake phir upper kandhe tak banaye.
A66a thanks
👍
thnk u ritu ji.
Ritu ji app ye blouse design stap by stap daleys or open design be Tora dakiy please
Ritu Jii please upload woman blouse gol gala
Nice mam
Thanks Madam. I will try soon.
Bilkul Kijiye isliye dala hai. Thanks Ji.
REKHA SHARMA
Kya aap v future maker me join hone chahti h to es number pr call kre8679375315
Clear explanation ji.but you didn't explain how to do this design?
Rituji, 40" waist ke liye kitni fande leni hai, wool thoda moti hai....
84 lijiye.
Ritu Creations Thank you, v much, I really admire your work and your way of narration, easily understood.
mam aapki video to achi h lekin aap ye btae ki chkore gle ke fnde kaise uthaye
rituji PL upload katori shape Willem blouse pattern
ritu ji m hai neck sweater bunna chahti 1saal ke bache ka plz btay kise kitne fande, gala kyse bune plzzzzzz
bahut jaldi hi 1-1.5 saal ke bachee ka sweater upload kar rahi hu dekh lijiyega.
mam 3 part ka sweater batye
mam 40 waist k liye kitne fande dalne chiaiye is woolen blouse me??plz reply
wool moti hai ya patli.
रितु जी नमस्ते हम लखनऊ से है आपके सारे बीडियों देखती हुए प्लीज ब्लाऊज की एक दो पिक और बताये लेटेस्ट डिजाइन मे
Ritu je namsthi bhauj LA gala bhatayi
Puri video dikho bante huye
Thanks mam for lovely video mam square neck ko four needle se banana hai mam how to pick up the stitches Pl share
Mam starting mein 90 fande rakh sake hai
kiske liye bana rahe hai.
मैडम गले क बार्डर बनना बताईए मैं बिग नर्स हू
Ritu ji ... namastey....Radhe Radhe...AAP red,white,nd black colour ka Jo blouse dikhaye hae wo kitne size ke hogi? I mean main cotton ki 40 size ki pahanti hu ...mujhe kitna fanda Lena hae starting may...aur kitna barana hae wo v bataye.... plz...
yehi banaye aajayega. normally 80 border pe aur upper 10 fande badayege
Thanks Ritu ji...
Thanks Ritu ji ...
ritu ji namste please hame blauj ke aur dijain btaye
please blauj ke aut bhi dijain btaye
shortly.
Unka blouse sikhana hai
Kiska
Mam 36 size ke liye kitne fande dalege
baju me 5,3 ghatakr kitni Salai lena hai. kab band krna hai wo firse samjana plz
aap yeh vedeo dekhe dobara aapko samajh aajayega .
bagal 5-3 ghatake aap ek line mai hi sare fande ek ek karke ghataye.
A66a usi line me ghatana hai
maim plz koi nae dijain ka blauj btaye
di apne ye blouse bataya nhi plz bataiye
2/3 baat pu6ni hai. 1) jyada healthy lady(110 weight) k liye shoulder me 20-20 funde rakhna hoga ya 25-25?
2) sleeveless banana ho to bhi 5-3 cutting hogi baju ki?
3) Front open banana hai to Gala 5-3-2-1 hi ghatayenge?
Hi Jnanada Ji,
inke liye to shoulder pe aapko 35 fande ke aas paas rakhne hai normal bande ke hum 28 se 30 rakhte hai aagar inka shoulder broad hai to phir 35 rakheyga.
cutting to sleeves ki bhi wahi hoti hai jo hum aage ke parts ke karte hai armhole ki.
gale ka round hai to 6-3-2-2-2-1-1-1 karege aur aagar v neck hai to aapko pata hi hai ki ussme eke ke ghatta hai.
a66a. Ok. thanks
mam gale ke border mein approximately kitne fande lene hai
bado ke liye 100 se 120 tak rakhte hai
Thanks a lot .
ma'm, 110 kg weight wali lady k liye blouse k liye kitne funde lagenge?
Hi Jnanada ji, mam nap lijiye 1cm mai 3 fande hote hai normal un mai aur aagar moti wool hai to 2 fande us tarah aap calculate care jaise aagar (10cm hai to 10 ko 3 se multiply kare =30 fande ) thode se fande apne hisab se kam kar le. is tarah se aap fando ko size ke saath calculate kar sakte hai.
Ok. Thanks ma'm
wow. aapi jan excellent
Thanks
Aapi please 2 year kay baby Hoodie sweater bnan bata day or round neck be thank you
Ritu Creations ä
Mam aap iska design bta do.
hai channel pe
Please Mam pura tutorial dijiye sikhaiye
Mem gla banne ke liye kitne fande honge
kaisa gala bana rahe hai aap normally gol ke liye to hum bado ke liye 110 se 120 fande uthate hai.
mam.half.sleeve.designer.blouse.btayea.plzz
Thanks
di iska pattern ab to dal dijiye bahut dino se intjar kr rhe h
iska pattern already hai mere channel pe .
ruclips.net/video/ju0Fu7eOafE/видео.html
Yeh pattern Kaiser banega plz bataye
Dijain to btaya nahi aap ne
Thanks
Ply tell the round deep neck front or back
Iska part to bhi dikhaiye
aapki koi book hain kya? main ek bengali hoon sayad hindi galat likhtee hoon.
nahi mam abhi nahi hai but aap kuch time baad maere website pe pattern dekh sakte hai. but aapki hindi achhi hai.
koe dushra ledise blause design bataye pzzz
thode time ke baad upload karungi.
Es blouse ki design bta de plz
Hi Jyoti already bataya hai maine apne channel pe iska design niche link de rahi hu aap dekhe.
ruclips.net/video/ju0Fu7eOafE/видео.html
Gla bnane btao di
channel pe already hai.
playlist mei check karein.
Please ritug full sleavs blaus batai
36 waist me liye kitny fandy daly wool patli hy
84 dalhe.
Thanks mam
ladies baloue swetar koe new bataeye
Sandhya Rani
jaldi isliye h. hum abhi bunna chahte h.
nice mam
thanks
Ritu Creations Pooja
koe new ledise blouse design
Sandhya Kumari ".ritu creations knitting patterns
plz mem blause degine btaye
Mam design kaise banaya
link pe click kare iske design ke liye.
ruclips.net/video/ju0Fu7eOafE/видео.html
pzzz jaldi uplod kijiye maim
thank you for my demand.
Welcome Ji
Ritu Creations please raglan sweater front open round neck ki b video beaj dayn,thanks.
Ritu Creations please raglan sweater front open round neck ki b video beaj dayn,thanks.
Hai very nice pl tell neck border kasisabannaga
Ritu ji aapne koi jawab nei dya
sorry gayatri ji vacations pe thi. I hope ki aapko jawab mil gaya mera.
nice
thanks.
Bazu Kitni Ghar ka hai
aapne 70 fande dalne hai
Mem, knitting pattern kahan mileaga. Please.
knitting pattern kuch time baad upload karungi.
Ritu Creations knitting patterns
REKHA SHARMA
REKHA SHARMA 我们
ruclips.net/video/xicCh--Vzsg/видео.html
mam jo ispr sweater h vo app plz bnana sikha dijiye plzzz...
be
Gala bhana kr dekha na
mam apna watsapp no dena
9837006969
nice