जो इतने पैसे पानी की तरह बहाएं जा रहे हैं वो जनता को नौकरी और रोजगार देने में लगाते ज्यादा बेहतर होता, क्योंकि जनता खुशहाल होगी तो तभी बिहार खुशहाल होगा बाकि ये सब चीजें तो बाद में भी बनता तो कोई दिक्कत नहीं थी, उद्योग लगाते तो बहुतों को नौकरी और रोजगार मिलता पर सरकार शायद ये नहीं चाहती चाहे कोई सरकार रहे या आए
Jab infrastructure development hoga to khud ba khud bhut sari company aur MNC aayegi investment karne aur Naukri vi milega.....Sirf sarkari Naukri hi Naukri nhi hota hai
Patna University Central University kb banega?? Har state ki Rajdhani me Central University h , lekin Bihar ki Rajdhani Patna me Central University nhi h.
Parsa punpun ilake me jamin kafi hai yaha acche open khel maidan athletics ke liye aur acchi university IT companies ko bulaya jasakta hai bihar sarkar ke dwara
Koi nitish babu ko btaya ki wo sirf patna ke CM nahi hai pure bihar ke CM hai. Ek ROB tak nai Bana pa rhe hai baki district me. Ya yo patna ya fir nalanda, iske aage inhe kuchh dikhta hi nai
बहुत सुंदर रुप से आपने बताया। ये सभी कार्य पटना के लिए आवश्यक हैं। साधुवाद।
पटना में रोजगार के साधन के अलावा हर विकास का सपना पूरा हो जाएगा।
Sirf sarkari naukri ke chakkar me rahoge to sarkar ki glti nhi hai
Nitish ji, Japan jaaiye aur Japany company ko bihar me industry start karne ke liye invite kijiye
Honorable chief minister is doing a great job ...Bihar is improving
Excellent for bihar
Plantation project bhi hona chahiye 🌱 kyunki heat 🌡️☀️( Global warming ) ek major problem hai.
U should add Patna metro project in top 5
JeetanRam PaltuRam ki kripa se development ho rahaa hai Bihar mein
जो इतने पैसे पानी की तरह बहाएं जा रहे हैं वो जनता को नौकरी और रोजगार देने में लगाते ज्यादा बेहतर होता, क्योंकि जनता खुशहाल होगी तो तभी बिहार खुशहाल होगा बाकि ये सब चीजें तो बाद में भी बनता तो कोई दिक्कत नहीं थी, उद्योग लगाते तो बहुतों को नौकरी और रोजगार मिलता पर सरकार शायद ये नहीं चाहती चाहे कोई सरकार रहे या आए
बिहिरीयो को सरकारी नौकरी पेंशन के साथ मिलना चाहिए नौकरी इंफ्रास्ट्रक्चर का काम पैसे का बर्बादी है
Jab infrastructure development hoga to khud ba khud bhut sari company aur MNC aayegi investment karne aur Naukri vi milega.....Sirf sarkari Naukri hi Naukri nhi hota hai
Patna University Central University kb banega??
Har state ki Rajdhani me Central University h , lekin Bihar ki Rajdhani Patna me Central University nhi h.
Parsa punpun ilake me jamin kafi hai yaha acche open khel maidan athletics ke liye aur acchi university IT companies ko bulaya jasakta hai bihar sarkar ke dwara
Bhaiya first viewer ❤
It company kb aayigi aur engineering college, Medical college kb developed hoga
ये सारी सुविधाए "जिनकी जितनी संख्या भारी, उसकी उतनी हिस्सेदारी " वाली सोच रखने वालों के लिए "बानर के हाथ में नारियल" की तरह है।
Koi nitish babu ko btaya ki wo sirf patna ke CM nahi hai pure bihar ke CM hai.
Ek ROB tak nai Bana pa rhe hai baki district me.
Ya yo patna ya fir nalanda, iske aage inhe kuchh dikhta hi nai
मिथिला राज्य बनाने के अलावा और कोई रास्ता नहीं है।
Jai JeetanRam Jai PaltuRam
Patna me bhi gurugram jaise buildings ban ni chahiye
Usse kya ho jayega, aapko koi gift kar dega kya, bhai gurugram me avg. Income logo ka patna se 3 guna hai
Moinul haq stadium ka kya hua 10 sal se renovate ho rha ?
Multi parking samajh se pare, hai, police ki kamai kaise hogi, mujhe to nahi lagta ki jaam ki samasya se station ko nijat milega
Apko batate chale dosto... Kitna bar bola😂
Science City mein bahar ki building ki photo laga diya hai
सभी मल्टीस्टोरी बिल्डिंग को भी जोड़ दो और बोलो पटना को इतना गिफ्ट मिलेगा 2024 में ।
Bihar k Engineer ki murkhta, karya samapt hone pe malum chalega
Patna me na re baba na pull gir jayega majdur mar jayega😂😢😅
Patna master plan 2031 ka kya hua ?
YEAR 2050 TAK KUCH NAHI HOGA